- 168
- 1,487
- 139
UPDATE 6:
Ghar pahunch kar woh Aarush ko lekar bahut pareshaan hone lagti hai….saari raat use neend nahi aati….aur woh roti rehti hai….isi tarah subah ho jaati hai….woh aarush ko lekar bahut tension me thi….uske baare mein janana chaahti thi…..magar kis se puchhe….aaj usko school nahi jana tha chhutti thi….
Tabhi usko uski school friend ka phone aata hai aur woh usko aarush ko chaaku lagne ki baat bataati hai….aur bataati hai ke woh hospital mein admit hai….aur usko kaafi chot lagi hai…..uska bachna mushkil hai….abhi tak usko hosh nahi aaya hai….aise hi thodi baatein kar ke priya phone kaat deti hai…..ab uska mann kahin lag nahi raha tha….woh aarush ke paas jaana chaahti thi…
Priya (mann mein)….aaj aarush ne mujhe aur meri ijjat ko bachaane ke liye apni jaan ki bhi parwah nahi ki…aur ek mera pati hai…jo mujhe bachaane ki bajaye…chhup kar dekh raha tha….us din jab aarush ne mujhe kiss kiya tha aarush ne kaha tha ke mere liye woh jaan bhi de sakta hai….aur aaj usne yeh saabit bhi kar diya….iska matlab hai woh sach mein mujhse pyar karne laga hai….
Tabhi woh kuch sochti hai…aur naha kar mandir jaati hai…aur aarush ke theek hone ke liye prayer karti hai….
Waise uska mann nahi the school jaane ka…….phir bhi next day woh school jaati hai…….. kyunki woh phone par kisi se aarush ke bare mien nahi puch sakti thi…….school jaakar usko pata chalta hai k aarush ko hosh aa gya hai aur …...ab woh ab khatre se baahar hai….lekin abhi kuch din usko hospital mein rehna hoga….yeh sun kar priya bhagwan ka dhanyawad karti hai….aur bahut khush hoti hai ander hi ander…..kuch din aise hi nikal jaate hain….Priya ab usse baat karne ko uski aawaaz sunane ko bechain hone lagti hai……..woh uska contact no. school records se dhoondh kar usko call karne ka sochti hai….Woh number dhoondh kar apne phone mein save kar leti hai…..

School ki chhutti hone ke baad woh ghar jaakar use phone karne ka sochti hai….par uski himmat nahi hoti….par woh uski awaaz sunane ko bekraar thi…….to woh uska no. dial kar deti hai…….pehli ring poori jaati hai par phone pick nahi hota……..priya dubara milaati hai…phone pick hota hai……….priya ko aarush ki awaaz sunayi deti hai……..usko bahut sukoon milta hai uski aawaaz sunkar………..
Aarush – Hello….Who is it???
Priya kuch nahi bolti…… Udhar se Aarush baar baar puchta hai……..magar woh kuch nahi keh paati……phir aarush phone kaat deta hai………woh phir call lagaati hai……Aarush phir phone uthata hai….
Aarush – Who is it??? Pls tell…
Priya – Its me…..Priyambada this side Aarush……..
Aarush chup rehta hai aur phone kaat deta hai…….
Aarush ke aise call kaatne par uski aankhon mein aansoo aa jaate hain….woh phir phone milaati hai……..Aarush phir phone kaat deta hai……..
Phir priya usko message karti hai….
Priya – tumne mujhse kaha tha……..jis din main baat karna chahungi…tum us din mujhse baat karoge….
Aarush uska msg pad leta hai….
Priya thodi der baad dubara call lagaati hai…….is baar Aarush phone utha leta hai…….
Aarush – Hello Maam….how are you??
Priya (khushi se) – I am feeling good…You tell how are you??
Aarush – I am also good maam….
Priya – Aarush thanks for that day for saving me……..
Aarush – No need for thanks maam…..its my duty….
Priya – par tumne apni jaan khatre mein kyun daali….agar tumhe kuch ho jaata to…..
Aarush – aapko pata hai maam….dobara bolunga to aap phir naraaz ho jaogi….
Priya (thodi der pause lekar) – iske baare mein baad mien baat karenge….pehle tum theek ho jao jaldi se………
Aarush – Achha aap iske baare mein baat karna chaahti hain….mujhe to laga tha aaj bhi daant hi milne waali hai…
Priya (hanste hue) - woh to milegi hi……….agar galti karoge to……..aur thappad bhi padega….
Aarush- ok maam….aapko jab lage maine koi galti ki hai……..to aap jo saja doge mujhe manjur hogi….
Priya – achha yeh sab chhodo…yeh batao…tum kaise ho….tabiyat to theek hai tumhaari….dard to nahi hota…..aur mujhse jhooth to bolna mat…….kab tak school join karoge….i am really worried about you….
Aarush – arey arey….itne saare sawaal ek saath…..kahin aapko mujhse pyaar to nahi ho gaya hai…….and don’t worry maam….main theek hoon…..recover kar raha hoon dhire dhire…. kuch waqt aur lagega…..aur main aapse kabhi jhooth nahi bolta……tabhi to aap naraaaz ho jaati ho…….
Priya uski pyaar waali baat sunke thoda gusse mein kehti hai…..
Priya – tum phir se shuru ho gaye……yeh jaan kar achha laga ke tum recover kar rahe ho…..
Mujhe yeh sochkar bahut bura lagta hai……..ke tumhaari is haalat ki jimedaar main hoon…….
(yeh keh kar wo rote deti hai)

Aarush – aap royiye mat…main bilkul theek hoon….yeh dekhiye
Priya - kaise dekhun….main wahaan thodi hoon….
Aarush video call laga deta hai…priya video call dekh kar call utha leti hai…
Aarush – yeh dekhiye…I am fit and fine….
Priya dekhti hai ke woh bed par leta hai.......aur uske patiyaan banhi hui hain……yeh dekh kar Priya ki aankhon mein aansoo aa jaate hain….
Aarush – Maam…aap royiye mat….main theek hoon….waise bhi main aapki aankhon mein aansoo nahi dekh sakta….pls chup ho jao mere liye….
Yeh sun kar Priya rona band kar deti hai…
Priya – abhi bhi tumhe meri hi fikar hai……
Aarush – khud se bhi jyada……because I Love You so muchhhhh……
Priya (topic change karte hue) – yeh sab baatein chhodo aur yeh batao ke school kab tak join karoge….
Aarush – kuch dino mein join kar lunga……
Priya- ok jaldi se theek ho kar aao….
Aarush – ok Maam
Priya – ek request thi tumse aarush….maine tumse baat ki hai yeh school mein kisi se mat kehna…
Aarush – its ok maam….I can understand….waise aapko mera number kisne diya….
Priya- got it from school records……
Aarush (smile karte hue) – woh kyun????
Priya – be serious…....ab tum aaram karo…
Aarush – Ok Maam….jaisa aap kahein….aapka pata nahi…. Par…..
Priya – kya par….
Aarush – Yehi ke main aapko to manaa kar hi nahi sakta kisi bhi baat ke liye…..
Yeh sun kar Priya sharma jaati hai…aur phone cut kar deti hai…..