• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance >>> Too Young !! Too Old (Completed) <<<

nain11ster

Prime
23,655
80,782
259
Sabse pehle French fries 🍟 hi banegi

Sabhi aalu ko fry karne ke liye utsahit hai.. seems nuturious here..

haan sauce kaun si chahiye wo bata do...

@tomato :peep: Chilimili :peep: @soya sause :peep:

:congrats: nain11ster bhai es khubsurat story ke liye ummid karta hu ki ye kahani sabse jyada muje pasand aye

W....4.....U

Ji bilkul hum bhi yahi ummid kar rahe hain ki ye kahani aap ko sabse jyada pasand aaye...

Tomato k sath mustard sauce bhi le aao ge to bahut badhiya hoga.....

Misturd sause.. saag ko sause bana diya.. ladke creative hai yahan

:congrats: for new story sir ji
ek aur love story based kahani likhne ke liye aapka bahut bahut dhanyawad
umeed karungi ki ye story aapki pahle likhi love story pyar gam ya khushi ki tarah hi shandaar hogi.

Nitya ji sabse pahle to dil se shukriya ... Main bhi love story ko badi ummid se likh raha hun... Khair se sab baten to hoti rahegi... Lekin itna hot display pic laga ke na ghume... 4, 5 baar inlarge karke dekhna pada tha :D..

Well thanks a lot Nitya ji

💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐

बहुत बहुत बधाई और शुभकामनाएं महोदय।।

नई कहानी शुरू करने के लिए।

ये कहानी शुरू से साथ साथ पढ़ने में मज़ा आयेगा।।

🎂🎂🎂🎂🎂🎂🎂🎂🎂🎂🎂🎂🎂

Ji ummid me hain aur ummid bichhaye rahenge.. shuru ke aapka sath ka intzar hai...

Thanks a lot mahi ji...
Is nye sanskran ke prarambh karne ki Bahut Bahut bdhaiya Nainu bhaya🙏🙏🙏


Jha nain bhai ka pumplate (poster) lga ho vha ki Sabhi rachnaye superhit hoti hai kyo fan bhai...

Hahaha... Itni jyada ummiden... Main hit flop dhyan me rakh kar nahi likhunga Lekin bus likhta jaunga aur aap sab judge karte rahen..

Ye bhi bhala kahane ki baat hai kya ... nain sir Matlab super duper hit story...

Ohhh hooo.. ladko ki ummiden to din v din badhte ja rahi hai :D

:congrats: nainu bhai for new story and old genera :DD:

Is story se bhi hume bohot si ummiden hai ki ye bhi aapki dusri stories ki tarah hi hume ek new plot ko dekhne ko mile, kyu ki aapki stories story nahi ek branded story hoti hai.

Wese ye teaser wali ladki kaha se laye tease karne :hinthint:

Waiting for update

Hahaha ... Branded story :D padhne me accha laga mujhe .. sach me . Thanks your your beatiful words...

& Thanks a lot bindas bhai :hug:

:congrats: for start new story & new platform :happy: :happy1:

Hahaha... Ji shukriya... Kafi utsahit najar aa rahe hain Krish bhai ...

:welcome1: everyone... Ummid karunga kahani ke sath bane rahenge aur kahani se judi apne anubhavon ko sajha Karen..

Dhanywad...
 

u.sir.name

Hate girls, except the one reading this.
6,840
9,796
189
Misturd sause.. saag ko sause bana diya.. ladke creative hai yahan
Bhai saag to hota hi laajwab hai...
Par sause bhi bahut badhiya hoti hai... Try kijiyega..
 

u.sir.name

Hate girls, except the one reading this.
6,840
9,796
189
Sabhi aalu ko fry karne ke liye utsahi
Nutritious ka to ptaa nhii.. par fried aalu tasty bahut hote hai... Ju bhi try karo... Abb to xf pe bhi aalu available hai :D
 

Kingfisher

💞 soft hearted person 💞
7,469
26,139
204
Hero heroin ka name kya hai pleaseeee bta dijiye nain11ster bhai bs eske bad me koi jidd nhi karunga ye fast and last hai please dil na todna
 

nain11ster

Prime
23,655
80,782
259
Kuch toh aaj bhi hai Vyas aur Sia ke darmiyan...
Pyar na sahi...
Nafrat hi sahi.... :D

Btw :congrats: nain11ster saheb for new story.... :celebconf: :celebconf:

Pyar nahi nafrat sahi... Well said .. let's exolore dono ke bich kya tha..

Thanks a lot naina ji..

Good teaser

Thanks Krish.. hope u will enjoy the story..

Ish naye prem granth ki bahut bahut mubarkbaad dost

Thankoo so much Nevil bhai :hug:

Ek sunhre safer ki ruperekha katal kar gayi
Sou teer zamane ke ik teere najer tera,
Ab kya koi samjhega dil kishka nishaana hai

Hahaha... Najar ke teer ka hi dil nishana hoga Nevil bhai baki zahar to har koi chhod jata hai .. thanks for your beatiful quote..

Aafreen
Prem hi puja prem hi dharam prem hi majhab prem hi prem rahe jahan me

Prem jindabada ... Abe ab koi Prem ki I'd se idhar mat tapak jana ... Hum etarnal Prem ki baat kar rahe

Intjaar rahega bhai
Ish prem ki ganga me hum bhi dubki lagane ke liye panjikrit kar le
Corona kaal me kuchchh bhi ho sakta hai
Sarkaar sahib ke niyam kaanoon kahin sakht naa ho jaaye

Koi baat nahi udhar ko bhi ho lekin iss corona kal me maine manorajan ka bida utha liya hai aur wo main karta rahunga Nevil bhai :hug:

Gajab teri maaya hai bhai
Phir se baaba ne dhuni ramayi
Choumashe se pahle hi aashan lagaya
Sudh budh khone ko prem lutaya
Gajab teri maaya hai bhai

Yessss.. abhi to mayajal ki roop Rekha tay hui .. poori aane to dijiye...

Shunye se anant tak

Haan lekin iss kahani ka ek nischit anth hai isliye ye anant na hoga...

Na umr ki seema ho na janmo ka ho bandhan

:D ... Itni bhi old na jayegi love story :D

Kab aayegi beran 23 taarikh

Aa hi gayi Nevil bhai 23 tarikh :woohoo:


:welcome1: everyone... Ummid karunga kahani ke sath bane rahenge aur kahani se judi apne anubhavon ko sajha Karen..

Dhanywad...
 

nain11ster

Prime
23,655
80,782
259
Parda uthne ka intjaar rahega
Meethi goli na de diyo bhaya
Path path agnipath partiksharat

Parda bhi utha raha hun... Mithi goli bhi nahi diya stock me abhi nahi hai ... Aur path path aaj aage badhenge... Agnipath par :D... Jaldi se free hokar aayen


Thanks a lot Aarav... :hug:

Congratulations nainu darling for new story .....fulo falo😀

Tu dudhi nahao... Thanks a lot yuvi..

Welcome with new Story... She looks killer... Nice start...

Me too a killer no body bhai... Bus apni tarif kabhi khud karne ki aadat nahi :D..

Thanskoo so much
 

nain11ster

Prime
23,655
80,782
259
:congrats: for new story bhai :beer:
Are wah mere hi memory par sawal...
Hua yu tha ki Naina mam apasyu apasyu chilla rhi thi to aapne ek teaser jari ki jisme apasyu jivisha ko ghoor rha tha,tabhi pichhe se nishchal aakar kahata hai ki tumhara rishta abhi itna majbut nhi hai tum mere wife ko aise dekho aur comments karo...
Matbal ju ya public se puchh rhe ho ...aur ham 2 baje raat tak update ki rah dekh the the...ham to aaj raat ko hi :dj2: bajawakar update mangte but govt 10 baje ke baad :dj2: par ban lagayi hai... isiliye chup rah gaye...aur finally ye girls Wala Rona aur nakhare chhodkar update jald se jald post Kar do...🌹🌹🌹🌹
Where are you vaishu darling..😜( SANJU ( V. R. ) )
Aaj dhamakedar kahani ke shuruaat ki Pratiksha hai.
अपन बहुत पहले से ही खटिया बिस्तर लेकर आसन जमा लिया है :D
और डार्लिंग वारलिंग मत बोल भाई..... फिर से उल्टा पुल्टा मैसेज आना शुरू हो जायेगा :D
abhi hame sandeh ho raha tha aap dono pe... aapne samay rahte relationship status clear kar diya...
Update kab ayega :?:
Update jaldi chahiye, abhi isi wakt. Agar susti ki to dhop dunga :D:


Thanks a lot for everyone aap sab bhi kabhi kabhi meri tarah utsahit hote hain... Khaskar fan aur Sanju ji ke bich to apne aalu babua kadi ban gaye... Kachalu ji :peep: ju bhi aa jao..

Baki update bus post hone ko farfara raha hai... Thoda dare bhi hun logon ke kafi high expectations hai.. let's see kya hota hai..
 

nain11ster

Prime
23,655
80,782
259
Top