• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Waah! Life Ho Toh Aisi - The Merchant Of Death ( COMPLETED )

Which type of ending do you want for this part?

  • Total voters
    95
  • Poll closed .

Ajay

Well-Known Member
6,895
33,233
218
Update-172(Homeeeee)

Chang-Iska matlab 2.0 bahaar aaraha hai??

Main-Nahi.. Woh aana nahi caahta uske level se bahot niche hai ye sab I mean woh isko kuch nahi samjhta.. aana hota toh aa chuka hota.. But yes he is angry jiski wajah se woh naa caahtey hue bhi kabhi kabhaar bahaar aajaata hai jaise kal uss Bhutta ko maartey time aa gaya tha because uss time mujhe Dard hua toh mujhe gussa aaya jisase woh bahaar aaya.. Hum dono kaa he humare gusse par control nahi hai issliye ye sab ho jaata hai..

Chang-This is scary stuff boss..

Main-Yeah don't worry jab main un sabse badla lelunga tab uska gussa shant hojaaega and woh chala jaaega waapis..

Ami-Or ye sab abhi bata rahe ho Humein..

Main-Mujhe khud kal confirm hua ye sab Bhutta ko maartey time.. But don't worry there is nothing to worry about..

Ami-Boss woh 2.0 hai uske naam se he worry hona padta hai..

Main-It's ok don't worry.. Tumlog kab nikaloge?

Ami-Main rukkti hun Yahaan tumhaare pass..

Main-No need.. Ami kuch issue hota toh main khud bata deta chill.. Tumlog abhi nikalo Gaadi lejaao.. Main train se aaunga parson.. Gaadi Mein pakkadey Jaane k chances jyaada hain..

Ami-Ok.. Are you sure tum theek ho??

Main-Yeah.. Go now.. Or paise lejaao bahot jyaada hain apne yahan koi kaam k nahi hain..

Almost 1 crore rupaye ikathe hogaye they bc or kya kaam aaenge ye bhalla.. Chang or Ami shyam ko nikale wahaan se samaan pack karke main akela bacha or ab mere pass time he time tha sochne k liye Maine dinner kiya or apne room Mein baith gaya.

2.0 ko main actually feel kar shakta hun jab woh active hota hai, beshak usase contact nahi kar shakta main but feel kar shakta hun. Main ye gussa ussi din se feel kar paa raha tha jab mujhe nikaala gaya tha humiliate karke but tab mujhe laga ye keval mera he gussa hai kyunki gussa toh main bhi bahot tha but ab time k sath sath main samjh gaya hun ki isme 2.0 bhi tha jiska reason clear tha 2.0 ki ego bahot badi hai or jab koi uski ego hurt karta hai toh usse bahot gussa aata hai.. Ab Yahaan bhi yahi hua lekin usse pata hai ki ye sab uske liye nahi hai ye sab uske liye bachon kaa khel hai woh iske liye bahaar nahi aana caahta kyunki jo bhi ho aane or Jaane Mein pain toh usse bhi bahot hota hai or uski energy waste hoti hai jo woh nahi caahta atleast iss chotey se kaam k liye toh nahi.. Issliye woh mujhe hint de raha tha ki usse Revenge caahiye warna fir woh khud aake lega jo main nahi caahta..

"Waah Bahot jaldi samjh gaya tu mere hints ko"

Main-2.0..???

"Yeah the one and the only.. "Itane hints k Baad ye samjha tu?? Bahaar aake bata deta isase acha main.. You stupid fuck.."

Main-What do you want??

"Mujhe jo caahiye woh tu nahi de shakta tu bata tujhe kya caahiye mujhse.."

Main-Mujhe tujhse?? Nothing.. I don't need you..

"Hahahaha ah.. Tujhe pata haina main koi dusara shaks nahi hun you and me are same thing so main tera dimag padh shakta hun.." I know you need my help"".. Come on bhonk ab..

Main-Mujhe kisme help caahiye hogi teri..

" Woh Dono ko roukkaney k liye.. "

Main-Hell no ye sab main Pehle Bhi karta tha or ab bhi kar shakta hun.

"Shut up idiot Pehle tere sath teri team thi pura North India tha ab akela hai tu ab darr gaya hai tu issi liye tujhe meri help caahiye.. I don't have much time jaldi bhonk.. Come on.

Main-OK Ok.. Jab tujhe pata he hai toh help me then..

" OK Sure main teri help karunga isme.. But badle Mein Mujhe kuch caahiye.

Main-What??

" 2 cheejein 1st mera badla i mean humaara badla un sabse mere hissab se woh bhi.. Then Tu Dusty Yaa Sara k against kuch bhi nahi karega..

Main-What??

"Yeah I know tujhe Sara se badla lena hai Ladd tu shakta nahi unse toh kuch naa kuch shyaanpatti karega tu unse jo mujhe nahi caahiye.. Remember I need there help..

Main-Sure..

" Ok Then deal.. Remember You are dealing with the Devil here Agar kuch bhi deal se hattke kiya tune toh...

Meri thoughts bich Mein he rukk gayi ek awaaj se. Ye mere alarm ki sound thi.. Bc subah hogayi.. Toh kya ye sapna tha?? Really?? No fucking way.. I know for a fact ye sab sach tha..Lekin mujhe jo caahiye tha woh mill gaya tha.. I mean let's be real hum 3 itana sab akele nahi kar shaktey they woh bhi sabse chupptey hue no way or Uppar se time kam tha kyunki Andrews se milne se Pehle un dono ko thokdena tha mujhe.. Or 2.0 confused tha jo bahot kam hota hai toh uska faayda uthaaliya maine.. Kyunki woh humessa mera faayda uthaata he hai... Or badle Mein Mujhe Kya dena hai bhenchod.. Sara se main khud durr rehna caahta hun or haryana jaake badla toh mujhe bhi lena hai. So dono he shartein manaaney laayak thi uski..

Lekin again woh 2.0 hai so mujhe sab kuch soch samjh k he karna tha.. Main fresh hoke nahaaya then naasta kiya and college Jaane k liye Mukesh and Vikash kaa wait karne laga.. Kyunki Gaadi Chang and Ami legaye hain.. Wohlog pohanch chuke they message aaya tha raat ko unka..

Vikash and Mukesh aae wahaan or main unke sath nikala.. College aaya main. Mujhe chutti k liye bhi apply karna tha toh main seedha Principal office Mein aaya..

Prin-Ankit Sir good morning.. Please sit..

Main-Morning sir..

Prin-Tell me how can I help you this fine morning??

Main-Actually sir I need a vacation for few days..

Prin-Vacation yun achanak?? Everything ok??

Main-No sir.. My cousin died this morning..

Prin -Oh dear god..

Main-So I need a vacation for 1 week. Syllabus mera bahot aage chal raha hai so woh issue nahi hoga or uske alaawa aaj main sab classes Mein Ek week kaa sab karwa dunga..

Prin-Yeah sure sure Ankit.. I hope tumhaare cousin ki family theek hai..you can take a week or so off go ahead spend some time with your family..

Main-Thanks Sir..

Prin-Anytime Ankit Sir.. Take care..

Main office se bahaar aaya and wahaan se seedha class Mein aaya aaj maine sab classes puri he Lee full 45 minutes karwaya.. Or harr class ko haftey kaa test bolke nikala classes se.. Classes over hone k Baad main staff room Mein aaya sign karke Mukesh and Vikash k sath waapis ghar aaya unko bataaya ki main ghar Jaa raha hun jarra uske baad pass ke he ek cafe se ticket book karwaa laaya..

Meri train next day morning 2 baje thi Mukesh bike se station le jaaega mujhe.. Raat ko uncle and Aunty ko bhi bataaya maine ki main ghar Jaa raha hun kuch din k liye.. Jaldi dinner karke so gaya main.. Alarm se utha main raatko 1 baje uthke ready hua . Kapdey bag Mein daale and paise bhi daale kaafi.

Mera main issue tha main khudko hide kaise karunga ye mera Chasma or Munh par rumaal mujhe kaafi Hadd takk bachaa lenge but Jaan pehchaan waale maybe pehchaan jaayenge toh mujhe ye bhi Dhyaan rakhna tha..

Main ready hua tabtak Mukesh aagaya maine ghar lock kiya and uske sath station k liye nikala jo 10 minutes ki durri par tha.. Station pohancha main bike se uttara..

Mukesh-Chhod deta hun bhaiya andar takk..

Main-Arrey naa chala jaaunga main tu ghar Jaa nind le kal college bhi hai..

Mukesh-OK bhaiya.. See you soon..

Main-Thanks Mukesh.. Milta hun jald he..

Mukesh-Bye. Bhaiya..

Main station par aaya toh surprisingly station almost khaali tha bus kuch log so rahe they.. Meri train on time thi maine apna rumaal munh par baandha chasma already laga he tha.. Train aai main apne dibbe Mein chadda.. Mera coach empty tha ekdum empty main akela tha usme.. Best hai.. Ab akela tha toh maine mask or chasma uttar diya and aaram se baith gaya.. Train on time nikali.. Khidki se mast thandi thandi hawa aarahi thi jisase turant he mujhe nind aagayi aankh khulli jab thandi hawa badal gayi thi ab woh thand nahi thi maine location dekhi toh main haryana enter kar gaya tha Subah k 5.30 baje they or suraj nikal he raha tha.. Haryana finally i am back.. Mera coach still khaali he tha.. Kuch ghantey Baad main apni city Mein hounga Jahaan se mujhe laat maarke nikaala gaya tha Jahaan maine apna sab kuch khoya jahaan k logon k liye main ladda unhone he mujhe bahaar fainkwaa diya.. Technically woh meri city nahi thi ab i dont give a fuck mujhe bus 2 important kaam they first uss couple ko roukana and second apne badle ki suruwaat karna. I know mere badle ki process bahot lambi hone waali thi jisme bahot Saare chutiye involved they issliye suruwaat karunga main yahin se jahaan se sab Suru hua..

Main khidki se bahaar dekhtey hue ye sab soch raha tha.. 1-1 minute mera badi muskill se nikal raha tha main wahaan jaldi pohanchana caahta tha wahaan ki hawa Mein sans lena caahta tha beshak ab woh meri city nahi thi but mera sabkuch wahin tha.

Finally woh time bhi aagaya, next station meri city thi main bahot Pehle he apna bag uthaake munh par rumaal baandhke darwaaje Mein khadda hogaya taaki woh sab dekh shakun.. Woh ghar woh buildings woh schools woh colleges woh grounds woh landmarks full speed se cross horahe they lekin ab train slow hone lagi thi and slow hotey hotey rukkaney lagi thi platform aagaya tha.. Yahaan se main or Ravi apne mama k Yahaan jaatey they Sam se milne kabhi Gaadi nahi leke jaatey they kyunki train se wahaan Jaane Mein Kuch alag he maja hota tha.. Train rukki main uttara 8 baje they subah k Chang bahaar milne waala tha mujhe..

Main station se bahaar nikala or bahaar nikalke ek lambi angadaai Lee..

Main-"OH It Feels Good To Be Back"..

Continued..
Mast update bhai
 
Radhe

Active Member
866
2,080
138
Update Posted bhidulog Read And give reviews same deal on hai apni..

And Eid Mubarak to all of you lovely people. :pray:

:yourock:

Bro update accha tha par dhamake dar nhi tha jisse sub hil jaye kyo ki mujhe lagta hai Haryana ki gov aur cbi ko wapas bulane ke liye majbur karna hoga jaise koi bada case ho jisae AP ke alawa koi solve hi na kar paye bhale hi ye sub ap ne hi kiya ho
 
Vipul

Well-Known Member
2,242
7,327
158

Are koi swagat to karo AP Ka aur bhai yeh 2.0 koi game khel raha hain shayad sara 2.0 se bhi bahar hain.

Waiting for new update bhai
 
Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,898
18,094
189
Update-169(Huge Success)

Chang Ne location bheji mere pass uss Basti ki jo jyada durr nahi thi honestly.

Ami-Ye pistol Mein Ek he bullet Baaki hai maalum haina??

Main-Yeah 9 maine he chalaai thi ek toh kaafi hai mere liye..

Ami- Dhyaan se Jaana..

Main-Don't worry..

Main bahaar aaya toh durr durr takk kuch tha nahi bc.. Galli khaali paddi thi main Gaadi Mein baitha start ki Gaadi and nikala Chang ne location bheji thi mujhe bus gps follow karna tha wahi kiya maine.. Road almost khaali he they toh easily nikala main 20 minutes lage mujhe wahaan pohancney Mein or jaisa Chang ne kaha tha Gaadi maine Basti k corner par khaddi ki.. Yahaan se 950 meters aage thi location yaani 1 km.. Main Gaadi se uttara Basti khatam hoti thi Yahaan par. Wahaan chaaron taraf andhera he andhera faila tha main paidal aage chala phone ki light on karke kacha raasta tha.. Music mujhe yahaan takk bhi sunaai de raha tha easily matlab goliyon ki awaaj toh kya he sunegi.. Aage chala toh bc side se 2 kuttey nikal aae.. And sabko pata hai I Hate dogs I hate them.. Main bc wahin rukk gaya unhone mujhe dekha fuck bhenchod Yahaan toh bachne k liye kuch hai bhi nahi.. Mujhe Sans aaya tab jab woh dono he punch hilaatey hue meri taraf aae.. Or main unko solid ignore maartey hue aage badha.. Woh mere piche piche chal paddey.. Main thoda tejj chalne laga music or loud horaha tha matlab main sahi direction Mein Jaa raha tha.. Or finally mujhe woh jagah dikh bhi gayi ek single room kaa makaan jaisa kuch tha jispar kaafi lights lagi thi maine phone ki light off ki he thi ki meri side waali jhaadiyon se Chang nikal k aaya.. Ussne apna rumaal wagairaah already baandha tha munh par.. Maine bhi rumal baandha apna and chasma utaar k jebb Mein daala..

Main-Dafukk.. Daraadiya. Marwaaega kya be..

Chang-Boss.. Listen.. Sab set hai.. We can't fuck this up.. 8 guards hain jo still patrolling par hain Baaki yaa toh nashe Mein so chuke hain yaa fir nashe mein jhull rahe hain.. Sabke pass pistols hain ek do guards k pass smg hain bus..

Main-8 guards?? Bc mere pass keval 1 bullet hai.. Or 5 tere pass.. 6 he hue..

Chang-Don't worry.. Mere sath aao..

Main-Bc jhaadiyon Mein.. Saanp waanp hua toh..

Chang - Toh main Marr chuka hota abtak.. Aao jaldi..

Chang k sath main jhaadiyon ki side aaya, wahaan se nikaltey hue aage gaya Chang and main uske piche piche.. Humlog unke bilkul close aagaye they.. Toh scene ye tha uss ghar k Saamne khaali jagah thi jiske bichon bich ek chota saa stage laga tha jo bahot chutiya dikh raha tha and uske Uppar music system tha jo chal raha tha uske alaawa stage par 6 - 7 bandey nashe Mein almost behosh he paddey they.. Uske alawa stage k chaaron taraf bahot Saari chaarpaai bhi thi jinpar mostly bandey so he rahe they ek chaar paai ko chhodke jispar 3 bandey baithey they or daru pee rahe they wohlog bahot bhaari nashe Mein they like bahot bhaari unhe koi matlab nahi tha iss duniya se woh puri kar chuke they apni jindagi.. Ab ye hue nahsedi log, now main issue tha 4on taraf he 2-2 bandey khaddey they yaa baithey they chairs par ye they guards.. Ab humare just Saamne 2 bandey chair par baithey they unki pith thi humari taraf woh dono mast tension free hoke cigarette pee rahe they. Chang bilkul mere pass aaya or kaan Mein bola..

Chang-In dono ko piche se daboch lenge jaise he woh Saamne waala banda haina woh guard jaise he woh paltega hum in dono ko daboch lenge.. Choke hold.. Uske Baad sabko thok denge.. Jo daru pee raha hai black kurtey waala woh Bhutta hai..

Main-OK.. Bhutta jinda caahiye..

Jo Woh 2 guards kursi par baithey cigarettes pee rahe they unki pith thi humari taraf.. Unko hum easily daboch shaktey they but ek issue tha woh ye ki unki taraf ek or guard dekh raha tha Saamne khada hoke jaise he woh paltega bus aage hum dekhlenge..

Chang - Noww...

Woh guard palta or idhar hum dono ne aage badhke un dono ko gardan se pakkada or unki kursi se ghaseet laae woh chatpataane lage but no way koi chance naa tha bc maine jaanwar jaise log maardiye they iss chokehold Mein ye toh kuch nahi they.. Unki kursi girri lekin awaaj itani thi wahaan kissi ne gorr nahi kiya humne un dono ko ghaseet liya piche jhaadiyon Mein he.. 3 minutes minimum lagti hain ek shaks ko marne Mein choke hold k Baad. Behonsh woh 30-40 seconds Mein he hojaata hai lekin humari training itani brutal hai ki 15 seconds Mein mera target Behonsh ho chuka tha ab woh naa he hill raha tha naa he bachne k liye chatpatta raha tha.. Or jaise he woh Behonsh hua mere dono hath uski gardan Mein they he maine jhatke se uski gardan he todd di uss way Mein jaise kissi ko faansi par latkaaya jaata hai.. Instant death.. Behosh already tha woh no chance.. Ussne mere hathon Mein he dum Todd diya and bam game over..

Chang ne long route apnaaya ussne behosh karne k Baad bhi choke karna bandh nahi kiya but pressure double kardiya jisase woh banda 60 seconds k andar Marr chuka tha..

Maine uske kapdey check kiye toh waist par ek pistol tangi thi uske maine nikaali woh light Mein check kiya 9 mm pistol thi.. 13 bullets ki magazine thi or magazine full thi.. Chang ko bhi ek pistol milli uss bandey k ankle Mein se.. Hum dono k pass he 2 - 2 guns thi meri 1 gun Mein 1 bullet or isme 13 bullets thi Chang ki ek gun Mein 5 and usme 11 bullets thi.. Yaani kaafi thi.. Jiss hissab se yelog paddey hain aadhe toh uthenge bhi nahi..

Main-Ye 6 guards hain inko lena and then jo 3 daru pee rahe hain unko Bhutta jinda caahiye bus.

Chang-Right waale 3 mere..

Main-Left waale main dekhlunga.. Rukk Jaa ek baar ek sath hone dey unko..

Jaise he wohlog ek sath hue hum dono nikale jhaadiyon Mein se Chang dono guns liye he nikala.. Mere waale teeno ek sath khadddy they maine firing ki seedhi bina he aim kiye kyunki jhund Mein they lagegi toh jarur itana nishana hai mera.. Maine 4 bullets fire ki jisase woh teeno girre idhar Chang ne merese Pehle niptaaya and niptaatey he humlog paltey chaarpaai waalon ki taraf.. 2 toh uth gaye they or pant se gun nikaal rahe they lekin 3rd woh bhutta uth nahi paaya Mota tagda tha woh and Uppar se nashe Mein Tha..Woh dono gun nikaal paatey usase Pehle maine Pehle ko maari goli and dusare ki khopdi Chang ne kholi.. Bhutta gun nikaal paata usase Pehle maine diya uske munh par punch and uski gun cheen lee usase.. Pistol he thi uske pass bhi.. And dono pistol uske Uppar taan di.. Woh still khadda hone kaa try kar raha tha.. Finally woh uthne Mein kamyaab hua lekin ladkhadaake side waali chaar paai par girra woh jisase usspar so rahe 2 bandey uthey.. Lekin unhe samjh naa aaya kuch toh Bhutta ne jhinjhoda unhe..

Bhutta-Uth maadarchod.. A.. A.. Uth naa..

Woh dono ki aankh puri khul paati usase Pehle maine dono ko sotey hue he khopdi Mein goli maari jiske chintey Bhutta k cehre par lage jaake.. Bhutta kaa nasha gayab hone laga tha woh uthke ladkhadaatey hue bhaaga and seedha stage par kudda or meri taraf dekhte hue niche paddey apne Bandon ko laat maarke jagaane laga.. Jisme woh kamyaab ho bhi gaya.. 3 bandey uthey bhi or pata nahi unka nasha kam tha yaa woh samajhdaar they kyunki woh uthtey he apni guns nikaalne lage wo lekin main or Chang gun liye khaddey he they Humne andhaadhund chalaa di.. Pehle toh woh teeno ko lagi ab awaaj hui toh bagal waale Bhaag Bhaag k uthney lage or uthtey gaye and Uppar jaatey gaye.. Pehli pistol ki puri magazine unke Uppar utaar di maine.. Woh pistol daalke dussri pistol nikaali jo Bhutta se cheeni thi. Stage par 7 k 7 bandey Marr chuke they.. Bhutta ne apne hath Uppar kar liye they abhitak Jahaan nashe se uski aankhein bhi nahi khull rahi thi wahin abhi uski aankhein bahaar aake girrne waali thi.. Woh stage k Uppar ek pillar se sattke apne hath Uppar kiye khadda tha..

Maine usko gardan se pakkada or andar room ki taraf leke chalne laga Chang ko bahaar he rakha.. Jo uthega woh marega..

Main Andar aaya uss room k toh andar bed k Uppar 2 shaks so rahe they maine bhutta ko faink k maara andar toh woh bed par he girra jisase woh dono bandey uthey unmein se ek k side Mein puri badi dunali rakhi thi woh jhatke se dunali ki taraf palta lekin Dunali uthaa paata usase Pehle maine uske dimag Mein goli maari side se woh bhi. Dusara bed k drawer se gun nikaalne laga uski khopdi backside se kholi maine.. Iss bich mouka paake Bhutta ne maara mujhe dhakka woh pura bc mota tagda tha toh uska dhakka mujhe heavily laga main piche jaake bed k corner par girra or bed kaa corner mere left shoulder par laga jisase bhenchod bahot jyaada Dard hua bahot he jyaada.. Maybe dislocate hogaya tha. Gun mere left hand Mein thi woh bhi girri niche lekin main jhat se khadda hua kyunki woh bhutta mujhe maarna aa raha tha..

Main-Oh so you want it the hard way..

Mera ek hath gaya tha Filhaal k liye.. Lekin mera right hand kaafi tha uske liye.. Woh aage aaya mujhe punch maarna caaha lekin bahot slow tha woh jiske 2 maine reasons they ek toh woh bc pura mota tha toh movements slow thi uski and dusara woh nashe Mein Bhi tha still.. Main easily bacha usase or right hand se maara maine uski gardan par punch hard nahi bus slight saa touch tha. Ye Norman se seekha gaya mera first move tha jo ussne mere Uppar use kiya tha jab main guard ko maarne laga tha.. Jaise he woh ghutne parr girra uske liye game over tha.. Main laga usko laatein maarne uske munh par pait mein ribs Mein Woh piche bed k sahaare baith gaya tha or ab uth nahi paa raha tha bus roukk shakta tha mere waar woh or woh ek rouk leta tabtak mera dusara aajaata.. Hath toh lagaya he nahi maine usko. Uska pura thobda khoon se lathpath hogaya tha bc abtoh ussne meri laatein roukkana bhi bandh kardiya tha.. Maine 40 seconds Mein usko almost behonsh he kardiya tha.. Or pata nahi kyun main rukkana nahi caahta tha main laga he raha uske Uppar..

Chang-Boss.. Bossss Stop it.. Boss.. Jinda caahiye woh.. Bosssss.

Chang ne piche khincha mujhe tab jaake main rukka toh woh unresponsive tha ab.. Uska pura chehra khoon se bharra tha jo uske munh se niche tappak raha tha..

Chang--What the hell theek toh ho??

Main-Yeah..

Maine apni gun uthaai and wahaan ek Paani kaa jug rakha tha woh uthaya and woh jug kaa Saara Paani Bhutta k munh par maara.. Woh shock k sath honsh Mein aaya.. Chang ne room kaa gate bandh kiya jisase sound kam hui andar..

Main-idhar dekh be.. Idhar.. Haan..

Bhutta-Kkkon ho tum..

Main-Tera baap.. Mujhe dhund raha tha tu suna hai yele aagaya main..

Bhutta-. ookohhhh.. Ttttu hai wwwoibhhh..sssaale mmmmaaaraaa jaaega..

Main-Haan lekin main nahi tu agar mere sawalon k jawaab nahi diye toh..

Bhutta-Gggand maarrwaa..

Ye suntey he maari Pehli goli uski ribs Mein.. Woh gand faad chilaaya.. Then dussri side same spot..

Main-Ab game interesting hogaya hai.. 20 minutes max hain tere pass agar 20 minutes Mein Tujhe ambulance nahi milli toh tu blood loss k kaaran Marr jaaega ahista ahista Dard k sath.. So ab bol.. Kya scene hai..

Chang - Chillaana bandh kar be koi nahi hai sunane waala..

Agle 1 minute takk hum usko chilaatey hue dekh rakhe they bus. Chang bahaar bhi najar rakhe hue tha kyunki kuch bandey still nashe Mein so he rahe they..

Main-Tera he time jaraha hai dekhle..ye Dard kam nahi hoga chilaane se time k sath sath jyaada he hoga..

Ussne apne hathon se khoon roukaney Mein pura dum laga rakha tha tab maari maine uske right shoulder par laat and bam uska kandha mei tarah gaya, dislocate hogaya woh again chilaaya ab uske ek he ghaav par hath reh gaya tha..

Bhutta-Batata hun batata hun.. Kya puchna hai..

Main-J Baat.. Tera Boss kon hai??,

Bhutta-Jisse Maar diya tumne..

Main-Juth bolta hai maadarchod.. Mujhe pata hai bhosdk itana toh..

Abki baar Chang ne maari uske dusare shoulder par laat uska pain ab uski body fat se bahot Uppar nikal gaya tha woh pura kaanp raha tha pain Mein.

Bhutta-Mmain nahi jaanta.. Bbbboosss.. Woh keval phone karta hai..

Main-Woh bhipata hai mujhe.. Kuch aisa bata jo teri jindagi bachaane Mein kaam aae..

Bhutta-Mamamain ek or takk le Jaa shakta hun tujhe..

Main-Kiss takk Kamini takk??

Ye sun Bhutta ki gand fatt gayi..

Bhutta-tt. Tt. ...

Main - Yeah maalum hai mujhe agla number ussi kaa hai.. Jaldi kar be time nahi hai tere pass. Koi toh Orr hoga jisse tu jaanta hai.. Fixer tha tu unke liye kissi se toh milla hoga..Main chhodke nikal jaaunga bhosdk subah kaash he millegi..

I know woh jaanta hai kuch ko I mean woh security cum fixer tha iss game kaa obviously logon se milla hoga kabhi naa kabhi..

Bhutta-Hahahan.. Manav Talwaar, Arjun Tijori orr Mandira Shaw..

Main-Ek second ek second..

Inmein se 2 naam sune they maine i mean dekhe they newspapers Mein and jagah jagah lage posters par.. Isme se ek Toh mla tha Arjun tijori then Manav talwaar ek top businessman tha Roorkee kaa..

Main-Chang.. ..

Maine Chang ko ye sab record karne kaa ishaara kiya or woh ek side hattke phone chupake dusari side jaake record karne wala tha.. Bhutta ko koi idea nahi tha recording kaa.. Ab ye gand marwaaega sabki..

Main-Haan.. Tu suru se bhonk.. Kya jaanta hai Inke baare Mein a to Z.. Or jitana jaldi ho shake kyunki itana jaldi main pohancha nahi shakta hospital Mein Tujhe.. Kon hain yelog Kya kartey hain.. Or meri taraf dekhna bhi matt..

Chang ne abhi recording suru ki..

Bhutta-Arjun Tijori, Manav Talwaar or Mandira Zsssshaw.. Arjun Tijori Manglaur ka Mla hai opposition kaa.. Manav Talwaar ek bbbbussinnesman hai.. 150 petrol pumps hain uske.. Mandira Shah Additional Superintendent of police Roorkee.. Ye in teen ki details hain lekin real Mein yeyey.. Yelog yelog drugs Mein involved hain.. Main main Inke liye kaam karta tha.. Arjun Tijori transportation mmein help karwata hai. Uuuski khudki Gaadi Mein drugs Uttarakhand Mein ghumtey they police k naak k niche se.. Woh kkjhudd bhi drugs leta hai uska safe hhhouse Roorkee sector 13 farmhouse number 21hai wahaan ek safe Mein uske against Saare proofs mojjud hain.. Drugs kaa kkkkaala paisa wwwwoh Apni Wife k bade bhai Anuj k bank Mein jama karwata hai.. Anuj ek Private bank kaa manager hai jo Arjun kaa paisa clean karr. R. Rrne Mein madad karta hai.. Arjun ka mostly paisa gold Mein hahaha I.. Jo ussne black Mein khareeda tha.. Uski gaadiyaan bhi Anuj k nananam par he hain.. Manav Taaalwaar..Ye bbbhi transportation Mein help kkkaraata tha iske trucks Mein drugs aatey they iska paisa iske petrol pumps Mein clean hojaata hai.. Iska bhaanda fodne waala tha Inspector Himanshu Kumar usske pass Saare saboot they Himanshu ne isase paise maange they toh iisissne usse marwaa diya tha iss tarah se jisase woh accident lage accident Manav k he ek truck se hua tha jo Manav ne karwaaya tha usske Baad uss trrruck k driver kkko bhi Manav ne apne hathon se maara tha galla ghont k or nadi Mein faink diya tha.. Ye dono murders chuppapapane Mein ASP Mandira ne pura sath ddddiya tha dono murders ko accident prove kkakrke.. Usse 8 crore rupaye mille they jjio ussne apne betey ki wife or uski behen k Naam karwaye they jo dono he USA Mein Hain..Mandira Humein police ki sab information Pehle dedeti thi issliye kissi raid Mein Kabhi kuch nahi milta tha police ko. Humein College or universities Mein failaana tha drugs jo horaha hai Manav ne bola tha Youth ko addictive banaao Baaki kaa kaam woh log khud kardenge.. Bbuss yahi jaanta hun. Maiajn.. Aab hospital lllel chalo mmmujhe..

Maine ishaara kiya Chang ne recording roukki..

Main-Tu toh bade he kaam ki murgi nikala be mujhe laga tujhe waise he thokna padega lekin tune toh pure Uttarakhand ko hilla diya.. Ye saboot toh bahot jyaada hain gajab.. Sun chinta matt kar marega nahi tu goli dekh piche bed Mein lagi hain dono tujhe bus chuu k nikali hain. Ye sab toh tujhe daraane k liye tha keval marrega nahi tu blood rukk jaaega rukk gaya hai almost.. Lekin main suggest karunga hospital pohanch or wahin se khudko police k hawale kardena bhaag shakta nahi kahin tu maardenge wohlog.. Thanks for the information see you.

OH hell yeah.. Hell fucking yeah. Ab Uttarakhand jalega this is great fucking great.. I love it..

Continued.
Nice updates
 
Top