• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Manhoos Ya Masum

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

ellysperry

Humko jante ho ya hum bhi de apna introduction
4,093
16,578
144
Update 5
**********



yana aur master hoshu ke pass bhi apna ghar tha. lekin wo bohut door tha. neha thakur ne master hoshu ko bol dia tha. yash samet sabhi bachhon ko har tarah ki fighting skillls sikhani. unhe physically aur mentally bhi strong banana hai.

kai karate center bhi the new york me. lekin center me tasali bakhsh tarining nahi mil sakti thi. sabko future me best fighter bane dekhna hi yash ka sapna tha. aur neha thakur samet rashmika aur raghuveer bhi ab aisa hi chahne lage the. lekin yash aur bhi bohut kuch chahta tha. jisse abhi ye sab anjan the.



master hoshu ne apna wo house sale kia aur raghuveer house ke karib hi ek house kharid liya. is beech woh sab ko pahle kuch roz tak basics batane me laga raha tha. yana bhi bohut kuch janti thi. wo bhi bachhon ko samay dene lagi. abhi dono ke koi baby nahi tha. to yana ke pass time hi time tha.

waise bhi yana ko neha rashmi, raghuveer aur bachhon ki company bohut pasand aayi thi. apnu badhkar ye the sab. zinda rahne ke liye rozgar bhi zaruri hota ha. dono pure mann se inhi ke sath hi rahne lage.


yana aur master hoshu ke liye koi sabse maze ka character tha to woh tha yash. yash se mil yash ki baaten dono achambit rah gaye the. aur yash ko dono ne bhi apna beta maan liya tha. yash hairankun taur par sab badi jaldi seekhta ja raha tha.

jante nahi the na yash ke baare me isliye.

pahle roz after dinner jab master hoshu aur yana ne neha thakur ne bachhon ko training ki bat kari thi. tab master hoshu ne park me bachhon ki daud baare apne khayalat ka izhaar karte hue kaha tha.

hoshu: waise mai us bachhe(yash) ko dekh bada hairan tha. sab bachhe jaise uske liye hi daud rahe the. thakan se choor hue gir pade the. girne tak ruke nahi the.

tab master hosho ko bata dia gaya. ye yash ke liye pyaar ha. aur thodi si yash ki intelligency ki baat bata kar saahil wala kisa bhi suna dia tha sabne. bad me ghar pohnch kar jo baten yash ne kari thi. wo bhi kuch kuch bata den.


yash ki aisi baaten kar dono hairan rah gaye the.

"yash abhi se hi kitna bahadur aur intelligent ha!."


bachhon ko gyan dene ke sath sath first kuch roz taj bachhon ko khub daudaya jaane laga. daud se bachhon ke sharir pasina baha baha kar khulne lage.. ab bachhe daudte hue thak bhi jate the. to master hoshu aur yana apne andaz me bachhon ki thakan ko door kar dia karte the.


jab kuch roz ki daud se bachhon ke sharir sahi mano me khul gaye tab master hosho ne bachhon ke sharir ke sabhi jod kholne shuru kar diye. aur ye kaam aisa dardnak aur jaanleva tha.

lavanya cheekh padi thi. ankhon me dher sare ansu lati hui boli thi: yaashh! tum kitne zaalim ho.

aisa hi sabne bola tha. aur yashh ki ek hi baat hua karti thi. mera pyaar pana ha to sare dard ko jeetna hoga. jo jitna aage badhega, usay yash ka pyaar bhi utna hi badhkar milega . aur yash ke pyaar me sab pagal thi. ankush tak yash ke liye ab jaan dene ki baaten bar bar karne laga tha. dhire dhire sab ke andr daring paida hone lagi thi. baaton me, shabdon me, svar me badlav aane laga tha.

yash ko pain nahi hota tha. par woh aam bachhon ki tarah hi reaction dia karta tha.

3 roz koi bhi school nahi ja saka tha. badan ko flexibal banane ke liye unke sharir ke jod jod khole ja rahe the. pain sahn nahi kar pa rahe the. chalte hue langda kar taangen khol kar chala karte the. bistar par gir kar yash ko ghoora karte the. aur yash has dia karta tha.

bass yash ki muskan aur hasta chahra dekh kar sab bachhon ke dard bhaag jaya karte the. sab bari bari yash ke gaal ko chuma karte the

aur yash: bass karo. mere gaal han. koi chocolate to nahi. har time hi chaatne me lage rahte ho aap sab

sab ek sath: yash!. tumhare liye hum kitne dard jhel rahe han. ab humen mat roko khud ko chumne se.

yash: tum sab ki to samjh aati ha. lekin ye ankush kis khushi me mere gaalon ko chumta ha.


aur sab has dia karte. ankush bhi hasta hua bolta: mujhe maza aata ha yash tumhare gaalon ko chum kar..

ankush honto par jeeb fer kar bola: bade meethe han yash tumhare gaal.

sarah shokhi se: meethe han ya spicy

ankush confuse hua bola: spicy!

paridhi: yummy han ya dull?

ankush: yummy!

ananya: sweet han ya bitter

ankush ko ab maza aane laga tha: sweet!

lavanya: salty han yaa--

ankush: yaa??

lavanya sabko dekh kar masum face bana kar boli: mai salty ke opposite kyaa bolun

aur sab has pade




aise hi din guzarne lage. training, study and fun ek routine anusar chalne laga. tough training se jitna bhi dard milta. agle roz sab subah sab uthte to dard bhaag chuka hota.


pahle din lavanya ne hi sabse pahle khud ko dard mukt paya tha. subah uthte hi usne dhayan dia to uske sharir me, jodon me kahin bhi dard nahi tha

woh khushi se cheekhti hui sabko utha kar batane lagi thi. lavanya khushi se chahak kar pain nahi ho raha ha usay kahin bhi, aisa bol kar yash ko chumne lagi thi. aur sab apne jismo me dard ko talash karne me lag gaye. pain nahi mila to khushi se bed par hi uchhalne nachne lag pade the. fir baki sab bhi yash ko chumne lage. shor sunkar neha thakur rashmi n raghuveer uth kar wahi aa gaye the. aur bachhon ko khush dekh, hulla gulla karte shor machate dekh kaaran poochha.. pata chalne par teeno hasne lag pade the.


neha ko new york aaye ek mahina ho chuka tha. is ek mahine me bachhon ki training jari rahi. raghuveer ek aur hotel ko kharid busy ho chuka tha. tim roberts apni intelligency n skills ko kam me laate hue apne matlab ke staff ko hire karne me lag gaya tha. tim ke apne 5 star hotel ki safalta ke peeche main kaaran tim ka khud ka cook hona bhi tha. tim roberts bohut badhia cook bhi tha. apni pasand ka staff hire karne ke bad unke sath 20 saal ka contract kar liya tha. in bees saalo me hotel apni reputation kho deta ha. staff ki salary de pane me nakam rahta ha. tab to koi bhi tim ko chhod kar ja sakta ha. otherwise koi tim ko, hotel kar chhod kar nahi ja sakta. warna usay kanooni karwai se guzarna hoga.

aur ye tim ki khasiyat thi. wo apne hunar ko kisi aur ke hath nahi lagne de sakta tha. ek bar maat khaa chuka tha. ab aur maat nahi khana chahta tha.


tim ko yakeen tha. jald hi hotel me ronaq badhne wali ha. tim ke paas aur bhi kai plans the. lekin tim jaldbaz nahi tha. first step ki safalta ke bad hi dusra step leta.

tim ko hotel mil chuka tha. tim bohut khush tha. lekin uski khushi ke do kaaran hotel ke uske naam hone se bade the. ek to woh bada hairan tha, usay ajib log mile the. ek bar bhi usse milkar hotel ke baare me baat nahi kari thi. apne doubts ka izhaar nahi kiya tha. ye tak nahi poochha tha, itne dino me tim ne kyaa kiyaa. tim apne sath sabhi ke saluk par surpsrised tha. lekin bohut khush tha. dusre uski beti ko ek bhara pura parivar mil gaya tha. uski beti ki tanhai door ho gai thi. ek baap ke liye isse badhkar khushi ki baat aur kyaa ho sakti thi, uski beti ko aisi zabardast company aur itna pyar mil gaya ha. tim apni beti ke liye sari chitaen bhul kar aur bhi lagan se hotel ko 3 star se 5 star banane ki manzil ki orr dhayan badha gaya.


bachhe school gaye the. raghuveer hotel gaya hua tha. rashmi aur neha thakur upar balcony me chairs par bethi baaten kar rahi thi. tabhi ek gadi unke house gate ke saamne aa kar ruki. dono baaten chhod gadi ko dekhne lagi.

tabhi neha thaur bethi bethi khushi se uchhal padi: alkaaaaaaaaaaa!

rashmi ne bhi dhayan se dekha to woh bhi "alkaa" pukarti ek jhatke me uth khadi hui.

fir dono badi speed se neeche ki orr bhaagi. naukar gate khol chuka tha. gadi andr aa chuki thi. neha thkaur aur rashmi dono ek sath khadi apne saamne khade couple ko dekh rahi thi.

ye neha ki sister alka aur alka ka husband sourav the.

dono bahne badi shiddat ke sath ek dusri ko dekhti hui lipat padi.

alka sisakti hui boli: didi in teen mahino me aap ke sath itna sab ho gaya aur mai anjaan rahi.

neha: kuchh bhi chinta mat kar meri jaan. mujhe koi gham nahi hai


alka: kaise na chinta karun didi. aap meri didi hi nahi ho, meri maa bhi ho.

neha thakur: tujhe apne saamne pa kar mujhe bohut khushi mili alka. tu bata africa se kab wapis lauti.

alka: last week lauti. aur sabse pahle aap se hi sampark banaya tha maine. par aapse contact nahi ho paya. fir maine mummy se sampark kiya. tab mujhe aap ke baare me sab jaanne ko mila. mujhe bada dukh mila sab jaan kar. fir pata chala aap rashmika didi ke paas new york chali me han. mai khud ko rok nahi paai. bachhon ko london me hi chhod kar sourav ke sath yahan chali aai. didi mai aap ko lene aai hon. aap hamare sath london chaliye.

sourav bhi neha thakur se mila. rashmika se mila.

tab sourav neha thakur se bola: neha didi!. aap ke liye mere dil me, meri maa aur bahno ke jitna samman ha. mai apne har milne wale ko aap ki intelligency, aap ke loving behaviour ke baare me batata rahta ha. ye bataya karta hon, aap kitni loving aur kitni buddhiman han. didi hum aap ke sath han. hum aap ke apne han. sabne aap ko chhod dia. lekin hum aap ko nahi chhodenge.. hamara sab kuch aap ka h. stupid ha wo vaibhav jo business me loss par ek masum bachhe ko manhoos samjh aap se alag ho gaya

alka: didi!.. hum moorkh logo ke jaise vichar rakhne wale nahi han. hum to bohut pyar karte han aap se. yash naam ha na didi!, mere bhanje ka. zarur bohut cute ho na yash didi..

alka idhar udhar dekhti hui boli: kahan ha yash!. mujhe usse milna ha. usay hug karna ha. meri didi ki jaan ha yash to meri bhi jaan hua na. lekin wo hai kahan.. hum aap ke sath sath ananya lavanya aur yash ko bhi apne sath le jane aaye han

sourav: aur yakeen kijiye neha didi!. yash ko hum apne bachhon se bhi badhkar pyaar denge. apni jaan bana kar rakhenge usay.

alka: basss!. aap inkaar mat kariyega didi.

sourav: inkaar kyu karengi. didi humen inkaar kar hi nahi sakti.

neha thakur aur rashmi thakur dono bass smile hi karti ja rahi thi.

neha thakur: arre bass bass. tham jaao.. tum dono ki musalsal bolne ki adat gayi nahi abhi tak.

aur sab has pade.

raghuveer se sampark karke usay "alka aur sourav aaye han" aisa bata dia gaya. wo bhi turant hotel se ghar ke liye nikal pada.



<------------------------------->



sab bachhe school se wapis aaye toh ghar me alka aur sourav ko dekh hairan rah gaye. sarah aur yash dono khade hue hairat se dono ko dekhne lage. aur baki sab khushi se uchhal pade. daud pade. alka aur sourav se bepanah khushi ke izhaar ke sath milne lage

ananya, lavanya, ankush aur paridhi se milne ke bad alka yash ko dekh kar ghutno par beth gayi.

alka apni baahen phela kar boli: yaashhh beta!.. mai tumhari mausi hon.

yash ne neha thakur ko dekha'


neha thakur: ye meri chhoti aur ikloti bahan alka ha yash beta. tumhari aunty alka. bohut pyari han ye.

yash masum face banaye chalta hua alka ke paas gaya. alka ne yash ko apni aaghosh me bhar kar yash ke face ko chumna shuru kar dia.

yash: mai manhoos hon aunty

alka: jo mere bete ko manhoos kahega. mai uska moh tod dungi. yash beta tum nahi jante, tumhari aunty alka sheron ke shikar ki badi shaukeen ha. faulad ha faulad tumhari aunty.


alka hathu se gun pose banati hui fire kar gai. bachhe has pade. aur bade smile karne lage.

yash: sach aunty!..

alka yash ke gaal ko chum kar boli: koi shak ho to apni mummy se poochh lo.

yash ne neha ko dekha

neha thakur: haan yash beta. alka saal me 4 mahine africa ke junglon me guzarti han. adventure life ki rasya ha meri alka. maar dhaar ladai jhagra.. iske siva ise kuch aata hi nahi

alka: awen ee.. mujhe pyaar bhi to bohut sara karna aata ha na

neha thakur proud ke sath boli: haaann!.. isme koi shak nahi.

fir alka sarah se mili



<------------------------------->


raat yash neha thakur ke room me tha. neha thakur bed par leti thi. aur yash neha thakur ke upar tha.

neha thakur: yash beta!.. tumhara kuch zayada hi masumana roop nahi dikhai dene laga alka aur sourav ke saamne. kyaaa woh dono tumhe zayada pasand nahi aaye?.

yash ke honto par ek rahasmai muskan ubhar aai

yash: dono kafi interesting characters han meri nazar me.

neha thakur: tab fir uske saamne tumhara masumiyat ka zayada izhaar.. meri samjh se pare ha yash beta.

yash: abhi aap neha thakur han. jab aap nehu yash thakur ban jaayengi. tab aap ki intelligency bhi badh jaayegi. logo ko samjhne ki ability bhi aap ke andr janam le jaayegi.

yash ke honto par ek shararti muskan ubhar aai di. jise dekh neha thakur is bar has padi. fir yash ke gaal ko chumti hui boli

neha thakur: hmm!.. nehu yash thakur!.. kuch zayada nahi hone laga ab.

fir chaunk kar boli: kyaa matlab?. kyaa matlab hua tumhari is baat ka

yash: toh aap fir apni didi ke sath london jaane ka mann bana lengi.

neha thakur: nahii!..

yash: kyun?.

neha thakur: mere paas tum ho na.. tum na hote to shayad mai alka aur sourav ke packages ko turant hi accept kar leti. ananya lavanya ke best future ke liye kuch to mujhe karna hi tha. lekin fir halat badal gaye. mujhe wo sachai jaanne ko mili, jisse mai vaibhav se alag ho jaane ke bad bhi anjan hi rahi thi.

yash: aur ab?.

neha thakur: aur ab!.. mai samjh gayi hon. tumhare rahte mujhe kisi aur ki zarurat nahi ha. aur fir mujhe khud ke dum par jeene ki adat shuru se pad chuki ha. intelligency bhari padi ha mere dimag me. experience ki kami nahi ha mere paas.

yash: aap ka experience day by day badhta hi chala jaayega ab toh!. waise ek baat bata dun mai aap ko.. future aapke liye bohut si khushiyan to bohut se dard bhi lekar aayega.

neha thakur: dekho yashh!.. mujhe abhi se future baare kuch na bataya karo. jo bhi hai, usay apne tak hi seemat rakho. warna mai confuse ho jaaungii. focus nahi bana paaungi. uljhano me ghir kar rah jaaungi.

yash: jitna bataya, utne batane ka bhi ek maksad tha. aur maksad ab sahi se pura hoga. meri ye baat aaap ke mind se remove nahi hogi kabhi. khushiyon ke sath sath dukh bhi future me dekhne ko milne wale han. so aap khud ko mentally aur sath hi sath physically bhi strong banane me lag jaayengi abb!!.


neha thakur ki ek khasiyat thi. yash usay koi ishara bhi dia karta tha to neha thakur bohut kuch samjh jaya karti thi



<------------------------------->


next day bachhe school gaye to ye bade firse ek sath beth kar baaten karne lage.


alka udas si hui boli: didi!. mai bada maan lekar aai thi aap ke pass. mujhe yakeen tha aap inkaar nahi karogi. lekin aap ne toh maa samman didi hokar beti ko nirash kar dia.

sourav: neha didi!.. aap raghuveer bhai ya rashmi bhabhi ko chhod kar nahi jana chahti han to hamare dilon me inke liye bhi badi jaga ha. aap inhe bhi sath le chaliye.


neha thakur: london milne aati rahungi mai tum loso se. tum dono ke yahan mujhse milne aa jaane se mujhe bohut khushi mili ha. mai kabhi bhi tum dono ka sath nahi chhodunga. aur wada karti hon, wahan aai to business me help zarur karungi.


alka thoda loudly bol padi: bhaad me gaya business

alka uth khadi hui: mummy bhi mujhe itna pyaar nahi de saki. jitna pyaar aapne mujhe diya. kisi ne mere liye itna kuch nahi kiya, jitna aap ne mere liye kiya. sourav ke liye sabne inkaar kiya. lekin aap ke kaaran mai aur sourav ek ho paaye. uske bad bhi aap har kadam par maa bankar apna anchal mere sir par kiye rahi. ab aap ko hamari zaurat hai. aur aap inkaar kar rahi han. business ko aarh bana rahi ha. hamara sara business bhi to aap ke hi kaaran ha didi. plz aap inkaar mat kariye aur chaliye hamare sath. mai kitni khush ho gai thi. socha tha ab aap hamesha mere sath rahengi. aap ki mumta ki chhaaon me har pal rahungi. tu zindagi aur bhi happiest ho jaayegi meri.

alka emotional hone lagi. neha alka ko gale se laga kar usay chumne lagi. alka narazgi jatati hui face idhar udhar karne lagi

neha thakur dhire se has padi: tu meri jaan ha alka. tu laadli ha. tu wo hai, jaisi parivar me, pure biradari me koi nahi ha. mai pistol chala leti hon, ek aadh bar rifle bhi chalai ha maine. khandani thakur hon aise shauk har ek me hote han. par tu nirali ha. tu pistol se nishana lagane me maahir ha. tu aur bhi kai prakar ki guns chalane me maahir ha. tu advenute life jeena jaanti ha. bhayankar, khatarnak junglee darindon se bhare hue junglon me tu rahna janti ha. aur mere liye tu ek nadan bachhi ban jaya karti ha. jab tu aise bolti ha to mere dil me tere liye pyaar aur bhi adhik badh jaya karta ha. isi pyaar ke chalte mujhe vishwas tha. sab parivar wale mujhse alag ho gaye the. par tu kabhi mujhse door nahi hogi. aur tu nahi hui. tu africa ke junglon se nikal hamari dunya me wapis aate hi seedhi mere paas chali aai. isse tere dil me mere liye pyaar aur samman ka pata chalta ha. mujhe hamesha tere kam aa kar khushi mila karti thi. tu mujhse chhoti ha. mai badi hon tujhse, aur mere dil me tere liye maa samman hi pyaar ha. bohut gahrai tak tu mere dil me ha. lekin kaha na maine. mai aaya karuni tere pas. aur hamesha ki tarah whole life tere kam aaya karungi. hamesha tujhse pyaar karungi. aur ab business me pahle se bhi zayada tere kam aaungi. bass tu mujhe yahi rahne de. kuch samay beet jaane de. fir mai zayada chakkar tere pass lagaya karungi. tu sabhi chintaen chhod de. udas mat ho. mai bhi tere pass pass rahna chahti hon. lekin kismat mujhe pahle rashmi ke paas le aai. aur mai is bar yahi new york me rah kar kismat azmai karna chahti hon. ek bar firse pahle wali neha thakur jo business woman thi, wo banna chahti hon.



alka roothi bachhi bani der tak neha thakur ko manati rahi. sourav ne bhi bohut koshish kari. alka aur sourav ka mann tha, neha thakur dono ke sath london shift kar jaaye.. aur wahan unke business ko sambhale, jitna bhi share apne naam karna ho kar le. par unke sath jaaye.

neha inkaar hi karti rahi.. agle ek din aur alka aur sourav wahi rahe. ek hi baat ki rat lagaye rahe. par neha pyaar se inkaar hi karti rahi. alka aur sourav ne bachhon ko khub sare gifts kharid kar diye. bachhon ke sath sair par bhi gaye. bachhon ko london bare, apne bachhon baare bohut kuch bataya. bachhon ka mann bana rahe the dono, wo raazi ho jaayen sath jaane ke liye. aise me neha thakur ke liye inkaar mumkin nahi rahta.

par sab ne bol dia: wo kuch nahi jante. jaisa mummy(neha thakur) kahengi, wahi hum karenge. jahan mummy rahengi, hum sab bhi wahin rahenge.


agle din alka aur sourav chale gaye. plane me ek sath bethe baaten kar rahe the.


alka: maine to socha tha, didi mujhe inkaar nahi karengi. mere sath london ke liye chal padengi. hamare business ko sambhal lengi.

sourav: aur hamara business bohut hi kam samay me top level position par pohnch jata.

alka: neha didi ka dimag bohut chalta ha business me. maine socha tha, apni baki ki life aish me guzarungi aur didi business ko sambhal lengi.

sourav: hum bhi usay force karte rahenge. ek na ek din zarur wo hamari sunengi.

alka: haan agar didi ko new york me business setup karne ka moka na mil saka toh

sourav: to fir kyaa khayal ha.

alka sourav ki ankhon me dekhti hui boli: mai samjh sakti ho sourav. hamari soch ek ha. mere dil me didi ke liye respect aur pyaar me kabhi kami nahi aa sakti ha. par didi ki skills se fayda na uthana sarasar bewakufi hogi

sourav: hamare bachhon ka future aur bhi bright ho jaayega aise

alka: hamare 3 bachhe ho gaye han sourav. ab aur nahi plan karenge hum bachhon ka. hum whole life dunya ghumte hue bita denge.

sourav: tum har soch me mere jaisi ho dear. i love you so much.

alka smile karti sourav ko dekhne lagi: i love you too dear

sourav: to fir new york me neha didi aur sabke liye preshaniyon ko create karna padega

alka: bright future ke liye, masti bhari life jeene ke liye itna to karna hi padta ha. lekin sourav ye mat bhulna tum, didi se meri mohabbat sachi ha. didi ko ya kisi ko kuch bhi hua to mai kabhi khud ko maaf nahi kar paaungi.

sourav: to mai konsa apnu ka dushman hon yaar. jitna mai khud ko jaanta hon, usse zayada to tum mujhe jaanti ho.

alka: haan!. ye to hai. aur mujhe apni parkh par hamesha garv raha ha. bass didi ki skills se fayda uthana aur didi ki har chiz me hissedar banna meri shuru se adat rahi ha. didi ne bhi har baar mera daman bhara hi bhara ha. kabhi mere daman ko khali nahi rahne dia.

sourav: hamare aaj ke business ki unchaai bhi neha didi ke dum se ha.

alka: aur ye unchai hamesha badhti rahegi.

sourav: vaibhav se alag hokar didi azad ho gai han. wo idhar udhar bhatken--

alka: usse achha ha, didi hamare sath rahen. hamare business ko asman ki unchaaiyon par le jaaye. khud bhi billionare banen aur

sourav: aur humen bhi billionaire banayen.


<------------------------------->



neha aur yash ek bar firse purane andaz me bed par lete hue the. neha yash ke gaal ko chum kar boli


neha thakur: aaj pahli baar maine apni chhoti aur jaan se payari bahan ko alag nazar se dekha ha yash beta

yash: toh fir kyaaa paya??.

neha thakur udas ho gai: thoda sa dukh hua mujhe. woh meri skills ko apne naam karna chahti ha. fayda uthana chahti ha meri skills ka. lekin ek baat ha, mai uske dil me apne liye mohabbat par shak nahi kar sakti. uski mohabbat mere liye sachhi hai.

yash: yahi mohabbat aur bharosa ek din kaam aayega. ise aur badhana.

neha thakur prashn bhari nazron se yash ko dekhne lagi.

yash ne neha thakur ke gaal ko chuma aur bola: mai aap ke upar leta hon, to kaaran ek hi ha. aap ke andr mumta koot koot kar bhari ha. dunya me har rishte ko har ahsas ko haar h. lekin maa ko, maa ki mumta ko haar nahi hai. bass apne andr se kabhi mumta ko marne mat dena. mumta ko shak ke dayre me aane mat dena. siyane kahte han, jis maa ke andr sahnshakti ki kami hoti ha. usse kabhi bhi apne bachhe sambhale nahi jaate han.

neha thakur yash ki ankhon me dekhti hui yash ki baat ko samjhti hui ek smile karti yash ke gaal ko chum gayi.




<------------------------------->




after 3 years
**************



india ke ek state me kahin ek ladka ek ladki aamne saamne bethe ek dusre ko dekhe ja rahe the. ladka behadh haseen tha. aur ladki ki sundrta ko shabdo me parona mumkin nahi tha. ladki bilashuba apsara thi. aur aspara ki sundrta ki tareef ke liye shabd kam pad jaya karte han.

dono ki age 18 saal thi. dono ek park ke sunsan goshe me bethe hue bohut der se ek dusre ki ankhon me gum the

ladke ki madhoshi bhari awaz ubhari: kajol tumhari kajol bhari ankhon me doobne ke bad ubhar pana mumkin nahi rahta mere liye.

kajol bhi madhoshi bhare lahje me boli: varun! tumhari kaali gahri ankhon me mujhe mere liye pyaar hi pyaar beinteha pyaar dikhai deta ha. mai bhi tumhari ankhon me dekh sari dunya bhul jati ha. bohut sukun milta ha mujhe tumhari ankhon me dekh kar. mann nahi hota kabhi nazren hataun

varun: to matt hatao na meri jaan

kajol: kyaa karun varun. hum insano ke beech rah rahe han na. junglon me pahadon me nahi rahte hum. wahan rahte to kuch aur nahi sochna padta humen

varun udas sa hua bola: haan kajol. aaj ki dunya me pyaar ke sath sath aur bhi bohut se kaam zaruri han.

kajol: haan!.. ye to hai. varun kitna achha hota na. humen kuch na karna padta.

varun: aur hum bass 24 hrs pyaar pyaar aur bass pyaar hi kiya karte.

kajol: varun!.

varun: haan kajol!.

kajol: hum aise hi hamesha pyaar kiya karenge na.

varun: haan!.. hum hamesha aisa hi pyaar kiya karenge. ise har roz badhate jaayenge.

kajol: haan!. hum roz apne pyaar ko badhayenge varun. roz bhuk badhne lagti ha meri

varun: meri bhi..

varun honto par jeeb ferne laga. varun ki ankhon me dekh rahi kajol ki saans bhari hui. wo varun ki ankhon se varun ke mann ki baat jaan gai. sharam se kajol ke chahre par haya ki laali badh aai.

varun dhadakte dil ke sath bola: kajol

aur kajol ki saans bhari ho gai. kajol ek lambi saans apne seene me kheench kar dhire dhire chhodti hui boli

kajol: haan varun.. kuch kahne chahte ho tum

varun: haan kajol!.

kajol ki ankhon me sharam ke rang utre: kyaa varun?.

varun: aaj bohut dil kar raha ha kajol.

kajol ko itni sharam aai. uska dil kiya woh nazren jhuka le. varun ki ankhon me jo ichha usay dikhi thi. usse inkaar kar de. kyunki sharam ki demand bhi yahi thi. par varun ki ankhon ke jaise kajol ki ankhon me, ek ek dhadkan me bhi toh wahi sab tha.



kajol bol padi: kk- kyaa dil kar raha ha

varun: dil kar raha ha kajol!

varun bhi apni saanso par kabu nahi pa saka tha. saanse kajol ki bhi kabu se bahar hone lagi thi. ruk ruk kar saans leti kajol boli

kajol: mm- mera bhi

aur varun khil utha.. ab ki bar kajol apni ankhen band nahi rakh saki. kajol ankhen band kar gai.. aur varun kajol ki sahmati jaanta hua apne hont kajol ke honto ke karib karne laga.

dono ke dilon ki dhadkane har pal badhti hi ja rahi thi. ek hi pal me ho jaane wala honto ka milan kuch samay le gaya. dono ke hont karib aate aate phadphadane lage.

fir varun aur kajol dono ke hont ek dusre se touch ho gaye. touch hote hi dono cheekh pade. dono puri tarah hosh me aa gaye. dono ko gahra shock laga tha. bada jhatka laga. current laga tha. mirchen lagi thi

dono cheekh pade. apne apne honto par hath ferte hue loosne lage.

haahhh haahhh huuu siiiiii aaaaaaaiii aaaaiiiii

dono bade bechain the. dono ke hont mile to dono ko honto meethe ke taste ki jaga mirchi ka taste feel hua tha. dono shocked the.

varun aur kajol dono ki ankhon me mirthi sahn na kar pane ke chalte ansu nikalne lage the

varun dard se bilakta hua kajol se bola: tuney mirchi khaai thi kyaaa

kajol; nahiii to... zarur tumne khaai ha. tabhi toh... aahh varun kuch karo.. meri jaan nikalne lagi ha... aisa lag raha ha. mere hont hi mere mouth se alag ho jaayenge.

kajol ab rone lagi. varun dard se bilakta hua utha aur idhar udhar dekhne laga. kajol sisakti hui khadi hui ghabra kar idhar udhar dekhne lagi..



bad me doodh pi lene se dono ko kuch aram mil gaya tha. ek doctor ke paas gaye dono. doctor ko bataya. mirchen zayada khaa lene se hont buri tarah jalan karne lage han

dua lekar wo wahan se nikal pade. lekin raste me hi dono ne apne honto me badlav feel kar lia tha. dono ulajh kar rah gaye the. kuch bhi dono ki samjh me nahi aa raha tha.

raste me face mask lia aur apne apne face cover karte dono apne apne ghar ki orr nikal pade.





<------------------------------->



ek aalishan kothi ke ek room me bed par leti kajol buri tarah se ghabrai hui thi. gahri sochon me vyast thi. jo hua tha uske sath. usay kuch bhi samjh me nahi aa raha tha. ek kiss.. aur itni zayada mirchi. ye kaise sambhav ha. soch soch kar uske dimag ki nasen phatne wali ho gai thi.

ab jalan nahi thi. lekin uske honto ki shape me halka sa change aa gaya tha. jo har dekhne wale ko dikhai de sakta tha

bad me kajol ki mummy uske kamre me aai. to kajol jhat se face mask ko upar karti apne honto ko chhupaa gai. kajol ki mummy ye dekh kuch hairan hui.

kajol mummy: ye kyaaaa kojol beti. tu ghar me hai aur face par mask lagaye hue h. aur mujhe dekh kar tuney aise kyu face cover kar liya. baat kyaa ha

kajol jaldi se: kk- kuch nahi mummy.. sab theek ha.

kajol mummy: kuch to gadbad ha. bata mujhe kyaa baat ha. koi chot vot lagi ha kyaaa tere chahre par kahin. jo chhupa rahi ha

kajol ka taalna alag andaz me tha. jispar kajol ki mummy satark ho gai. usne mask hatane ko bola to kajol ne inkaar kar dia. ab kajol ki mummy ko laga, kuch to gadbad hai. wo kajol se baaten karti hui ekdum se kajol ke chahre se mask ko noch gai. kajol cheekh padi. ghabrati hui apne honto par dono hath rakh gai.


kajol ki mummy ko kajol ke hont jo shape badal chuke the, dikhai de gaye the

kajol aise hi bol padi: mummy!.. wo.. wo.. mummy aaj panipuri me mirchen zayada thi. mere hont ko lag gai. aur hont aise ho gaye

kajol ki mummy to kajol ke honto ki badli shape dekh kar hi sannate me aa gayi thi. fir ek jhatke ke sath kajol ke hath alag karti hui boli.

kajol mummy: tuney kisi ladke ko kiss kiya hai na.

aur kajol apni mummy ke moh se aisi baat sunkar shocked rah gai.

kajol ke dhuwan dhuwan chahre ka saaf padha ja sakta tha. kajol ki mummy ka anuman sahi hai.. kajol ki mummy fir kajol ke barabar beth kar kajol ko kasske apni aaghosh me bhar kar roti hui boli

kajol ki mummy: ye sab us manhoos ke kaaran ha. pata nahi wo manhoos ab kahan hoga. hum sab yahan pal pal sisak sisak kar mar rahe han. wo mar kyun nahi jata.. mar jata to jaan chhoot jati roz roz ke marne se. kyu aa gaya woh manhoos hamari zindagiyon me zeher gholne ke liye.. kis janam ki saza mil rahi ha humen..... usay dunya me aane se pahle hi kyun nahi maar dia gyaa. par woh to maarne par bhi nahi mara tha. shaitan ha shaitan.... hey bhagwan.. ye hamare kis janam ke paap ki tu humen saza de raha ha.. shama kar de.. maaf karde.. meri bachhii... sun meri bachhi.. tu ab jawan ho gai ha. ab se tu kisi ladke ke karib bhi mat jana. tu kisi ko kiss bhi mat karna.. bhul kar bhi nahi.. warna har baar tujhe mirchen lagengi.. ye sab us manhoos ke kaaran ha. bhagwan maar de us manhoos ko.. maar de.. yaaa humen maut de de.. hum to mar bhi nahi sakti.. bhagwan humse koi paap hua ha to humen shama kar de. par aisi saza mat de.. us manhoos ko maar de ya humen maar de..


kajol apne honto ki chinta bhul gai thi. wo apni mummy se alag hui usay hairani ki akhri seema par pohnch dekhe ja rahi thi. aur uski mummy.. woh bass manhoos ko kosne aur rone ke siva kuch nahi kar rahi thi.


.
.
.
.
.
.
.
.
.
aaj ke liye itna hi mitro.. milte han agle update ke sath jald hi.. tab tak ke liye is update ko bar bar padhte rahen.. like revo khub mann se pelne ka... jaise bhi ulte seedhe vichar mann me aaye.. rakhne ka.. dil gardan gardan karne ka...
Update tou ekdm jabardast hai bhaiii

Aur ye Kajol kaun hai , aur uski mummy kis manhoos ki baat ker rhi hai ,


Aur Yash ki real family ka pta kab chalega ?
 

ellysperry

Humko jante ho ya hum bhi de apna introduction
4,093
16,578
144
sourav: to fir new york me neha didi aur sabke liye preshaniyon ko create karna padega
Kya matlab hai iska ye dono kis pareshani ki baat ker rhe hai
 

Alok

Well-Known Member
11,749
28,619
258
Ati sundar update asadjee bhai...

Aur kajol shayad yash ki real family member hai
 
  • Like
Reactions: asadjee

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
43,926
116,024
304
Shandar update
 

Alisha..

New Member
52
64
18
Angry Dance GIF by Prajakta  Koli

High School Party GIF by Pudgy Penguins


Share Discover GIF
200.gif
 
  • Love
Reactions: asadjee
Top