• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy KISMAT - EK KHEL

Status
Not open for further replies.

Dev the lover

Well-Known Member
3,001
12,524
159
One word Mind Blowing :applause: :applause: :applause: Tho raaj ke competitors ne raaj ko marane ki koshish ki hai, par iske beech saumya ne aakar raj ko baccha liya aur unka plan flop hogaya. Jo bhi ho past mein raj jo kuch bhi kiya ho lakin uske attitude ke karan aaj wo thodi hi sahi lakin mushkilo se ladne mein madath mil rahi hai. Kya kamal ka scene dikhya ek tarf Wo borad pe jo sex wali baath likhi thi aur dusri tarf NGO wali line, dekhai gayi hai is logon ki soch ka warnan darshathe hai. Jo kaam ki ya fir mahatvapurn Cheeze hoti hai wo is duniya mein kam hi ya fir na ke bara bar ka hi darja miltha hai.
Hats off... Keep writing the way your writing will always support you....
Please Reguraly update dene ek request hai mere tarf se aur han is kahani ko anjam tak pauchana. Waiting.....
Aur kuch aur cheez janna chahatha hun ke kya Yeh Kahani Magical, Super natural hone wali hai???
haa waise board waali baat ko samjaha hi apne mai update samajhe jaisa hai mere liye
reguraly kaa keh nahi sakta hai par time time par update dekar jada late nahi hoga may be 1-2 day warana daily dene ki kosis rehangi time milata raha toh
waise kuch keh ki yeh kis tarike ke story hai mai tumhe kisi ek jagah par sochnai ko majboor nahi karunga essi liye maine prefix fantasy rakha hai taaki mai mix likh saku
 
Dev the lover

Well-Known Member
3,001
12,524
159
Update 3

Shandaar Update 👌

✓ - Apna hero mastt laga ... Sidhi baat No Bakvaas ...
Jo bolna hai vo bol diya....

✓ - Ye Saumya badi chalaak hai sidhe mudde ki baat karte hi baat ko ghuma kar topic hi change kar diya 😂

✓ - Par Saumya ka yun Hadbadana or uski baaten ye batati hain ...
Ki pyar to wo kar baithi hai....
bas sharm or hichkichahat ya
"hero ka usse permanently door ho jane ke dar se"
Keh nahin pa rahi hai....

✓ - Ye jo awaaz aayi "Raajjj" isse pata chal gaya ki aapne fantasy ka safar shuru kar diya hai....
Par dhire - dhire aage badhenge 😉 Sahi hai. !

✓ -Ye board par likhi baat bohot funny lagi... 😂
Waise ye persnoly aap par bhi lagu hoti hai 😉

✓ - Otteri! Ek or naya suspense khola aapne -
Ye shayad raaj ke bussiness partners honge ....
Or hero ko barbaad karne me saumya ka bhi haath tha?
😳
Ye baat alag hai ki saumya ko iske baare me pata nahin tha,
Lekin agar apne hero raj ko pata chal gaya ki isme saumya ka bhi hath tha, bina sachchai jane wo to saumya se nafrat karne lagega....?

✓ - Ye story to har update ke sath, intresting hoti ja rahi hai. ❤

Maza aa gaya bhai....

Thanks For the Lovely Update

Still Waiting For Next Update
✓ - Apna hero mastt laga ... Sidhi baat No Bakvaas ...
Jo bolna hai vo bol diya....

writer - aur kaya bhai honna bhi wahi caahiye naa

✓ - Ye Saumya badi chalaak hai sidhe mudde ki baat karte hi baat ko ghuma kar topic hi change kar diya 😂

writer - haa abb usska woh hi jaane yaar

✓ - Par Saumya ka yun Hadbadana or uski baaten ye batati hain ...
Ki pyar to wo kar baithi hai....
bas sharm or hichkichahat ya
"hero ka usse permanently door ho jane ke dar se"
Keh nahin pa rahi hai....

writer - abhi etnai si baato sai payaar kaa hona naa hona kuch keh nahi sakate baaki aage dekhenge

✓ - Ye jo awaaz aayi "Raajjj" isse pata chal gaya ki aapne fantasy ka safar shuru kar diya hai....
Par dhire - dhire aage badhenge 😉 Sahi hai. !

writer -haa aur kaya ekdum sai khol diya toh fayada kaya likhane kaa waise maine lagata kuch jad baar likh diya kidaki ess liye jaldi hi nazar mai aa gaya

✓ -Ye board par likhi baat bohot funny lagi... 😂
Waise ye persnoly aap par bhi lagu hoti hai 😉

writer - merepar kyu laagu hoti hai samjah nahi

✓ - Otteri! Ek or naya suspense khola aapne -
Ye shayad raaj ke bussiness partners honge ....
Or hero ko barbaad karne me saumya ka bhi haath tha? 😳
Ye baat alag hai ki saumya ko iske baare me pata nahin tha,
Lekin agar apne hero raj ko pata chal gaya ki isme saumya ka bhi hath tha, bina sachchai jane wo to saumya se nafrat karne lagega....?

writer - nahi business partners toh maine kahi likha hi nahi woh rivals ho sakte may be abb janane ke baad raj kaya karega woh hi jane

✓ - Ye story to har update ke sath, intresting hoti ja rahi hai. ❤

writer -ho sakata jaise aapke comments hote jaa rahe hai
 
Dev the lover

Well-Known Member
3,001
12,524
159
Shandar Update Dost :applause: :applause: Yeh pura Update bahuth Matured tarike se likha gya jo yahan i mean is forum mein kam dekhne ko miltha. Bahuth sare raaz hai jaise Monika, Saumya, aur ek aise dard jo pure update mein dekhne ko mile jo raj ke saath bita hai.
Dekthe hai aage ke updates mein kya kya chuppa hai....
BTW, Great start i hope aap is kahani ko us k annjam tak pahuchange, aur han aap ke writing se aur kahani ke plot se so lagtha hai hai ismein sex nahi hoga aasha hai asie hi ho koi ki mere personal choice hamesha se aise hi rahi hai mein srif un stories ko pasand karta jo alag ho jismein emotions ho, supernatural elements ho etc, but sex na ke bara bar ho...
Waitng....
shuktiya dost aaapka bhi sahi sai baato ko likhane ke liye
waise mai bhi focus unnhi chizo par karata hu par kuch karana sai mai apni story ko change karata rehata thaa logo ke hisab sai joh sayad galat hota uss sai joh mai likhana caahta tha woh utana nahi likh pata aur haa essmai sex naa ke barabar nahi hai balki hai hi nahi
 
Update 4

Kaam hota gaya aur time bhi nikalta gaya kyuki time rukata hi kaha hai

Maine ek dhabe par gaya aur order dekar beth gaya aur thodi der mai mera order bhi aa gaya

Maine ek chpati khaayi hi thi ki koi mere samnai beth gaya

Mai - kahi aur beth jaao mai yaha mai betha hu

Samay - kyu kharid li hai kaya tunne

Mere dimag sai nikal gayi thi mai dhabe par hu resto mai nahi

Mai - oh sorry

Samay - waise mai jis kaam sai yaha betha hu usske baad tuh mujhe thanks bolega sorry nahi waise mera naam samay hai

Mai khaate hue - accha aisa kaya hai

Ussnai samnai ek Newspaper rakha

Maine uss folded Newspaper ko khola ussmai kuch photo the maine dhyaan sai dekha unnko

Aur phir mod ke ussko de diya aur apna lunch karne laga

Samay mujhe ghur ke - kaya hua

Mai - thanks

Samay uth ke waha sai chala gaya

Aur bahar jakar ek baar mud ke dekha aur chala gaya

Mai arama sai apna lunch karke waha sai store par aaya aur kaam karate karate mai unn photos ke baare mai soch raha

Tha

Phir kaam mai etna busy ho gaya udhar dimag gaya nahi

Shaam ke time maine saumya ko bahar dekha

Maine baakiyo ko bol ke bahar aa gaya

Mai hi kaa haath esshara kar ke - kaisi ho

Saumya thoda off mood mai thi - thik hu

Mai - aree kaya hua aise udaas kyu ho

Saumya - bina bole jana jaruri tha kaya

Mai - yaar maine socha subah kuch edhar udhar ki baat ho uss sai phele mai nikal jata hu

Saumya - kuch nahi hota kuch jada hi sochane lage ho

Mai - waise tumhara Dimgiha ke saath sab kuch kahtam ho gaya na abb

Saumya joh jaise koi bhaut bada jhatka sa laga aur achanak sai woh ronne lagi

Maine ussko pakad ke hilata hu - aee pagal kaya hua aise kaya roo rahi hai

Saumya mere gale lag kee - please mujhe maaf kar do mai nahi karana cahati thi par mujhe karana pada

Mai - kis baat ki maafi yeh toh mere samajh mai nahi aaya

Saumya ekdum sai picche hui aur mujhe dekh ke - uss liye kyuki maine tumhe dhoka diya

Mai - accha phele yaha sai chalo yeh sab enn baato ki jagah nahi hai

Phir hum kuch time mai mere ghar aaye aur waha aram sai maine ussko bethay aur dekhan abhi bhhi usski aakhe geeli hai

Mai - yaar tum abhi bhi kyu roo rahi ho

Saumya - aisa kyu dhikha rahe jaise kuch hua hi nahi hai

Mai -haa toh kaya kuch bhi nahi hua hai

Saumya phir roti hui - meri wajah sai yehi halat hui hai tumhari

Mai- aaccha ess liye sorry bol rahi toh koi fayada nahi

Saumya aur udaas hogyi sayad mujhe toh yehi lag raha thaa yaa ho sakata usske andar hi andar kuch chal raha hoga

Achanak sai kidaki khuli tezz hawa sai aur ek pathar lagane wala thaa saumya ki maine pakad liya aur kidaki ke pass jakar edhar udhar dekha aur abb acche sai kidaki ko band kiya

Aur saumya ke pass akar beth gaya - dekho saumya tum kuch bhi guilty feel naa karo kyuki mujhe koi fark nahi padata unn sab chizo sai

Saumya mujhe azeeb nazar sai dekhati hai saayad ess nazar ko ghurana kehate hai

Aur kuch boli - akhir kyu nahi

Mai - dekho agarvtum dhoke ki baat kar rahi ho aur sorry maang rahi ho toh mat maango kyuki tum bhi janati ho kisi ke vishwaas ko thodani ki koi maafi nahi hoti

Saumya apne muh par haath rakhe ke phir ronne lagi - mujhe pata hai mai uss layak nahi hu maafi maang saku

Mai tezz sai - aeee chup ekdum chup bola naa chup

Mai etnai tezz chikha thaa woh dar sai ekdum shaant ho gayi - woh mai ek baat bol raha woh baat hum logo par lagu nahi hoti aur mai jis position par mere kudh ki wajah sai aur tumnai yeh kyu kiya kyu nahi ussko jaan ke mujhe kuch alag feel nahi hoga tum nahi karati toh aur karata aur mere saath yehi hota joh abhi hua aur rahi baat tumhare dhoke ki mai akela insaan hu tum dhoka do naa do kaya farak padega meri zindagi mai aur tum kal jaise meri jaan bachane aayi uss sai mujhe pata chalata hi kuch chiz hogi jiske liye unn logo nai tumhe majboor kiya ho sakata par phir bhi mujhe koi farak nahi padata bus abb yeh baat yehi kahtam aur yeh batoo kuch laayi ho khane ke liye ki nahi

Saumya apne bag ko uthati hai aur uss mai sai ek tiffin nikal ke deti hai mujhe

Saumya mujhe dekh rahi pata nahi kaya soch rahi thi

Saumya apne man mai - mai jitana tumhe samjhana caahti hui utana dur chali jaati hu tumhari soch sai aisa kyu woh log mujhe bhale maar de par mai tumhe nahi marane dungi caahe dosti ke khatir yaa ehassano ke khatir

Maine paani pita hua - yaar saumya halwa bhaut tasty hai jaise tum hamesha hi banati ho aree tumnai apna mood abhi sahi nahi kiya chhodo unn sab baato ko woh toh ek banda aaya tha photo wagera dhikha thaa kuch taaki mai bhadak jaau gadha kahi kaa jab woh insaan mere roz saath hai aur mai usski saachyi kudh dekh raha hu daily toh photo mai kaya dekh lunga mai ess liye bata diya yeh sab taaki aab aage unnke contact mai naa aana aur kuch hota hai atleast mujhe bata dena

Saumya haa mai shir hila deti hai - par

Etnai aasani sai mujhe maaf kar diya

Mai - toh kaya abhi tumhe rasi sai baadh ke pitu aur maafi mangwau bola naa tum samane ho aur mujhe sab sach dhikh raha hai aur yeh baat ek baar aur mat bulawana warana meri jeeb tut jaayegi laal hoakr

Saumya mujhe dekh ke has di - ok aur yeh medicine kal chhod aaye the yeh bhi kaah lo aur rest karo andar ki chot baad mai pata chalti hai samajhe
 
Last edited:

Baba__Bhai

I am open book, But you have no access to read it.
1,774
5,103
143
✓ - Apna hero mastt laga ... Sidhi baat No Bakvaas ...
Jo bolna hai vo bol diya....

writer - aur kaya bhai honna bhi wahi caahiye naa

✓ - Ye Saumya badi chalaak hai sidhe mudde ki baat karte hi baat ko ghuma kar topic hi change kar diya 😂

writer - haa abb usska woh hi jaane yaar

✓ - Par Saumya ka yun Hadbadana or uski baaten ye batati hain ...
Ki pyar to wo kar baithi hai....
bas sharm or hichkichahat ya
"hero ka usse permanently door ho jane ke dar se"
Keh nahin pa rahi hai....

writer - abhi etnai si baato sai payaar kaa hona naa hona kuch keh nahi sakate baaki aage dekhenge

✓ - Ye jo awaaz aayi "Raajjj" isse pata chal gaya ki aapne fantasy ka safar shuru kar diya hai....
Par dhire - dhire aage badhenge 😉 Sahi hai. !

writer -haa aur kaya ekdum sai khol diya toh fayada kaya likhane kaa waise maine lagata kuch jad baar likh diya kidaki ess liye jaldi hi nazar mai aa gaya

✓ -Ye board par likhi baat bohot funny lagi... 😂
Waise ye persnoly aap par bhi lagu hoti hai 😉

writer - merepar kyu laagu hoti hai samjah nahi

✓ - Otteri! Ek or naya suspense khola aapne -
Ye shayad raaj ke bussiness partners honge ....
Or hero ko barbaad karne me saumya ka bhi haath tha? 😳
Ye baat alag hai ki saumya ko iske baare me pata nahin tha,
Lekin agar apne hero raj ko pata chal gaya ki isme saumya ka bhi hath tha, bina sachchai jane wo to saumya se nafrat karne lagega....?

writer - nahi business partners toh maine kahi likha hi nahi woh rivals ho sakte may be abb janane ke baad raj kaya karega woh hi jane

✓ - Ye story to har update ke sath, intresting hoti ja rahi hai. ❤

writer -ho sakata jaise aapke comments hote jaa rahe hai

Thanks Bhai Mere har point ka javaab dene ke liye....
Or aapke oopar lagu hone vali baat bhool jao .... Wo to maine aise hi likh diya tha 😂
....

Keep Writing 🤝
 
Baba__Bhai

I am open book, But you have no access to read it.
1,774
5,103
143
Super Se Bhi Oopar💕💞

Update 4

• Pehle To main confuse ho gaya tha "Samay" ko lekar .... Ek baar ko to mujhe aisa laga ki
Samay aap "Time" ko bol rahe ho....
Par baad me aapne sab clear kar diya.

• Raaj Bohot hi samajhdar hai is baat ki tareef karni padegi.... Kyonki uski jagah or koi hota to gusse me saumya se sare rishte tod leta.
Par apne hero ne bohot hi sukoon se kaam liya hai....

• Ye khidki ek mistry ban kar reh gayi hai...
Aaj to khidki me se ek patthar bhi aa gaya.
Jo shayad Saumya ne notice nahin kiya....

• apne hero ke jo bhi business rivals hain wo ab kya chaal chalenge?
° kya saumya hero ko unki khabar degi?
Ya unke dar se chup rahegi?
° Kya hai us khidki ke pichhe?
° Ye samay kon hai? Or hero ko bhadka kar saumya se alag kyon karna chahta hai? Kahin ye bhi raj ke business rivals ka kaam to nahin?

= yahi dekhna hai.. or ye pata chalega aane vale updates me ....

+ Bhai aapse ek request hai > agar story me sex nahin hai koi baat nahin > par romance zaroor dalna ... Varna story me masala nahin lagega.... Meri baat par vichar zaroor karna...
Ye sirf ek request hai... Baaki aapki marzi...

Superb Update Bhai
KEEP WRITING
KEEP POSTING

WAITING FOR NEXT UPDATE
 
Last edited:

ragish7357

MaSooM ReAdeR
2,877
11,113
143
nice update bro
saumya ki sacchai raaj ko pta chli or usne use maaf bhi kr diya
kher is khidki ka chkkar to abhi tk smjh nhi aaya
dekhte h aage kya hota h
wese hero ka koi nhi h ka kya mtlb h
kya uski koi family friend koi nhi h
mtlb kya wo sidha aasman se hi tpk gya😂😂
 
Status
Not open for further replies.
Top