- 68
- 174
- 34
Agar is mein accha response Aya tu cantinue karunga
....Hum ek joint family ki tarha rehtay hain, Mumbai mein humara pyara sa, chota sa Ashiana hai.
humara ghar double family house ha, Upar walay Portion
pay Mere chacha or chahi rehtay hain apni 3 betiyoun ke
sath rehtay hain. bardi beti jo kay married ha, naam rehana,
age 26 baji ka koi baby nahi hai shadi ko koi 2 sal hogay hain,
2nd behan, Rabia jis ko pyar say sab Rani kehtay hain
jis ki age koi 24 sal hai, study compelet kar chuki hai.
yeh Rani wo lardki hai jise main tab say pyar hon jab say
say mujay pyar kia hoti hai pata be nahi tha.
3rd number pay hai shahnaz, par ghar mein hum sab
isay Sonia kah kay bulaty hain. age 18 sall yeh be study
kar rahi hai.
or ghar mein sab say zayda shararti be yehe hai,
chachi ki be umar abhi kam he hai, wo meri cousines ki
ma kam bardi behan zayda lagti hain , chachi ki shadi kafi
kam umar mein ho gayei thei, chachi ki umar mushkil say
42 hogi.
Chacha Or Abu dono dubai mein hoti hain, humari wahan
pay shops hain jo dono ka joint business hai. sal mein ek
bar 2month kay liye abu ajaty hain or dosray sal chacha
Nichay walay portion pay , Main rehta hon apni pyari se
behan or ami jaan kay sath. upar walay portion mein be or
humaray portion mein be, same rooms hain, washroom,
drawing room, kitchen or bath, or 4 bedrooms hain,
meri behan jis ki age 24 sal hai, naam hai Shaziya jise hum
pyar say Shazi bolate hain, Fari say be bardi behan hai
humari Saniya Baji jo kay married hain jin ka ek baby be
hai un ki age 30 sal hai apney husband kay sath happy
life guzar rahi hain, mere abu barday hain par bardi api
kay baad fari baji ki paidash kafi salon baad hoi thei or fari
baji kay 4 sal baad main paida howa , meri age hai 20 mera naam hai nadeem
or meri ami jo kay bahot he sada se hain bas her waqt tv
serials he dekhti rehti hain or koi kaam nahi, chachi ko be
bas yehe kaam hai, humari dono families kehnay ko tu
seprate potions mein rehtay hain par yeh sab naam ka he
hai, hum sab mein bahot pyar hai, kabhi nichay kabhi
upar, jis kay ghar say jis ka khane ko dil karay wo wahan
kha leta hai, agar chachi ki taraf kuch paka ho mazey ka
tu main wahan kha leta hon, humari ghar mein sab acha
tha koi fight nahi koi ranjish nahi bas pyar he pyar, Hum
log koi itnay rich nahi par itnay gareeb be nahi ap hum ko
middle class family say thorda zayda he kah saktay ho,
zindagi ki sari he ayeshein thein humare pass.
in dono gharoun mein bas mein he ek boy hon,
na mera
koi bhai ha na he chacha ka koi beta.

Last edited: