- 17,173
- 50,008
- 259
A
(2.1)
Shusumi ; yadi kisi pishajni ki harkate bekabu ho jae. Ya vo koi pishaji gunah kare. Jese pishaji navjato ko mar dalna. Pishaji hatya. Aur vo koi khas pishaj ho to use mrityu nindra di jati he. Jis se vo pishaj mare ke saman kai salo tak soya raheta he. Mrityu se alag ek mout ki saza.
Shameer ; to fir use mar kyo nahi diya jata.
Shusumi ; kyo ki use vapas bhi jinda kiya ja sake. Jese kisi nashal ko bachae rakhna ho. Ya fir koi raazdar ho. Koi khas pishaj ho. Bahot se karan ho sakte he.
Vaha us pishaj ke sath bhi vahi ho raha tha. Jise chhaya dekh to rahi thi. Par samaz nahi aa raha tha. Vo pishaji pujaran aage badhi ek jadibutiyo se bhara kila lekar.

Sabhi jante the ki vaha kya hone vala he. Chhaya ne dekha us pishajni ko ek tabut me dala gaya.

Us pishajni me itni himmat nahi thi ki vo utthakar sab rok sake. Par usne ek kosis ki. Vo thoda utthi. Aur jese vo hinshak banti us se pahele vo kila us pishajni ke seene me utar diya gaya. Chhaya ghabra gai. Aur vaha se nikalne lagi. Par ulti duniya ki halchal asli duniya me jarur hoti he.
Bhale hi vo log chhaya ko nahi dekh pae. Par hilta huaa pani hakikat ki duniya me un pishajo ke shak ka karan jarur bana. Siggi ke lie anuman lagana bilkul bhi heran nahi karta. Pishaj prajati ke budhi ka vikash sabse adhik hota he. Siggi ne anuman laga liya ki najar ulti duniya se rakhi ja rahi he.
Par siggi chhaya ko ulti duniya me kaid nahi kar sakti thi. Esa vo karti to chhaya kabhi bacha nahi de pati. Tum peda nahi ho pate. Chhaya ese hi pet se mout se bhi lambe wakt tak vahi kaid rahe jati.
Shusumi ne Miyomi ko pura samza rakha tha. Right time par usne windows ke parde khiche. Aur kahani ko bich me rok diya.
Miyomi ; rat khatam ho gai. Ab hame so jana chahiye.