• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Sr. Moderator
26,572
25,380
304
I don’t know how many of you are still active here, but I’m going to complete this story.
The hardest part of restarting and finishing any story is revision...at least for me. But now I’ve done that. So there’s a 90% chance I’ll actually complete it.
I’m not giving false hope. It’s just hope… because I always come back 😎 even if it takes 4–5 years and I finish what I started.
Let’s see what happens this time.
 
Last edited:

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Sr. Moderator
26,572
25,380
304
Is jafar ki maiya chodu :boxing: ...... phencho भ्रमासुर (deception king) or कामासुर (sexy sahityakar) ko challenge kiya :angry:


Btw yug bhau meine aapke characters ka nava naam rakha hai :blush1:
Superb
 
  • Like
Reactions: Hell Strom

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Sr. Moderator
26,572
25,380
304
  • Like
Reactions: Hell Strom

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Sr. Moderator
26,572
25,380
304
Usko padhunga for sure :evillaugh: ....par mujhe lgta hai 2nd part samjhne ke liye 1st repeat karna hoga :?:
Character yaad honge toh nahi karna padega.. Par ending taraf ka dekh lena
 

Hell Strom

🦁
6,326
9,714
174
jab koyi apna ya jaan-pahchan wala seriously bimar rahta hai aur hum uske marne ke bare me sochne lagte hai ki kaise wo marega ya maregi
Ek baar meri friend ne khana banaya tha bhencho ...meine apni maut ko dekha bahut kareeb se chandan ki lakdi bechne wale se bhi baat karli thi meine to khud ko jalane ke liye ::don:;)
 

Hell Strom

🦁
6,326
9,714
174
Mujhe yahi lagta hai ki aaj jab bike main Ranjan ke dhabe ke baahar khadi karunga toh khushi -khushi Ranjan apne dhabe se nikal kar humara swagat karega.
Agar ved ya atharva ki jagah mein hota to shayad mujh par 302 lag gayi hoti kaatil ke maalum chalne par .....kyonki doston ke bina to mein waise bhi abhi jinda nhi hota :sigh2:
ek thabe ka malik hai aur dusra usi ka launda…
Ye sabse accha kiya yug bhau .....agar ranjan ke pita jinda hote to ye kahani kya ye update bhi poora na padh paata kyonki aage jaarur ranjan ke baap ka part aata :sad:

Bhencho kitna bhi takatwar ho dost or bhai ke maamle mein aanshu aajate hai :sigh2:
 
  • Like
Reactions: Yug Purush

Hell Strom

🦁
6,326
9,714
174
bina aawaz kiye gusse me andar hee andar chillana, ye main bahut 18 saal ki umra me hee sikh gaya tha,
Sucidal thoughts ko bhagaane ka sabse best tareeka hai :heart: .....tried and tested !
Ranjan waha bio class ke saamne biology ki book liye khada hua dikhe aur mujhe dekhte hee apne papa ko quiz competition me invite krne ki baat kare...
Bhatti, we are like the white tigers and Rewa is the land of white tigers… You, Ved and I … we are bonded together… we cant be happy on another place… hum chaahe jaha bhi rah le.. Ek din khushiyo ki talaash me wapas yaha aana hee padega”

“Bhatti, Mere bhai... apna life ka funda ekdum clear hai… wo saamne bullet dekh raha hai… INTERCEPTOR… mujhe bhi waisi hee ek chahiye, khud ka ek medical store aur Sanjana jaisi ladki…. Life set hai apni…. Fir tum dono mere medical store me condoms kharidne aana.. Josh wali mehangi mehangi goli bhi free me dunga tum dono ko... .”

“Sorry Bhatti, yar... Main Rewa chhodkar nahi jaa sakta, kyunki yaha ki mitti rag-rag me basi hai mere… 12th ke baad jaroor pharma complete karne mujhe jaana pade , par main laut kar yahi aaunga… kyunki rewa ke aalawa kahi aur survive nahi kar sakta….”

“Bhatti, yadi main quiz team me select ho gaya toh… mere papa ko bhi bulaunga competition me.... unhe kitna proud feel hoga… mujhe yaha pure school ke saamne baitha dekh… maa kasam maja aa jayega… thank you bhai, iske liye…. Aur wo kya moment hoga jab hum jeetenge toh… wo taaliyo ki gadgadahat… jo gunjegi pure hall me… wooohoooo…”

“Atharva, Life is too short to be Mad, Sad and fad......…”
Men what you have done ..... thats fucking hurt 😮‍💨
 

Hell Strom

🦁
6,326
9,714
174
gaam hone ke bwjood , khush hone ki acting karo,
All men have paas through this shitt .... aur is se vanchit hai mein dua karunga jarur ek baar iska swaad chakhe .....jindagi aasan hojayegi :approve:
Ranjan ki fb profile taakta rahta… purane messeges padhte rahta aur kayi baar hiii.. hello… messege bhi bhejta is ummid me ki shayad kabhi naa kabhi udhar se koyi reply aayega
This broke my heart 💔
Sanjana bhi apni hee life me busy thi, usne bhi Ranjan ki maut ke baad mujhse milne ki koshish nahi ki … na koyi messege , na koyi call… wo toh khair waise bhi meri duniya se bahut pahle hee jaa chuki thi… ab toh kayi din se maine use dekha tak nahi tha. mujhe ab pata tak nahi tha ki uski zindagi me kya chal raha hai aur naa hee maine ye janne ki koshish ki…
Ohh This is some extreme level of depressing shitt :cry: ......gyaan bhai yrr rula hi doge kya bc :sigh2:
 
  • Like
Reactions: Yug Purush
Top