- 1,239
- 7,463
- 159
Are bro kyu ki or kuch kehne se pehle hi nisha ka baap Mar gaya or nisha bhi wqat ke sath ye bhul gayi or apni life main busy hogyiBhai bahut badhiya update diya par last ka lojik samajh nahi aaya. Chalo rajni aur raaj ko tab kasam k karan nahi bulaya par 2 saal baad jab wo wapas aaye tab unko yah baat na batane ki kasam thode hi di thi. Itne saal tak is baat ko le kar kon kisi ki narazgi sahan karta he yah kuch samjh k pare tha bhai.
Or wese bhi meri Story main locik ki matra bahut kam hai so please sirf padhe
Logic na dundhe