Update 1
Ek villa ke bicho bich ek ladki behosh padithi . Kuchh samay baad uski ankhe khuli to usko laga ki uske haath aur pao move nahi ho rahi hai. Jab wo hosh aya to pata laga uski haath au pao bandha ua hai aur aas pas koi bhi nahi hai.
Usko samjh nahi araha tha ki wo kaise yahan per ayi au kisne layee. Uski sar firse chakrane lagi aur wo firse behosh ho gayee.
Jab wo behosh ho rahi thi band hote ankho ke samne ek saks najar aya. Aur fir wo behosh ho gayee.
Wo admi usko uthake le gaya aur ek pinjre me kaid karliya
Wo saks uss ladki ko achhe se bandh ke wahan se chala gaya .
Aur wo bahar ake phire se nikal gaya agle shikar pe.