• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Priyaarush_A Love Story_Romantically Erotica

Guri006

Back door 🚪 Secrets
4,209
12,907
143
UPDATE 5

Priya agle din school jaati hai…..jab woh class mein jaati hai……woh class ko padaane lagti hai….thodi der baad padate hue uski nazar aarush ki seat par jaati….to woh wahan nahi tha…… yeh dekh kar usko pata nahi kyun acha nahi lagta….woh apna period khatam hone par……Lab room mein chali jaati hai….

Agle teen din aarush school nahi aata…..Priya ki nazarien usko dhoondh rahi thi……to woh baki bachchon se uske baare mein puchti hai….to usko maloom hota hai woh kisi function mein out of city gaya hai……. Priya ke ander ek udaasi si chha jaati hai yeh sun kar……

After Aarush is back….

Teen din baad jab Priya class lene jaati hai……to aarush ko dekhti hai class mein……woh upar se to usko ignore karti hai……lekin uska dil jaanta tha ke aarush ko dekhkar ander se woh kitni khush hai…….. phir woh padaane lagti hai….aur sabse nazar bacha kar chor nazron se jab aarush ki taraf dekhti hai……..woh dekhti hai aarush bhi usko hi dekh raha hai sabse nazar bacha kar…..aarush uski aankhon mein dekhta hai…… Priya bhi uski ankhon me dekhti hai……uske dil ki dhadkan tej chalne lagti hai……. woh jhenp jaati hai aur usko gusse se dekhne lagti hai……..aarush yeh dekhkar muskura deta hai…….

Class khatam hone par Aarush uski nazaron mein dekhta hua uski taraf aata hai…..Priya apni nazarein ghuma leti hai……..usko lagta hai baat karne aa raha hai……par woh uske pass se nikal jaata hai aur bahar chala jata hai…….Priya ko na jaan kyun uska aisa karna achha nahi lagta…….isi tarah din khatam ho jata hai…..

Isi tarah kuch mahine beet jaate hain……..Aarush ne abhi tak baat nahi ki thi Priya se……ek bhi baar……Aarush ke aise behavior se Priya ab thoda pareshaan hone lagi thi….….woh Aarush se baat karna chahti thi……….lekin pehal nahi kar pa rahi thi…..kyunki usne hi to mana kiya tha usko baat karne se………jab bhi usko mehsus hota aarush usko dekh raha hai…..woh andar se romanchit ho jaati thi….Aise hi din beetate rehte hain………..aur saal ka aakhri din yaani 31st Dec ka din aa jata hai…..

31st Dec ki night ko Priya apne husband ke sath apne shehar se 100-150 km door kisi party mein jaati hai…..Co-incidently wahaan Aarush bhi aaya hota hai......

e

Priya ne red colour ki saree pehni hui thi….jisme woh bahut khubsurat lag rahi thi…..Dono ek dusre ko dekhkar surprise ho jaate hain……Woh dono ek dusre ko dekhne lagte hain……Priya uska introduction apne husband se nahi karaati hai……Aarush bhi usse baat nahi karta hai…. (Yahaan in dono ke alawa koi nahi janta tha ke inka relation Student-Teacher ka hai aur yeh dono ek dusre ko jaante hain)….. Puri party mein Aarush Priya ko hi dekh raha tha pyaar se…….yeh baat Priya ko bhi pata thi ke woh usko dekh raha hai…..beech mein ek baar jab woh chhup kar Aarush ko dekhne lagti hai….....to un dono ki nazarein mil jaati hai….

V3wC

Aarush yeh dekh kar muskura deta hai….Priya uski aankhon mein dekhti hai……..to usko unme apne liye pyaar ka ehsaas hota hai…..Ab usko pata tha ke Aarush usko hi dekh raha hai baar baar……..yeh soch kar woh excited feel karne lagti hai…. thodi der baad uska pati usko akela chhod kar apne dosto ke saath sharaab pine chala jaata hai bar counter par………kuch der baad woh poori tarah se nashe mein chur ho chukka tha…..usse theek se khada bhi nahi hua jaa raha tha……Priya yeh dekhkar ghar jaane ke liye nikalne lagti hai…….woh apne pati ko sahar de kar le jaane lagti hai par usko problem ho rahi thi……kyunki Ankur nashe mein hone ki wajah se ladkhada raha tha……..Priya usko sahara deti hai aur bahaar le aati hai party venue se parking ki taraf…….

Parking area mein 2 aadmi baithkar sharaab pee rahe the….woh dono priya ki khubsurati dekh kar ek dusre ko dekhne lagte hain……Ankur ko nashe mein dekhkar unme se ek aadmi kehta hai….

Pehla aadmi - kahan jaa rahi hai janeman…is nashedi ko lekar…..ise chhod hamaare saath chal…..maza karenge…..

Priya unko ignore kar deti hai…aur apne pati ko sahara dete hue agey badti hai….unme se ek aadmi priya ka raasta rok leta hai….Priya darr jati hai…phir himmat karke kehti hai…

Priya-Pls hamein jane do…inki tabiyat theek nahi hai…Pls

Dusra aadmi - jaane denge par pahle hamein khush to kar de….tujh jaise maal ko bina chakhe kaise jane de…

Yeh keh kar woh Priya ke husband ko dhakka de deta hai dusri taraf….woh nashe mien hone ki wajah se gir jaata…..aur woh aadmi Priya ka haath pakad leta hai…..aur uske sharir ko idhar udhar chhune ki koshish karne lagta hai….Priya iska virodh karti hai….

Priya (request karte hue)- yeh kya kar rahe ho…pls jaane do hamein….nahi to main shor macha dungi….

Pehla aadmi (Yeh sun kar hansta hai) - ander itna tej music chal rha hai…koi nahi sunega….tu koshish karke dekh le…..

Priya yeh sun kar aur jyada darr jaati hai….

er

Pehla aadmi yeh keh kar usko apni taraf khinchne ki koshish karta hai…Priya khud ko bachane ke liye gusse mein usko thappad maar deti hai….

gf

Woh aadmi gusse mein Priya ko ek thappad mar deta hai jor se….jisse woh ghabra jaati hai…….woh aadmi gusse mein priya ko bolta hai………….

Bewitched-Opulent-Juliabutterfly-size-restricted

Pehla aadmi- randi saali (gaali dete hue)….mujhe thappad maarti hai….teri chut maarne ke baad …..tujhe aaj nangi karke ghar nahi bheja to kehna….

Dusra aadmi-time kyun waste kar raha hai…chal isko gaadiyon ke piche le chalte hain…wahaan chodenge isko….

Yeh bol kar woh dono aadmi priya ko pakar kar gaadiyon ke pichhe le jane lagte hain….Priya bahut jor se shor machaane lagti hai……..

Yeh sab sunkar aur dekh kar (jo bhi uske saath abhi ho raha tha) Priya bahut jyada darr gai thi…aur apne pati ko dhoondne lagti hai…to woh hairan hoti hai….jab uski nazar apne pati par padti hai to usko hairani hoti hai…kyunki… uska pati darr ke maare gaadi ke pichhe chhup kar sab dekh-sun raha tha…par usko bachane ki koi koshish nahi kar raha tha……yeh dekh kar Priya rote hue apne mann me bhagwan ko yaad karti hai….

Priya (aankhein band karke mann me)- Hey Bhagwan….in kamino se bachalo mujhe….meri ijjat ki raksha karo bhagwan…..apne meri jindagi mein khushiyan aur pyar to likha hi nahi hain…jise meri ijjat bachani chahiye woh to khud darr kar chhupa baitha hai….kis se umeed karu ab tumhare sivay…meri ijjat ki raksha aaj aapke haath mein hai…..aur….aaj agar mere saath kuch bhi galat hua………main yeh maan lungi ki tum (bhagwan) ho hi nahi….pls bacha lo mujhe….

Priya ke jaane ke baad Aarush ka bhi mann party mein nahi lag raha tha……isliye woh bhi apne driver ko call karta hai…..Drive khaana kha raha hota hai…..woh 10-15 mins mein aane ka kehta hai……..yeh sunkar Aarush parking ki taraf chal deta hai…….Parking mein pahunch kar Aarush shor sunkar jidhar se shor aa raha tha us taraf jaata hai……..wahaan par Priya ki aisi haalat dekhkar usko bahut gussa aata hai…….Aarush un dono aadmiyon ke saamne aa jaata hai aur gusse se kehta hai……….

Aarush(gusse se)-Chhod do inhe….aur jaane do…..

Aawaz sun kar Priya apni aakhien khol jidhar se aawaz aa rahi thi us taraf dekhti hai ke kaun hai…..woh aarush ko dekh kar hairan ho jaati hai….

Woh dono aadmi aarush ko dekh kar jor jor se hansne lagte hain….

Pehla aadmi (hanste hue) – tu kaun hai bachche….jaa yahaan se….

Aarush (phir se) – aakhri baar bol raha hoon chhod do inko….nahi to tum dono ke liye achha nahi hoga…..

Priya – tum jao yahaan se….tum inka mukabla nahi kar sakte…andar se kisi ko bula kar lao….

Itne dino baad Priya ne aarush se kuch kaha tha….….Aarush muskura deta hai phir se….

Aarush – Aapko liye bina nahi jaunga yahaan se….

Inki baatien sun kar dusra aadmi kehta hai….

Dusra aadmi – bachcha hai tu…kar kya lega hamara…chala ja yahaan se nahi to teri laash hi jayegi yahaan se…..(pehle aadmi se)….khada khada dekh kya raha hai madarchod….maar isko…..yeh mood kharaab kar raha hai……

Yeh sunkar…..

Priya(rote hue) – nahi iske saath kuch mat karna….bachcha hai yeh…isko kuch mat karna pls…..isko koi nuksan mat pahunchana…..main tumhare hath jodti hoon (priya rote hue hath jod deti hai dono k samne)…..

Pehla aadmi agay badta hai aarush ki taraf….Priya darr kar jor se cheekhne lagti hai….woh aadmi jaise hi aarush ki paas pahunchta hai……. isse pehle ke woh kuch kar pata…aarush ek jordar kick uske munh par marta hai…..woh aadmi khud ko sambhal nahi pata aur apna munh pakad kar niche gir jata hai….

tumblr-m7q9g7l1-Vr1rxjivfo1-400

Uske munh se khoon behne lagta hai………yeh dekh kar dusra aadmi priya ko chhod kar….apni jeb se chaaku nikal kar aarush ki taraf badta hai…..aarush furti se uske hamla karne se pehle hi ek kick mar kar chaaku niche gira deta hai….aur usko pitne lagta hai…..aarush usko pitne mein busy tha to…pehla wala aadmi chaaku utha kar priya ki taraf badta hai…aur usko pakad kar uske gale par chaaku rakh deta hai….aur aarush ko bolta hai

Pehla aadmi – chhod de usko ….nahi to isko maar dunga….

Yeh sun kar aarush saamne dekhta hai….to situation samjhte hue us aadmi ko chhod deta hai….

Pehla aadmi- ab kya karega bey….

Aarush – Chhod de inhe….agar inhe ek kharonch bhi aayi ….to tum dono ko jinda nahi chhodunga…

Dusra aadmi(sawal puchta hai) – kya lagti hai yeh teri…..

Aarush – tumse matlab….main keh raha hoon na chhod do inko……aur chale jao yahaan se…nahi to achha nahi hoga tum dono ke liye…..

Priya(beech mein gusse se) – jao tum yahaan se…..nahi to yeh tumhe nuksan pahuncha denge….kisi ko bula lao andar se…..

Aarush – ek bar bol diya…..aapko liye bina nahi jaunga…matlab nahi jaunga….

Priya (rote hue chinta ke saath) – tum kya kar loge inka…..tumhe kuch ho gaya to…

Aarush – mere jinda rehte to aapko kuch nahi hone dunga…..

Yeh sun kar priya ki aankhon mein aansoo aa jaate hain….woh sochti hai ek taraf mera pati hai aur dusri taraf yeh ladka hai jo mere liye inse ladne ko teyaar hai……

Woh dono aadmi Priya ki baat par aarush ka jawab sun kar priya ki taraf dekhne lagte hai….isi mauke ka fayda utha kar aarush furti se priya ko khinch kar apne taraf khinch leta hai……yeh dekh kar dono aag babula ho jaate hain aur Priya ko chaaku marne ki koshish karte hain….par tabhi aarush priya ke saamne aa jata hai…aur chaaku uske pet mein thoda gehra lag jaata hai…..aur khoon behne lagta hai…..yeh dekh kar priya rone lagti hai…aur bahut jyada ghabra jaati hai….woh dono priya ko pakadne ke liye aagey badte hain….par tabhi wahan kuch logon ke aane ki aahat hoti hai…..yeh dekh kar woh dono aadmi wahan se bhaag jaate hain…..aur Aarush khoon se latphath niche girne lagta hai…priya agay badkar usko apni baahon mein bhar leti hai…aur uska sir apni god mein rakh leti hai niche baithkar….aarush behosh hone lagta hai…behosh hone se pehle woh priya se kehta hai hai…

Priya – aap yahaan se chali jayiye…. Log aapko mere saath dekhenge to sawal karenge….main nahi chahta apko kisi bhi tarah ki problem ho meri wajah se….aur aapko haath lagane ke liye sorry….par apko bachaane ke liye…yeh jaruri tha……

Aarush ki aisi baatein sun kar Priya aur jor se rone lagti hai aur jaane se mana karti hai…..

Aarush (hath jod kar) – aapko meri kasam… abhi aap yahaan se chali jao….yahan kisiko nahi pata hai ke aap meri teacher ho…aur main nahi chahta aapko meri wajah se koi bhi problem ho…….pls chali jayiye yahaan se….aur yahaan jo bhi hua iske baare mein aap kisi se kuch nahi kahengi school mein….promise me…..

Priya promise kar deti hai………Yeh keh kar aarush behosh ho jaata hai…..aur log dur se aate hue priya ko dikhne lagte hain….to woh apne dil par pathar rakh kar wahan se hat jaati hai rote hue….woh chhup kar dekhti hai ke log aarush ko utha kar hospital le jaate hain……Phir priya apne pati ko gaadi ki pichli seat par leta deti hai aur woh bhi apne ghar chali jaati hai….Saare raaste woh roti rehti hai…….usko apne pati par bhi bahut gussa aa raha tha………
Keep writing ✍
 
Guri006

Back door 🚪 Secrets
4,209
12,907
143
UPDATE 6:

Ghar pahunch kar woh Aarush ko lekar bahut pareshaan hone lagti hai….saari raat use neend nahi aati….aur woh roti rehti hai….isi tarah subah ho jaati hai….woh aarush ko lekar bahut tension me thi….uske baare mein janana chaahti thi…..magar kis se puchhe….aaj usko school nahi jana tha chhutti thi….

Tabhi usko uski school friend ka phone aata hai aur woh usko aarush ko chaaku lagne ki baat bataati hai….aur bataati hai ke woh hospital mein admit hai….aur usko kaafi chot lagi hai…..uska bachna mushkil hai….abhi tak usko hosh nahi aaya hai….aise hi thodi baatein kar ke priya phone kaat deti hai…..ab uska mann kahin lag nahi raha tha….woh aarush ke paas jaana chaahti thi…

Priya (mann mein)….aaj aarush ne mujhe aur meri ijjat ko bachaane ke liye apni jaan ki bhi parwah nahi ki…aur ek mera pati hai…jo mujhe bachaane ki bajaye…chhup kar dekh raha tha….us din jab aarush ne mujhe kiss kiya tha aarush ne kaha tha ke mere liye woh jaan bhi de sakta hai….aur aaj usne yeh saabit bhi kar diya….iska matlab hai woh sach mein mujhse pyar karne laga hai….

Tabhi woh kuch sochti hai…aur naha kar mandir jaati hai…aur aarush ke theek hone ke liye prayer karti hai….

Waise uska mann nahi the school jaane ka…….phir bhi next day woh school jaati hai…….. kyunki woh phone par kisi se aarush ke bare mien nahi puch sakti thi…….school jaakar usko pata chalta hai k aarush ko hosh aa gya hai aur …...ab woh ab khatre se baahar hai….lekin abhi kuch din usko hospital mein rehna hoga….yeh sun kar priya bhagwan ka dhanyawad karti hai….aur bahut khush hoti hai ander hi ander…..kuch din aise hi nikal jaate hain….Priya ab usse baat karne ko uski aawaaz sunane ko bechain hone lagti hai……..woh uska contact no. school records se dhoondh kar usko call karne ka sochti hai….Woh number dhoondh kar apne phone mein save kar leti hai…..

tumblr-inline-owy7neey-WV1rp269s-500

School ki chhutti hone ke baad woh ghar jaakar use phone karne ka sochti hai….par uski himmat nahi hoti….par woh uski awaaz sunane ko bekraar thi…….to woh uska no. dial kar deti hai…….pehli ring poori jaati hai par phone pick nahi hota……..priya dubara milaati hai…phone pick hota hai……….priya ko aarush ki awaaz sunayi deti hai……..usko bahut sukoon milta hai uski aawaaz sunkar………..

Aarush – Hello….Who is it???

Priya kuch nahi bolti…… Udhar se Aarush baar baar puchta hai……..magar woh kuch nahi keh paati……phir aarush phone kaat deta hai………woh phir call lagaati hai……Aarush phir phone uthata hai….

Aarush – Who is it??? Pls tell…

Priya – Its me…..Priyambada this side Aarush……..

Aarush chup rehta hai aur phone kaat deta hai…….

Aarush ke aise call kaatne par uski aankhon mein aansoo aa jaate hain….woh phir phone milaati hai……..Aarush phir phone kaat deta hai……..

Phir priya usko message karti hai….

Priya – tumne mujhse kaha tha……..jis din main baat karna chahungi…tum us din mujhse baat karoge….

Aarush uska msg pad leta hai….

Priya thodi der baad dubara call lagaati hai…….is baar Aarush phone utha leta hai…….

Aarush – Hello Maam….how are you??

Priya (khushi se) – I am feeling good…You tell how are you??

Aarush – I am also good maam….

Priya – Aarush thanks for that day for saving me……..

Aarush – No need for thanks maam…..its my duty….

Priya – par tumne apni jaan khatre mein kyun daali….agar tumhe kuch ho jaata to…..

Aarush – aapko pata hai maam….dobara bolunga to aap phir naraaz ho jaogi….

Priya (thodi der pause lekar) – iske baare mein baad mien baat karenge….pehle tum theek ho jao jaldi se………

Aarush – Achha aap iske baare mein baat karna chaahti hain….mujhe to laga tha aaj bhi daant hi milne waali hai…

Priya (hanste hue) - woh to milegi hi……….agar galti karoge to……..aur thappad bhi padega….

Aarush- ok maam….aapko jab lage maine koi galti ki hai……..to aap jo saja doge mujhe manjur hogi….

Priya – achha yeh sab chhodo…yeh batao…tum kaise ho….tabiyat to theek hai tumhaari….dard to nahi hota…..aur mujhse jhooth to bolna mat…….kab tak school join karoge….i am really worried about you….

Aarush – arey arey….itne saare sawaal ek saath…..kahin aapko mujhse pyaar to nahi ho gaya hai…….and don’t worry maam….main theek hoon…..recover kar raha hoon dhire dhire…. kuch waqt aur lagega…..aur main aapse kabhi jhooth nahi bolta……tabhi to aap naraaaz ho jaati ho…….

Priya uski pyaar waali baat sunke thoda gusse mein kehti hai…..

Priya – tum phir se shuru ho gaye……yeh jaan kar achha laga ke tum recover kar rahe ho…..

Mujhe yeh sochkar bahut bura lagta hai……..ke tumhaari is haalat ki jimedaar main hoon…….

(yeh keh kar wo rote deti hai)

my-phone-sad

Aarush – aap royiye mat…main bilkul theek hoon….yeh dekhiye

Priya - kaise dekhun….main wahaan thodi hoon….

Aarush video call laga deta hai…priya video call dekh kar call utha leti hai…

Aarush – yeh dekhiye…I am fit and fine….

Priya dekhti hai ke woh bed par leta hai.......aur uske patiyaan banhi hui hain……yeh dekh kar Priya ki aankhon mein aansoo aa jaate hain….

Aarush – Maam…aap royiye mat….main theek hoon….waise bhi main aapki aankhon mein aansoo nahi dekh sakta….pls chup ho jao mere liye….

Yeh sun kar Priya rona band kar deti hai…

Priya – abhi bhi tumhe meri hi fikar hai……

Aarush – khud se bhi jyada……because I Love You so muchhhhh……

Priya (topic change karte hue) – yeh sab baatein chhodo aur yeh batao ke school kab tak join karoge….

Aarush – kuch dino mein join kar lunga……

Priya- ok jaldi se theek ho kar aao….

Aarush – ok Maam

Priya – ek request thi tumse aarush….maine tumse baat ki hai yeh school mein kisi se mat kehna…

Aarush – its ok maam….I can understand….waise aapko mera number kisne diya….

Priya- got it from school records……

Aarush (smile karte hue) – woh kyun????

Priya – be serious…....ab tum aaram karo…

Aarush – Ok Maam….jaisa aap kahein….aapka pata nahi…. Par…..

Priya – kya par….

Aarush – Yehi ke main aapko to manaa kar hi nahi sakta kisi bhi baat ke liye…..

Yeh sun kar Priya sharma jaati hai…aur phone cut kar deti hai…..
Nice one
 
Guri006

Back door 🚪 Secrets
4,209
12,907
143
UPDATE 8

vtv-trisha

Next Day Priya saree pehankar school pahunchti hai…..Class lene ke baad woh lab room mein chali jaati hai….mauka dekhkar Aaraush bhi Lab room mein jaata hai….Priya se uska jawaab maangne….

Aarush – Hello Maam…can be talk for 2 mins..

Priya (smile karte hue) – yes Aarush….tell me…..

Aarush – kal maine aapse kuch pucha tha…..uska jawaab chaahiye tha…….

Priya – kya puchha tha tumne….main bhool gai…dobaara apna sawaal batao..

Aarush – yehi ke aap meri best friend banengi….aapne soch to liya hoga ab tak…….

Priya – haan soch to liya hai…lekin darti hu ke tum dosti nibha paoge….dosti ki kuch limits hoti hain…..

Aarush (Priya ki aankhon me dekhkar)– Main jaanta hoon maam….dosti ki kuch limits hoti hain….tab tak woh limits rahengi jab tak aap mera love accept nahi karti…..uske baad ka baad mein dekhenge…..

Priya yeh sun kar sharma jaati hai…..Aaj Aarush ke saamne who pehli baar sharmayi thi…

Priya – ok aarush…main tumhaari best friend banana ko teyar hoon…..lekin yeh baat sirf hum dono mein rehni chahiye….school hours mein aur kisi ke saamne main sirf tumhaari teacher rahungi…aur tum mere student…..

Aarush – ok and Thanks Maam….

hug

Yeh keh kar Aarush usko ek gentle hug deta hai….Priya uski taraf dekhti reh jaati hai…...

Aarush- sorry maam…woh control nahi hua…waise best friend ko hug kar sakte hain…kya main aapko call kar sakta hoon…agar mera mann ho aapse baat karne ka….

Priya (muskurakar uski aankhon me dekhte hue) – hhhhmmmm….you may go now….

Aarush class mein chala jaata hai…..Priya bahut khush hoti hai Aarush ke chehre par khushi dekhkar…..bahut dino baad Priya ne usko ko itna khush dekha tha aur khud bhi woh itni khushi thi……..School time ke baad Priya apne ghar chali jaati hai….abhi woh ghar ke gate par hi pahunchi thi ke….uska phone ring karne lagta hai….woh purse mein se phone nikal kar dekhti hai….uske chehre par smile aa jaati hai….woh call pic karti hai…saath hi door bell baja deti hai ghar ka…..

Priya – what happened aarush????

Aarush – nothing maam….just want to know my best friend reached home safely or not….

Priya (hanste hue) – ha..ha…yes your best friend reached safely…now cut the call…I am in front of my house door…bye…

Priya call cut kar deti hai…uske father-in-law door open karte hain….uski saas ne khana bana diya tha….Priya apne room ke ander chali jaati hai….aur naha dho kar….dress change karke bahar aakar …. woh sabke liye khana serve karti hai….aur khud bhi aaj pet bhar kar khaati hai (bahut dino baad)….uske saas sasur khana kha khar….agle flat mein chale jaate hain rest karne….woh agle flat mein rehte the…..khana sab sath hi khaate the….dopahar ka khana uski saas uske aane se pehle bana kar rakhti thi….subah aur raat ka khana priya banati thi….kyunki uske saas sasur subah late uth te the……

Raat ka dinner karne ke baad uske saas sasur apne flat me sone chale jaate the…..Priya aur uska pati bhi sone ke liye alag alag room mein chale jaate the…..kyunki un dono ke bich kuch tha hi nahi to woh raat ko alag room mein hi sote the….…apne pati ke maa baap ke saamne woh apne pati k room mein hi rehti thi…jabki raat ko woh dusre room mein soti thi ….woh apne pati ke maa baap ko dukh nahi dena chaahti thi isliye….

Raat ko 11 baje priya ke phone ki ghanti bajne lagti hai…..woh dekhti hai k aarush ki call hai….woh bahut khush hoti hai…woh call pick karti hai….

Priya – Hello aarush….

Aarush- hi maam…

8f7cce7cacd62b27db4feed769d78b71

Priya – ab itni raat ko kyun call kiya

Aarush- mujhe neend nahi aa rahi thi…to socha apni best friend se baat hi kar loon thodi der..

Priya - Khana kha liya?
Aarush- nahin
Priya- kyun? Kab khaoge?
Aarush- abhi mann nahin hai….. aapne kha liya?

Priya- Haan bana bhi liya aur khaa bhi liya
Aarush- ok, to aap khana bhi bana leti hain….

Priya- kya matlab?

Aarush- mujhe laga ki bas student ko daantna hi aata hai.

Priya- Mujhe kaunsa acha lagta hai tumhe daantna…lekin agar galti karoge to….daant to padegi hi na student ko….

Aarush- hmmmmmmmmm, yeh to sahi hai…..to aapko mujhe daantna achha nahi lagta…. kyun…main to aapka student hoon…baaki ki tarah…. Hai na maam…

Priya- ye maam maam kya laga rakha hai…… kabhi to best friend bolte ho aur fir maam bhi bolte ho…….. decide kar lo ki student banaana hai ya best friend……..?
Aarush- jo aapko banana pasand ho…ab to hamein wohi achha lagega…

(priya yeh sun kar sharmaane lagti hai…kyunki…aaj tak ki life mein kisine usse aisi baatein nahi ki thi….itni pyar bhari…..yeh to woh jaanti hi thi k aarush usse sach mein pyar karta hai….uske dil mein koi galat bhawna nahi hai….jo aarush ne uske liye kiya tha…woh insaan sirf uske liye kar sakta hai jisse woh sach mein pyar karta ho…priya yeh jaanti thi……isliye priya ko uske har ek word par yakin tha….isliye woh ab sharma rahi thi).

Priya (Sharmakar) - oh, Mr. Batuni, you just call me Priya, ok? We are best friends now…
Aarush (khush ho kar)- ok Priya Maam….

Priya – Only Priya…

Aarush- school mein aapko main kaise naam lekar bula sakta hoon

Priya – Mr. bhondu….school mein sirf main tumhari maam hoon….yeh school hours ke baad k liye hai….

Aarush- okk my dear priya….waise main jyadatar aapko aap hi bulaunga..

Priya – now its ok…dear aarush….

Aise hi kuch din aur beet gaye…unko phone par baat karte hue….priya ab aarush se khulne lagi thi….usse ek best friend ki tarah hi baat karti thi phone par….bina kisi formality ke….dono baat karte the…….Priya ne aarush ko apne aur husband ke relation ke baare mein bhi bata diya tha……usko khud nahi pata tha kyun……

Phir valentine week aa jaata hai….

Aarush ne ek din Priya ko call kiya….Priya ne call receive kiya…

Priya- hello dear….what happened dear????

Aarush – yaar kuch suggestion chahiye the aapse…

Priya – kis bare mein…..

Aarush-Priya yaar….valentine week aa raha hai….aapko pata hai na…..

Priya(casually)- haan to kya hua..aa raha hai to…

Aarush- ussi ke bare mein kuch suggestion chahiye the….

Priya- main kya kar sakti hoon isme….

Aarush – Actually mujhe pyar ho gaya hai…..
Priya (sharmakar)– mujhe pata hai….

Aarush-Aap samjh nahi rahi ho mujhe dobara se pyar ho gya hai…

Priya-Kyaaaaaaaaaa?????

(yeh sun kar priya ka dil baith jata hai….. khud ko sambhal kar)

Priya- to isme main kya kar sakti hoon….aur kaun hai woh…

Aarush- main soch raha hoon usko kal rose day par rose de hi deta hoon…aap ka kya suggestion hai…

Priya- agar tumne soch hi liya hai usko rose dene ka to mujh se kyun puchh rahe ho…......waise hai kaun who…........

(Priya ki aankhon me aansoo aa gaye the)

article-2016512911405042050000

Aarush – woh bahut khubsurat hai….bollywood ki heroines bhi fail hain uske aagey…

Priya- achha….......itni khubsurat hai wo.........

Aarush-haan yaar…........aap meri best friend ho......…to maine socha sabse pehle aapko bata deta hoon….......lekin pls abhi kisi se iske baare mein baat mat karna…............sabse pehle aapse milaunga…................aap decide karna main uske layak hoon bhi ya nahi…............

Priya- main kyun decide karungi….........woh khud decide kare…............bye bol kar phone cut kar deti hai…............

(Priya bahut roti hai….saari raat woh roti rehti hai…agle din woh school se ek week ki chhutti le leti hai…..bahana bana kar..….ki kisi shaadi mein jaana hai….)

Wahan aarush uska intezar karta hai agle din…….par priya school nahi jaati….aarush mayush ho jata hai….woh priya ko call lagata hai…..ring jaati hai lekin priya uska call nahi pick karti….woh priya ko roj phone milata aur roj priya uska phone nahi uthati….valentine day se pehle din sham ko aarush priya ko msg karta hai…

Aarush – Agar meri best friend kal us ladki se milne nahi aayi jisse main pyar karta hoon to main samjhunga ki meri best friend ne sirf mere se timepass dosti ki thi….............

Priya aarush ka msg pad kar dukhi hoti hai….............woh us ladki se nahi milna chahti thi…................lekin aarush ka msg pad kar woh milne ka decide karti hai…............kyunki…ab woh bhi dekhna chahti thi us ladki ko….................ke aakhir woh kaun hai…...................jisse aarush itna pyar karta hai…...................yeh soch kar woh aarush ko call lagati hai…...............

Aarush- hello dear…............how are you? What happened?? Aap school nahi aaye…..................agar aap school aate to main aapko us ladki se school mein hi mila deta…............phir aap bataati ki sahi rahegi mere liye ya nahi…...................

Priya(Sad)- Main kaun hoti hoon yeh bataane waali……tumhaari life hai jiske saath chaahe bitao…

Aarush- Aap meri best friend ho…..................to aapse suggestion nahi lunga to kisse lunga….......................

Yeh sun kar Priya ro deti hai….

Priya (rote hue) – mera milna jaruri hai kya…….tumne pasand kar to li hai….............meri haan ki kya jarurat hai….............

Aarush – main kuch nahi sunana chahta……aap school nahi aa sakti……..koi baat nahi ........ek address msg kar raha hoon…..............kal subah 11:00 A.M. mujhe aap wahaan chaahiye….nahi to main aapse kabhi baat nahi karunga….

Priya – ok baba…i will be there sharp at 11:00 A.M.

Aarush- Promise me..

Priya (dukhi mann se)- pakka promise…..

Aarush Priya ko address msg kar deta hai….........jahaan Priya ko agle din pahunchna tha us ladki se milne ke liye..............

47ac0433163b19210a76518757ebdce4
upload pic
 
parkas

Well-Known Member
31,958
68,754
303

Nice and superb update...
 
Pappu roy

Active Member
681
923
108
Waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting
 
komalkh

Member
168
1,487
139
UPDATE 9

sde

Agle din Priya ready ho kar aarush ke bataye hue address par pahunchti hai……woh flat par pahunch kar door bell bajaati hai…….Aarush door open karta hai…….woh Priya ko dekhta hi reh jaata hai…….woh bahut khubsurat lag rahi thi aaj….roz se kuch jyaada teyaar hokar jo aayi thi aaj (jeleousy factor)…..

Priya – gate par se hi dikhaoge apni gf ko….

Aarush (hosh mien aate hue) - hhhnnn……ohh sorry……come in pls…… (Priya ko ander aane ka raasta deta hai aur gate close kar deta hai…)

Priya ander aa kar dekhti hai….ke wahan par koi nahi hai….phir woh aarush ki taraf dekhti hai….kahan hai tumhari friend…aayi nahi kya…abhi tak…..

Aarush- actually woh bahut sharmili hai…sharmaati bahut hai….isliye woh us kamre mein hai…aap jaa kar mil lijiye….agar mere layak lage….ya main uske layak lagoon to…..to uski haan lekar hi aayiyega……

Priya Aarush ki baat ko sun kar…usko dhayan se dekhne lagti hai….aaj woh bahut smart lag raha tha….ek baar to priya ka bhi dil kiya uske gale lag jaon…lekin apni sharm ki wajah se kuch nahi kiya usne….priya ne us kamre ka gate open kiya aur ander dhaakhil hui….ander jaate hi uski aankhein khuli ki khuli reh gayin…..ander ka nazaara hi kuch aisa tha….

Poora room gulab ke phoolon se bhara hua tha….aur bed par bahut se balloon the….. jinpar alag alag msg likhe hue the…..aur room ki sabhi walls par mirror lage hue the…….

images-1

Bed ke pichhe ki poori wall par mirror laga hua tha…..aur bed ke dono taraf Rose Bukey…Teddy Bear….Choclates….rakhi hui hain…….yeh dekh kar priya soch mein pad jaati hai……

dsg

Priya mud kar Aarush ki taraf dekhti hai….ander use koi nazar nahi aata …

Priya- ander to koi nahi hai…..

Aarush – gate se kaise dikhegi…….ander jakar dhayan se dekhiyei tabhi to dikhegi….

Priya aarush ki baat sun kar ander jaati hai…..woh dhyan se sab jagah dekhti hai…usko har wall par mirror nazar aate hain…… iske alawa use room mein koi nazar nahi aata…..phir woh sochti hai ke shayad washroom gayi hogi…..thodi der wait karti hai…..aur washroom se bhi koi awaaz nahi aa rahi thi……woh agay bad kar washroom ke gate ko puch karti hai…..to woh khul jaata hai…..woh ander jaakar dekhti hai wahaan par bhi koi nahi tha…….woh washroom se bahaar aa jaati hai…..aur wapis jaane ke liye jaise hi mudne lagti hai……uski nazar wall par jaati hai…..jis bhi taraf woh dekhti hai…..poore room mein jis bhi wall par dekhti hai….. khud ka hi chehra nazar aata hai use………usme khud ko dekhkar woh soch mein pad jaati hai…. tabhi uske dimaag mein ek dum se kuch aata hai….aur woh mudkar Aarush ki taraf dekhne lagti hai……jo ke gate par khada hokar sab dekh raha tha……woh muskurate hue kehta hai……..

Aarush – umeed karta hoon…… ab tak aapko woh ladki mil gayi hogi…..

Priya- lekin ander to koi nahi hai…

Aarush- mujhe lagta hai…bhondu main nahi…aap ho…..

Priya – woh kyun….

Aarush – dhayaan se dekhiye ek baar is kamre ko…..Priya phirse kamre ko dhayaan se dekhne lagti hai to usko har wall par apni hi shakal dikhayi deti hai…..woh yeh dekh kar samjh jaati hai ke woh ladki koi aur nahi wo khud hai…..Priya ki aankhon mein aansoo aa jaate hain aur woh rone lagti hai….woh jaise hi mudti hai to dekhti hai……..Aarush uske saamne ghutno ke bal baitha hai…..

Aarush – I Love You Priyamabada Sharma…..I tried to do what you said……but…. sorry…..Second time again I fell in love with you….So pls we my valentine…..Main aapko har khushi dunga…….maine aapse kaha tha ke meri best friend yeh decide karegi….ke main uske laayak hoon ke nahi…..ab aap hi decide karengi ke main jisse pyar karta hoon…...main uske laayak hoon ya nahi…..meri best friend ka jo bhi faisla hoga……woh mujhe manjoor hoga…….

Priya ek tak Aarush ko hairani se dekhe jaa rahi thi aur roye jaa rahi thi…..

Aarush (muskurakar) – waise aapko kaisi lagi woh ladki jise main pyaar karta hoon……hai na bala ki khubsurat……aapne bataya nahi main uska bf banane aur uska pyar paane ke laayak hoon ya nahi…..aur usse jawab puchhne se pehle usko bata dena….agar uska jawaab haan hua…to phir gf wale saare kaam bhi karne padenge….. waise agar woh gf wale kaam na bhi karna chaahe to koi baat nahi….mujhe uska saath mil jaaye yehi bahut hai mere liye…..

Yeh keh kar Aarush ek ring nikalta hai…..aur Priya ke haath ki taraf bada deta hai……..

killain-proposes-to-emma

Priya (rote hue) – tum yeh kya kar rahe ho Aarush……tumhe to pata hai ke main shaadishuda hoon……..

Aarush(muskurakar) – main jaanta hoon…….mujhe koi fark nahi padta…..I Love You so muchhhhhhhhh…….

Priya usko phir se samjhaane ki koshish karti hai…..

Priya – Aarush……tum samjh kyun nahi rahe ho……agar main haan bol bhi doon……to bhi is rishte ka koi bhavishay nahi hai……..tum samjhane ki koshish karo please……..

Aarush – Yeh aap kaise keh sakti hain ke bhavishay mein kya hoga…….yeh hum us bhagwaan par chhod dete hain……jisne hamein milaya hai……..ab mujhe aapka jawaab chaahiye……batayiye please……………

Priya uski baaton ko sunkar chup ho jaati hai…….woh uski ki aankhon mein dekhti hai…….uski aankhon mein Priya ko apne liye pyaar hi pyaar nazar aata hai…….wohi pyaar jo woh hamesha se chaahti thi apni zindagi mein……yeh dekhkar woh apna haath aagey bada deti hai……..

Priya (hath agey badaate hue) – Yes Aarush….I accept your love....and I Love You Too…..Bas darr lagta hai……alag hone se darr lagtaa hai mujhe Aarush…….

Aarush (khada ho jaata hai) – Jab tak jinda hoon tab tak to nahi…..wo kya hai na maut to mere hath mein nahi hai…..

Priya yeh sun kar uske honthon par finger rakh deti hai…..

Aarush- Can I Hug You…..Hug Day par nahi kar paya….

tr

Priya rote hue uske gale lag jaati hai….aaj yeh aansoo uski aankhon mein khushi ke the…..

Aarush (Bukey dete hue) – Yeh Rose Day ka gift….

Aarush (chocolate dete hue) – Yeh Choclate Day ka gift….

Priya khushi khushi sab le leti hai…..

Aarush- Promise Day bhi to hai…Main aapse promise karta hoon ke aapki har khushi ka khayal rakhunga….aapki aankhon mein koi aanshu nahi aane dunga….jab tak main jinda hoon…sirf aapka hoon….I Love You Priyambada Sharma….

Priya yeh sun kar emotional ho jaati hai…..phir dono chocolate kha kar jaane lagte hain…

Priya – main yeh ghar nahi le ja sakti aaj….

Aarush – I understand…its okk….keep it here…yeh bhi mera hi flat hai….mere alawa yahaan koi nahi aata…..

Priya- tum ek day bhool rahe ho….

Aarush – woh kaun sa…..

Priya – tumhe nahi pata…

Aarush- haan pata hai….kiss day…woh pending raha…abhi aap uske liye teyaar nahi ho….jab aapko lage main us kaabil hoon tab aap khud hi dena mujhe (blink eyes)….. chalo ab aap apne ghar jao….

Priya uska pyaar dekh kar bahut khush hoti hai……phir dono apne apne ghar chale jaate hain….

Raat ko aarush priya ko call karta hai….Priya display par naam dekh kar call pick karti hai….

Aarush – Hi my love jaan….how r u?

Priya (khushi se) –I am good aarush….. mera naam Priyamada hai… ye love jaan kaun hai…

Aarush – lekin meri to jaan hi ho na aap…..waise khana kha liya aapne….

Priya (sharmakar) – hmmm….i know that…..aur haan khana liya maine…aur tumne…..

Aarush – maine bhi kha liya….

Priya –kyun call kiya…sona nahi hai kya….

Aarush – Ab bf apni gf ko kyun call karta hai….baatein karne ko….

Priya (teasing) – tumhari gf bhi hai….tumne mujhe to bataya hi nahi….

Aarush – kya aap bhi tease kar rahi ho…..aaj hi aapne mera pyar accept kiya hai…..aaj main bahut khush hoon….I am feeling in heaven….I love you so so much…..aapse baat karne ka mann kar raha tha….dil kar raha hai udd kar aapke paas aa jaon…..

Priya(sharmakar) – hmmm achcha…ek baat pucho..tumhe kya achha laga mujh me..

Aarush – chhodo na aap kya karogi jaan kar….bas itna jaan lo…aap bahut khubsurat ho….

Priya – batao na tumhe kya acha laga mujh me….

Aarush – bata to doon main….par pata nahi aap kis baat par gussa ho jao…..mujhe galat samjhne lago….. main ab apko khona nahi chahta….ab agar aapko pakar khoya to main marr jaunga…..really…

Priya ki aankhein nam ho jaati hai yeh sun kar aur jaan kar k aarush usko kitna pyar karta hai….

Priya (khud ko sambhalkar) – nahi houngi naraaz….ab main tumse kabhi bhi….tum jo bhi bolna chaho bol sakte ho…..jab hum akele ho to….aur na hi tumhe kabhi galat samjhungi….i know that you really love me a lot…..tumhari aankhon me dikhta hai mujhe….isiliye to majboor ho gayi tumhara pyar accept karne ke liye……pata hi nahi chala kab tumse baatein karte karte mujhe tumse pyar ho gaya….aur us din jo tumne mere liye kiya….uske baad to tumhe mana kar hi nahi sakti thi……

Aarush – agar aapne mera pyar isliye accept kiya hai ke maine aapki jaan bachai thi….to pls aap mana kar sakti hain….. mujhe bura nahi lagega….

Priya – nahi aarush aisa nahi hai…tumne mujhe pehle hi bata diya tha….k tum mujhe pyar karte ho….lekin teenage mein teacher se attraction ho jata hai…..maine aisa samjha….jabki main bhi tumhe pasand karne lagi thi…..lekin meri bhi kuch limitations thi bcos I am ur teacher….par maine to tumhare pyar ko usi din accept kar liya tha…..apne dil mein lekin keh nahi paayi…..I also love you very much…..don’t think it other way…..tum samjh rahe ho na aarush….maine aisa kyun kiya pehle tumhare sath……

Aarush – yes my love jaan….now you cleard all doubts in my mind have…..maam…..aise hi khul kar baatein kiya karo….ab to hum dono ek hain…..

Priya – yes aarush….. lekin mujhe kuch waqt chahiye…..meri jindagi mein pehli baar pyar aaya hai…..haan main baat baat pr tumpe gussa ho jaati hoon….shayad tumpar haq samjhne lagi thi…..isliye…..lekin ab se nahi houngi gussa tum par…..

Aarush – wo kyun my love jaan….abse to aapka sabse jyada haq banta hai mujhe par…. jahan main aapko galat lagoon aap mujhe daant bhi sakti hain aur thappad bhi laga sakti hain…… kyunki maine kahin pada tha ke teenage mein bachche apne emotions par control nahi rakh paate…..u know what I mean….??

Priya (sharmakar) – ok aarush….waise mujhe pata hai tum kuch bhi galat nahi karoge….tumhe mujhse jyada mere bare mein pata hai…..tumne pehle hi jaan liya tha…ke main bhi tumhe pasand karti hoon…..main hi budhuu thi jo samjh nahi payi……

Aarush – Aap apni jagah sahi thi ….hum relation hi aisa share karte the tab……

Priya – tum itne samjhdar ho aarush…… lekin school mein normal behave karna…..

Aarush – main na bhi karon…aap normal rehna…..students to apni teachers ko dekhte hi hain…..aap mat dekhna baar baar…..aur special treatment bhi mat dena……nahi to sabko shaq ho jayega….aur main nahi chahta aapko ijjat aur self respect par koi aanch aaye….

Priya – Thanks aarush….I Love You so muchhhh…….chalo ab so jao raat bahut ho gayi hai…subah milte hain school mein………bye aarush….love you….

Aarush- bye my love jaan….i love you too…gud night ..sweet dreams about both of us….aur aaj ke baad hum dono ek dusre mein is bare mein baat nahi karenge…hum dono ko pata hai k hum dono ek dusre k sath hain……kal se humare rishte ki ek new shuruwaat hogi….my love jaan…

Priya – yes….will be not talk about this in future…..

Yeh keh kar dono call cut kar dete hain aur so jaate hain…...
 
Top