• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Nukar ya Raja

Nevil singh

Well-Known Member
21,150
52,931
173
update 28


previous

thakur - tik hai choti bahu par abhi nahi kyuki abhi uske sir par chot hai tum ek kaam karna jab ek mahine ho jaye to tum dono kudh hi sahar jakar le lena mobile aur kuch bhi puchna hai choti bahu


kamya- ji babuji ab raju to yahi rahega to agar app cahate ha to kyu na kaka (bhima) raju ko motarsaaikil (bike) chalana sikha de taki jarurat ke samay kaam aa sake


thakuraine - huu ye baat tumne bilkul sahi kahi choti bahu pqr abhi uske hath ko tik hone do fir tum jo chaho wo karo


thakur - ha choti ajj se hum tumko raju ki jimedari sopte hai ajj se tumko hi usko duniya dari ki samaj deni hogi


kamya-ji babuji app chinta mat kijiye ga main raju ko sab kuch shikha dungi (man mae payar karna bhi😘😘)


saloni - achha choti ab chal rosoi mae khane ki tayari bhi karni hai


thakuraine - is kamla ko bhi le ja apne shath todi madad kar degi

saloni-ji maji chaliye kaki


kamla- ha chalo badi bahu


ab age chalte hain


ab tino (saloni, kamya, kamla) rasoi ke andar pauch gai


kamla- chalo ye achha hua ki raju babu ke hatho se wo chij (plaster) nikal gai


saloni-ha app tik kah rahi ho kaki pata nahi itne dino se raju kese jhel raha hoga ye dard


kamya-ha didi app tik bol rahi ho agar hamre hatho mae choti si chot ke karan patti band de to humko kitni taklif hoti hai ek din ke liye par raju to itne dino se ye jhel raha tha achha hua jaan chuti us plaster se raju ki


kamla- achha ab ye baat yahi khatm karo aur jis kaam ke liye yaha par aaye hain usko pura karte hain bahu


saloni-ha kaki bato hi bato mae ye bhul hi gai thi ki abhi tak khana bana nahi hai aur ghadi (time) dekho 6-45 ho gaye hai aur roj hum 7-30 ko khana khate hai ab sab kaam kdse hoga muje to tension ho rahi hai 😨😨


kamya - didi app bhi choti choti baato ko badha deti ho hum sab kar lenge utne samay mae kaam pahle ye baata do ki kya banega jaldi se


kamla- ek kaam karte hai bahu main aata gund deti hoon tum sabji kaat do aur saloni bahu tum chawal dho lo fir mere sath roti banane mae madad karna


saloni - wo tik hai kaki par sabji kya banega


kamya-ab jaldi sabji babani hai to munge aur daal bana dete hai


saloni - ha choti ye tik rahe ga chalo fir suru karte hain


ab idhar ye sab kaam karne dete hain ahr chalte hain thakur thakuraine ke pass aur yaha par dono raju ko lekar hi baate kar rahe hain ki tabhi thakur sahab ke pass ek phone call aaya jub thakur sahab baat karne lage to pahle to wo Khush 😌 ho gaya fir agle hi pal wo dukhi 😔 bhi ho gaye kyuki thakuraine unke pass hi thi to wo apne pati ke chahre ko dekh kar samjh gai ki kuch paresani ki baat to hai jub thakur sahab ne call khatm kiya tabhi ek aur call aa gaya jisko sun thakur sahab chonk gaye 😱 par agle hi pal khush bhi ho gaye 😌jub call khatm hua to thakuraine turant boli


thakuraine - kon tha ji phon par kya kuch parisani ki baat to nahi hai na bolye na


thakur - huu tu pahle sabko ko bula la sab bate unke samne karunga to achha rahega


thakuraine - rangili ja jaldi se raju aur bahu kamla ko bula la

rangili turant dod kar gai aur sab ko bhula liya tino ne milkar sara khana bana hi liya tha aur raju bhi upar se aa gaya


thakur - sab batho tum sab ko kuch batana hai aur dikhana bhi hai


jis tarah se thakur sahab ne ye baat kahi sabhi ko ye shak aur chinta ho gai ki baat jaruru kuch badi sabhi log bath gaye saloni thakuraine kamla ek jagha aur raju, kamya ek jagha bath gaye

kuch der ki santi rahne ke baad thakur sahab bole


thakur - jo baat mae tum sabko batane ja raha hu is baat ki jankari sirf thakuraine kamla aur dono bahu ko hi hai par sirf adha ajj main tum sab ko ye baat bata raha hoon suno isme sirf thakuraine ko pura sach pata hai aur kamla ko bhi


thakur - ye jo hamara parivar hai na ye parivar sirf it a hi nahi hai bahu tum hamesa mujse bolti na ki kass tumhari sans ka parivar yaha kyu nahi aata hai na


kamya-ji babuji par ap ab kyu is baat ko yad kar rahe hai


thakur - tumhari sas ka ek bahut bada parivar hai bahu asal mae baat ye hai jub meri pahli patni (thakuraine ki badi bahan) ki mout hui to mere sas aur sasur iske jimedar mujko manane lage par usne bete bahu ki soch esi nahi thi isliye unhone apne maa baap ke khilaf ja kar apni choti bahan (thakuraine) ki shadi mujhse kara di taki ye apni bahan ke baccho ki parvarish kar sake par mere sas sasur ko ye baat achhi nahi lagi aur unhone ye bol diya ki jub tak wo jinda hai tab tak na is parivar ko koi bhi vakti unke yaha jayega aur na hi unke yaha se koi hamare yaha aayega asal mae unki ek haveli bhi yaha par


thakuraine jiski aankho mae aanshu 😭😭 bhar chuke the

thakuraine - par ajj app ye sab bate kyu kar rahe ho ji


thakur - apne app ko samhalna thakuraine wo wo wo tumhare mata pita is duniya mae nahi rahe

jub ye baat thakur sahab ne boli to ek pal ke liye puri haveli san ho gai par agle hi pal ek chik gunji jo thakuraine ki thi


thakuraine (brtahasa rote hue 😭😭) - nahi ye nahi ho sakta app jut bol rahe ho kha dijiye ye jut hai mere ma pitaji mujko chod kar nahi jaa sakte kha dijiye maa pitaji aur wo rone lagi dono bahu usnko samhalne lagi

thakuraine - mujhe abbhi unke pass jana hai ji chaliye na unke pass


thakur(rote hue 😭) - waha Jane se ab koi fayeda nahi thakuraine


thakuraine -(chilate hue) - kyu kyu aur thakur sahab ke gale lagkar kyu app ab tak un par gussa hai ji kyu nahi ja sakte hum waha


thakur (thakuraine ko sant karte hue) - mai un par kabhi gussa tha hi nahi thakuraine asal main humare sas saur ko gujre hue 1 mahine ho gaye

ue baat to jese kisi boom ki tarah haveli. mae fat padi

thakuraine - kya ye app kya bol rahe ho kya mere bhaiya bhabhi ne mujko itna paraya bana liya itni badi baat mujse chupa diya


thakur - unki koi galti nahi hai thakurain ye tumhare ma baap ki akhri iccha thi ki hum dono ko ye baat na pata chala

tab tak dono bahu kamla raju ne thakuraine ko samhal liya tha

kuch der aanshu bahane ke baad thakur sahab fir se bole

thakur - par ek nahi do khushi ki baat hai thakuraine


thakuraine (😭 aanshu bahate hue) - ab kya khusi mere liye ji par fir bhi app bol hi dijiye

uske baat jo thakur sahab ne bola puri haveli jhum uthi par kamya ko gussa aa gaya

esi kon si baat hogi kya bola ho ga thakur sahab ne uske liye


to be continued..... 😎😎😎
Beautiful update mitr
 

Nevil singh

Well-Known Member
21,150
52,931
173
so dosto next update ajj hi dunga jo update na hokar introduction hoga aur app sab rahe tayar kyuki ab story main hoga war ( no world war it's love war) kyuki ab story main entry hogi Kamya ko takar dene wali ki
Ok bhai
Intjaar rahega
Irshya aurat ki aurat se kya gul khilayegi
Bechara Raju ab aap ka toh writer babu hi bhala kare
 

king of darkness0411

Darkness is Every thing
12,820
31,198
259
update 29


previous



thakur(rote hue 😭) - waha Jane se ab koi fayeda nahi thakuraine


thakuraine -(chilate hue) - kyu kyu aur thakur sahab ke gale lagkar kyu app ab tak un par gussa hai ji kyu nahi ja sakte hum waha


thakur (thakuraine ko sant karte hue) - mai un par kabhi gussa tha hi nahi thakuraine asal main humare sas saur ko gujre hue 1 mahine ho gaye

ue baat to jese kisi boom ki tarah haveli. mae fat padi

thakuraine - kya ye app kya bol rahe ho kya mere bhaiya bhabhi ne mujko itna paraya bana liya itni badi baat mujse chupa diya


thakur - unki koi galti nahi hai thakurain ye tumhare ma baap ki akhri iccha thi ki hum dono ko ye baat na pata chala

tab tak dono bahu kamla raju ne thakuraine ko samhal liya tha

kuch der aanshu bahane ke baad thakur sahab fir se bole

thakur - par ek nahi do khushi ki baat hai thakuraine


thakuraine (😭 aanshu bahate hue) - ab kya khusi mere liye ji par fir bhi app bol hi dijiye

uske baat jo thakur sahab ne bola puri haveli jhum uthi par kamya ko gussa aa gaya

esi kon si baat hogi kya bola ho ga thakur sahab ne uske liye


ab age chalte hain


thakur - are thakuraine khushi ki hi to baat mera pura sasural yaha veer pur aa rahe hain


thakuraine ne jub ye suna to uske aanshu band ho gaye wo apne aanshuo ko pochte hue boli


thakuraine - ye app kahi mujhko chup karane ke liye ye jut to nahi bol rahe hai na boliye


thakur - are thakuraine teri kasam main jut nahi bol raha hoon wo sach mea aa rahe hain yaha


ab thakuraine ko yakin ho gaya ki thakur sahab sach bol rahe hai kyunki wo kabhi kisi ki juti kasam nahi khate hai


thakuraine (khushi se) - kab kab aa rahe mere bhaiya bhabhi


thakur - are thakuraine sirf tere bhaiya bhabhi nahi pura sing parivar aa raha hai


ab thakuraine ki khushi ka koi tikana nahi thi wo khushi se rote hue boli


thakuraine - kya sab log aa rahe hain ajj itne salo baad ajj main bahut khush hoon ji bahut


thakur - are khush to main bhi hoon thakuraine barso baad mera dost (thakuraine ka bhai) aa raha hai


kamya-par babuji wo to maji ke bhai Matlab apke sale honge na


thakur - ha bahu par tu ye baat nahi janti aasal mae wo mera sala hone se pahle mera bachpan ka dost hai hum dono ne ek shath metric pass kiya hai (pahle 11-12 ko metric bola jata hai)


kamya-wo accha par babuji wo log kab aa rahe hain yaha par


thakur - ha to wo log 15 din baad yaha aayenge samrat ne bola hai ki jub tak us haveli ko daf safai karwana ho ga mujhe tab tak wo hamare shath rahenge


thakuraine - kyu ji kya wo kab tak ke liye aa rahe hain jo app haveli ki maramat karwao rahe ho


thakur - are thakuraine tu sunrgi to khushi se jhum uthegi wo sab pure 4 mahine ke liye yaha aa rahe hain


thakuraine - kya 😱😱 pure 4 mahine ke liye sab yaha par


thakur - are abhi itna khush mat ho abhi ek aur khush khabri hai sab ke liye


saloni - aur kon si khush khabri hai babuji jaldi se bata dijiye ab intjar nahi ho raha

(ab app sab soch rahe honge ki pichle update mae mene likha ki thakur ki baat par kamya gussa ho gai aur abhi tak to esi koi bast nahi hui to ab hoga us baat ka khulasa😎)

uske baad jo thakur sahab ne bola usse to puri haveli khushi manane lagi sabhi log khush ho gaye sirf 2 ko chod kar ek to raju jisko koi farak nahi pada kyuki usko pata hi nahi tha ki kon aa rahe hain aur dusri kamya wo bahut hi guusa thi aur chid bhi par usne impression chupa liya

kon si baat boli thakur sahab ne to chaliye wapis story mae 😁😁


thakur - are thakuraine mere bhi bhaiya bhabhi sab log aa rahe hain yaha par wo bhi hamesa ke liye


thakuraine - kya ye app kya kya bol rahe ho par wo sab to Mumbai mae rahte hai na fir yaha kese aur unka karobar sab


thakur - batata hu tujko wo asal mae baat esi hai ki bhaiya bhabhi usnki beti aur dono bahu yaha aa rahe hain aur unke dono bete wahi se aana jana karenge


thakuraine - par ese achanak


thakur - are tu to janti hai ki hamari beti (bade bhai ki beti) humdono ko kitna pyara karti hai isliye uskne hamare pass wale sahar ke sabse mashur collage mae hi apna dakhila (admission) karana hai ye bataye aur ye bol di ki agar wo sab yaha nahi aaye to wo aage nahi padhegi fir kya bahiya to usko bahut payar katte hai majbur ho gaye aur unki dono bahu bhi is baat ke liye rsji ho gaye isliye aa rahe hain wo bhi yaha


ab is baat se sabhi bahut khush ho gaya par kamya man hi man kuch bolne lagi


kamya(man mae) - agar wo yaha par aa gai aur usne raju ko dekh liya to wo kisi bhi tarah se raju ko apna banane ki kosis karegi ab mae lya karu kya karu main usne jo bola tha wo sab raju mae hai ab kya hoga kya hoga


ab app sabhi soch rahe hoge ki kamya kiski baat kar rahi hai to chaliye apko toda sa bata du to kamya jiske bare mae soch rahi hai wo bade thakur ki choti bahu hai ab kamya aur uska kya seen hai ye main apko introduction mae bataunga


kamya-babpji wo sab kab kab aa rahe hain yaha


thakur - kyu achha wo 15-16 dino main yaha aa jayenge


kamya - achha hai bahut time milega mujko


thakuraine - kya Matlab tumhara bahu kya time huu 😮


kamya(jaldi se) - mera matlab hai maji ki itne log aa rahe hain to haveli ki safai karane mae kuch time to lagega hi na


thakuraine - ha ye tumne sahi socha bahu


thakur - ha bahu wo bast esi hai ki ab yaha tin haveli hai ek to ye hamrai haveli dusri thakuraine ke mayeke ki aur tisri hamare dada ji ki to jab tak wo dono haveli puri tarah se tayar nahi ho jati tub tak wo sab yahi rukenge


ab kamya ki tension km ho gai kyuki wo janti thi ki wo apne sas saur ke samne koi esi vesi harkart nahi karegi (kesi harkat 😜😜)


thakur - achha yahi baat thi ab bahut samay ho gaya hai chalo khana khalo aur tum thakuraine tayari karwana suru kardo itne salo baad sab ek jagha aa rahe hain chalo bahu khana paroso

sabhi log ne idhar udhar na jane kidhar kidhar ki baate ki ese tese khana khatm hua aur dono bahu kamla bartan lekar gai rasoi


kamla-to badi bahu tumne kab dekha tha bade thakur sahab ko


saloni (bartam dhote hue) - ji kaki ek to apni shadi ke vakt aur dusri baar jub kamya ki shadi hue tab


kamla-par ab wo sabhi log aa rahe hain wese to tum bade thakur ke parivar se parchit ho par malkin ke parivar se nahi


kamya jo in sab ki bato ko sun rahi thi


kamya - wese kaki app ko to sab pata hi tha to kya app mil chuki hai maji ke parivar se


kamla-kaha choti bahu ab meri shadi to 20 sal ki umr mae hui thi aur tik usi samay malkin ki bhi shadi hui isliye muje nahi pata unka parivar kesa hai par ha jub bhi malkin mujhe batati hai ki unke bhaiya bhabji unko bahut payyar karte hain maa baap bhi bahut payar karte the unko par honi ke agge kon kya kar sakta hai par main bahut khush ho ki meri malkin aur malik dono ka parivar ane wale hai

toto be concontinued 😎
 
Top