wo aapne aap ko kahne lagi .. hey bhagwaan… aarti ka munh khula ka khula raha gaya.. matlab ye mera sapna tha.. .. ye ladaka mera picha sapane mai bhi nahi chor raha hai.. kuch na kuch karna padega is ladake ka.. lekin sapne mai to arvind hona chahiye tha .. fir nawaz kaise.. kya mere dilo dimag mai aab kya arvind ke jagah nawaz ne le hai.. aise kaise ho sakata hai.. use to mai sirf 1 week se janati hu.. wo kaisa hai… achha hai ya bura hai.. wo to bus ek naukar hai.. aarti tume kya ho raha hai.. tum kyon itana uske bare mai soch rahi ho..
waise dekhane se to achha nahi lag raha tha..us din neeta kah rahi thi na.. ki usne 12 ke saath aab tak kiya hai… nahi nahi koi itane kam umar mai itani ladakiya ya aurat ke saath aisa kar sakata hai kya..
maan lo wo sab maid ya khet mai mazdoori karnewali aurate ho ..fir bhi kaise possible hai.. ya neeta fek rahi thi.. par muje jhut kyon bolegi .. kya usne neeta ko kaha aur neeta muje kah rahi thi .. muje pane ke liye..nahi nahi neeta bhala aisa kyon karegi .. wo to uska pyar hai .. phir wo kyon chahegi ki usse mai pat jau .. shyad wo sach hi kah rahi thi.. neeta ko kiss karte hui aur uske waha dabate hui maine hi dekha tha na.. aur vandana ke saath bhi .. aur kal raat bhi .. dekha tha .. sorry suna tah
dekhane se to wo loafer lag raha tha .. nahi to koi aate hi muje aise ghur sakata hai kya.. wo bhi itane bade ghar ki malkin ko .. jaha wo naukari kar raha tha.. kya use thoda bhi darr nahi tha.. naukari jane ka ya maar khane ka.. kya wo arvind ya papa se thoda bhi nahi darta..
wo to aise hi hai … maine to dekha tha na.. kaise wo neeta ko kiss kar raha tha.. maine sab dekha tha fir bhi mai itane kam samai mai uske saath ye sab karne ko ready ho gayi.. kam smay kya aise loafer ke saath kabhi bhi mere jaise gharelu lady ne ready hona hi nahi chahiye.. gharelu kya koi bhi lady ne ready nahi hona chahiye..kamina kahi ka.. muje kya anab shanab bole ja raha tha .. kya kah raha tha.. neeta ko .. … mujase to bole bhi nahi ja raha hai.. kitane gande word hai.. uski himmat kaise hui .. mere samne aise gande word use karne ki .. maine mana karne ke baad hi usne ye word use kiya… to galati uski hui ya meri..
mere arvind ne to kabhi aisa ganda word mere samne nahi kaha tha.. wo kaise aise kahenge.. wo to kitane educated hai… handsome hai.. waise nawaz bhi handsome hai.. dikhane mai achha hai.. lekin uska behaviour achha nahi hai.. arvind kitane pyar se mere saath pesh aate hai .. aur ye.. pagal kahi ka.. isko pata bhi nahi hai ki ladies ke saath kaise pesh aate hai aur neeta kah rahi thi 12 ke saath hai uska.. kuch bhi bake ja raha tha.. aur mai bhi kya soch rahi hu.. arvind ke saath iska comparision kar rahi hu.. wo kaise possible hai… uski aukat bhi nahi hai mere arvind ke saath comparision karane ki…
lekin usne jo bhi mujse karvaya aur muje kah raha tha us samay main sharm se paani paani ho gayi .. abhi bhi uske bare mai sochkar muje sharam aa rahi hai.. aise kaise ho skata hai.. uski besharmi to dekho mere saamne hi itana ganda bol raha tha.. iss wajah se to mai uske paas se bhag aayi.. warnaa.. aaj kya ho jata…soch kar bhi darr lag raha hai....aab mere dimaag me uske liye nafrat aur jada bhad gayi hai.. .. aab bahot jada ho gaya hai .. aab mai kabhi bhi uske bare mai nahi sochunge.. agar wo kal mere paas fir se aaya tho.. fir kya karu mai .. nahi nahi.. aise mai nobat hi aane nahi dunge.. kal hi usko yaha se nikalane ka kuch sochana padega.. papa ne to kaha hai wo 2-3 week rahega.. ek week mai usne mere saath itana kuch kiya aur bachhe dino mai aur kya kya karega.. nahi nahi isko yaha mai rahane nahi dungi.. arvind se kah kar usko yaha se nikal dungi.. jald se jald.. nahi nahi kal hi kal ... mujhe ab is baare me arvind se baat karni hogi..agar wo kal fir se mere paas aaya tho.. wo nahi aayega aarti.. .. ..
agar fir bhi aa gaya tho .. mai aapne paas usne aane hi nahi dungi.. aarti tum aisa kyon soch rahi ho.. kal to tum use yaha se nikalane wali hu na.. fir wo tumare paas kaise aayega.. haan.. haan.. aisa hi hoga..
aarti ne man hi man nawaz ke bare itana kuch socha aur apne pati arvind ke bagal me let gayi.. usko neend kab aa gayi usko pata hi nahi chala.
agli subah aarti thodi let uth gayi.. aur wo fresh ho gayi… aabhi tak uske maid nita nahi aayi thi.. wo nita ko idhar udhar ghar mai dhudane laghi.. fir uske sasur yane papa ji ne use kaha ki aaj neeta lait aane wali hai.. uska phone aaya tha.. shyad tum us waqt so rahi thi.. fir wo aapne aap se kahane lagi ..
hey bhagwan.. ye neeta bhi na.. kabhi aapna kaam time pai nahi karenge.. aab lait aayenge aise bola hai to kab tak aayenge ye bhi nahi bataya.. aab subah ki chai – nashta muje banana padega aur shyad dophar ka khana bhi… ye kambhaqt kab aayegi kuch pata nahi.. iss nita ke chakkar mai arvind ko nawaj ke bare mai baat karna bhul hi gayi.. arvind se hi baat karti hu papa se nahi..
fir aarti arvind ke liye aur aapne liye chai banane ke liye kitchen ke taraf chali gayi..chai banake wo arvind ke taraf chali gayi.. paas jakar usne aapne pati ko kiss kiya.. tab arvind kuch office ke document check kar raha tah.. wo kuch jaldabazi mai tha.. aarti bahot pyar se use kahane lagi..
aarti- arvind… aap se ek baat kahane hai..
arvind- ha kaho..
aarti- wo naukar hai na..
arvind file mai hi busy tha..
arvind- kon..
aarti- wo nawaz hai na ...
arvind- uska kya .. papa ne usdin bola na 2-3 week rahega .. waise usko Ghar bulate time muje bataya bhi nahi tha papa ne .. uske bare mai Kuch tume complain karni hai to papa ko karo .. muje nahi ..
aarti kuch bol pati usse pahale hi arvind aapne papa ko bulane laga..
arvind- papa .. papa..
aarti- aare aapne papa ko kyon bulaya .. mai bata rahi hu na..
arvind- aisa kya..pappa ko maine office ke kaam se bulaya tha..
aab aarti ko thoda achha laga.. arvind ke papa waha use room mai aa gaye .. undo ne kuch business ki baat ki.. aarti itane der tak wahi chup chap khadi rahi .. aab papa jane lage to arvind ko yaad aaya ki aarti kuch nawaz ke bare mai bol rahi thi..
arvind- aarti .. tum kuch nawaz ke bare mai bata rahi thi..
nawaz ka jikra hote hi papa waha hi rukh gaye..
aarti- kuch khaas baat nahi hai…
aur aarti shant khade rah kar niche dekhane lagi.. arvind abhi bhi file mai busy tha.. aarti kuch nahi kah rahi hai ye sochkar shethji kahane lage..
papa- beti.. tumare saath koi battamizi ki kya usne..
papa ki baat sunkar wo kya kahe yahi soch rahi thi.. papa ki baat sunkar arvind aarti aur papa ki taraf dekhane lag gaya..
arvind- kya kuch kiya ya kaha kya aarti tume usne ..
aarti mann hi mann mai kahane lagi.. itana kuch karane ki koshish ki arvind tumare biwi ke saath ki mai bata bhi nahi sakate.. agar wo banda ek- do din aur yaha raha to tumari biwi tumari biwi nahi rahengi.. balki us kamine ki raand ya rakhel banegi.. Fir wo aapni jeebh khud hi katati hai .. aur aapne aap ko kahti hai..aarti tu kya bake ja rahi hai..