• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy KISMAT - EK KHEL

Status
Not open for further replies.

Baba__Bhai

I am open book, But you have no access to read it.
1,774
5,103
143
Update - 2
Superb Update



✓ - Ye Raj ke sapne me or baar - baar hawa ka chalna kya kuchh dikhana chahta hai?



✓ - Jab Raj ko office job mil sakti hai to wo shoo me kaam kyon kar raha hai? wapas kyon nahin jana chahta? Aisa kya hua tha uske sath jo kisi bhi office ko join karne par usko purani yaden taza karega?



✓- T K Verma bada harami type ka maloom hota hai...

Kahin Raj ke sath hue is hadse me uska hath na ho...




✓ - Saumya ka kuchh samajh nahin aa raha ... Ki wo Raj ko dil hi dil me pyar karti hai ya phir apne oopar hue ehsano ka badla chuka rahi hai... Ya ek friend ki tarhan uske sath hai.... Jo bhi ho oar lagta hai is story me Saumya ka khas role hai. Dil ki bohot sundar maloom padti hai.



✓ - Baar - Baar havaen chalna kya darshana chahta hai... Ye ek mistry hai ... Shayad... Jo aap abhi solve katne ke mood me nahin lage... Readers ko tadpana aapka purana hunar hai .... Jo aap barkaraar rakhna chahte hain 😂



✓ - Last me main yahi kahunga .... Ki ye ek bohot mast story hai.... In 2 updates me hi bohot kuchh andaza lagaya ja sakta hai.... Or ho sakta hai ki jo ham soch rahe hain wo ek bhrum ho.... Dekhte hain aage kya hota hai...




Waiting for Next Update
 
Last edited:

Dev the lover

Well-Known Member
3,001
12,524
159
जिस शानदार तरीके से आपने स्टोरी शुरू की है। उससे पता चलता है कि आप सच में ज्ञानी है।
और इससे ये भी पता चलता है कि आप पर ये सब गुजर चुका है।
और यही तो आपकी खासियत है।।। कि आप स्टोरी में व्याख्या ओर संदर्भ बहुत अच्छा करते हैं। आपकी यही खासियत आपकी कहानी को वास्तविकता पर आधारित करती है।।।
आपकी नई कहानी लिखने की 💐💐💐💐💐 हार्दिक शुभकामनाएं 💕💞💝💐💐💐💐💐💐💐
ज्ञानी आपकी नज़र मै हूँ वैसे क्या क्या गुजारा और क्या नहीं वह अग़र बात करने लगे तोह काफ़ी कुछ मिलेगा आपकी नजर मे जिस नज़र से आप पढ़ते ही हो ! वास्तविकता को मे कहानी मे कुछ अलग तरीके से यूज़ करने की कोशिश करता हूँ वैसे अभी तक ज्यादा लोग उस्को समझ नहीं सके!
शुक्रीया बहुत बहुत सुभकामनाओं के लिए!
 

Dev the lover

Well-Known Member
3,001
12,524
159
Waise to aapki story ke tittle se bohot kuchh pata chalta hai... Par jaise ek sikke ke 2 pehlu hote hain waise hi iska dusra pehlu ye bhi hai ki jaise Shahrukh Khan ne apni movie me kaha hai ki Kismat har looser ko ek mauka zaroor deti hai, bas wo moka pehchanna padta hai,
or mujhe yakeen hai ki Raj ko bhi wo moka zaroor milega...
Khair ye sab band karke main sidha mudde par aata hun,

Aapki story ka hero raj hai jo ki bohot sidha or madadgaar ya keh sakte ho ki dayavaan insan hai ...
Jo abhi andar toota hua hai,
Or vahin is story ki dusri charachar sumaya jispar shayad apne hero ne koi ehsaan ya sidhe shabdon me keh sakte ho ki uski madad ki thi ... Shayad nokri dekar.
Wo apna farz nibha rahi hai, jo uski loyalti ko bayan karti hai.
Aapki story ka genre Si-fi or Fantasy hai.... Jisse andaza lagaya ja sakta hai ki ye story ek naye safar ki or dhire - dhire badh rahi hai....
Or jaisa ki main pehle bhi keh chuka hun.. aap story ko hamesha indirectly likhte hain.... Jo story ko or zyada sundar or utsahit banati hai.....
Ab dekhna ye hai ki raj ki zindgi kab naya mod leti hai....
Main aapki har lekhni ka Fan raha hun... Jis nazar se aap duniya ko dekhte or notice karte hain.... koi nahin kar sakta.... Ye aapki kahani se jhalakta hai....
Ab dekhte hain ki aage kya hota hai..... Or kitne character se intro hota hai.....
Waise har chiz har log badalate rahte hai aur kaya woh kab honge yeh hum bata baate toh sayaad aaj yah nahi hote hai naa bhai
Waise fan ki baathi toh padh ke baatoko sahi sai dhikahana aache sai jaanate mai usska fan hu bhai hanesha sai waise ek baat tunhare comment bhi mere liye kismat jaise hai kuch yaha stories mai
 

Dev the lover

Well-Known Member
3,001
12,524
159
Update - 2
Superb Update



✓ - Ye Raj ke sapne me or baar - baar hawa ka chalna kya kuchh dikhana chahta hai?



✓ - Jab Raj ko office job mil sakti hai to wo shoo me kaam kyon kar raha hai? wapas kyon nahin jana chahta? Aisa kya hua tha uske sath jo kisi bhi office ko join karne par usko purani yaden taza karega?



✓- T K Verma bada harami type ka maloom hota hai...

Kahin Raj ke sath hue is hadse me uska hath na ho...




✓ - Saumya ka kuchh samajh nahin aa raha ... Ki wo Raj ko dil hi dil me pyar karti hai ya phir apne oopar hue ehsano ka badla chuka rahi hai... Ya ek friend ki tarhan uske sath hai.... Jo bhi ho oar lagta hai is story me Saumya ka khas role hai. Dil ki bohot sundar maloom padti hai.



✓ - Baar - Baar havaen chalna kya darshana chahta hai... Ye ek mistry hai ... Shayad... Jo aap abhi solve katne ke mood me nahin lage... Readers ko tadpana aapka purana hunar hai .... Jo aap barkaraar rakhna chahte hain 😂



✓ - Last me main yahi kahunga .... Ki ye ek bohot mast story hai.... In 2 updates me hi bohot kuchh andaza lagaya ja sakta hai.... Or ho sakta hai ki jo ham soch rahe hain wo ek bhrum ho.... Dekhte hain aage kya hota hai...




Waiting for Next Update

Thanks bhai waise maine aapke bhaut saare point dekha aur yaha kuch bolane layak thaa naahi kyui woh thoda thodaa agale update mai ess liye thanks for lovely comment alwayas
Waiting for Next comment
 

Dev the lover

Well-Known Member
3,001
12,524
159
UPDATE - 3

Jab meri aakhe khuli toh maine dekha saumya mere side mai bethi hui kuch soch rhai thi

Mai uthate hue - kaya hua kya soch rahi ho
Saumya achanak sai mujhe betha dekh ke boli - aree aap uth kyu gaye aram sai lete raho

Mai - ghar jakar araam kar lunga mai

Saumya -3:30 kon lekar jaayega yaha sai jab tab koi nahi mil raha tha essi liye maine aapke rukane kaa bhi intezzam kiya thaa

Mai - par yeh toh tumhara room hai naa
Saumya - toh kaya aisi halat mai aapko guest room mai chhodati mai

Mai - tumhare ghar waale kaya sochange yaar jaane do mujhe yaha sai
Saumya - aap abhi tak uss jayesh ke baato mai pade ho

Mai - baat usski bhi nahi hai mujhe bhi lag raha ki mai saayad kuch jada close jaa raha hu tumhare ess liye kudh ko picche lena cahata hu tum toh janati ho mai edhar udhar ki nahi sidhi bat bol ke confusion nahi badhata

Saumya - par aisa kyu lag raha hai aapko mai nahi samajhi

Mai - tum ladkiya bhi bhaut chaalu chiz ho pata sab hota hai tab bhi samajhi nahi bolati rehati ho

Saumya - sahi mai nahi samajhi mai
Mai - ok sidhe sunana hai toh kaya tum mujhsai payaar karati ho

Saumya thoda saa hadbada si gayi
Mai -kaya hua abb toh maine saaf keh diya naa yaar haa naa mai jawab de do
Saumya - nahi aisa kucchhhh...

Mai - ohh chaloo nahi karati ho baat kahatam hui logo ko bolnai do phir
Saumya - maine usske liye nahi bola thaa

Mai - matalab karati ho
Saumya ulaji sai ho gayi jaise kaya bole samajh nahi paa rahi ho - mujhe nahi pata mai abhi kuch nahi bata sakati
Mai - essmai kaya soch rahi ho yaar haa yaa naa bol do

Saumya pillow thik karke - dr. Nai aapko aram karanai ko bola aur jada baate karanai ko mana kiya hai
Mai - yaar tum bhi naa

Saumya - woh sab chhodo aapnai unn logo sai ladayi kyu nahi ki
Mai - yaar mere pair mai etnai tezz road lagi ki mai uth nahi paa raha thaa ladata toh kaya hi mai

Saumya - accha abb aram kariye kuch khane ke liye mai laati hu
Mai - tum yaar mujhe khila khila ke mota kar dogi

Saumya - six pack lekar bhi kaya karoge pit gaye
Mai - accha accha has lo has lo lo mera bhi time aayega

Woh hasati hui chali gayi par mere dimag mai abhi wahi chal raha thaa ki aakhir saumya mere baare mai kaya sochati hai yaa ho sakta thaa maine usske bure time mai kaafi madad ki toh woh bhi kar rahi aur hum boss secrtary toh the hi par uss sai jada aache dost bhi the haa dost saumya meri classmate thi

Thodi der mai woh khanna laayi aur mai kaah ke soo gaya

Meri aakhe khuli toh mai ek aise jagah thaa jaha kaafi andera thaa
Kaya mai sapne mai thaa kaya maine aakho ko ragada aur dekha mai room mi hi thaa

Pata nahi sala jab sai company gayi lagata dimag kharab ho gaya hai
Maine dekha side ke bed par saumya soyi thi mai tha aur dheere sai bina kisi awwaz ke waha sai nikalata hua bahar aaya aur nikal gaya

Apne ghar pahuch ke mai fresh hua aur naha ke aaya abb kal ki maar kaa dard kaafi sahi thaa medicine mai jadu thaa sach mai

Maine vapas sai woh kidaki band karata hu joh apne aap kuch jada hi khul jaati hai

Aur phir usske baad socha ki thoda ek nazar uss jagah daali jaayi jaha maine kuch karane kaa socha thaa maine apna laptop nikal ke check karanai

Shit yaar yaha bhi kuch nhi ho raha kahi sai koi email nahi aayi
Mai check karata gaya karata gaya hat bol ke maine jhatke mai laptop band kiya aur kuch uthane wala tha ki mere kaan mai awwaz aayi raaaaajjjjjjj

Maine mud ke dekha koi nahi thaa pata sala kaya ho gaya rod lagi thi taang mai dimag mai ashar ho raha hai

Maine kaan khujaya aur apna phone liya aur gate band karke bahar nikal gaya

Waise kaha mujhe time nahi milata thaa ki mai kuch faltu kar saku aur aaj dekhu time etna hai par kuch faltu kar bhi nahi sakata mai

Waise mujhe wo din yaad aa rahe the jab mai phele baar school mai gaya tha wahi akelapan wahi shaanti

Sochate hue mai aage badh raha thaa ki maine ek board par kuch likhaa dekha maine pass jakar ussko padha

..Akelapan aapko kaah jaata hai
Fikar mat kariye humare yaha har koi pass aata hai.....
Maine aur nicche padha toh man kiya sala board par thuk du
Koi agar akela toh sala bus ussko sex caahiye ennke hisab sai toh aur aise board kaise laga dete hai

Waise maine side mai dekha ek aur board laga thaa jaha par ek simple si line likhi hui thi
badlana jaruri hai
Yeh kisi ngo ki line thi khair mujhe uss board ki halat dekh ke lag raha hai bhaut chhota saa ngo hoga kyuki pichale board sai yeh sasata aur ek kone mai laga hua tha

Waise kabhi kabhi aachi buri dono chize samane hoti choose karne ke baad jab woh galat hoti hai tab hum bolate hai ki hum pareshan hai aur kudh ko accha dhikane ki kosis karate hai

Khair etna time mai laga chuka tha ki store par hi jana sahi samjha late kiye bina

Mai jakar counter par beth gaya aur kaam par dhyaan dene laga
Mai aaj pata nahi kyu baar baar Saumya ke aane ki raah dekh raha tha jab ki mujhe pata thaa ki woh nahi aane waali hai aaj company mai ussko bhaut kaam hoga

Udhar ek alishaan building mai ek group betha hua thaa jaha kuch log baate kar rahe the

[Writer ke baate - Wiase adami log bolane ke sai aacha mai unnke naam ke jariye unnki pechan bata deta hu ]

Aman - yaar woh barbaad toh gaya par sara maza kaharab kar diya uss londiya nai

Dimgiha - mujhe phele sai uss ladaki par shak thaa tujhe bola tha koi aur dudh le

Aman - chal chhod naa usnai barbad karene mai pura saath diya waise bhi yeh plan kaa ussko thodi pata tha

Sameer - sorry par yaar mujhe lagata pata bhi hota toh yehi karatai woh jaise uss sai baat karati hai mujhe kuch jada hi gadbad lagati hai

Dimgiha - manana padega lekin saumaya nai rod sai sabko dher kar diya aur ussko bacha ke le gayi

Samane photo phekh ke

Rizazi - yeh dekho kaise laat padanai ke baad muh sai khoon hi khoon nikal raha tha usske bada aaya thaa kehanai wala mujhe kuch nahi caahiye bus mai chain sai jita hu toh phir huamre muh kyu laga harmjada

Dimgiha - bus shaant ho jata waise abb hume esska yeh sab matter bhul jana caahiye abb humari takkar kaa nhi hi woh bache ko maar ke koi fayada nhi

 
Last edited:

ragish7357

MaSooM ReAdeR
2,877
11,113
143
nice update bro...............
ye hero ko jo ajeeb - ajeeb sa ahsas ho rha h iska kya reason ho skta h🤔🤔🤔
or ye log kyo uske piche pde h
wese mistry to somya ki bhi km nhi h
hero ko bachati h , pyar krti h ya nhi ye bhi pta nhi ,
or sbse bdi baat hero ko barbad krne m iska hath tha
 

Fighter

THE CREATER OF DEVIL FIGHTERS
11,629
25,323
259
Super Duper Hit & Fantastic & Awesome & Gajab & Very Nice Update Bro

Oh ladki to powerful h yr sb isi ne chit kr diya



Waiting
 
Status
Not open for further replies.
Top