If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
aarti ke aise kahne par wo kuch kahta nahi hai..wo samane dinning table ke baju mai khada tha aur aarti ko hi dekhe ja raha tha.. wo jis tarah se aarti ko ghoor raha tha us wajah se aarti ke andar ek aag lag ja rahi thi.. wo use kuch keh bhi nahi sakti thi.. kyon ki wo janati thi kah ke kuch fayada nahi hai .. sirf baat se baat bad sakati thi.. isliye usne aapna kaam karna behatar samaja.. tabhi kitchen ke aandar nawaz enter hota hai tabhi bahar se aawaz aata hai ..
aare pani kaise chala gaya
tabhi iss aawaz ki wajah se aarti palat ke dekahti hai
ye aawaz uske pati arvind ki thi ...wo nahane bathroom mai gaya tha ...
nawaz ho kya tum yaha gahr mai
haa sahab dekhta hu ..
jara jaldi .. body ko sabun lagaya hai
tab aarti piche ghum ke smile karti hai
Par jab nawaz aarti ko dekhata hai tab aarti moo pai haat rakh ke smile karti hai..par nawaz koi reaction nahi deta hai aur ghum jata hai ... Tab mann mai aarti kahti hai..
Gussa hai ..
Phir aarti khud ko hi answer dete hai
Aab tune kaam hi aisa kiya hai to tujpar gussa hoga hi na .. aur maje ki baat uski kuch galti hai hi nahi ..
Tabhi uska mobile baj utata hai ..
Call uski nanand kanchan ka tha.. jaise hi aarti ne call utaya udhar se kanchan kahte hai
Hello Bhabhi
Hi
Kya kar rahi ho bhabhi
Kuch nahi
Kya ho gaya aawaj low aa rahi thi
Kuch khaas nahi
Aage kya hua
Kuch nahi hua
Matlab
Birthday boy ki complain kar di
Kisne .. aap ne
Haa
Kyon
Pata nahi
Pata nahi matlab
Gussa aaya tha
Kuch kiya tha kya usne aap ke saath
Kuch nahi kiya tha meri maa
Phir gussa
Aarti kuch nahi kahti
Ok jane do .. kisko ki .. bhai ko ya papa ko
Dono ko
Very good .. sab plan pai pani fer diya ..
Kya karu kanchan wo yaad hi nahi raha
Kya yaad nahi raha … birthday hai ye
Haa
Ohh godd bhabhi aap great ho.. really you are to much bhabhi.. maine kitna achha plan banaya
Aab dono shaant rahi kuch der .. tab kuch samay baad aarti kahti hai
Aab
Aab kya batau bhabhi aap ko
Phir dono kuch der shant rahate hai
Bhabhi bhaiyya to 3 din ke liye gaye the phir wapis aa gaye
Wo trip cancel ho gayi .. actually wo log factory dekhane aane wale hai
Bhabhi mai video call lagati hu
Aarti kuch nahi boli .. kanchan ne turant Video call lagaya .. aarti ne call utaya ..
Aap kitchen mai ho
Haa
aur wo
Bahar hai
aur neeta
Wo aayi nahi aab tak
Bahar kaha
aap ke bhaiyya ne use abhi bulaya tha to udhar gaya hai
Badi mayusi se aarti kahti hai
Badi mayus lag rahi ho aap
Hmmm
Kaam bhi to waise kiya hai
Tab gusse se kanchan ko dekhate hai
Gusse se mat dekho aap muje .. iss gusse ki wajah se to hua hai ye
Tane mat maro aap .. aab galti ho gayi hai to iska solution do
Aab mai hi hang ho gayi hu .. mera dimakh kaam nahi kar raha hai .. aap ke iss galti ka solution nahi hai mere paas
Aab mai kya karu kanchan didi..
aisa kahte hui aankh band karke kahdi rahi ..
Bhabhi to Aaj din bhar busy honge na ..wo log aa rahe hai to ..
Haan .. abhi jane wale hai
Phir papa
Wo rahenge idhar udhar
Abhi aap ke paas ek hi option hai
Kya
Bahut jaldi kahte hain
Use mafi mango
Kya
Bade aasharya se kahti hai
Kyon nahi maang sakati ho kya
nahi wo baat nahi hai
Phir bhabhi
Wo maaf karega kya .. mere nadani ko
Karega karega
Bhabhi ek baat puchu
Haa pucho
Kya wo aap ko pasand karta hai
Aarti jhat se haa kahte hain par phir khud ko sambalate hui kahti hain
Nahi nahi
aur video call se aapna chehara dusari aur kar leti hai
Par kanchan samaj gayi ..wo smile karte hui kahte hain
Aur usko aap
Pata nahi
Phir kahti hai..
Mai bhala kyon usko pasand karungi
Wo bhi baat hai .. kya aap ko lagata hai kya wo aap ko maaf nahi karega
Kyon
Tab bahar aake uppar Jane Wale sidiyon par baith jati hai aur aankh band karke kahte hain
wo abhi bhi mujse naraz hai
Naraz karne wali baat aapne ki hai par aapne Aisa kyon kaha
Abhi thode der pahle wo kitchen mai aaya .. wo aandar aane wala tha tabhi aap ke bhaiyya ne use bulaya
Bahiyya ne kyon bulaya.. agar aap usse baat karte to mahol thoda thanda ho jata
May be .. bhaiyaa bathroom mai the Pani chala gaya.. usko unone bulaya .. kahne lagi .. sabun lagaya hai body ko .. jaldi aa jao .. mai hasi usko dekhte hui ..par usne koi pratikriya nahi di
Matlab wo aap se bahut naraz hai ..
Hmmmm
Agar aapne khud hoke aage se smile di phir bhi wo naraz hai matlab aap ko usko manane ke liye bahut try karvana hoga .. bahut dimag lagana hoga ..
Aab mai kya dimakh lagau jab ki dimakh kaam nahi kar raha hai..aur wo manane ke liye ready nahi hai
Pahle to shant dimakh se socho aap kya kar sakte ho .. agar phir bhi dimakh kaam nahi kar raha hai to direct jake mafi mango
Phir bhi usne muje maaf nahi Kiya to
Tab mai kuch aur sochati hu tab tak .. par muje lagata hai wo aap ko maaf kar dega
Muje nahi lagata
aap ko nahi lagata to aap aapna jhalwa dikha do
Jhalwa matlab
Aap itani khubsurat ho bhabhi.. aap agar aap ki khubsurati ka Jalwa use dikhaoge to aap ke kayal add ke samne wo kya uska baap maan jayega
Hope so
Haa try Karo .. . Aur muje call Karo ...tab tak mai kuch aur sochati hu