(6)
Kamini ke kahenepar khan hakim ke ghar gaya. Or dono me daru party suru ho gai. Kabir dono par najar rakhe hue tha. Jiska ehsas khan ko bhi ho gaya. Dono ke ek ek pag ho chuke the.
Khan ; yaar kamini ji ne cherty function rakha he. Tu chal na. Tujpe to fida he.
Hakim machal gaya. Or apne land par hath ghumane laga.
Hakim ; ssss sali us din to mere sath chalne ko razi thi. Par pata nahi kaha chali gai.
Khan ; to kal chal. Sayad tere bistar tak aa jae.
Khan ko jo chhotisi botal jo kamini ne di thi. Vo bas hakim ko pilana chahta tha. Par kabir najar hi nahi hata raha tha. Khan ki bat sunte hi kabir bich me bol pada.
Kabir ; sahab ki tabiyat thik nahi he. Vo kahi nahi jaenge.
Khan dusra pag banane laga to fir kabir bich me bol pada.
Kabir ; bas 2 pag ho chuke. Ab hakim shab ke lie mat banao.
Tabhi hakim ka man aur Kamini ki bate jan ne ko hone laga. Hakim ki najar me to khan ki beti fiza bhi aa gai thi.
Hakim ; bas yaar kabir last pag. Please yaar baraf le aao.
Kabir inshan tha. Or vo kayra ke hisaro par nachne vala inshan tha. Jise sirf hakim par najar rakhne ke lie chuna huaa tha. Agar kamini hakim par hamla karegi. To kayra tak kamini ka pata pahoch jaega. Kamini jadui takat se apna thikana chhupae hue thi. Ye takat use vahi loket se mili thi.
Jise Kamini kumutra thi. Aur akhri ladhai me usne liyaka ke gale se chhina tha. Is lie unhe Kamini ka thikana mil hi nahi raha tha. Mayra aur kayra ki najar veer pe thi. Is lie vo vaha Mumbai me nahi thi. Par unke khabri bahot the. Jo Kamini ko dhudh rahe the.
Kabir barf lene laga. Or dhokhe se hakim ke glass me khan ne vo botal khali kar di. Jisme kamini ke khoon ki ek bund liquid me mili hui thi.
Khan ; are yaar tere layak baraf he. Tu to le.
Hakim ; ohhh ha.
Hakim ne apna pag to zatke se le liya. Kitna bhi pesa aa jae. Vo gav ke purane desi tarike se zatke me pag khatam karta tha. Hakim ne Kamini ke khoon ki bund vala pag ek zatke me pi liya. Lekin uska fayda huaa. Pahele to use chakkar aae. Pasina pasina ho gaya. Jese behosh hone vala ho. Khan jor se chillaya.
Khan ; kabir jaldi aao.
Kabir bhag kar aaya. Hakim sofe par behosh tha.
Kabir ; kya huaa inhe. Kahi tumne to kuchh nahi kiya.
Tabhi dar se vo botal chhoti si. Khan ki jeb se niche gir gai. Jise kabir ne utthaya.
Kabir ; (gussa dat piste hue) sale madarchod....
Kabir ne khan ko daboch liya.
Kabir ; (gussa chila kar) kya tha iske bol sale.
Khan ghabra gaya. Or kabir ne ek ghusa mara. Par tabhi hakim ekdam se utth kar beth gaya. Or hasne laga.
Haikim ; (haste hue) are kuchh nahi huaa kabir. Vo botal usne nahi mene feki thi. La vo muje de.
Khan or kabir dono hi sock ho gae. Kabir ne vo botal hakim ki taraf ki.
Hakim pahele se chalak inshan tha. Kamina no 1. Lekin vo apni bimariyo se grast hokar yaad shakti ke sath sochne ki or sigrapantan ki bimariyo me jakad gaya tha. Magar takatwar pishaji khoon ki ek bund ne uski sari bimari mita di.
Sath uski sochne ki takat bhi badha di. Hakim chudelo ke sath pakar aur seema ke sath rahekar unke jivan ke bare me bahot kuchh jan gaya tha. Sirf ek hi sawal uske man me. Chudel bina vajah use kuchh nahi deti. Muje meri bimari ko thik nahi kiya. Or sath bhi nahi chhoda. Matlab muje chara banaya ja raha he.
Ye sab sochne ki takat use thodi der pahele jo khoon ki bund piya us se mili. Kamini ke khoon se use fayda hi huaa. Bimariya hi nahi milti. Chudeli sochne ki takat bhi mili. Ab vo kabir ko kuchh batana hi nahi chahta tha.
Haikim ; khan khana kha ke jana.
Khan bechara samaz hi nahi paya. Vo bas ha me gardan hilata he. Hakim kabir ki taraf dekhta he.
Haikim ; (smaile) khana lagao kabir. Aaj me khan ke sath hi denor karunga.
Kabir ha me gardan hila kar kichan me gaya. Ab Hakim ne khan ki taraf dekha. Or muh pe ungli kiye. Use chup rahene ka hishara kiya. Khan ki to pahele se fat rakhi thi. Haikim khada huaa. Vo chupke se kichan ki taraf gaya. Kabir ko pata hi nahi chala ki Hakim uske pichhe he. Kabir ko jese ehsas huaa.
Vo ghuma. Par bahot hi fast. Hakim ne chaku khich kar Kabir ke gale me ghop diya. Haikim ne apne hi suraksha karne vale ko mar diya. Kyo ki kayra tak koi bat nahi pahoche. Use Kamini kon he ye yaad aa gaya. Vo hi kumutra he. Jo use marne aai he. Par Hakim ka dimag bahot tez chal raha tha.
Vo ab thik bhi ho chuka tha. Or plan uske dimag me ghumne laga. Vo chaku lekar kitchan se bahar aaya. Khan Hakim ka roop dekh kar dar gaya. Kyo ki Hakim ke kapde or chahere par khoon laga huaa tha. Hakim jate hi khan ka hath maroda or uski gardan pe vo chaku rakh diya.
Haikim ; sale madarchod. Tuje us kutiya ne bheja hena
Khan ; (dard) ahhhh ahhh.. tum kiski bat kar rahe ho???
Hakim ; vo kutiya kumutra. Matlab Kamini??!
Khan samaz gaya ki ab zut bolne ka koi fayda nahi.
Khan ; aaaahhhh...ssss mera beta uske kabje me he. Please hath chhodo.
Haikim ne uska hath chhod diya. Budha or kamjor hakim furtila takatwar or chalak ho chuka tha.
Hakim ; ab bol???
Khan ; mera beta or beti dono uske kabje me he. Or vo muje majbur kar rahi he. Tumhe ghar se bahar nikalne ke lie.
Hakim hasne laga.
Haikim ; (smaile) barso purani dushmani he uske sath. Uske pati aur bacho ko mene hi mara tha.
Khan sunkar sock ho gaya.
Khan ; (dar) sali jitni khubshurat aurat he vo. Us se kai gunah jyada khatarnak he vo.
Hakim ; (smaile) vo aurat nahi chudel he. Samza??? Ek pishaj he vo.
Khan ; (sock) kya bakvas kar rahe ho??? Bhut vut kuchh nahi hota.
Haikim ; bevkuf ho ek chudel he. Vo khoon pine vali jiv he. Tu dekh me kitna bimar tha. Or ab kese ekdam fit ho gaya.
Khan ; (sock) ha yaar. Par kese???
Hakim ; kyo ki tune muje kisi chudel ki khoon ki bund pilai.
Khan ; (ghabrahat) vo vo vo Kamini ne hi diya tha. Mera beta uske kabje me he.
Haikim ; sali ne galti se muje thik kiya. Taki me bahar niklu. Par vo nahi janti ki usne muje sirf thik karne ke chakkar me takat de di.
Khan ; (excited) ham dono ka dushman ek hi he hakim. Tu jo bolega me karunga. Bas mere bete ko bacha le.
Haikim ; (smaile) fir phone laga. Or usko bol. Kal ke cherty function me hakim aa raha he.
Khan ka dar to kam nahi huaa. Par vo mushkura uttha. Hadbadat me usne apna mobile nikala.
Khan ; Hello Kamini ji. Kal ke function me hakim bhi aa raha he.