- 1,799
- 8,754
- 159
Thanks Napsterबहुत ही शानदार लाजवाब और जानदार अद्भुत मनमोहक अपडेट हैं भाई मजा आ गया
अगले रोमांचकारी धमाकेदार और चुदाईदार अपडेट की प्रतिक्षा रहेगी जल्दी से दिजिएगा
Keep reading and supporting
Update post kar diya hu
Thanks Napsterबहुत ही शानदार लाजवाब और जानदार अद्भुत मनमोहक अपडेट हैं भाई मजा आ गया
अगले रोमांचकारी धमाकेदार और चुदाईदार अपडेट की प्रतिक्षा रहेगी जल्दी से दिजिएगा
Thanks mahakal ki queenLajwab sandar mejedar update
Thanks varunsingh1990Waiting for next entertaining update
Thanks barmundaBhai yai shall mam ko choodo phela pls
Nice update....Update...........92
Idhar shalu mam mujhe batati hai ke mere aaney se pehle kya kya hua tha aur phir wo cafe se chali gayee.
Ab aage .............
Idhar shalu mam ki gaadi jaane ke baad me bhi apni gaadi me beth hi raha tha ke itne me natasha aa jaati hai.
Natasha .............aap kaha Jaa rahey ho
Vikram...........Natasha aap yaha, aap ka to function chal raha tha na
Natasha...........ha wo me ne khatam kar di aur yaha aap se Milne aa gayee, shalu aunty ka kab se wait kar rahi thi jaane ka ab wo gaye to me aa gayee.chaliye na oopar beth kar baat karte hai.
Vikram...........Natasha abhi, kal hi to aap se baat Kiya tha na cafe me
Natasha...........ha lekin aaj to nhi huyee na please chaliye na me aap se baat karne ke liye function tak khatam kar di,me aap ka zyada time nhi lungi.
Vikram............thik hai chaliye
Meri is baat par natasha khush ho jaati hai aur phir hum dono oopar jaate hai cafe me aur phir natasha private area me jaane lagti hai.
Vikram............aap waha kaha Jaa rahey hai yaha hai na cafe
Natasha...........me ne hum dono ke liye alag se book kar ke rakha hai waha hum ko koi disturb nhi karenga.
Phir me natasha ke piche piche aa gaya jaha sirf hum dono ke liye table aur chair rakhey huye they aur phir hum dono beth gaye.
Natasha .............Kya lenge aap
Vikram ...........Kuch nhi natasha aap order kariye me ne abhi hi coffee piya hu shalu mam ke saath me.
Natasha..........aap nhi letey to me bhi nhi waise bhi mujhe coffee nhi aap se baat karni hai.
Natasha ............Vikram me ne aap ko msg bhi ki thi subah me good morning ka lekin aap ne uska jawab tak nhi diya.
Vikram..........Sorry natasha me kaam me busy tha isliye aap ko reply nhi Diya aur kaam bohot important tha isliye hi to itni dur shalu mam se milne ko aana padha
Natasha .... .....Accha koi baat nhi aur kal bhi me ne aap se kuch izhar kiya tha.
Vikram .... ......ha natasha pata hai aap kis baarey me keh rahey hai lekin me ne us baarey me abhi tak kuch socha nhi.
Natasha ............q kya me acchi ladki nhi hu ya aap ko me aap ko acchi nhi lagti kya ya phir koi aur hai aap ki life me
Vikrsm...........Natasha aap acche ho lekin me raha chota sa inspector aur sach kahu to meri life me aisi bohot saari cheeze hai jisko solve karna baaki hai aur aap jaisi highfi ladki ko me handle nhi kar sakta hu.
Natasha ...........me kaha keh rahi hu ke aap mujhe handle kariye balke me aap ko aur aap ki pareshani ko handle kar lungi bas mujhe aap ka saath chahiye.
Me abhi natasha ko jawab deney hi waala tha ke sunaina ka call aane laga.
Vikram..........ek minute ha meri behan ka call aa raha hai
Itna keh kar me ne phone uthaya.
Sunaina ..........Vicky meri ek agent se baat huyee hai salon ke shop ke liye.
Vikram...........Sunaina tu kisi se baat mat kar tujhe agent phansayenge me baat kar lunga agent se ek se 2 din me.
Sunaina ...........thik hai tu hi baat kar phir
Vikram..........ok me rakhta hu.
Phir me phone cut kar deta hu to natasha kehti hai.
Natasha............sunaina aap ki behan hai na
Vikram...........ha lekin aap ko kaise pata
Natasha ............sab pata hai mujhe, ab jis se pyar hua hai uske baarey me aur uske logo ke baarey me to pata hi honga na waise kya keh rahi thi sunaina, aur aap kya Ghar dekh rahey ho kya jo agent se baat karne ka keh rahey ho.
Vikram............nhi ghar nhi dekh rahey hai hum to rent par hai aur jaha hai wo accha hai, sunaina ko salon open karna hai to uske liye acchi shop dekh rahey hai jaha salon open karne me faayda bhi rahey
Natasha ............ok aur aap rent par q reh rahey hai
Vikram.............abhi 2 mahine pehle hi posting huyee hai isliye rent par rehte hai khud ka ghar nhi liye hai pata nhi phir kab aur kaha posting ho jaaye.
Natasha .............accha aur budget kitna hai salon ki shop ke liye
Vikram...........kam hai thora aur sunaina ne bhi pehli baar open kar rahi hai to zyada bade me haath nhi daalna chahte hai hum isliye chota hi open karenge ye kaam ke silsile me time hi nhi mil Raha hai.
Natasha............ok aur aap ke mom dad ?
Vikram..........nhi hai bachpan me hi guzar gaye tab se bua ne sambhala hai aur abhi bua saath me hi rehti hai aur wahi meri maa aur baap hai aur wahi parivar bhi.
Natasha.............aap apni bua se bohot pyaar karte hai na aur aap ke ghar me chachi aur aap ki aunty bhi rehte hai na
Vikram.........ha bohot pyar karta hu ha sab rehte hai.
Abhi hum dono baat kar hi rahey they ke payal mam ka call aata hai.
Payal............Vikram kaha ho
Vikram...........q kya hua mam, me to abhi bahar hu
Payal............tum abhi aa jao ek shocking news hai aur phone par nhi bata sakti me.
Vikram...........thik hai me aata hu
Phir me phone cut kar deta hu
Vikram ...........Sorry natasha mujhe jaana honga.
Natasha............thik hai bas ek request hai aap se
Vikram...........ha bolo na
Natasha...........me msg karu aur agar aap busy hai to bas bata diya karna ke me busy hu to me aap ko msg nhi karungi aap msg nhi karte to mujhe bohot bura lagta hai
Vikram...........thik hai , chalo ab me jaata hu mujhe bhi urgent jaana hai.
Itna keh kar me natasha ko bye bol kar ke nikal jaata hu aur phir sidha police station me pohoch jaata hu aur payal mam ke cabin me jaata hu.
Vikram.............ha payal mam aap ne bulaya mujhe
Payal.............ha Vikram tum ko batana tha, shalu mam ki jo team chetan ko le kar jaa rahi thi us team par hamla ho gaya hai aur chetan waha se farar ho gaya hai.
Jaisey hi ye baat me ne suna me shocked ho gaya.
Vikram..............Ye aap kya keh rahey hai aur kis ne kiya hamla koi Pakda gaya ya nhi aur chetan kaise bhaag sakta hai.
Payal...........pata nhi kis ne hamla kiya hai ye to abhi tak pata nhi chala aur jis ne hamla kiya hai wo koi bhi nhi mila.
Vikram.............ye aap ko kis ne bataya
Payal...........news me aa raha hai.
Phir me ne jab news me dekha to local news channel par yahi news chal rahi thi aur ye khabar bhi sahi thi.
Payal............pata nhi chetan kaise farar ho gaya.
Vikram ............Payal mam sochne waali baat hai ke Chetan ko hum doosri jail me shift karne waaley hai ye unlogo ko kaise pata chala aur usi wakt team par hamla ho gaya jo chetan ko shift kar rahi thi.
Payal...........arey ha Vikram ye tum sahi keh rahey ho, ek to shalu mam ki team ko pata tha aur doosra hamari team ko.
Vikram..........(Mann me) Ye kahi hamari team me se to kisi ne khabar nhi de di aur kahi is hamle ke puche hamari team se to koi Mila nhi hai na.
Mujhe to meri hi team par shak aa raha tha aur jab se shalu mam ki baat suna tha tab se to mujhe meri hi team par shak aur zyada ho gaya tha
Vikram...........Payal mam hum ko jaana chahiye us jagah par
Payal...........nhi shalu mam ka call aaya tha wo keh rahi thi unki team is case ko handle karengi isliye hum ko abhi nhi jaana hai.
Vikram............thik hai
Me phir payal mam ke cabin se nikal kar apne cabin me aa jata hu aur sidha shalu mam ko call lagata hu to wo uthati hai.
Shalu.............Vikram jo bhi kehna hai jaldi ksho
Vikram...........mam me bhi aana chahta hu us jagah jaha se chetan par hamla hua hai.
Shalu............Vikram tum mat is case me shamil ho q ke chetan ko doosri jail me shift karne ka process tumhari aur meri team ko pata tha aur mujhe lag raha hai tumhari hi team se ye leak hua hai isliye abhi filhal ke liye tum mat shamil hona.
Vikram...........par mam
Shalu...........Vikram me tum ko bol rahi hu na to samjho aur abhi baat karne ka sahi samay nhi hai me tum ko aaram se call lagati hu.
Vikram............Thik hai mam me lekin chetan ki wife surbhi ko kahi aur rehne ke liye kehta hu q ke chetan ko surbhi ne pakadvaya tha to ho sakta hai ye baat chetan ko bhi pata chal gayee ho to ye surbhi ke liye khatre waali baat hongi.
Shalu..........ha thik hai lekin ye baat tum sirf apne tsk hi rakhna aur kisi ko kuch nhi batana ke tum ne surbhi ko kaha rakha hai.
Vikram..........ha mam
Shalu...........chalo ab me rakti hu baad me aaram se baat karungi.
Vikram............ok mam bye
Shalu..........bye
Phir me apne cabin me betha yahi soch raha tha ke surbhi ko kaha shift karu aur konsi jagah acchi hongi abhi me ye sab soch hi Raha tha ke itne me surbhi ka call aa jaata hai
Surbhi..........hello Vikram aap ne news dekhi.
Vikram...........ha surbhi ji me ne dekha hu aur khud bhi shocked hu.chetan ke piche bohot bada grah shamil hai jo usko bacha kar le gaya.
Surbhi...........Vikram mujhe to bohot Darr lag raha hai ab kya honga kahi chetan ko pata chal gaya to
Vikram............aap abhi jaha reh rahey ho wo jagah ke baarey me chetan ko pata hai kya
Surbhi...........ha Vikram us dhabe ke baad yahi hai ek jagah jaha me aa sakti hu ye baat chetan ko pata hai.
Vikram............Thik hai ek kaam kariye aap apni zarurat ka jo bhi samaan hai wo le kar ready rahiye me aap ko waha se kisi aur jagah shift kar dunga jaha aap safe raho.
Surbhi .............lekin Vikram mujhe darr lag raha hai.
Vikram........dariye mat me hu na Chetan aap ka kuch ukhaad bhi nhi payenga aap bas ready rahiye me shift kar deta hu aap ki.
Surbhi.............Thik hai
Phir me phone rakh deta hu aur phir yahi sochta hu ke kaha shift karu jis se surbhi safe ho tabhi mujhe ek naam yaad aata hai to me jhat se usko phone lagata hu.
Vikram...........hello Monica ji kaisi hai aap
Monica..........me to ek dum thik hu Vikram tum ne call lagaye ho to ab to aur bhi thik ho gayee hu.
Vikram .............Monica aap ki help chahiye thi mujhe
Monica.............arey to bolo na Vikram kya help chahiye, me kya kabhi aap ko mana karungi
Vikram...........lekin thora danger hai mamla.
Monica ............koi baat nhi aap bas boliye kya karna hai mujhe
Vikram............Monica jaise aap ne aarti ko apne pass rakha hai waisa hi ek aur lady hai usko bhi kuch din ke liye rakh sakte ho kya.
Monica............ye bhi kya puchne ki baat hai aap le kar aa jaiye.
Vikram.............Thik hai aur me khud bhi shaam ko aata hu Milne ke liye
Monica...........Vikram ab aaye to tum ko hum aise jaane nhi denge, champa aur chameli bhi tum ko bohot yaad karti hai aur me to hu hi tumhare intezar me kab se
Vikram............Thik hai chalenga aap ko jaisa thik lagey me shaam tak aata hu aur abhi kuch samay me us lady ko bhejta hu aur uska naam surbhi hai.
Monica.............ok koi baat nhi
Vikram.........Chaliye shaam ko mulakat hongi.
Aur phir Monica se phone par baat ho jaane ke baad me sidha aarti ko call lagata hu.
Vikram..... .....Aarti ji kaise hai aap
Aarti ............Vikram me thik hu aap kaise hai aur aap aaye hi nhi Milne ke liye.
Vikram..........Sorry aarti ji kaam me busy tha isliye aa nhi paaya lekin aaj aaney waala hu.
Aarti ............ok thik hai
Vikram...........Aarti ji mera ek kaam karonge kya aap
Aarti ............Vikram ye bhi kya puchne ki baat hai bolo na kya kaam hai
Vikram...........Aarti me aap ko ek address deta hu waha se aap ko ek surbhi kar ke lady hai usko aap apne yaha par le kar aao me shaam ko aap dono se milne ke liye aaunga.
Aarti .............thik hai Vikram tum address bhejo me abhi jaati hu.
Vikram...........Thik hai lekin thora dhyan se le kar aana kisi ko pata na chaley
Aarti ...........ok
Phir me aarti ko phone par address bhej deta hu aur phir surbhi ko phone lagata hu.
Vikram...........Surbhi aap ready hai na
Surbhi..........ha me ne zarurat ka samaan le li hu
Vikram...........Thik hai ek lady aayengi aap ko leney ke liye jis ka naam Aarti honga wo jaise hi aap ko leney ke liye aaye aap apna phone switched off kar dena aur jab tak me na bolu phone on nhi karna aur tab tak aap aarti ke phone se hi contact karna mere saath.
Surbhi............Thik hai lekin Vikram aap nhi aaonge.
Vikram............Raat me aa kar milta hu aap se lekin abhi nhi aa sakta hu
Surbhi...........Thik hai
Phir surbhi se baat ho jaane ke baad aarti waha par aadhe ghante se surbhi ke ghar pohochti hai aur phir surbhi ko apne saath le kar ke wo sidha monica ke yaha aa jaati hai aur monica surbhi ko aarti ke room me hi rukne ka intezaam karva deti hai.
Aarti ............Surbhi ji aap yaha aaram se reh sakte hai aur Vikram keh rahey they ke wo shaam me aa jayenge.
Surbhi ............Ok aur ye jagah aap ki hai kya
Aarti ............nhi ye to Monica ji ki hai Vikram ne mera yaha rukne ka intezam karvaya hai.
Surbhi.............ok to aap Vikram ke kon lagey rishte me
Aarti ............ji koi nhi
Surbhi ............phir aap yaha kaise ?
Aarti............surbhi ji mere bhai behan jab successful ho gaye to unho ne mujhe Ghar se nikal diya aur unko successful karne ke liye na me ne shaadi ki aur na ki koi sukh bhoga lekin jab bhai behan successful ho gaye to unho ne mujhe nikal diya uske baad me akeli pet bharne ke liye mazduri karne lagi aur Vikram ke police station ka bathroom jab new ban Raha tha tab me mazdoori karti thi aur us wakt Vikram ne mujhe khane ko diya aur jab bathroom ban gaya to usne mujhe yaha rehne ke liye kaha q ke me akeli aurat ke saath koi bura ya gandi cheez na kar de isliye usne mujhe yaha rehne ka aasra diya hai.
Ye baat sun kar surbhi emotional ho jaati hai.
Aarti ...........kya hua aap ke aankho me aansu
Surbhi...........Kuch nhi kabhi kabhi apne paraye ho jaate hai aur paraye apne
Aarti ...........ek dum sahi kaha aap ne lekin aap yaha kaise
Phir surbhi ne sab sach bata diya aarti ko
Aarti...........surbhi ji aap ka pati ek number ka kamina insaan hai agar mere haath lag gaya na to chorungi nhi accha hua aap us ko chor kar aa gaye yaha par.
Surbhi .............Lekin mujhe to Darr lag raha hai
Aarti .............darne ki koi baat nhi hai Vikram dekh lenge aap aaram kariye Vikram shaam ko aa jayenge.
Surbhi ............Thik hai
Phir surbhi bhi settle ho jaati hai aur idhar me abhi bhi thora tension me rehta hu tabhi me apne cabin se bahar aata hu aur phir sab ko ikhatta karta hu.
Vikram.............Rupali sadhna kuch Mila kya filo me.
Rupali............nhi sir abhi tak to Aisa kuch nhi mila hai
Payal.............Vikram tum thora details me to batao ke tum ko aakhir kya chahiye.
Vikram............Payal mam mujhe khud kuch nhi pata hai me bas chahta hu Aisa koi case aaya tha kya jo kuch alag ho jis par hamari Nazar nhi gayee ho ya phir koi aisa case jo hum se choot gaya ho ya phir hum ne us wakt us case par dhyan nhi Diya ho.
Payal.... ........Vikram me ne bhi poori team ke saath har ek file dekhi hu mujhe to Aisa kuch khaas nhi dikha jis par hum ko phir se kaam karna chahiye.
Rupali............ha sir hamare pass pehle se hi chotey cases aa rahey hai jaise chori chakari ke, maar peet ke ya phir murder ke jis me murderer bhi pakda gaya hai.
Vikram.............Rupali wapas se dhoondho aur night shift waalo ko bhi bol Dena ke sab kaam chor kar har case ki files ko doondhe.
Rupali............Thik hai sir
Itna keh kar me apne cabin me aa jaata hu aur mere piche payal mam bhi
Payal...........Vikram aakhir baat kya hai kuch hua hai kya
Vikram...........Mam kuch hua nhi hai lekin andesha mujhe ho raha hai kuch honey ka aur aaj chetan ke farar hona ye zarur kuch na kuch badi baat hai
Payal............Kis cheez ka andesha Vikram aur kya hone waala hai.me ne bhi saari files dekhi mujhe bhi kuch nhi mila hai.
Vikram............Mam hum ko dhoondhna honga aur kya hone waala hai ye mujhe bhi nhi pata hai lekin meri gut feeling kuch sahi nhi lag rahi hai.
Payal.............Thik hai me phir se check karti hu aur check karvati hu team se
Vikram............Thanks mam
Phir me betha hua rehta hu apne cabin me phir mujhe yaad aata hai ke yogita ko Paise Dene hai vaibhav se jo miley they wo isliye me ne sadhna ko cabin me bulata hu.
Vikram...........Sadhna wo vaibhav se paise mil to Gaye hai na
Sadhna ...........ha mil gaye hai
Vikram...........thik hai yogita se vaibhav ne jo paise liye they wo meri gaadi me rakh do me aaj usko de dunga.
Sadhna.............Thik hai sir aur baaki ka
Vikram............Usme se 25 hazar abhi de do mujhe baaki ka chupa kar rakh do acchi jagah par.
Sadhna ............Sir abhi hum ne jo new bathroom banaye hai us bathroom ki paani ki tanki me acche se thaili me baandh kar rakh deti hu kisi ko shak bhi nhi honga.
Vikram.............ok thik hai rakh do aur ha kal hi vaibhav ko chor dena warning de kar ke.
Sadhna...........thik hai sir
Phir sadhna meri gaadi me paise rakh deti hai jo vaibhav ne yogita se liya tha aur 25k bhi mujhe deti hai.
Vahi doosri taraf
Ek gunday ko kisi ka call aata hai.
Gunda...........hello sir
Aadmi...........hello chetan ko thikane laga diya na
Gunda .........ha sir laga diya wo apni jagah par sahi salamat pohoch gaya hai aage ka kya karna hai sir
Gunda ...........jo tum ko bataya gaya hai waisa hi karna hai us ladies police waalo ko chorna nhi hai aur us se pehle us Vikram ks kuch karo taa ke jab un ladies par hamla ho to Vikram us jagah na ho.
Gunda ............Sir uska bhi intezaam ho jayenga, Vikram ko hum pehle dekh lenge uske baad uski team ko
Aadmi.............Aur mera kshi naam nhi aana chahiye
Gunda .............nhi aayenga sir aap befikr rahiye.
Aadmi..........ok thik hai apna kaam acche se karna aur kab karonge wo bata dena.
Gunda............sir pehle Vikram ko handle karna hai to usme 1 se 2 din lag jayenga uske baad to ladies ko to ek jhatke me gayab kar denge.
Aadmi .............Thik hai chalo me rakhta hu
Phir us aadmi ne phone cut kar diya aur wo gunda apne logo ke saath me planning karne laga.
Next.............Chudai