agar ye bhi mar jate to story mar jati yaarMujhe to yakin hi nahi ho raha hai..
Jonty itna khatarnak ho sakta hai..
Lekin is katle aam me mara kaun hai..
Naina, sona, rahul, jonty sabhi to sahi salamat hai...

Click anywhere to continue browsing...
agar ye bhi mar jate to story mar jati yaarMujhe to yakin hi nahi ho raha hai..
Jonty itna khatarnak ho sakta hai..
Lekin is katle aam me mara kaun hai..
Naina, sona, rahul, jonty sabhi to sahi salamat hai...
Jonty ko naina se kyo jod diya...introduction
jonty don ka beta hai jo naina se pyar karta tha
rahul naina ka pyar hai jiski shadi thi
naina naina hai ok story ki heroin hai
sona naina ki bahen hain
besirpair ki kahani hai ok
story me jonty ko naina se pyar tha baki raaz dhere dhere khulengen bhai aur inta bhi reply na deo aapko warning milegi firJonty ko naina se kyo jod diya...![]()
Kyuki jonty pyar krta naina seJonty ko naina se kyo jod diya...![]()
Wahi to mujhe bhi samajh me nahi aaya..ji bhai kewal jinko marna chahiye unhe chhodkar baki sab mare ja chuke hain![]()
Are to kisi ek ko to marta hua dikhana tha..agar ye bhi mar jate to story mar jati yaar![]()
Chalo bhai story aapki hai..story me jonty ko naina se pyar tha baki raaz dhere dhere khulengen bhai aur inta bhi reply na deo aapko warning milegi fir
sare barati mare gaye bhai aur jonty ne hi naina ko maarne se roka tha sabko warna use maar dete wo pyar karta hai naAre to kisi ek ko to marta hua dikhana tha..
Tabhi to darinda banne ki vajah milti..
updated-1
Aaj mere yaar ki sadi manne koi roko na ki dhun par ek ladka mast hokar nach raha tha sab log nach rahe the kisi ko malum nahi tha us aane wale tufaan ko jo ki ek jhatke me sab baha le jane wala tha yahan par jane kitni lashen girni thi is shadi wale mandap me jane kitne ghar barbaad hone wale the is shadi me kul milakar ye shadi nahi ye janajon ki baraat hone wali thi.jis ladke ki shadi thi wo mera best friend tha aur jo dulahan thi wo meri lover thi dono ne meri pith me khanjar bhonka tha mujhe maarkar fenk aaye the aur mai ab bilkul naye rup me yahan aa gaya tha kisi ko nahi malum tha yahan kya hone wala hai lekin mujhe malum tha ki yahan kuch der baad lashe hi lashe bichi hongi begunaah bhi nahi bachegen akhir gehun se sath ghun bhi pish jate hain aur mai to ek darinda ban chuka tha mujhe kisi ki koi parwah nahi khud ki bhi nahi
welcome casi bhaiTumne bhi story shuru kar diya
Anyway![]()