• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Naukar ke bete ke sath nikkah

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Which character do u like the most

  • Aryan

    Votes: 25 78.1%
  • Sana

    Votes: 17 53.1%
  • Karn

    Votes: 5 15.6%

  • Total voters
    32
  • Poll closed .

nktubhg

Member
301
3,335
124
Update 88part 2

Sana ab suman ke room se bahar aati hai aur aditi ko bahar jaate dekhti hai tabhi woh neha ko kandha maar ke puchti hai ki aditi kaha Jaa Rahi hai



74519c5b1bac1675f90f4ec1365f1063
Neha- mujhe kya pta bhai se puch lo kya pta usko pta hai

Sana- jyada na bakwas mat kar nhi toh mein tera bhi muh tod dungi ( GUSSE MEIN)

Sans ab gusse mein apna face ghumati hai aur wahan se jaane lgti hai

Sana- hun frustrated Virgin kahin ki

Neha- zara jalne ki badbu aa rahi hai kisi ki ( haste hue )

Sana- hat hum nhi kisi se jalte walte .

Neha- maine toh apka naam bhi nhi liya bhabhi ji

Sana ab kuch nhi bolti bas gusse mein apni eyes roll kar ke wahan se hina ke room mein jaane lagti hai aur usko neha ka mazak bilkul bhi pasand nhi aaya tha yeh neha ko bhi achhe se pta lag gya tha

20bb1d8b89c2e326af913dcb2b6f6aab

Hina- kyun phir kaisa mehsus huya apne sohar kr sath jhagda kar ke

Sana- please ab tu mat mujhe lecture Dene lag jaana aur mein kya usse ladti hun dekh hina woh na ek no ka pagal hai kuch bhi karta hai yaar

Hina- isliye toh tujhe pasand hai tujhe kaha normal insaan pasand aate hai

Sana - nhi aisi koi baat nhi hai

Hina- yeh sab chorr tere cousin ka phone aaya tha na toh abtu jaldi taiyar ho jaa usse Milne jaana hai

Sana- mujhe nhi jaana aur kon sa cousin humare aur uske abbu dono dost the aur mere abbu ne bachpan meri usse shadi teh kar di thi par abbu ko jab pta chala ki usne pehle se hi 2 biwiyan rakhi hui hai toh hamara nikkah ho gya cancel

Hina- par tum dono bhi toh dost the
Sana- sirf school time Tak ab nhi

Hina- dekh woh tujhse sach mein milna chahta hai

Sana- achha yaar chalte hai par kaha jaana hai

Hina- usne mujhe ek coffe shop ka adress bheja hai

Sana- chal thik hai aadhe ghante tak nikalte hai phir

Hina- yaar yeh sab toh thik hai par tu meri aur karn ke nikkah ki baat kab karegi

Sana- kar lungi par abhi nhi aur tu tension kyun le rahi hai tere dada ji toh waise bhi kahan hindu Muslim mein mante hai

Hina- par dadi jaan

Sana- are woh toh kuch dino mein hi Allah ko pyari ho jayengi ( sana yeh baat zaldi zaldi mein bol deti hai aur usko realise hota hai ki isne galti kar di aur woh apne muh par hath rakh leti hai aur hina ki taraf dekhti jisko obviously gussa aa rakha tha )

Sana- oops galti se .....

Hina- ruk kamini
(Hina ab sana ki taraf bhagti hai par sana pehle se hi taiyar thi aur woh pehle hi room se nikal jaati hai aur hina uska picha karne lgti hai )

Hina- ruk kutiya kahan bhag rahi hai

Sana- are baby girl galti se bol diya yaar tu itna serious kyon ho gyi hai

Sana- are behan kya ho gya

Hina ab sana dono pure ghar mein uchal kud macha rahi thi aur suman bhi yeh dekh rahi thi

Suman - hey bas karo ab bahut ho gya ab tum logo ka ( chillate hue )

Sana aur hina tabhi ek jagah ruk jaati hai aur zor zor se sans lene lgti hain aur suman unke pass aati hai

Suman - itni badi ho gyi hain dono harqate ek dum bacho jaisi badtamiz ladkiya

Sana ab sar niche kar leti hai aur apne bahan par halke se hath rakh leti hai


Sana- sorry maa ji

Suman - beta yeh koi tarika dekho sahi ghar ki kya halat kar di hai tum dono mein

Sana ab apne aas pas dekhti hai aur woh dekhti hai ki sofa ke cover zameen par bhikhde hue the aur unhone ne dinning table par rakhe cups bhi tod daale the

Suman - haye rabba ab mein kya karu koi na koi nuksan ho hi jaata hai roj is ghar mein.

Hina aur sana ab ek dusre ko dekhti hai aur hina ek halki si smile karti hai Kyunki usko suman ka reaction dekh kar hasi aa rahi thi par usne apni hasi ko control kar rakha tha par sana ki hina ki smile ko dekh kar hasi nikal jaati hai aur woh jhat se apne muh par hath rakh deti hai

Suman - tu mere upar has rahi hai bahu

Sana ab suman ki baat sunkar Panic karne lgti hai aur usko ehsan hota hai ki bahut badi gharbad ho gyi

Sana- nhi maa ji woh yeh hina mujhe hasa rahi thi

Hina- nhi aunty maine kuch nhi kiya khuda kasam

Sana- dekh aise jhuth nhi bolte

Hina- tu toh rehne de tu badi aayi

Suman- chup karo tum dono mujhe sab pta kon has raha tha aur kon nhi .na bete ko akal aur socha tha bahu toh samjhdar hai par yeh bhi uske jaisi bnti jaa rahi hai

Sana ab sharam ke maare apna muh niche kar leti hai

Suman - mujhe tere se umeed nhi thi bahu

Sana- par maa ji

Suman sana ko hath dikha kar chup hone ko bolti hai aur woh sach mein gusse mein thi

Suman - rehne de bahu koi explanation nhi chahiye teri thik hai jo hona tha ho gya ab yeh saara saman sameto .mein Zara bahar zaa Rahi hun

Suman bahar chali jaati hai aur sana ka sad mode phir se chalu ho jaata hai .

Neha bhi yeh sab chup chap hi khade ho kar dekh rahi thi

Sana ab Bina kuch bolne saara saman sametne lgti hai aur hina neha ke pass jakar baith jaati hai

Hina- abhi bechari ka mood thoda sahi hua tha

Neha- pta nhi mujhe samajh nhi aata inki shayad kismat hi khrab hai .ek toh maa bhi 2 min mein gusse mein aa jati hai

Hina- abhi pta nhi yeh ab kab bolegi

4ec364f0c7f1420875cfabd5efb693a2

Sana ab saara saman sameto kar kitchen mein chali jaati hai aur aryan ko phone karti hai

Par aryan ka phone busy aata hai par tabhi 5 min baad aryan ka back call sana ko aata hai aur sana jhat se phone utha leti hai

59a5866b8174a6bfaa068c45a9b0df22

Sana- Hello

Aryan- phir se udas ho gyi rotlu

Sana- nhi toh

Aryan- toh phir yeh teri awaz ko kya hua hai

Sana- woh toh gala khrab hai

Aryan- achha chal ab natak bnd kar aur bta kya baat hai

Sana - maa ne dant diya tha

Aryan- wah kya khabar sunayi hai jaan toh tumko bhi dant padti hai

Sana- kya yaar mujhe maa ne danta toh tumko bahut maza aa raha

Aryan- are yaar kya ho gya dant diya toh dekho it's fine kuch nhi hota woh bas aise gusse mein aa gyi hogi

Sana- tum kisi kaam ke nhi ho

Sana ab gusse mein aakar phone kaat deti hai aur tabhi aryan usko phone karta rehta hai par woh phone nhi uthati phir aryan ka phone aana bhi bnd ho jaata hai tabhi sana kitchen se bahar aati hai aur hina ko apni galti ki wajah se sorry bolti hai .

Aryan ke ghar ki doorbell bajti hai aur neha dekhne jaati hai ki kon aaya hai tabhi 10 min ke baad sana dekhti hai ki varun bhagte hue uske paas aa raha hai aur woh khush ho jaati hai

Varun- bhabhi maa

Sana- are varun wah kya baat hai kya surprise diya tumne

Varun - bhabhi maa yeh dekho mere naye shoes

Sana- wow yeh toh bahut kamal ke

Varun - are bhai ke toh paiso se liye hain

Sana- bua nhi aaye kya

Sana ab sofe par baith jaati hai aur varun ko apni godh mein bitha deti hai



Varun - nhi

Neha tabhi andar aati hai

Neha- yeh maharaj ab yahan par hi rahenge ek hafte ke liye

Sana- sach

Varun sana ki baat sunkar han mein sar hilata hai

Sana- chalo abhi baat kar bhabhi ko ek kissy kar do

Varun- bhai ki permission leni padegi iske liye toh

Sana varun ki baat sunkar hasne lgti hai aur hina bhi varun ko dekh kar smile kar rahi thi

Sana - are tum apne bhai ki chinta mat karo tumhare Bhai ko hum khud dekh lenge

Varun - toh phir thik hai
Varun ab sana ki gaal par kiss kar deta hai aur sana bhi khush hokar uske gaal ko chum leti hai



Sana ab varun ko hina se introduce karwati hai aur varun bhi aaj sab ke sath achhe se pech aata hai

Varun- bhabhi yeh dekho colours aur yeh pichkari . Holi Wale din na bhai ko achhe maza chakhayenge

Sana- are wah tum toh puri tayiari kar ke aaye Holi ki

Hina- tumhe kya hai tum konsa Holi khelti ho

Sana- nhi ji is baar hum khelenge

Hina- kyun is baar kyun

Sana- tumhe kyon btaye

Hina- acha thik hai mat btao (giggles )

Sana- yeh tum has kya rahi ho

Hina- meri marzi tumko kya

Sana ab hina ko ignore kar ke phir se varun kr sath khelne lagti hai aur woh uske sath bahut khush nazar aa rahi thi aur hina ko yeh mehsus ho raha tha ki sana varun ke liye maternal feelings jhagda rahi hai aur woh bhi apni saheli ki Khushi mein khush thi tabhi suman aur aditi bhi ek sath Ghar mein aa jati hai aur aditi ne suman ka saara saman khud pakda hua tha



Neha man mein - yeh toh housefull ho gya waise is ghar mein shanti toh thi nhi hai aur ab yeh varun nhi aa gya hai

Sana ko suman aur aditi ka has kar ke baare karna achha nhi lgta tabhi suman sana ki taraf dekhti hai aur aditi se uska polythene le leti hai

Suman ab sana ke pass aati hai aur uski taraf dekhti hai tabhi sana phir apne sar ko jhuka leti hai

Suman - mere sath kitchen mein chalo tum se koi baat karni hai

Sana- ji

Sana ab sumon ko follow karte karte kitchen mein chali jaati hai

Sana- maa ji woh cups ke liye sorry

811f898ea23e9862307f09b857e188b1

Suman- koi baat nhi bahu Tut gye hai toh naye aa jayenge fikkar mat kar

Suman ab sana ke gaal par hath rakhti hai

Sana- aap mujse naraj nhi hun

Suman - are yeh tu kya bol rahi hai mein tujhse kyon naraj ho jaungi are bahu tu toh meri gudiya hai

Sana ab suman ki baat sunkar khush ho jaati hai aur suman ke gale lag jaati hai

Suman - are yeh sab chorr dekh mein teri liye kya layi

Suman ab sana ko barfi ka ek chotta dabba dikhati hai

Sana-are wah maa ji isme toh barfi hai

Suman - tujhe pasand hai na

Sana- han
.
Suman - tere liye hi hai aur sari ki sari teri hai kisi ko ek piece bhi mat dena .

Sana- thank u maa ji par bakiyo ke liye

Suman - Babu mera bhi dil sabhi ke liye laane ka tha par paise bhi thode the upar se wali waise hi bshut mehngi hai par tujhe pasand hai toh maine socha ki tere liye hi sahi thodi se lekar toh aati hun

Sana suman ki baat sunkar khush ho jaati hai aur suman ko gale se laga leti hai usko bhi ehsan hota hai ki suman usko dil se pyar karti hai aur usko sach mein apni beti hi manti hai

Sana- aap bhi lo na

Suman - are nhi

Sana - nhi kya yeh lijiye

Sana ab suman ki apne hathon se barfi khilati hai aur phir woh normal gharelu baatien karne lgte hain tabhi suman sana ko sabke liye chai bna ne ko bolti hai

Sana ab sab ke liye chai nashta bna kar bahar ke aati hai aur sab ko serve karti hai aur dusri taraf varun ghar ke kone mein baithkar apni game mein busy hota hai aur sana usko dekh ek baar smile karti hai aur khud chai pine lgti hai tabhi hina usko uske cousin se milne ko jaana tha yeh btati hai

Sana- abhi usko bol ki abhi nhi aa sakte sham ko aayenge

Hina- par sham ko tum dono miya biwi bahar Jaa rahe ho

Sana- koi baat nhi phir hum usse phir kabhi mil lenge

Hina- sana woh kal jaa raha hai dusre shehar

Sana-achha toh koi baat nhi mein aryan ke sath jaana cancel kar dungi aur usse Milne chahe jayenge

Hina - thik hai behan jaisa tu kahe

Sana aur hina khusar phusar kar hi rahe the tabhi aditi sana ke aakar baith jaati hai

Sana tabhi thoda chonk jaati hai par suman ki wajah se gussa nhi dikhati hai

Aditi- dekhiye mujhe pata hai sana ji aap mujhse naraj hai par sach mein maine usko jaan bhujkar hug nhi kiya tha

Hina- achha toh tumne phir aise hi aryan ko apni bahaon mein daal liya

Aditi- dekhiye mera break up ho gya tha aur mujhe koi chahiye tha emotional support ke liye

Hina- emotional support hun? Achha bahan ek achhe khase ladke ko apne jaal
mein fasans ka woh bhi ek shadi shuda ladke ko .tumhe sharam nhi aati kya

Aditi ab sharam ke maare apna muh niche kar leti hai aur woh apne nature se ek dum bilkul opposite behave kar rahi thi

Aditi - dekhiye woh mera dost hai

Sana ab aditi ke aage apni chupi tod deti hai

Sana- ho ga woh tumhara dost aditi par ab woh mera pati hai aur agar mujhe pta laga ki tune aryan ko apne jaal mein fasane ki koshish ki toh mein zuban deti hun teri zindagi ko mein narak bna dungi

Aditi ab udas ho jaati hai aur uska gala bhi sukh chuka tha tabhi sana uski ankhon mein ek halka sa ansu dekhti hai .aditi ab wahan se uthkar jaane lgti hai tabhi suman ka dhyan uspar padta hai

Suman - kya baat beta tumko chai achhi nhi lagi ki tum aaise hi uthkar jaa rahi ho




Aditi- nhi maa ji chai toh bahut achhi hai bas isme mithas ki Kami reh gyi lagta hai jisne bnayi hai badi kadwahat se bnayi hai

Sana aditi ki taunt sunkar uski taraf dekhti hai aur suman ki bhi samjh aa jati hai ki sana ki aditi pasand nhi aayi hai isliye sana aditi ke sath thoda alag se behave kar rahi hai



Neha man mein - yeh kya bol rahi hai BC mujhe kuch samajh nhi aa raha ki aakhir chak kya Raha hai
 
Last edited:

nktubhg

Member
301
3,335
124
Yeh update Diya hai aur shayad ek aur likh du par phir aage uske baad kab likhunga pta nhi . Story likhne mein koi dikkat nhi hai yan phir aisi baat nhi hai ki likhna nhi chahta but bahut complicated ho gyi hai personal toh mushkil hai
 
  • Like
Reactions: Sing is king 42

nktubhg

Member
301
3,335
124
Update 88 part 3

Aryan ab apni bike par tha aur ghar laut raha tha woh bahut khush tha ki woh aur sana kahin akele ghumne jayenge par tabhi uske phone par kisi unknown number par call aata hai

a38b09a77da62052394f477c2cc049b3ki
Aryan- Hello

Dheeraj - kaisa hai

Aryan- tu kamine tu mujhe phone kyun kar raha hai

Dheeraj - kya karu majburi hai mujhe dilawar bhai ne kaha hai tere ko reminder dene ke liye ki party par pahunch jaana

Aryan- dilawar bhai ko bol diyo ki aryan ko bhukhar ho gya hai woh nhi aa sakta

Dheeraj - toh tujhe nhi aana hai

Aryan- nhi

Dheeraj - tujhe pta hai na tu kya bol raha hai

Aryan- tu hai na sab sambhalne ko

Dheeraj ab halka sa muskra deta hai

Dheeraj - mein toh sab sambhal lunga par yaad hai na ab hum dost nhi hai toh bta mujhe kya milega
Aryan - ek tip hai mere paas tere favourite admi ki

Dheeraj - mein sun raha hun par tu kis admi ki baat kar raha hai

Aryan- sam

Dheeraj yeh naam sunkar haira ho jaata hai kyunki woh is admi ko 2 mahine se dhund raha tha

( Sam ek arms smuggler hai jisne dheeraj ko ghatiya quality ka ammunition chipka diya tha aur baad mein woh shehar se bhag gya tha )


Dheeraj - kahan milega woh bhonsdika.

Aryan- karl naam se shastri nagar mein reh Raha hai .huliya change kar chuka hai .market mein udti udti khabar hai ki woh tumhari dushmano mein se ek tony ke sath automatic rifles deal karne wala hai . Baki ki details mein tumse baad mein text mein share kar dunga

Dheeraj - kehna padega aaj bhi woh hi baat hai tum mein jo pehle thi kisi na kisi tarike se nikal hi jaate ho.ok bye charlie

Aryan- bye dost

Aryan man mein - sorry bhai sam par tu bhi kon sa dudh ka dhula hai .hai toh tu bhi criminal

Aryan ab bade khush hote huye Ghar mein entry karta hai tabhi woh dekhta hai ki sana varun ke pass baithkar uske sath baatien kar rahi hai par woh varun ko dekh kar khush nhi hota Kyunki usko pta tha ki ab varun bhi uske sath aane ki zid karega

Aryan- tu yahan kya kar raha hai be

Varun - tumko kya hamari mami ka ghar hum kuch bhi kar skte hai yahan

Sana- aap baithiye mein chai bnati hun apke liye

Aryan- nhi yaar paani le aao bas ek glass

Sana- ji

Sana ab aryan ke liye pani lene chali jaati hai aur aryan varun ke sath baithkar masti karne lgta hai tab tak sana bhi pani ka gilas le aati hai aur aryan ko de deti hai

Aryan- mera phone kyo kaat diya tha apne madam

Sana - woh kuch nhi khana bna Rahi thi na bas isliye

Aryan- achha toh gusse mein phone kyo boli thi

Sana ab gusse se apni bahon ko fold kar leti hai

Sana- jab mein apko bta Rahi thi ki mujhe maa se dant padi hai toh aap mere se hamdardi rakhne ki bajaye mera mazak bnane lage isliye phone kaat diya koi problem


a35b7eeb86a71480e1372cdb4217bdbd
Aryan- are darling tum naraj kyun ho jaati hai idhar aao mere paas

Sana aryan ki baat sunkar apni eyes ko roll kar deti hai aur wahan se jaane lgti hai tabhi aryan sana ka hath pakad ke usko apne pass bitha deta hai

Aryan- kahan jaa rahi hai meri sahiba

Sana- jahunam mein apko kya

Aryan- yaar toh kitna gussa karti hai

Aryan tabhi sana ke gaal par ek kiss kar deta hai aur sana bhi blush karne lgti hai par tabhi woh varun ko taraf dekhti hai jo act toh aisa kar raha tha ki woh kaise dono ko nazar andaz kar raha hai par woh mand mand hi muskra raha tha

Sana ab aryan ko aram se kohnu marti hai kyunki aryan sana ki gardan ko sehla raha tha

Sana- mr immature tumko sharam nhi aati kya dekh nhi rahe ho samne varun hai aur tum idhar hi shuru hoye jaa rahe.( Dhire se )

Aryan ab varun ko taraf dekhta hai.
Aryan- chal be ek kaam kar neha di ke room mein jakar game khel le wahan par koi nhi hai .

Varun - bala kyun taki tum bhabhi ke sath romance kar sako huh dekho bhai har chiz ki keemat hoti hai

Sana varun ko baat sunkar smile karti hai aur aryan ki taraf dekhti hai aur aryan uska ishara bhi samajh jaata hai aur disappoint hokar apni jeb mein se 50 rs nikal kar varun ko de deta hai

Varun jhat se paise pakad leta hai aur wahan se jaane lgta hai par jaate jaate aryan usko mazak mein halke se ek thapad lga deta hai

Aryan- din b din apne baap ki tarah bnta jaa raha hai har chiz mein Paisa hi dikhta hai tujhe

Sana- are usko maara kyun

Varun- rehne do bhabhi yeh Aisa hi hai

Varun ab wahan se chala jaata hai aur aryan mauka dekhte hi sana ko apni godh mein bitha leta hai aur kas ke uski kamar ko kas ke pakar leta hai

Sana - are baby aap chorro mujhe koi dekh lega hum dono ko aur agar maa ne dekh liya toh gharbad ho Jayegi please abhi nhi na
 
Last edited:

Karishma Kareena

New Member
80
56
18
wah! kya ek mast aur garam kahaani hai yah, bahut maza aya padhke. eisa hi likhte raho yaar. Please add some pakiza female characters for Aryan for threesome sex encounter with Sana.
 
Top