- 17,791
- 52,307
- 259
Aage vale updates aur bhi mazedar honge. Bas intjar kijiye. Me likh rahi hu.Pichhle interesting update Rahe hai shetan g rajiya ne Jo bakar jaati ke Liye Kiya uske wajeh se rajiya ke Kai santaan huyi iske baare me Socha takk nahi thaa, very interesting magar wah bakar insani santaane rajiya ki bhasha a to jaanti hai nahi unmi language rajiya ya Kisi insaan ko AATI hai.
Sameer yahaa apni maa ke dushman siggi wiggi ke khilaaf na jaakar balki unme behak rahaa hai unhe apni maa mankar, Sameer apni maa ke liye to shishumi see BHI Ladd pada magar yahaa kyaa huaa.
Maayara ke paas jab shaitaani taaqat aayi to wash use sambhaal NAHI paayi poori tareh see jiske wajeh se in shaitaani taaqat ke wajeh see usme atyaadhik krodh, ghamand , vaasna gussa aa gaya jiske wajeh see usne apni hi maa ki jhund ki gaddi see hataa kar khud raani bann gayi. Kyaa abhi bhi wah apne jhund ke logo se gaddari karegi?
Divorce naina ko veer ( oomera) mil gaya , mujhe lagta hai oomera aoni sachhai Naina ko Sahi samay aane par bataayegaa..
Siggi ke pics Monica belluchhi ke Roop me li.







