• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Lucifer- The fallen angel(completed)

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Lone survivor

Well-Known Member
8,687
29,811
219
WRITER’s NOTE

School times se likhne ka bahut shauk tha mujhe mostly poems hi likhta tha. School me hi ek ladki mili bahut pyaari thi. College ke 3rd year tak relationship chala fir vo chali gaye door. Uske baad kabhi socha nahi tha dobara kuch likunga. Bilkul man hi nahi karta tha. Nashe to jaise jindagi ban gaye the. Pehle bhi nashe karta tha lekin uske baad jada ho gaye. Akela rahna acha lagne lagega aur dheere dheere sab door hote chale gaye. Main akela hi bacha tha. Tab kahi se xf ka pata chala aur pata nahi kyu aise hi ek raat pehli story ka first update post kar diya. Ek medium mil gaya tha mujhe kuch share karne ka aur acha bhi lagne laga tha. Dheere dheere vapas likhna start kiya aur es baar stories. Xf par kuch stories likhi fir vo band hua to yaha aa gaya. Aur vohi silsila yaha bhi kamyaab raha. Aap sabko sayad idea nahi hoga ki jo thoda bahut interact hota hai humara yaha vo kitna important ho sakta hai kisi ki life me. Es waqt mere pass almost sab kuch hai lekin agar kisi ko kuch share karna chahu to aisa person nahi hai esliye beech beech me kuch updates me apni situation likh deta hu to acha lagta hai. I hope ki humara sath aise hi aage bana rahe.

Ek mew story ka dimag me kuch idea hai lekin kab start hogi eske liye abhi sure nahi hu

May be main kuch dino ke liye rehab chala jau ya fir kuch aur mil jaye sath chalne ke. Lets see

In the end i want to thank each and everyone of you guys who has supported me and gave me so much love. Means a lot

Thank you so much guys. Jaldi hi milte hai ek new story ke sath tab tak ke liye 👋
 
Thakur008

Active Member
529
2,217
123
UPDATE-160
Raaj- eda ruk jao
Tum yaha se nahi ja sakti

Jab eda maa se baat karke nikali to kiso tarah raaj ko khabar ho gaye ki vo heaven chhod ke jane wali hai esliye vo akela eda ke samne khada tha aur ab sayad bahut badi galti karne wala tha

Eda- maine decision le liya hai raaj
Mere raste se hat jao main tumhe hurt nahi karna chahti
Raaj- mujhe pata hai tum pehle se hi hurt ho aur ye tumhe bhi pata hai lucifer ko mere se jada kisi ne support bhi nahi kiya esliye meri baat mano aur ek baar thande dimag se socho

Eda- sochne samjhne ka waqt chala gaya ab
Raaj- tumne heaven chhoda to tum vapas nahi aa paogi
Maine last time bahut mahnat karke roka tha aisa hone se

Eda- ab main vapas aana bhi nahi chahti
Mere raste se hat jao raaj main last time bol rahi hu
Raaj- fir to tumhe meri laas ke upar se jana padega

Eda- to vohi sahi aur eda ke wings nikal aaye aur sath me uski talwaar bhi samne raaj ke bhi wings nikal aaye aur uska spear bhi

Eda- tum mujhse nahi jee sakte raaj
Raaj- tumse haar to sakta hu na

Eda ne ye suna aur full speed me udti hue raaj ki taraf gaye aur vahi raaj bhi apna spear utha kar eda ki taraf bhaga

Jab un dono ke hathiyaro ki takkar hue to etni tej aawaz hue ki pure heaven ko pata chal gaya hoga ki aaj koe do shaktiya aapas me lad rahi hai

Havaye bahut tej ho gaye aur mosam us se bhi kharaab

Dono ke hathiyaar apas me takrate hue jamin par aagaye aur agli hi second eda ki talwar vapas chali aur raaj last moment me side hat kar bach gaya

Aur uska bhala eda ki peeth par laga lekin eda ko jaise kuch feel hi nahi hua
Uski aankhen golden hokar bahut tej chamkne lagi aur eda apne full form me aa chuki thi

Aise form jisme us se sirf kuch chhundiya log hi lad sakte the aur unme raaj to bilkul nahi tha

Jab raaj vapas eda par hamla karne wala tha to eda ne ek kick maari raaj par aur vo udta hua ek km door jake gira

Eda ne usse sambhalne ka ek mokka bhi nahi diya aur udte hue uske pass pahuch gaye aur uske uthne se pehle hi ek aur kick maari uske pade pade hi aur raaj fir bahut door jake gira

Lekin es baar eda ke pahuchne se pehle hi vo khada ho chuka tha aur eda ke attack se pehle hi usne eda ke pairo par hamla kiya jis se uska balance bigadne laga to raaj ne vapas us par hamla kiya aur vo almost girne lagi aur jiski vajah se eda ka gussa ab out of control ho gaya tha aur usne etne tej apni talwar ghumae ki raaj ke spear ke do tukde ho gaye

Lekin raaj ye sayad janta tha esliye usne dono tukdo ko ek ek hath me le liya aur ab uske pass do hathiyaar ho gaye eda se ladne ke liye
Kya ye sufficient the?
Lagta to nahi hai kyuki eda ne jab agla hamla kiya to eda ki talwar uske spear ko vapas katate hue uske hath me ghus gaye

Ek royal blood ki dhaar heaven me fail gaye lekin raaj piche nahi hata

Usne talwar ke apne hath me ghuse hone ka fayda uthaya aur apna spear ka pana wala hissa eda ke pairo me ghusa diya

Lekin fir bhi eda ne ahh tak nahi ki sayad abhi usme lucifer ki aatma aa gaye thi jiski vajah se usse dard nahi ho raha tha ya fir usne etna sah liya tha ki ab aur feel hone ke liye kuch bacha hi nahi tha

Eda ne vapas raaj ko ek kick maari aur uska bhala eda ke pair me hi rah gaya aur eda kj talwar uske hatho par bahut bada chhira marte hue us se alag ho gaye aur vo door jake gira

Uske muh se khoon bahana suru ho gaya tha lekin kaise bhi karke vo uth raha tha
Ye baat vo bahut ache se janta tha ki agar eda chahti to usse abhi tak bahut aasani se maar sakti thi lekin vo aisa nahi kar rahi thi sayad ye soch rahi thi ki raaj khud hi raste se hat jaye aur raaj ye soch raha tha ki sayad apno ka khoon dekh kar eda ka khoon thanda ho jaye

Eda ne apne pair se raaj ka bhala nikala aur dusre hath me apni talwar jis par abhi bhi raaj ka khoon laga hua tha vo aim ki aur raaj ki taraf pahuch gaye

Es waqt tak raaj ke pass na koe hathiyaar bache the aur na aur ladne ki himmat lekin vo khada vapas ho gaya tha

Eda ne uske hi bhale se raaj par ek ke baad ek ek ke baad ek bahut sare attack kiye aur vo jamin par girne laga

Sareer ke har part se khoon nikalna suru ho gaya tha lekin eda ruk nahi rahi thi
Vo ruki jab usse kisi ki aawaz sunae di

Guruji- bahut ho gaya
Ab tumhre hathiyar dalne ka waqt ho gaya
Eda- hathiyaar dalna to aapne kabhi sikhaya hi nahi aur usne raaj ko apne se door fek diya aur guruji ki taraf mood gaye

Guruji- eda tumhe shant ho jana chahiye ab
Heaven ko ek aur musibat me mat daalo
Eda- main shant ho gaye guruji
Aur uske hatho me jo talwaar thi vo aur jada badi ho gaye aur dusre hath me ek kataar aa gaya jiska size pehli talwaar ke jitna hi tha

Ye sidha sidha matlab tha ki eda guruji ko khuli chhunoti de rahi hai

Guruji- mat karo aisa
Main thak gaya hu ladte ladte
Eda- agar aap thak gaye ho to mere raste se hat jao

Aur etna bolte hi eda bahut tej speed se guruji ki taraf badhi
Guruji jinhone enko sari sikhsha di thi vo etna to jaan hi gaye the ki ab eda rukegi nahi aur unhe hathiyaar uthana hi padega

Esliye jaise hi eda unke pass aaye unhe hath me bhi unka sabse priay talwaar unke hatho me aagaye

Aur ek talwaar se unhone eda ke dono weapons ko rok liya

Guruji- eda lucifer ko bahut dukh hoga jab usse ye pata chalega
Eda- usse ye pata chalega tab na

Aur eda speed se back flip maari aur vapas guruji par attack karne lagi

Dono bahut tej the aur jis prime par eda abhi thi us waqt usse sirf teen aadmi hi lad sakte the aur unme ek guruji thi

Dono ki fight etni intense ho gaye thi ki heaven me logo ne apne aapko apne gharo me kaid kar liya tha vo bhi sirf hathiyaro ki aawaz se

Vahi eda apni full force use kar rahi thi aur guruji sirf uske attack se bachne ki kosis vo nahi chahte the ki eda unse hurt ho lekin vo ye bhi jante the ki bina eda ko hurt kiya vo usse shant bhi nahi kar sakte

Pata nahi aur kitna unhone sahna tha kyuki eda unki sabse favorite student thi aur aaj vohi student unke samne hathiyaar leke khadi thi

Guruji ne ek mantra padha aur eda ke charo taraf ek ghera bana diya jisse vo bahar na aa sake aur eda ke charo taraf ek ghera bhi ban gaya

Jaise hi ghera bana eda ne bina koe waqt gavaye uspar attack karna suru kar diya

Dono hathiyaar se vo etni tej tej attack kar rahi thi ki ussi normal insaan dekh bhi na paye aur kuch hi seconds me pura ka pura mantra kharab kar diya usne

Aur vapas gusse me guruji ki taraf badhi

Es se pehle guruji kuch kar paate eda ka kaatar light ki raftaar se guruji ki taraf aaya
Vo to en time par guruji side ho gaye aur unki baju par halka sa cut hi laga nahi to aaj abhi esi waqt unhe mukti mil jati

Eda ke dusre prahaar hone se pehle hi guruji sambhal gaye aur firse ek mantra padha aur eda par aandhi se war kiya jiski vajah se eda apni jagah khadi nahi rah paye aur vo piche ki side me move hoti chali gaye

Jis se vo pehle se bhi jada krodhit ho gaye aur usne etna jor lagaya ki vo us aandhi ko bich me se chhirte hue guruji ke pass pahuch gaye etne speed me ki uske guru usse dekh bhi nahi paye aur eda ne ice attack kiya jo etna powerful tha ki guruji bahut door jake gire

Aisa bahut sadiyo ke baad hua tha ki guruji jameen par gire ho kisi se ladte hue aakhiri baar eda ka pyaar hi aisa kar paya tha bas

Guruji jo abhi tak defensive khel rahe the ab unhe gussa chadne laga tha aur gussa aaye bhi kyu na unki ek student unko har disha me nacha rahi thi

Vo dhool jhaadte hue khade hue aur pehli baar gusse me apni talwaar eda ki taraf aim karke feki

Jisse rokne ke liye eda ne apni talwar aur kaataar dono laga liye lekin uski force se bhi vo ruk nahi paaya aur eda ke kaatar ko bich se cheer diya
Lekin eda ke sareer ko nuksaan pahuchane se pehle eda dusri side me jump kar gaye aur usse bach gaye

Guruji ne apna hath aage badhaya aur unki talwaar vapas unke hatho me aagaye

Aur ab vapas dono aamne samne khade ho gaye

Ab dono ki aankhon me kroddh saaf saaf najar aa raha tha
Vahi eda ek angel thi to uski aankhen golden chamak rahi thi aur guruji ke chehre par unka tej vapas aa chuka tha

Matlab saaf tha ab asli ladae suru hone wali thi aur ye sab to bas ek trailer tha

Guruji eda ki taraf bhage lekin eda apni jagah khadi rahi aur jaise hi guruji uske pass pahuche unke piche se unpar prahaar hua jo eda ne hi apne aas pass ke vatavaran ko control karke liya tha

Guruji ka balance bigda aur vo eda ne essi chhij ka fayda uthaya aur apne wings khol liye jis se ye hua ki guruji ki talwaar shant pad gaye aur vo nihathe ho gaye

Eda- eske baad koe mokka nahi milega aapko guruji
Abhi bhi waqt hai piche hat jaeye main dobara nahi bolungi

Guruji ne aankhen band karke kuch mantra padhe aur unki talwar vapas aa gaye aur ab vo kisi krodhit rishi munni ke jaise eda par toot pade

Es baar vo actual me guruji ke bhesh me aaye the aur unke prahaar etne khatarnaak the ke eda ke pass unka koe jawab nahi tha

Vo jamin me ghusti ja rahi thi aur upar se guruji ek ke baad ek ek ke baad ek uske upar hamla kiye ja rahe the

Uska kataar ke tukde ho chuke the aur talwar bhi shant hone lagi thi

Aur vo jamin par gir gaye aise giri jaise behosh hi ho gaye hai

Guruji ne vapas apni talwar hava me uthaye aur jaise hi vo apna final attack karne wala tha yaha earth par lucifer ek second ke liye hava me uda aur vapas jamin par gir gaya
Uske sareer me se kuch kheech ke nikal gaya

Aur heaven me jaise hi guruji eda ko shant karne wale the ki talwaar hava me hi ruk gaye aur ek bahut bada laal bavandar utha jo had se jada garm tha aur eda me samane laga

Guruji ne jaise hi ye dekha unke pair apne aap piche hone lage aur eda ki aankhen jo band thi vo khulne lagi

Bas fark etna tha ki abhi tak uski aankhen golden thi aur ab bilkul laal thi

Vo khadi hue aur uske charo taraf aag failne lagi aur uske hatho ne moment karne suru kar di aur vaha se aag nikalna suru hogaye jo guruji ki taraf badhne lagi

Guruji ne apni protection ke liye apne sareer ke aage apni talwaar kar di jo us aag ko kaatne lagi lekin uske sath hi unka sareer bhi jaise jalne laga

Vo jada der usse rok nahi paye aur door jamin par gire sath me talwar bhi unke hatho se chhut gaye

Unhe kuch seconds ke liye aisa laga jaise unki mukti bahut najdeek hai kyuki aag ka bavandar unki aankhon ke samne tha aur vo unhe rok nahi sakte the

Unhone apni aankhen band ki aur apne aakhiri dino ka bhagwan se dhanyavaad karne lage

Lekin etni jaldi kaise unhe mukti mil jati kyuki unka sareer vapas normal hone laga aur jaise hi unhone aankhen kholi unke piche supreme khade the

Vo bilkul shant khade the facial expression na ke barabar the aur jaise hi eda aur unki aankhen mili unhone apna hath bahut joro se ghumaya aur eda vaha se udti hue pata nahi kaha jakar giri.....
wohhhhhhhhhhhhhhh!
lucifer ko shyad kuch bhi yaad na ho pr uski shaktiyo ko beshak yaad h ki unhe kaab apne chahne walo ki mmadat krni h
awesome update bro mja he aagya

jo iss update me hua uske hisab se to guruji lucifer ke takar ke nhi h uski sirf shaktiyo ne he guruji ko unka aakhri time dikha diya agar lucifer khud aata
eda ko bachane to kya hota

doubt :- kya vo sach me lucifer ki shaktiya thi jo edaa ke andar ayii thi ?
 
Death Kiñg

Active Member
1,404
7,079
144
Anisha ke saath Lucifer ne sex to kiya par agli hi subah Ashmita ko ye pata bhi chal gaya... Ashmita really has a different kind of aura and impact on the story... Doosre shabdon mein, ek wahi hai jo devil ko nark kr darshan karwa deti hai! Anisha ke saath Lucifer ka scene chahe jaise bhi bana, beshak usmein ek kaaran Devil ka Lucifer par bhaari hona tha, par fir bhi, ye saaf hai ki aaj nahi to kal ye hona hi tha... Waise bhi lagta yahi hai ki Anisha ghar se sochkar hi aayi thi ki udghatan karwa ke hi waapis jaayegi... Priyanka ka shehar se baahar hona aakhir ek behatreen mauka jo tha uske paas...

Khair, ab Lucifer ke is kaarname ke baare mein Ashmita ko pata chal hi gaya hai parantu uska reaction utna bhi gusse waala nahi tha... Shayad use bhi pata hi tha ki uske behen Lucifer ke pyaar mein padd chuki hai... Jab Kaashvi ko dhoondne ke waqt dono petrol pump par pahunchi thi, tabhi Ashmita ko shayad is baare mein bhanak lag gayi thi... Ashmita aur Lucifer ki baaton se ek hi nishkarsh nikalta hai ki Ashmita gussa nahi thi Lucifer se ki usne sab jaante huye bhi Anisha se relation banaya, balki shayad wo apni aur apni behen ki kismat se krodhit thi, jo aage chalkar unhe anekon dukh dene waali hai...

Ab dekhna ye hai ki kya Priyanka ko pata chal jaayega is baare mein, yadi haan to kya reaction hoga uska? Doosra, Priyanka ka kaunsa raaz hai jo wo Anisha se chhupa rahi hai, sawaal ye bhi hai ki kya wo raaz sach mein Anisha se chhupa hua hai? Ya wo sab jaankar bhi chup hai? Kya Priyanka hi wajah hai ki Anisha, Tara aur Ashmita se doori banaye huye hai... Inaaya se kaha to hai Lucifer ne ki wo Priyanka ko kuchh nahi karega, jab tak ki Anisha se baat nahi hogi is baare mein, par Lucifer aur Anisha ke baare mein jaankar yadi Priyanka ne koyi bewakoofi ki, tab kya Lucifer apni baat par kaayam rahega..?

Tara aur Ashmita ki koshishen jaari rehne waali hain Anisha ko manane ke liye... Idhar Lucifer ne jo baatein ki Anisha se is baare mein, us se saaf hai ki Anisha ka maksad kuchh aur hi hai! Beshak usne Priyanka se kaha tha ki sab kuchh pehle jaisa hi rahega, par uske Ashmita aur Tara ke prati behaviour ki wajah kuchh aur hi hai... Kya plan ho sakta hai uska? Kyonki usne ek tarah se keh hi diya hai ki wo Raichand ko aur koyi saza nahi dena chahti, to kya usne itni aasani se maaf kar diya use? Ya fir uska plan Ashmita aur Tara ko takleef pahunchakar indirectly Raichand ko nishaana banana hai? Beshak wo Ashmita aur Tara ko lekar abhi tak normal hi dikhi hai, parantu Anisha jaisi ladki ke baare mein kuchh predict nahi kiya jaa sakta!

Iske do kaaran hain... Pehla, uska dimaag, she's superiorly intelligent... Lucifer ke alawa kahani mein shayad aisa koyi bhi kirdar nahi (earth par), jo uska dimaag padh sake aur uske kadamon ko samajh sake... Secondly, Anisha thodi introvert hi lagi hai mujhe to... Iska arth ye nahi ki wo kam baat karti hai balki ye hai ki jo main baat hoti hai, Anisha uske baare mein charcha karne se bachti hai... Wo smart hai, behad smart, par kahin yahi smartness use ya kisi aur ko musibat mein naa daal de...

Idhar Lucifer ne Inaaya ko bhi Anisha ke baare mein bata diya hai par usne to pehle hi Lucifer ko free – hand diya hua hai... (Btw. I liked that you gave a bit better presence to Inaaya in this update)... Inaaya aur Lucifer ki conversation is baar adhoori hi rahi, aur mujhe nahi lagta ki is baare mein dono ki behes kabhi sahi anjaam tak pahunch bhi paayegi... Lucifer ka change hona ya uske tareekon ka change hona, mujhe to possible nahi lagta... Haan, Eda aur Raaj ne zaroor ek baar kaha tha ki Lucifer mein badlaav aa raha hai, jaisa Saanvi chahti thi... Par mere khyal mein ye change sirf aur sirf uski premikaon tak hi seemit hai, broader prospect mein Lucifer ab bhi waisa hi hai... Important cheez ye hai ki Lucifer ki yaad daasht abhi nahi aayi hai, jab lautegi tab hi pata chalega ki Lucifer badla hai ya nahi...

Overall, ab Lucifer ki list mein ek aur naam shaamil ho gaya hai, jo us se poori tarah jud chuka hai... Inaaya, Ashmita aur Anisha, inke baad dekhte hain kaunsa naam judta hai is soochi mein... Payal hi hogi mere khyal se kyonki Maadhuri ko lekar thoda reluctant dikha hai Lucifer... Maadhuri zaroor jhukti dikhi hai Lucifer ki taraf, par abhi bhi mujhe lagta hai ki inki kahani itni jaldi aage badhna shayad mushkil ho... Khair, ab majorly Ashmita – Tara aur Anisha ke arc par nazar rahegi, kyonki Anisha ki planning tagdi lag rahi hai!

Eda ke sabr ka baandh bhi toot hi gaya aakhir kaar, par dekhna ye hai ki iska nateeja kya hoga... Raaj ko jitni chot lagi hai, usne Guruji par hathiyaar bhi utha liye, dekhna hoga ki iska kya anjaam bhugatna padega Eda ko... Raaj ne rokne ki koshish to ki Eda ko, par wo bhi achhi tarah jaanta tha ki ye uske bas ki baat nahi hai, wahin Guruji shayad Eda ko chot nahi pahunchana chahte the, waise jab unhone Eda ko seriously chot pahunchane ki koshish ki tab Lucifer ke andar se koyi roshni nikalkar Eda mein sama gayi... Kya ye us khoon ke kaaran hua jo Lucifer ne Eda par giraya tha ya kuchh aur wajah thi iski?

Beharhal, ye bhi pata chal gaya ki Eda aur Raaj ke rishte ke pichhe bhi Supreme aur Lucifer ki Maa hi thi... Supreme ne kaha tha Guruji se ki Eda aur Lucifer ko alag karne ke pichhe kuchh khaas wajah thi, khair ab wo wajah jo bhi ho, par is baat ko jhuthlaya nahi jaa sakta ki Lucifer to Lucifer, par Eda ke saath bhi anyay kiya gaya hai... Lucifer ke liye bhale hi Supreme ke paas permanent bahana ho duniya ki bhalayi ka par Eda ke saath huyi ghatna justification se baahar hai... Secondly, ab important ye hoga ki Supreme kya faisla karte hain Eda ko lekar! Shayad ek aur baar anyay hone waala hai uske saath...

Teenon hi updates bohot khubsurat the bhai... Eda ki frustration bohot badhiya tareeke se darshayi aapne, saath hi wo poora action sequence bhi kaafi badhiya tha... And as always, emotional scenes to aap likhte hi bohot badhiya hain!

Outstanding Updates Bhai & Waiting For Next...
 
The king

Well-Known Member
4,239
15,470
158
UPDATE-159
Lucifer- i fucked anisha
Inaaya- well she loves you a lot to ye to hona hi tha

Lucifer- ashmita ko bhi pata chal gaya
Inaaya- usse bhi pata tha
Ab agla number kiska hai?

Lucifer- abhi to tumhra hi hai
Inaaya- anisha theek hai?

Lucifer- ha thoda bahut pain tha vaise theek hai
Inaaya- uski mom ko pata chal gaya to?

Lucifer- tab ka tab dekhenge
Uski mom se bhi to baat karni thi
Inaaya- pehle mujhe ye batao uski mom ka kya scene hai?
Kuch to hai jo sirf tumhe pata hai

Lucifer- vo apni galtiya sudharne ki kosis kar rahi hai
Inaaya- ye to achi baat hai

Lucifer- lekin galtiya kabhi sudhari nahi ja sakti
Inaaya- bilkul ja sakti hai
Agar sahi direction me kaam kiya jaye to

Lucifer- you're too kind inaaya
Inaaya- nahi lucifer tum straight nahi soch rahe ho
Galtiya har koe karta hai lekin important ye hai ki hum unse kya sikh rahe hai aur uspar kaise amal kar rahe hai

Lucifer- she have to pay the price
Inaaya- and who are you to decide the price?

Lucifer- anisha
Anisha ab part hai humari life ka
Inaaya- to let her decide na
Usse sach batao aur usse hi decide karne do

Lucifer- vo ashmita aur tara ka matter theek kar le to bata du
Inaaya- etni jaldi nahi hoga ye

Lucifer- pata hai mujhe lekin uske upar ek ke baad ek chhije dalna bhi to sahi nahi hai
Inaaya- baat sahi hai tumhri
Lekin decision uska hona chahiye lucifer tumhra nahi
After all priyanka uski maa hai aur jo kuch usne kiya nahi kiya aur uske sath kya hona chahiye ye sirf anisha ko decide karna chahiye

Lucifer- theek hai main kuch nahi karunga
Inaaya- thats like my good boy

Lucifer- vaise anisha thodi thodi mere jaisi hai vo etni jaldi maaf to nahi karegi
Inaaya- ye uspar chhod dete hai
Tum mujhe shekhar ke bare me batao

Lucifer- kya batao uske bare me?
Inaaya- kya kiya tumne uske sath?

Lucifer- maine kuch nahi kiya
Inaaya- let me rephrase it
Kya karvaya tumne uske sath

Lucifer- maine kuch bhi nahi karvaya
Sab kuch bas ho gaya
Inaaya- ma'am ko pata hai?

Lucifer- na hi pata chale to jada better hai
Inaaya- to fir usse jaldi se mukti de do
Humara kaam khushiya lana hai dard dena nahi

Lucifer- mukti word ka matlab samjh aata hai tumhe?
Inaaya- jo haal tumne kiya hoga uske sath uske liye ye word hi sahi hai

Lucifer- kya karu fir?
Maar du?
Inaaya- vo sahi rahega
Ab uske jinda rahne par usse kya hi milega?
Mar jayega to shanti mil jayegi

Lucifer- vo shanti deserve to nahi karta na
Inaaya- lucifer peace is what can make this world a beautiful place
Mujhe pata hai tumhe en sab me time lag raha hai lekin tumhe es bare me bhi sochna chahiye

Lucifer- mujhe nahi sochna ab
Jaisa chal raha hai vaise chalne do
Inaaya- es se rasta aur kharab ho jayega Lucifer
Agar hum ek percent bhi khud ko badal paye to bahut badi jeet hogi humari

Lucifer- humari es bare me pehle bhi ek conversation hue thi na?
Result tumhe pata hai uska?
Koe fayda nahi hai inaaya
Inaaya- humari pehle baat hue thi tumhre badlne ki lekin ab baat ho rahi hai logo ko maaf karne ki
Ye to hum kar hi sakte hai

Lucifer- main nahi kar sakta
Ant me aakar mujhe bhagwan nahi banana main devil hi theek hu
Inaaya- apno ke liye to kuch socho
Unka kya hoga?

Lucifer- main jab tak hu tab tak vo khush rahenge
Inaaya- aur uske baad?

Lucifer- uska baad me dekhenge
Inaaya- baad me kaise dekhoge jab tum honge hi nahi yaha to?

Lucifer- bhookh lag rahi hai chalo kuch kha lete hai
Inaaya- theek hai lekin ye conversation abhi adhuri hai****

Eda- maate ab aage kya hona hai?
Kab tak aisa hi chalta rahega?
Maa- lucifer ka ya tumhra?

Eda- hum dono ka maate
Maa- lucifer ka to khatam hone wale hai

Eda- aur mera? Humara?
Maa- tum dono ka bhi

Eda- aur mera?
Maa- tumhra kabhi khatam nahi hoga beti

Eda- aisa na bolo maa
Kya main humesha aise hi rahungi?
Maa- tum bade kaam ke liye bani ho beti

Eda- mujhe nahi karna koe bada kaam
Ya to mujhe mukti de do ya...
Maa- ab tum lucifer ko nahi maang sakti tumhre pass raaj hai

Eda- aap sab ne mere sath acha nahi kiya maate
Bilkul acha nahi kiya
Maa- tumne mujhse jo manga tha vo maine de diya

Eda- lekin aapne mere pyaar ka kalank lagva diya maate
Maa- tumhra pyaar pavitra tha

Eda- tha nahi maate hai
Lucifer ka khoon bhi es pyaar ko nahi mita paya to aap eske sath tha kyu laga rahi ho?
Maa- raaj ke sath rishta banana tumhra khud ka decision tha

Eda- mera nahi tha maate
Aap sab ne mujhe manupulate kiya uske liye
Aapko pata tha main kabhi aapki aur supreme ki baat nahi talti esliye aap sab ne mere sath khel khela hai
Maa- aisa nahi hai beti
Raaj tumse pyaar karta hai

Eda- ye bhi juth hai
Yaha par kisi ko sayad pyaar ka matlab hi nahi pata esliye har dusri chhij ko pyaar ka naam de dete hai
Maa- to kya hai tumhre aur raaj ke bich?

Eda- aap sab ek aur lucifer nahi chahte the esliye mujhe uski taraf feka aapne
Maa- lucifer to ek hi hai aur raaj bachpan se ek shant aur susheel ladka tha

Eda- ye bhi juth hai bilkul juth hai
Vo lucifer ko apna ideal manta tha aur aap sab ko dar tha ki vo bhi us raste na chala jaye jis raste par aap sab ne mil kar lucifer ko dhakela
Lekin aap jante nahi ho ki aaj nahi to kal aap sab mil kar bhi raaj ko nahi rok paoge
Vo lucifer ka dard me apna dard dekhne laga hai aur ye aapko pata hai bilkul acha nahi hai

Maa- usse sambhalne ke liye tum ho na
Eda- main nahi hu
Aaj ke baad main kisi ke pange me apna pair nahi dalungi
Lucifer ko dunia tabah karni hai karne do
Raaj ko lucifer banana hai banane do
Aap dono ko sabki life ke sath khelna hai khelte raho
Main aaj ke baad kisi ki life me koe interfare nahi karungi

Maa- tumhre upar es sansaar ka bhavisya tika hai
Eda- vo to lucifer ke upar tha na kal tak?
Main ab en sab ka hissa ban kar nahi jee sakti aur ab mujhe na heaven me rahna hai

Maa- tum yaha se nahi ja sakti
Eda- ofcourse main ja sakti hu
Kon rokega mujhe?

Maa- tumhe rukna padega
Eda- nahi maate ab aur nahi
Mujhe yaha se jana hai to matlab jana hai
Maate main aapki bahut izzat karti hu aur lucifer se bahut jada pyaar main us izzat aur pyaar ki kasam kha kar bolti hu agar kisi ne mera rasta katne ki kosis kari to heaven ko khoon se nahla dungi main
Yaha etni laashe bichegi ki logo ko eda me lucifer dikhne lagega
Main abhi ja rahi hu
Aapko jisko bolna hai bol do main eda aaj sab ko dekh lungi lekin yaad rakhna jisko aap bologi vo dobara kisi ko dekhne ke layak nahi rahega***

Tara- ashu teri baat hue kya anisha se?
Asmita- hmm hue to

Tara- mani thodi bahut?
Ashmita- apko kya lagta hai?

Tara- nahi mani hogi
Ashmita- hmm nahi maani

Tara- koe nahi hum usse etna pyaar denge ki usse manana hi padega
Ashmita- lekin hum usse force to nahi kar sakte

Tara- force se agar pyaar mil bhi gaya to bhi kya hi matlab hai
Ashmita- vohi to
Dekhte hai lekin jaise pehle the vaise hi rahna uske samne specially office me nahi to usse lagega ki special treatment mil raha hai aur vo bhag jayegj

Tara- office me to tum hi dekho
Main konsa tumhre office me rahti hu
Ashmita- dekh rahi hu vaha main

Tara- uski mom se baat kare?
Ashmita- main soch rahi thi agar pehle anisha hi samjh jaye to jada better hai

Tara- hai ye to hai
Kyuki agar direct family ke pass gaye to usse acha nahi lagega
Ashmita- aap bilkul vaise soch rahi ho jaise mere liye sochti ho
Aisa kuch nahi karna jiski vajah se ashu ko dukh ho aur ab aisa kuch nahi karna jiski vajah se anisha ko dukh ho

Tara- ab etni pyaari pyaari behane hai meri to kya karu main?
Unhe dukh nahi de sakti na
Ashmita- ye to hai hi vaise bhi ab to meri bhi chhoti behan ho gaye hai

Tara- khud order jamana
Ashmita- pehle order jamane ka hak to de fir dekhenge

Tara- samjh jayegi vo
Usse thoda waqt do bas
Ashmita- hope aisa hi ho

Tara- aisa hi hoga
Usse realize hoga ki jo bhi kuch hua usme humari koe galti nahi thi
Ashmita- mujhe uske gaal khichne hai jaldi se aisa ho jaye bas

Tara- jaldi hi hoga fir uske gaal bhi kheech lena aur vaha bahut sare kisses bhi kar lena
Ashmita- my little one
Tara- our little one my little one
Our little one...
Nice update bhai waiting for next update
 
The king

Well-Known Member
4,239
15,470
158
UPDATE-160
Raaj- eda ruk jao
Tum yaha se nahi ja sakti

Jab eda maa se baat karke nikali to kiso tarah raaj ko khabar ho gaye ki vo heaven chhod ke jane wali hai esliye vo akela eda ke samne khada tha aur ab sayad bahut badi galti karne wala tha

Eda- maine decision le liya hai raaj
Mere raste se hat jao main tumhe hurt nahi karna chahti
Raaj- mujhe pata hai tum pehle se hi hurt ho aur ye tumhe bhi pata hai lucifer ko mere se jada kisi ne support bhi nahi kiya esliye meri baat mano aur ek baar thande dimag se socho

Eda- sochne samjhne ka waqt chala gaya ab
Raaj- tumne heaven chhoda to tum vapas nahi aa paogi
Maine last time bahut mahnat karke roka tha aisa hone se

Eda- ab main vapas aana bhi nahi chahti
Mere raste se hat jao raaj main last time bol rahi hu
Raaj- fir to tumhe meri laas ke upar se jana padega

Eda- to vohi sahi aur eda ke wings nikal aaye aur sath me uski talwaar bhi samne raaj ke bhi wings nikal aaye aur uska spear bhi

Eda- tum mujhse nahi jee sakte raaj
Raaj- tumse haar to sakta hu na

Eda ne ye suna aur full speed me udti hue raaj ki taraf gaye aur vahi raaj bhi apna spear utha kar eda ki taraf bhaga

Jab un dono ke hathiyaro ki takkar hue to etni tej aawaz hue ki pure heaven ko pata chal gaya hoga ki aaj koe do shaktiya aapas me lad rahi hai

Havaye bahut tej ho gaye aur mosam us se bhi kharaab

Dono ke hathiyaar apas me takrate hue jamin par aagaye aur agli hi second eda ki talwar vapas chali aur raaj last moment me side hat kar bach gaya

Aur uska bhala eda ki peeth par laga lekin eda ko jaise kuch feel hi nahi hua
Uski aankhen golden hokar bahut tej chamkne lagi aur eda apne full form me aa chuki thi

Aise form jisme us se sirf kuch chhundiya log hi lad sakte the aur unme raaj to bilkul nahi tha

Jab raaj vapas eda par hamla karne wala tha to eda ne ek kick maari raaj par aur vo udta hua ek km door jake gira

Eda ne usse sambhalne ka ek mokka bhi nahi diya aur udte hue uske pass pahuch gaye aur uske uthne se pehle hi ek aur kick maari uske pade pade hi aur raaj fir bahut door jake gira

Lekin es baar eda ke pahuchne se pehle hi vo khada ho chuka tha aur eda ke attack se pehle hi usne eda ke pairo par hamla kiya jis se uska balance bigadne laga to raaj ne vapas us par hamla kiya aur vo almost girne lagi aur jiski vajah se eda ka gussa ab out of control ho gaya tha aur usne etne tej apni talwar ghumae ki raaj ke spear ke do tukde ho gaye

Lekin raaj ye sayad janta tha esliye usne dono tukdo ko ek ek hath me le liya aur ab uske pass do hathiyaar ho gaye eda se ladne ke liye
Kya ye sufficient the?
Lagta to nahi hai kyuki eda ne jab agla hamla kiya to eda ki talwar uske spear ko vapas katate hue uske hath me ghus gaye

Ek royal blood ki dhaar heaven me fail gaye lekin raaj piche nahi hata

Usne talwar ke apne hath me ghuse hone ka fayda uthaya aur apna spear ka pana wala hissa eda ke pairo me ghusa diya

Lekin fir bhi eda ne ahh tak nahi ki sayad abhi usme lucifer ki aatma aa gaye thi jiski vajah se usse dard nahi ho raha tha ya fir usne etna sah liya tha ki ab aur feel hone ke liye kuch bacha hi nahi tha

Eda ne vapas raaj ko ek kick maari aur uska bhala eda ke pair me hi rah gaya aur eda kj talwar uske hatho par bahut bada chhira marte hue us se alag ho gaye aur vo door jake gira

Uske muh se khoon bahana suru ho gaya tha lekin kaise bhi karke vo uth raha tha
Ye baat vo bahut ache se janta tha ki agar eda chahti to usse abhi tak bahut aasani se maar sakti thi lekin vo aisa nahi kar rahi thi sayad ye soch rahi thi ki raaj khud hi raste se hat jaye aur raaj ye soch raha tha ki sayad apno ka khoon dekh kar eda ka khoon thanda ho jaye

Eda ne apne pair se raaj ka bhala nikala aur dusre hath me apni talwar jis par abhi bhi raaj ka khoon laga hua tha vo aim ki aur raaj ki taraf pahuch gaye

Es waqt tak raaj ke pass na koe hathiyaar bache the aur na aur ladne ki himmat lekin vo khada vapas ho gaya tha

Eda ne uske hi bhale se raaj par ek ke baad ek ek ke baad ek bahut sare attack kiye aur vo jamin par girne laga

Sareer ke har part se khoon nikalna suru ho gaya tha lekin eda ruk nahi rahi thi
Vo ruki jab usse kisi ki aawaz sunae di

Guruji- bahut ho gaya
Ab tumhre hathiyar dalne ka waqt ho gaya
Eda- hathiyaar dalna to aapne kabhi sikhaya hi nahi aur usne raaj ko apne se door fek diya aur guruji ki taraf mood gaye

Guruji- eda tumhe shant ho jana chahiye ab
Heaven ko ek aur musibat me mat daalo
Eda- main shant ho gaye guruji
Aur uske hatho me jo talwaar thi vo aur jada badi ho gaye aur dusre hath me ek kataar aa gaya jiska size pehli talwaar ke jitna hi tha

Ye sidha sidha matlab tha ki eda guruji ko khuli chhunoti de rahi hai

Guruji- mat karo aisa
Main thak gaya hu ladte ladte
Eda- agar aap thak gaye ho to mere raste se hat jao

Aur etna bolte hi eda bahut tej speed se guruji ki taraf badhi
Guruji jinhone enko sari sikhsha di thi vo etna to jaan hi gaye the ki ab eda rukegi nahi aur unhe hathiyaar uthana hi padega

Esliye jaise hi eda unke pass aaye unhe hath me bhi unka sabse priay talwaar unke hatho me aagaye

Aur ek talwaar se unhone eda ke dono weapons ko rok liya

Guruji- eda lucifer ko bahut dukh hoga jab usse ye pata chalega
Eda- usse ye pata chalega tab na

Aur eda speed se back flip maari aur vapas guruji par attack karne lagi

Dono bahut tej the aur jis prime par eda abhi thi us waqt usse sirf teen aadmi hi lad sakte the aur unme ek guruji thi

Dono ki fight etni intense ho gaye thi ki heaven me logo ne apne aapko apne gharo me kaid kar liya tha vo bhi sirf hathiyaro ki aawaz se

Vahi eda apni full force use kar rahi thi aur guruji sirf uske attack se bachne ki kosis vo nahi chahte the ki eda unse hurt ho lekin vo ye bhi jante the ki bina eda ko hurt kiya vo usse shant bhi nahi kar sakte

Pata nahi aur kitna unhone sahna tha kyuki eda unki sabse favorite student thi aur aaj vohi student unke samne hathiyaar leke khadi thi

Guruji ne ek mantra padha aur eda ke charo taraf ek ghera bana diya jisse vo bahar na aa sake aur eda ke charo taraf ek ghera bhi ban gaya

Jaise hi ghera bana eda ne bina koe waqt gavaye uspar attack karna suru kar diya

Dono hathiyaar se vo etni tej tej attack kar rahi thi ki ussi normal insaan dekh bhi na paye aur kuch hi seconds me pura ka pura mantra kharab kar diya usne

Aur vapas gusse me guruji ki taraf badhi

Es se pehle guruji kuch kar paate eda ka kaatar light ki raftaar se guruji ki taraf aaya
Vo to en time par guruji side ho gaye aur unki baju par halka sa cut hi laga nahi to aaj abhi esi waqt unhe mukti mil jati

Eda ke dusre prahaar hone se pehle hi guruji sambhal gaye aur firse ek mantra padha aur eda par aandhi se war kiya jiski vajah se eda apni jagah khadi nahi rah paye aur vo piche ki side me move hoti chali gaye

Jis se vo pehle se bhi jada krodhit ho gaye aur usne etna jor lagaya ki vo us aandhi ko bich me se chhirte hue guruji ke pass pahuch gaye etne speed me ki uske guru usse dekh bhi nahi paye aur eda ne ice attack kiya jo etna powerful tha ki guruji bahut door jake gire

Aisa bahut sadiyo ke baad hua tha ki guruji jameen par gire ho kisi se ladte hue aakhiri baar eda ka pyaar hi aisa kar paya tha bas

Guruji jo abhi tak defensive khel rahe the ab unhe gussa chadne laga tha aur gussa aaye bhi kyu na unki ek student unko har disha me nacha rahi thi

Vo dhool jhaadte hue khade hue aur pehli baar gusse me apni talwaar eda ki taraf aim karke feki

Jisse rokne ke liye eda ne apni talwar aur kaataar dono laga liye lekin uski force se bhi vo ruk nahi paaya aur eda ke kaatar ko bich se cheer diya
Lekin eda ke sareer ko nuksaan pahuchane se pehle eda dusri side me jump kar gaye aur usse bach gaye

Guruji ne apna hath aage badhaya aur unki talwaar vapas unke hatho me aagaye

Aur ab vapas dono aamne samne khade ho gaye

Ab dono ki aankhon me kroddh saaf saaf najar aa raha tha
Vahi eda ek angel thi to uski aankhen golden chamak rahi thi aur guruji ke chehre par unka tej vapas aa chuka tha

Matlab saaf tha ab asli ladae suru hone wali thi aur ye sab to bas ek trailer tha

Guruji eda ki taraf bhage lekin eda apni jagah khadi rahi aur jaise hi guruji uske pass pahuche unke piche se unpar prahaar hua jo eda ne hi apne aas pass ke vatavaran ko control karke liya tha

Guruji ka balance bigda aur vo eda ne essi chhij ka fayda uthaya aur apne wings khol liye jis se ye hua ki guruji ki talwaar shant pad gaye aur vo nihathe ho gaye

Eda- eske baad koe mokka nahi milega aapko guruji
Abhi bhi waqt hai piche hat jaeye main dobara nahi bolungi

Guruji ne aankhen band karke kuch mantra padhe aur unki talwar vapas aa gaye aur ab vo kisi krodhit rishi munni ke jaise eda par toot pade

Es baar vo actual me guruji ke bhesh me aaye the aur unke prahaar etne khatarnaak the ke eda ke pass unka koe jawab nahi tha

Vo jamin me ghusti ja rahi thi aur upar se guruji ek ke baad ek ek ke baad ek uske upar hamla kiye ja rahe the

Uska kataar ke tukde ho chuke the aur talwar bhi shant hone lagi thi

Aur vo jamin par gir gaye aise giri jaise behosh hi ho gaye hai

Guruji ne vapas apni talwar hava me uthaye aur jaise hi vo apna final attack karne wala tha yaha earth par lucifer ek second ke liye hava me uda aur vapas jamin par gir gaya
Uske sareer me se kuch kheech ke nikal gaya

Aur heaven me jaise hi guruji eda ko shant karne wale the ki talwaar hava me hi ruk gaye aur ek bahut bada laal bavandar utha jo had se jada garm tha aur eda me samane laga

Guruji ne jaise hi ye dekha unke pair apne aap piche hone lage aur eda ki aankhen jo band thi vo khulne lagi

Bas fark etna tha ki abhi tak uski aankhen golden thi aur ab bilkul laal thi

Vo khadi hue aur uske charo taraf aag failne lagi aur uske hatho ne moment karne suru kar di aur vaha se aag nikalna suru hogaye jo guruji ki taraf badhne lagi

Guruji ne apni protection ke liye apne sareer ke aage apni talwaar kar di jo us aag ko kaatne lagi lekin uske sath hi unka sareer bhi jaise jalne laga

Vo jada der usse rok nahi paye aur door jamin par gire sath me talwar bhi unke hatho se chhut gaye

Unhe kuch seconds ke liye aisa laga jaise unki mukti bahut najdeek hai kyuki aag ka bavandar unki aankhon ke samne tha aur vo unhe rok nahi sakte the

Unhone apni aankhen band ki aur apne aakhiri dino ka bhagwan se dhanyavaad karne lage

Lekin etni jaldi kaise unhe mukti mil jati kyuki unka sareer vapas normal hone laga aur jaise hi unhone aankhen kholi unke piche supreme khade the

Vo bilkul shant khade the facial expression na ke barabar the aur jaise hi eda aur unki aankhen mili unhone apna hath bahut joro se ghumaya aur eda vaha se udti hue pata nahi kaha jakar giri.....
Awesome update bhai waiting for next update
 
Sk.

Member
232
1,049
138
Supreme ne hi to Lucifer ko banaya.. Unka level hi alag hai. :bow:
भाऊ
बनाने वाले ने तो बना दिया, वो तो बनने वाले पे है ना कि वो किस लेवल पर है
और अगर बात लेवल की है तो सुप्रीम को भी तो लेखक ने बनाया तो लेखक का लेवल तो सब से ऊँचा होगा 😂

निवेदन...
मेरी यह टिप्पणी सिर्फ मनोरंजन की तरह ली जाए 🙏
 
Lib am

Well-Known Member
3,257
11,287

Mast fight scene tha ye to, Raaj to khair Eda ko rok hi nahi sakta tha mager Eda ne to Guruji ko bhi naani yaad karwa di thi, wo to achcha hua ki Supreme aa gaye warna aaj to guruji ki dil ki ichcha poori ho jaati mukti ki.

Eda khatre mein thi to kuch yaad naa hote hue bhi Lucii ki aatma samajh gayi ki Eda mushkil mein hai aur Eda ki help ke liye aa gayi. Kya Eda ab heaven se bahar ho gayi hai ya supreme se usko kaid kar liya hai. Mast update
 
Top