Gazab..jis hisab se Adharv ko dharam Sankat me fasaya h..vo bhi 2 ladkiyon ki cat fight ke bich ..padh kr maza hi aagaya... finally Atharva jii ne riya ki painting ko best bataya...and Sanjana bhi apna utra hua thobda le kr bina kuch kahe chali gyi ...I am totally agree with u yaha har insaan ko apni karni ka fall katna hi padta h...and at the end ab dekhnaa ye hoga Adharv Ranjan ko kaise manata h...
fir usko likhna bhi

