Acha likhte ho par thoda detail likhna sikho
Aadhi story bina hajmola khaye pcha gye
Uski shadi kaise hui gayab kar diya
Uske bap ne kha bheja kyu bheja gayab tha
Uski maa ne kyu rona dhona kiya gayab tha
Diary ke ant me chutiyapa kyu kiya gayab tha
Waqai mai padh kar ye lagta tumse na likha jaega