Update-60
“achchha khud pe aayi toh dimag kharab ho gaya aur jo waha mere class ke ladke ko bol rahe the… uska kya… yadi wo bhi wahi pe tumhe maa-behan ki gali deta toh… ? ek lahja hota hai, sabhya aadmi ki tarah baat karne ka… ye nahi ki jo muh me aaya, bak diya… sharam karo kuch…”
“ok…ab bahut hua… tumhare papa police inspector hai na…? tumhe kya lagta hai… wo criminals se kaise baat karte honge thane me…? ki … aayiye mahoday, aapne humare mohalle me chori ki, aapne do logo ko khoon kar diya… aapne uski beti chod.. FUCK ME.... Sorry... mera matlab tha rape... Anyway, jo muh se nikal gaya, so nikal gaya... Point pe aata hoon... Toh tumhe kya lagta hai, tumhare papa un criminals se kaise baat karte honge... Ki.. Mahoday, ye apne duskarm kiya hai aur aapko aapke is duskarm ke liye dand diya jayega… aap kripya apne vastra utariye aur salaankho ke peechhe jaane ka kast kare.. tumhe kya lagta hai , wo aise baat karte honge, criminals se…?? Bilkul nahi… wo seedhe ma-bahan ki gali dete honge. Ab tum batao… fir tumhare papa kis type ke insan hai…? kya tumhare papa bhi dogle hai..? kyunki ghar me toh wo tumse aur tumhari maa se bahut achchhe se , bahut pyar se baat karte hai… jis tarah tumhare papa, chor-uchakko ko gaaliya dete firte hai, koyi unhe de toh…?”
“juus…. Just…..fuck…. off… Atharva"dono aankhe band karke lambi saanse bharte hue Riya thodi der baad boli…
usne mujhe fuck off bolne ke liye wo thoda samay kyun liya...?? Main aaj tak suspence me hoon. Kyunki uske papa ko jaise hee maine hum dono ki conversation me ghusaya tha, waise hee main samajh gaya tha... Riya ka responce kuch aisa hee hone wala hai... Par mujhe Riya ka muh bhi band karna tha.. So, maine kah diya... Waise, kuch galat nahi kaha tha... Jaise wo chor uchakke Riya ke papa ke liye criminals hote hai, waise hee us samay Jafar mere liye tha...
Par ye tuchha log meri tarah depth me jaa nahi paate aur fir mujhe hee galat samajh lete hai...
"FUCK OFF"jab pahli baar Riya ke fuck off bolne ke baad main fuck off nahi hua toh Riya aur chillakar boli...
“kyun…? apne me aayi toh dimag kharab ho gaya..? itni der se mujhe jo suna rahi thi..? uska kya… bina kuch jaane-samjhe seedhe meri maa-bahan pe pahuch gayi aur maine jara sa tumhare baap ke bare me sachchayi kya bayaan ki… seedhe fuck off…? Ab batao yaha dogla kaun hai… main ya tumhare papa..?? Ya fir tum khud..?? ”
“TUMM.. MUJHSE AAJ KE BAAD BAAT MAT KARNA….”Riya aur jor se cheekhi aur isi ke sath garden me ghoom rahe students ki nazar hum dono par padi…
“nahi karunga baat… Dosto ki kami hai kya mujhe… waise bhi tum jaisi dogli ladkiyo se baat karne ka mujhe koyi shaukh nahi hai… dogli kahi ki… chal jaa"
“ achchha hua , pahle hee apna asli rang dikha diya tumne..”
“sahi hee hua , jo tumhari itni chhoti soch ke bare me mujhe bhi pahle pata chal gaya… main kya –kya soch raha tha, tumhare bare me… par nikli tum dogli… tujhse achchhi toh Madhu aur Mini hai… ab ghoor kya rahi hai, maaregi kya….chal hatt yaha se… badi aayi… dogli kahi ki…”
.
.
“kya bhatti, kya hua….? Mana liya Riya ko…”jab Riya se ladkar main apne class ki taraf jaane laga toh Ranjan ne mujhe beech me hee rok liya…
“mana liya…? Bahut udd rahi thi, baitha diya… waise bhi wo Pagal hai lawda… ulool-julool baat kar rahi thi… mere maa-behan pe aa gayi thi… ab tu bata, koyi ladka kitna bhi sharif kyun na ho, uske dimag me kuch aur chalta hai ki nahi…? Jise wo sabse chhipa kar rakhta hai.. koyi kisi ko chodna chahta hai, koyi andar hee andar kisi se pyar karta hai… koyi bahar gali nahi deta , lekin mann hee mann me galiyo ki dukan khole rahta hai…. toh kya wo dogla ho gaya…? aur wo bol toh aise rahi thi, jaise duniya ki sari ki sari ladkiya apna dil kholkar saamne rakh deti ho… tu likh le… is duniya me ladkiyo se jyada dogla koyi nahi hai… Yudhistir ka sampurn mahila jaati ko diya gaya shraap tak fail ho chuka hai, aaj ke date me… Sali, kisi ladke pe maregi lekin use chhipa kar rakhegi aur ye expect karegi ki har baar wahi pahal kare…. Ab inse bada dogla kaun hua tu bata… inko koyi jaake bataye ki chaatna hai toh laad chato, dimag nahi….”
“toh tu mana liya na… Riya ko… finally… ?”
“pata nahi kya kiya maine… baad me baat karunga Riya se… waise bhi Riya Rose Meri Territory hai "
“chal Ved ko batate hai…
”
“usko bata ke kya fayda… maje lega mere aur kya… waise bhi wo toh lawda kab se iska intezaar kar raha hai…”
“isiliye toh batana hai, Bhatti…”haste hue Ranjan bola aur mere kandhe me hath daalkar mujhe jabardasti kheechte hue mere class ki taraf le jaane laga….
“batana mujhe bhi hai kuch…. Sanjana ke bare me…”
“arey haan… main toh bilkul bhool hee gaya tha, tu Jafar ke chamche ko chamka kyun raha tha…? Main dekh raha hu, Jabse tu mera dost bana hai, udta hua teer bahut catch kar raha hai tu…. Ekat ghus gaya na toh…?”
“Sanjana aur Jafar ke bare me pata chala…? Jafar aaj school nahi aaya hai kya…?”
“Sanjana aur Jafar ke bare me kya…? Unka breakup hua hai, maine hee toh bataya tha tujhe… bhai kahi unka patch-up toh nahi ho gaya na… aur nahi, Jafar aaj school nahi aaya hai… Sanjana bhi nahi aayi hai…”
“Sanjana school aayi thi.. lunch me. Tu shayad class ke andar tha, isliye dekh nahi paya…. Jafar aur Sanjana ki ladayi hui hai…”
“haan pata hai, mere saamne hee toh hui thi, jiske baad breakup ho gaya dono ka…”
“physically…”
“physically… ? kya matlab… Sanjana ne ek-do jad diye kya Jafar ko…?”
“actually, vice-versa…. Jafar ne Sanjana ko jad diya hai…”
Ye sunte hee Ranjan ko aisa jhatka laga ki wo mujhe ab kheech kar class le jaane ki bajay jaha tha wahi khada ho gaya aur mujhe ektak dekhta raha… wo bhi usi gusse se tapne laga , jis gusse se kuch der pahle main tap raha tha, jab Sanjana ne mujhe ye bataya tha…. Maine Ranjan ko meri aur Sanjana ke beech aaj hui baat-chit ke bare me bataya…
“isiliye main Jafar ke chamche ko chamka raha tha… aur Jafar ko school ke baad bus-stand me milne ka dhamki diya hu…”
“milenge na… bilkul milenge….…”apni hatheliyo ko malte hue Ranjan tharrate hue sirf itna hee kaha...
.
Ab dhamki de di thi, isliye main, Ved aur Ranjan bus stand me school ki chhutti hone ke baad baithe the. Tab tak mera gussa shant ho chuka tha, isliye maine aaj jo-jo karm-kand kiye the uspar bus-stand me baithe- baithe soch- vichar kar raha tha , waise bhi jaha tak mera anumaan tha Jafar nahi aane wala tha. Isliye main bus-stand me baitha apne aaj ke karmo aur un karmo ke phal ke bare me soch raha tha… ki mujhe wo karna chahiye tha ya nahi…. ??
Gusse me toh aadmi kisi ko bhi kuch bhi bol deta hai, kisi ko kuch bhi challenge kar deta hai.. lekin use pachhtawa tab hota hai jab baad me uska gussa shant hota hai aur gusse me liye gaye decisions ke bare me wo sochta hai. jaise abhi mujhe pachhtawa ho raha tha…
Mujhe Riya se aise baat nahi karni chahiye thi, maine jo kiya wo uske liye unexpected tha… isliye usne waisa react kiya aur yadi mujhe gussa aa sakta hai toh gussa use bhi toh aa sakta hai… wo mujhe sharif samajh rahi thi, jo ki main hu.. par gusse me maine Jafar ke dost ko kuch jyada hee gali de di. Usne thodi Sanjana par hath uthaya tha aur uske baad Riya ko bahut kuch bol diya maine… khair Riya ko toh mana lunga lekin taav me aakar maine ye kya kar diya… Jaafar ko bus-stand me aane ki dhamki de di…
ab yadi Jafar aata hai toh faltu me bahut bada lafda hoga… mera naam aaj tak kahi kisi bhi galat kaam me nahi aaya.. aur 12th khatm hone ko jab kuch din bache hai toh maine ye karamat rach dali… main fattu nahi hu, lekin main isko dusare tarike se handle kar sakta tha… main seedhe Principal ko jakar complaint kar sakta tha, fir Saxsena ji ko jo karna tha wo karte… ya fir Karan Naik ko hee bol deta, wo akele maa chod deta Jafar ki… jaisa ki usne ek baar pahle kiya hai…. bahut saare raaste the mere paas lekin maine taav-taav me Jafar ko bus-stand me aane kaa nyotaa de diya aur yaha baithkar uska intezaar kar raha hu….??
Kya karu…? Ranjan ko bolu ki… humlog Principal se complaint kar dete hai..? ya fir Karan Naik se…? nahi… Ranjan nahi maanega, aur ab toh bilkul bhi nahi… iska kya hai , iska baap toh hamesha isi ke support me rahta hai, gand toh meri maari jayegi ghar me… baapu kahi ghar se naa nikal de… aur ye bhosdika Ved kaise mast baithe –baithe mobile chaala raaha hai, lawde ke baal ko koyi tension hee nahi.. aur main ye sab kyun soch raha hu , wo bhi ab… kahi main sach me toh dogla nahi…? Jaisa ki Riya bol rahi thi.
“ ho toh gaya ek ghanta, lagta hai Jafar nahi aayega.. gand fat gayi hogi uski…”
“gand uski nahi teri fati hui hai…”mobile ki screen me aankh gadaye hue Ved bola, jo fb me Mira dwara upload ki hui ek photo ko baar -baar zoom karke dekh raha tha.. Isi dauran wo bola..
"Mira ke doodh kitne bade hai be... Peene ko mil jaaye toh maza aa jaye.. Mira ka doodh peeke main bata sakta hoon ki future me usko breast cancer hoga ya nahi.."
"Chutologist ke sath -sath Boobologist hai naa tu bsdk..... Jo boobs chus ke ilaaj kar dega.. "
.