Update 95
'' THE RANSH THAKRAL'S END STARTED ''
Abhi sablog apni puri taiyaari kar rahe the
Baad main sabhi log so gaye kyu ki subha bahut jyada thrilling hone wali thi ya yu kahu ki agla din sab ki jindgi ka yaad gaar din hone wala hai
Sab log subha uthe or sab fatafat ready hokar nasta karne aagye
Akash : beta sab theek hoga na agar kahi kuch gadabad nahi hogina
Ankit : dad trust me kisi ko kharoch tak nahi ayegi
Manisha : akash aap shayad jyada hi soch rahe hai
Nisha : ha aap mere bete par shak kar rahe hai
Akash : kya karu pata nahi mera dil bahut jyada ghabra raha hai ek pehle hi chota bhai kho chuka hu ab ek or
Tabhi tanvi ne uske muh par hath rakhdiya
Or na main gardan hilayi
Ankit : dad bharosa rakhiye main pagal nahi hu jo bina soche samjhe apne parivar ki jaan dav pe lagadunga
Wese aaj nasta kisne banaya hai taste bahut alag or accha hai
Nisha : hoga hi beta aaj zara bhabhi ne breakfast banaya hai
Ankit : sach main mami bahut tastey hai
Zara : thank you ankit par tumhare mama ko to pasand hi nahi aata
Raj : are tum aisa nasta roj banati bhi nahi ho
Zara : ha aaphi ki wajah se aap hi to bolte ho aisa nasta mat banao meri dait main cheating hojati hai
Or raj chupchap nasta karne laga or sab hasne lage
Ankit : kyu mamu bahut dating kar rahe ho
Raj : hasle beta hasle tu kya jane kese kese Scene dekhne ko milte hai hospital main uske liye mujhe fit rehna padta hai yaar
Ankit : Ohhh sorry accha wo choro or aap sabhi logo se ek request hai ki jab main ransh ko mout dunga tab aap log ho sake to apni aakhen bandh karlena
Nisha : beta aap kya karne wale ho uske sath
Ankit khada hokar nisha ke pass gaya or uske hathon ko apne hath main liya
Ankit : mumma ho sake to mujhe maaf kardena par main ye nahi bata sakta kyu ki waha uski jo halat karunga wo aap sun bhi nahi payegi isi liye please
Tabhi ghanti baji
Neha ne room khola to to raksha thi or aate hi neha ke gale lag gayi
Raksha : meri pyari dddiiiiddduuuuu uuumma
Or ek puppy bhi nehu ke gaal par dedi
Neha : are raksha tum bhi aagyi accha huva
Ankit : chalo ab saman utaro or chalo time aagya hai
Yaha inse dur ransha bhi apni planning main busy tha
Ransh: samaj gayena ki kya karna hai
Sabhi aadmi jo ki ankit ke hi the unhone haq main gardan hilayi
RANSH : jaldi apni apni jagah lelo abbu ka phone aaya tha wo log waha se nikal gaye hai
RANSH : aaj har halat main mujhe apni property cahiye or wo ankit mujhe apni daining table par cahiye
Yaha ankit pahucha apne us farm house par jaha faruk rehta hai
Waha se sab logo ko pickup kiya or chal pada
YAha inki hi ek car main se kisi ne ek msg kiya ki wo nikal rahe hai or wapas sab log ghul mil gaye
Yaha sablog airport ke raste par ja rahe the
Yaha ankit ki car main nisha neha or raksha thi or ankit car drive kar raha tha
Jese jese ye log aage badh rahe the sabke dilo ki dhadkan bhi badh rahi thi tabhi ankit ke sixth sense ne use bataya to ankit ne apne kaan main airport lagaya tha jo ki sabhi gadiyo ke driver akash or uske admi aman or CJ se connect tha
Ankit : alert our destination is very close
Sab log : yes ankit
Sab log aage badh hi rahe the ki achanak se unke raste main paid gira to sabne brecks mari
TABHI WAHA KUCH LOG aaye or sab ko gaadio nikalne lage
Ankit bhi dheere se bola sabko
Ankit : start acting
Rajni : hey choro hame hume kaha leja rahe ho choro mujhe bhaiyaa bhaiyaa
Admi : abe e chamiya chupchap humare sath chal nahi to yahi kaat dunga
Akash : agar kisi ko kharoch bhi aayi to tumhari rakh bhi nahi milegi
Admi : abe ooo chal chupchap warna yahi saarri hekdi teri gaand se nikalunga chal chupchap
Ankit ne sabko ab sawant rehne ka ishara kiya or chalne ko kaha
Sab logo ko wha se thodi dur jo wo godown tha waha lejaya gaya or sabke hath ko piche karke bandh diya gaya chain se
Or ankit ko ek lohe ki moti chain se bandh diya gaya
Ab aap log soch rahe honge ki ye aadmi sab ke sath badtameezi kyu kar rahe hai to main aapko bata du ki ye log aman or CJ ke log nahi the ye ransh ke khass aadmi the
Admi : kyu re india ke itne bade businessman ka beta jo khudko bahut badi ttop samajta hai dekh kese bandha pada hai ab kya karega ye baccha apne in nanhe or pyaare soft hatho se ye lohe ki chain todega ha hahahahaha
Ankit : hahahahahahahaha kya baat hai must joke tha hogay tera to ab apne us malik ko bula jiska tu kutta hai or jiski tu gaand chatta hai
Admi : sabas kya baat hai gotiya muh tak aagyi hai style nahi ja rahi hai bacche humre bos tere jese 10 logo ko muh main dete hai pata haina
Ankit : mujhe to pata hai par tu bul gaya bhosdi ke ki maine tera kya haal kiya tha pichli baar sahi kaha na NIRAV
Jiha ye wahi nirav tha kamini ka pati jo Manisha ki behen saroj ki shadi main aaya tha or kitno par hi apni gandi nazar jamayi thi par us baar uska pala ankit se pada or ankit ne uski gaand main garma garam loge ka lund daal diya tha
Nirav : ooohhhh to mai abhi bhi yaad hu
Ankit : ankit kabhi bhi kisi ka chehra nahi bhulta cahe wo teri biwi ki tarah mujhe khush karne wali aourat ho ya fir tere jese chutiye jo ek baar gaand marvake nahi mante dusri baar aahi jate hai louda muh main lene chla apna ye mask hata jara dekhu to gaand jalne ke baad tera chehra kesa dikhta hai
Nirav ne uska mask hata diya
Ankit : hmmm abhi bhi bhesh ke bhosde jesi shakal hai teri
Nirav : bhosdike chup hoja nahi to yahi teri gaand marunga
Wese bhi teri ye maa Manisha sach main bahut karari hai
Ankit : bhadwe agar use chuwa bhi to tere sir ko kisi hathi ki gaand main ghusa dunga wese bhi teri biwi bol rahi thi ki tu 3 min se jyada nahi tikta hahahahaha
Eno kaam suru bas 6 second main or nirav kaam khatam sirf 3 min main hahahahahahaha
Is baar ankit ke sath sath nirav ke sath ke aadmi bhi has pade
Nirav abhi kuch bolta ki usse pehle hi ek car bahar aake ruki
Or fir ander aaya ransh thakraal jiska chehra hi Behad daravna tha
RANSH : kyu be kya chal raha hai
Nirav : boss ye mujhse jaban lada raha hai
Ransh : to tune kuch kiya kya
Nirav : nahi boss main abhi ise maar ne hi wala tha ki
Chaaaaatttaaakkk
Ransh : bhosdike mere shikar ko marega
Or fir ransh ankit ke samne aaya
Ransh : ankit ankit ankit kese ho mere dushman
Ankit : main badhiya tu bada kisi ne koi takleef nahi dina jail main kyu ki tujhe marna to mere hathon hi tha
Ransh : hahahahahaha sach main teri baat hi alag hai ankit chal tujhe batata hu jail main koi aisa mayka laal paida nahi huva tha jo mujhe taklif de sake jin logo ne kosis ki unki atdiyo ka noodles bana kar maine bahut maze lekar khaya hai
Ankit : mujhe tujh jese janwar ka jagli pan nahi sunna hume kyu kidnep kiya wo bata kya cahiye tujhe
Ransh : kya baat hai side poit par chalo aacha hai mujhe meri property cahiye or sath main teri bhi
Ankit : age badho chutte nahi hai
To ransh ne gusse main ankit ka gala pakad liya
Ransh : bhosdike mujhe kya bhikari samjha hai kya wo property meri hai jo mere us bhadwe baap ne mujhe naa dekar tujhe di
Ankit : abe haath....... Sale wo property teri kaha se hogyi be tera baap to zinda hai
Ransh : kya bakwas kar raha se sale mera baap mr thakral tha wo marchuka hai
Ankit : hahahahahaha sale tu duniya ko ullu bnanaa sakta hai mujhe nahi mujhe pata tera baap tera asli baap kon hai or teri maaa kon hai
Ransh : chhuuupp hoja sale mera baap mr thakraal hi tha
Ankit : bas Ransh bas ab to sach ko apna le or mujhe sach batade agar sach bata diya to main wo properties khusi khusi tujhe de dunga
Ransh : wo to tu wese bhi karega or uske baad marega par main tujhe kyu batau be
Ankit : kyu ki agar tune nahi bataya to main sigh nahi karunga or agar tu soch raha hai ki mere parivaar walo se karva lega to galat soch raha hai kyu ki agar mere parivaar ko kuch huva or us ke sath mujhe bhi to wo sari property ek trust ke naam hojayegi
Ransh : baat main dam to hai bol kya janna hai tujhe
Ankit : mujhe bas yahi janna hai ki faruk khan or subina khan ka beta rizwan khan kese Ransh thakral bana kyu sahi naam liya na maine faruk uncle or subina aunty
Ye baat sab logo keliye kisi bomb se kam nahi thi
Faruk : oohhh sach me bacche tere dimaag ki daad deni padegi aakhir tune hume pakad hi liya
Subina : sach main sabkuch tez hai iska
Ransh urf rizwan : sab kuch tez matlab ammi
Subina kuch nahi
Or fir ransh ne undono ko aazad kiya
Semina : mummy aap ye sab kya ho raha hai mujhe koi batao
Subina : mummy nahi malkin bol saali randi ki bacchi main koi teri maa nahi teri maa ye rehana mere pati ki naukrani or rakhail hai
Ankit : kesi aourat hai tu raand jis ladki ne tujhe hummesha maaa kaha use hi tu dutkaar rahi hai tujh jesi aourat pe to thukta hu main
Ransh : chup kar sale nahi to yahi khopdi khol dunga
Ankit : khopdi chor or apni Story suna
Ransh : to ye kaha ni hai mere abbu ki yani ki faaruk ki
Faruk or unke bade bhai firoz dono sage bhai the par firoz hummesha har chiz main aage tha kyu ki wo bada bhai tha faruk ka firoz padhai main sports main har baat main aage tha yaha tak ki dono ke ammi abbu ko bhi firoz hi pyara tha is liye faruk ko firoz se nafrat hogyi
Fir baari aayi jayedat ke batware ki kyu ki undono ke abbu ke paas kafi sari property thi unhone dono ko 50 50 % property di firoz ko business karna tha to usne apni property sambhali or padhai par dhyaan diya
Or wahi faruk ne us property ko apni aiyaashi ke liye udana suru kiya jab ye baat faruk ke abbu ko pata chali to unhone use bahut data or mara bhi par faruk ko bahut gussa aaya or talwar le kar usne apne baap ko hi mar diya ki tabhi uski ammi bhi ander aagyi or faruk ko marne lagi par faruk ko apni maa par bhi daya nahi aayi or usne use bhi mar diya or laaso ko gaoun ke talab main dalva diya
Or aisa jataya ki uske maa baap kahi se aarahe the or bich main lutero ne unhe lutne ke baad maar diya firoz ko ye baat pata nahi thi ki uske maa baap ko khud uske chote bhaine mara hai kyu ki wo us wqat sahar main rehta tha or apna business setup kar raha tha
Fir in sab baato se anjaan firoz faruk ko apne sath seher le gaya or ek a che college main admition karwa diya
Or waha wo padhne laga fir uski sangat kharab hoti gayi jiske chalte wo ek juari ho chala or usne bahut sari property kamayi usme se par ek din faruk sab kuch haar gaya or usne firoz ko apni sari property bech di kyu ki faruk kafi baar harta tha to firoz hi paise de kar jamin churwata tha par is baar usne bhi faruk ko paise nahi diye aakhirkab tak wo apne chote bhai keliye sab karta rehta
Or faruk is baar bhi sirf paise lene hi gaya tha par is baar firoz ne paise ke badle jamin maangi kyu ki wo nahi Cahta tha uske pita ki sampati aise koi dusra le jaye isi liye firoz ne us jamin ko kharid liya
Is baat par faruk ko firoz se or bhi nafrat hone lagi khair usne apna karja chuka diya
Fir par use ek letter mila
Letter main ye tha
'' faruk main ab tujhe nahi milunga ho sake to mujhe maaf kardena kyu ki ab mere pass tere liye kuch nahi hai maine tujhe kitni hi baat samjhaya ki ye sab mat kar par tu nahi mana main thak gaya hu tera karja chukate chukate par ab or nahi ho sake to mujhe maaf kardena or ha tere account main 2 crore rupees chor raha hu ummed hai iska use to acchese karega or koi kaam dandha khojlega ab tum soch rahe hoge ki isne ye rupees bhi kyu chore to kya karu jesa bhi hu tera chota bhai hu aise to nahi chorta tujhe or ha ab mahenat kar or apni jindgi sudhar le ''
Ye padh ke faruk ko or jyada gussa aagya khair ab faruk ko ek chiz to karni hi thi us paise ka sahi use
Usne subina ke sath nikah kiya or dono hi firoz se badla lene keliye planing karte rahe or isme subina ne uska bakhubi sath diya or fir subina ne ek bete ko janam diya wo tha rizwan urf ransh ransh tab karib 3 mahine ka tha or indono miya biwi ne apne plan ko anjaam diya
Or faruk ko pata chal gaya ki firoz khan apna naam badal kar MR. THAKRAL RAKH KAR IS sahar main reh raha hai to ek din usne apne bhai ki gaadi ke pass chote bacche ko rakh diya
Mr thakraal ko wese bhi koi aoulad nahi thi or usne is bacche ko adopt kar liya jaha MR AND MRS thakral ne is bacche ko bahut pyaar diya or subina bhi noukrani ban kar us ghar main chali gayi jise ransh par naza rakh sake par jab ransh 18 saal ka huva tab sabina ne use sab kuch bata diya or ek din rash ko bahana bana kar apne sath le aayi
Or fir faruk or subina use ek tantrik ke pass le gaye or tantra vidya ka use karke ransh ko ek rakshas banane main jut gaye isi liye subina 2 yateen din main ransh ko apne sath lati or us tantrik ke pass le jati
Yaha faruk ne bhi ransh ko itna bhadka diya ki ransh khud mr thakral ke khoon ka pyasa hogya
Or ek din mouka dekh ke usne apne kaam ko anjaam to de diya par uske hath kuch nahi laga kyu ki ankit inke liye kisi twist se kam nahi tha fir kya huva ye to sab ko pata hai
Ankit : kamine kitna gira huva hai tu apne palne walo ko hi maar dala or sale harami tu wo bhai tha sale tera or uski to chor jin logo ne tujhe janam diya unhi ko meta diya
Ransh : chal ab bakchodi mat kar tu bhi marne wala hai
Faruk : beta isko abhi mat maro suna hai ye ankit apni sabhi maa ko bahut jyada pyaar karta hai kyu sabse pehle inhi mainse kisi ko ragadlu uummm kya baat hai sabhi ek se badh kar ek maal hai yaha par
Pehle ye kya naam hai iska haaaa nisha sahi kaha na
Ankit ( chilla ke) : chuuppp chup karja sale nahi to yahi kaat dalunga tujhe chorunga nahi tujhe kamine agar unhe kharoch bhi aayi to tera wo haal karunga ki haivaan bhi dar jayega
Ransh : abbu aap jao main dekhta hu kya karta hai ye
Or faruk nisha ke pass gaya or ledhur se bana ek hunter nisha ko samne se mara jisse nishake pet main or chichiyo par nishan pad gaye or wo chilla uthi
Nisha : aaaaahhhhhhh nahiiiiiii aahhh
Abhi to faruk ne sirf ek hi baar mara par
Ankit : faruk ruk ja nahi to main ransh ko bata dunga ki maine subina ke sath kya kiya hai
Par faruk ne jese hi dusri baar marna chaha
Ankit : bahut hogya khel iske hath par goli chalo or baki ke gurd ki bhi guns churvado
Ye msg snaipers ke liye tha tabhi kuch goliya aayi ransh ke bharose mand 24 gurd nirav samet unki guns hath se chut gayi or un guns ko unke alawa jo ankit ke aadmi the unhone pakad liya
Ransh : ye kya tha par koi baat nahi apne aadmiyo ko bolde ander mat aaye warna sab log maare jaonge
Ankit : mere aadmi ander hi hai maine unhi aadmiyo ki gun churvayi hai jo tere aadmi the or un guns ko pakadne wale mere aadmi the
Ransh : matlab
CJ : koi apni jagah se nahi hilega nahi to yahi bhun dunga sahi kaha na aman
Aman : ha ankit ab tum apna kaam suru karo
Ankit : ha per pehle baki sab ko khol do or in teeno ko bandh do
Sab ne wesa hi kiya or fir ankit khada huva or aram se lohe ki moti chain ko tod diya ankit ka ye action dekh kar waha khade sabhi log chouk gaye
Akash : ye kese kiya beta
Ankit : dad sab kuch aapko bataunga par pehle jara apne purane dushman se nipat lu
Akash : sale sahab kya aisa kar sakta hai kya koi inshan
Raj : nahi jiju main khud shock hu
Ankit : are mene bola na sab bataunga jara sabar kijiye
Ha to rizwan khan urf ransh thakraal ab batata hu maine teri maa ke sath kya kiya yaa fir ye kahu ki tere is bhadwe baap ne apne fayde keliye apni is biwi ko kitno se hi chudwaya hai or mujhse bhi uuummm sach main teri maa bhi bahut jyada kadak hai
Ransh ( gusse me) : chup kar tujhe kya laga tu bolega or main maan lunga tu mujhe janta nahi hai main kitna bada sanki or pagal hu ka cha chaba jaunga tujhe
Ankit : kya baat hai chal ab tu bhi pagal or main bhi pagal ayee kholdo ise chal uth ja aaj Hum dono pagal pagal khelte hai
Aman ne ransh ko khol diya or ransh ankit ke samne khada hogya
Ankit : dekh ab humare pass guns hai or wo bhi short guns isme do goli hai or baki khali hai ek baar tu mere samne shoot karega or ek baar main tere samne shoot karunga Hum dono ki kismat shoot karte wqat goli nikalna or na nikalna or aise Hum do do baar shoot karrnge
Ransh : hmmm pagal pan to tujhme bhi hai chal khelte hai pehle main karunga
Ankit : jarur
Or fir ransh ke hath main gundi gayi or usne ankit ke samne rakkhi or or trigger babaya
Akash, nisha, Manisha : ankkkiiitttt
Par ye waar khali tha goli nahi chuti thi ankit bach gaya
Ransh : hmm lucky bach gaya
Ankit : ha ab meri bari
Ankit ne wali gun li or ransh par tani or trigger dabaya
Faruk or subina : beeettttaaaaa
Dono chillaye par ye waar bhi khali gaya
Par ab sab ki dhadkan badhne lagi
Ransh ne is baar gun ko ankit pat aim kiya or shoot kiya to
'' Bbhhhhhooooolmmmm ''
Or sannata cha gaya kyu ki is baar gun boli thi
Or sannate ko nisha ki dard bhari chikhne toda
Nisha (rote huye) :, annnnnkkkkiiiittttttttt naahiiiii meeeerrraaa bbacchaa
Neha : naaayyyiiii bhaiiii
Sab log : beettaaaa nahhhhiiiiii
Kyu ki goli ankit ke sir ko chir gayi thi or ankit ke sir se ek mass ka tukda bhi latak raha tha or ankit sidha pada huva tha ransh ne ek or goli ankit ke dil main mari
Ransh : abbu dekhon humara jeena huraam karne wala kese kutte ki mout mara pada hai hahahaha
Or tum log khol do mere ammi or abbu ko
Sabhi aadmiyo ne wesa hi kiya or ankit ko goli lagte hi ransh ke admio ne ankit ke aadmiyo se guns chin liya thi
Or do aadmiyo ne faruk or subina ko chor diya
Kyu ki akash ne hi ishara kiya tha
Faruk : ha ab to ye chala gaya beta ab mujhe ye sari ladkiya or aourte cahiye wese bhi ab tto property humare naam ho hi gayi hai
Subina : ha sahi kaha inke sath alag hi maza ayega aapko
Ransh : ha lehi lo jab aapka man bhar jayega tab mujhe de dena dekhne main badi tasty lag rahi hai
'' teri maa bbi kam tasty nahi hai ransh ''
Sab log is awaj se shock hogaye
Ankit : ha hahahahahahahaha aah haha hahahahaha hahahahahah hahahahahaha
Or ankit haste huye khada huva or fir jo huva wo dekh kar sab ke sath sath ek baar to raval Family ki bhi gaand faat gayi
Ankit has raha tha paglo ki tarah daravni hasi or apne ek hath se us maas ke tukde ko apne sir main daal diya or us ghar ko sab ke samne hilll kiya or fir hasne laga
Ankit : hahahahahaha kyu gaand faat gayi hahahahahaha tujhe kya laga ki sirf tu hi rakshas hai yaha
Agar tu ransh as hai to main khud Shaitan hu or ab khel bahut ho gaya
Guards now
Or ek baar fir goliya chali or nirav ke sath sath sabhi aadmiyo ki gund fir se chhutt gayi
Ankit : ab is khel ko yahi khatam kardete hai aman bhaiya maine jo magwaya tha wo aagya
Aman : ha bahar truck main hai
Ankit : lao use
Or aman truck ko ander le kar aagya or truck main jo tha use dekh kar to shayad kisi ki bhi gaand fat jaye
Kyu ki truck main the jangli llakadbagghe yani haiinas
Ankit ne is baar koi deri nahi ki or subina ka hath pakda or ghasit te huye huye us truck ke pass le gaya or piinghrw ke uper chad gaya or
Ankit : le apni biwi ko akhiri baar dekhle or yele
Or ankit ne subina ko pinjre ke ander daal diya
Ransh : nahiii aammmmmiiiiiii
Faruk : ssssuuubbbiiinnnaaaaa
Wo hayenas subina ke thodi hi der main kaccha chaba gaye
Ye dekh kar ransh or faruk dono hi Behad gusse main aagye ab dekhna ye hai ki dono ka kya hota hai
Update posted friend
I hope you like it
See you soon
Bbye