Thanks bhai for your support and liking the update.
Chandni ki apne pariwar ke liye nafrat sabne dekhi hai par kya woh Raja ko apne pati ka darja de payegi yeh to samay hi bata payega lekin woh Raja ko apna sacch kab bategi ya usse chhupti rahegi yeh dekhana hoga.....
Kavita das saal baad Raja se milegi toh kya woh usse impressed hogi ya usi tarah nafrat karegi yeh aage pata chalega par definitely Raja usko apni paltu Kuttiya bana chahta hai badla lene ke liye.
Ramcharan aur Param bhool rahein hai ki Raja kya kar sakta hai ya kar chuka hai..... Chandni uski lawyer hai ab biwi hai, Thukariyaan Chanda devi Singh Raja ki support hai aur Jai Singh bhi Raja ke shubhchintak hai yeh teeno Raja ke saath hi hai par ab bache 3 log Param ko toh Raja mout dene waala hai par Ramcharan aur kavita ko apne paltu kutta aur kuttiya bana chahta hai.
Kamla ki baare me aapki rai sahi hai woh usko saccha pyaar karti hai.