• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Mahagatha - Sadhna, Sadhak, Shaktiya aur dragons

Status
Not open for further replies.

Mohammadrafi

Member
101
221
59
bhai bahot badhiya update ......mazzza aa gaya padh kar ......

akhir kar kisisne to manav ki halat par gaur kiya aur use kuch achi chij ke darsan karavaye:booby2::booby2::booby2::booby2::booby2::flash::flash::flash::flash::flash::flash::flash::flash::flash:
ummed hai aage usse bhi bahaot jayada dekhne ko mile ga

2 chije to dekh ne layak hone wali hai 1) ahna ka reaction aur jab uske dosto ko pata chalega to unka reaction

2) manav ki progress potaincial jo ki update me saff taur par dikhya hi gaya hai ki wo bina scroll ke hi age badh gaya hait o kuch to batt honi hi thi so wait karte hai kuch bada .....dhamakedar aur exiting hone ka ......
 
Rohit1988

Well-Known Member
2,649
7,295
158
•°UPDATE 48•°

Recap -

Sameer (man me) : "lagg gaye lodeee! Matlab hadd hoti bc! Manav kahi sammohan wala jadu-toona to nahi kar raha!
Class President ne bhi Manav ko love letter de diya?! mai kahi sapna to nahi dekh raha hu..! " :shocking:

Halanki Manav, Sameer ke jaise bilkul bhi nahi soch raha tha. Usne bas confuse hote hue, Aahna ke saamne hi lifaafa khola aur uske ander rakha kaagaj ka ek tukda baahar nikaal liya.

Us paper par mahaj chand shabd likhe hue the.

AB AAGE :-

Paper par likhe message ko padh rahe Manav ke chehre ke haav-bhaav ko observe karte hue Aahna ne kaha,

Aahna : "Lakshya ne kisi ko tum tak ye envelope pahuchane ke liye kaha tha"

Lekin Manav ka chehra to bhaav-heen tha kyunki use pata tha ki aisa kuch aakhirkaar.. hona hi tha. Halaanki, usne expect nahi kiya tha ki yeh itna jaldi aur itne directly hoga.

"Kya hai ye ?" yeh samajhte hue ki kuch galat ho raha hai, Adarsh ne Manav ke haath se wo kagaz ka tukda le liya.

Uspar likhe message ko padhte hi, wo gusse se chillaaya,

Adarsh : "Chutiya ! ab bhi wo tereko pareshaan karna chaah raha hai! Manav, tu dar mat. Mai apne kuch senior doston ko bula lunga fir dekh lenge ki kya ukhaad lega wo bhen ka taka!” :mad1:

“Shhhh!" 🤫 Aahna ne turant Adarsh ko roka aur use chillane se mana kiya. Phir weh Manav ki or mudi aur kaha,

Aahna : "Mujhe pata hai ki wo tumse kyu baat karna chaah raha hai.. lekin Manav, tumhare aur uske beech ki misunderstandings baat karke bhi suljhayi ja sakti hai. Aisa karti hu ki.. aaj raat field par mai tumhare saath chalti hu.. taaki mai use shaanti se sab samjha sakun aur hum iss matter ko jald se jald suljha saken.. "

Manav : "Ye itni tention wali baat nahi hai. Khair chhodo.. 8 bajne par hi dekhte hai ki kya hota hai,"

Fir Manav ne Adarsh se wo paper wapas le liya aur uske kayi tukde kar diye. Phir use last benches ke peechhe rakhe dustbin me wo tukde phenk diye.

Jab Aahna ne Manav ke chehre par chhayi shaanti ko dekha to woh aur jyada chintit ho gayi, kyunki use dar tha ki kahin Manav kuch ulta seedha karke ye maamla bigaad na de. Usne sankoch karte hue apne man me kal se umad rahe doubt ko poochha,

Aahna : "Manav wo.. tumhari aur Ms. Shalini ki relationship... ye afwaah nahi hai, hai na?" :?:

Weh apne sawal ke jawab ko lekar khud bhi sure nahi thi. Chunki pichhli baar jab weh Athletic Games ke dauraan Saanvi se mili thi, to use adhik vishvaas ho gaya tha ki Manav ka Ms. Shalini ke saath jaroor koi special rishta tha.

Halaanki, apne man ki gehraiyon me, use ab bhi lagta tha ki Manav, luchche - lafange - awaara ladkon jaisa nahin tha. Manav use ab bhi ek honest aur sincere ladka lagta tha.

Khaaskar Athletic Games me Manav ki performance ke baad, Aahna ke man me Manav ki chhavi badal gayi thi. Ab Aahna ko Manav down to earth, brave aur bahut vinamr lagne laga tha.

Khair.. chaahe kuch bhi ho, Class President hone ke naate ye sunishchit karna uski jimmedari thi ki ye baat aur jyada na bigde. Khaaskar jab ye mudda Lakshya se juda hua tha.
Lakshya - na kewal Deputy Mayor ka beta tha, balki university ka ek bigdail aur ladaku student bhi tha. Agar Adarsh aur dusre doston ne Lakshya ke saath ladayi shuru ki, to unhen hi jyada nuksaan uthana padega.

Manav : "Ms. Shalini meri door ki cousin hai. Aur.. unhone mujhe jo necklace diya tha wo unki aur se bas ek simple gift hi tha..
Unke gift peeche aisa kuch bhi suspicious nahi hai, jaisa ki sab samajh rahe hai,"

Manav ka uttar sunkar Aahna ko raahat mili,

Aahna (man me): "Uff.. mai bhi kitni dumbo hoon.. jo soch rahi thi ki Ms. Shalini Manav ki girlfriend hai.." 😋

"Alright then. Mai aaj raat tumhare saath field par chalungi aur Lakshya ki misunderstandings ko clear kar dungi," :good:
usne Manav se kaha.

"Isme clear karne jaisa kuch nahi hai," :madno:
Manav ke shabd achanak tough ho gaye,

"Lakshya jaise logon ka saamna karte samay, jitna jyada hum unhe khudko bully karne denge, wo log utna hi jyada bully karenge,, utne hi jyada arrogant hote jayenge..!
Kya tumhe lagta hai ki use yeh samjhane se ki mam aur mere beech kuch nahi chal raha hai, ye problem solve ho jayegi !?
Sirf, kyuki wo mam ko apna banana chaahta hai, to kya koi bhi unke kareeb nahi ja sakta? kyuki wo Deputy Mayor ka beta hai, to kya poori university me sirf uski hi chalegi !??”

Manav ke sawaalon ko sunne ke baad Aahna avaakk reh gayi. 😳

Aur ant me...., Manav ne apna bag pack kiya aur bina kuch bataye, ki weh kaha jaa raha hai, kya karne wala hai..., classroom se baahar nikal gaya.

"ManaV! raat ko mai tere sath chalunga!! "
Adarsh class se baahar bhaaga aur Manav ko awaaj di..

"Hum bhi chalengee !!" :itsme: :itsme:
Peeche se aaye Rupam aur Sameer ne bhi kaha.

Manav : "Kahan chaloge !?? maine kab kaha ki mai usse milne jaunga!? " :huh:

Adarsh ko laga ki Manav ghabra raha hai to usne kaha, "Tu dar mat! mai apne sabhi senior doston ko bula lunga! Agar Lakshya terese ladna chaahta hai to theek hai, maa chod denge sale ki!"

Manav : "Tu baat ko aur mat bigad. ✋ Mai apni problems ko khud solve kar lunga. Agar mai sirf isliye uske paas jaun kyunki usne mujhe bulaya hai, to ye uski baat maanne, usko respect dene jaisa hoga."

"Lekin.. agar tu nahi jayega, to wo samjhega ki tu usse darta hai..!" :mad:
Adarsh ne taish me kaha maano wo Lakshya se ladne ke liye bahut utaavla ho raha ho.

Manav : “ Wo mujhse long distance race me haar gaya tha, isliye mere naa jaane se embarrass bhi wahi hoga. Aur mai kyu usse darne laga? Agar mai usse waqai darta to, mai kabhi bhi uske khilaaf race me participate nahi karta!" :nono:

Manav ki baat se Rupam bhi sehmat tha,

Rupam : "Je baat ! :approve: maa chudaye uski. Karne do use field par akele intjaarr.. sala kar bhi kya lega agar Manav wahan nahi bhi gaya to! " :idk1:

Iss discussion ke baad ve chaaron lunch ke liye cafeteria gaye aur phir lunch karne ke baad humesha ki tarah agli class ke liye chale gaye. 2nd year ke adhikansh courses, foundational courses the. Chunki classes ke beech kam free time rehta tha to unka schedule bhi bahut busy tha. 1st year ke dauraan, classes bunk karne par professors dwara marks kaate jaane ke baad, Manav aur uske doston ne is saal classes chhodne ki himmat nahi ki.

Academic Building D me Programming aur C language ki class khatam hone ke baad dophar ki sabhi classes khatam ho chuki thi. Aur humesha ki tarah, ab kuch students internet cafe me jaakar games khelne wale the, to kuch apni night classes se pehle, pet pooja karne Central Square(chauraha) jaane wale the.

Classroom se baahar aane ke baad Manav ne apne doston se kaha,

Manav : "Mujhe kuch kaam hai to, tum log mere bina hi chale jao. "

“Kya yaar Manav! kya kaam hai tujhko? yadi tu nahi aayega, to hum kaise team-up karke 3C tactic khel payenge..?"
Sameer ne shikayat ki.. kyunki wo to classes ke dauraan hi 3C tactics khelne ki planning kar raha tha.

(3C tactics - ek popular multiplayer game)

Manav : "Abee agar mai free hota to pakka chalta! Chalo :wavey: tum log maze karo!

Manav ne haath hilaakar bye kaha aur chunki Sameer uske peeche peeche naa aa sake isliye wo, unke vipareet dusri taraf ki seedhiyon ki or aage badh gaya.

"Khade kya ho chutiyon.. chalo ab! agar wo nahi aa raha hai to lode tu meri team me ho jana!
Adarsh ne ladkon se kaha aur ve sabhi utsaah me iss taraf ki seedhiyon se neeche utarne lage.

Aahna , jo abhi-abhi hi class se baahar nikli thi, ne donon taraf ki seedhiyon ko dekha aur akhir me usne Manav ke peeche jaane ka faisla kiya.

Manav ne jo kaam ka bahana diya tha, wo kaam vaastav me Shalini ke office me jaane ka tha.
Doston ki poochtach ke kaaran, Manav kal raat sadhna nahi kar paaya tha. Kismat se, aaj dophar 4 baje ke baad uski koi class nahi thi, isliye woh kal ke nuksaan ki bharpai ke liye Shalini ke office me lagataar 2 ghante tak dhyaan lagane wala tha.

Unchi Academic Buildings ke beech 2 bridges ko paar karne ke baad, Manav Academic Building F me pahucha jahaan sabhi teachers ke offices the.

Manav (man ne) : Ms. Shalini personally mere liye itna samay nikaal kar, mujhe guide kiya karengi.. samajh nahi aata ki wo kind hai ya dangerous.. lekin.. mai bhi ab unhe Sani ki tarah di bulaya karunga.. 😊

Weh seedhiyon se 4th manjil par pahunch gaya aur fir Shalini ke office ki or badh gaya. Iss poore raaste me, Manav ko pata nahi chala paya ki Aahna chupke se uska peechha kar rahi thi.

Jab Manav darwaaja khatkhatakar Shalini ke office me daakhil hua, to Aahna chaunk gayi, aur... abhi uske ander umad rahi bhaavnaao ko shabdon se bata paana bahut mushkil hai.. to aap khud hi samajh jao. 🥲

Jis pal Manav ne darwaja band kiya, Shalini, jisne flower pattern wali purple colour ki chiffon skirt pehni hui thi, ne apni ankhein band kare hue hi kaha,

Shalini : "Koi tumhara peecha kar raha tha aur tumhe pata bhi nahi chala.. " 😌

"Ohh?" Manav thoda chaunk gaya. Usne darwaaja khola aur hallway ko dhyaan se dekha, 👀lekin wahan use koi bhi nahi dikha...

"Darwaja band kar do, wo pehle hi ja chuki hai," Shalini ne halke se kaha aur apni aankhein haule se khol li.

Darwaaja wapas band kar raha Manav hairaan tha. Weh muda aur Shalini ko dekha. 😍

Shalini ne purple colour ki sundar si chiffon skirt pehni hui thi. Uske top ki U-shape ki neckline se uske sexy ubharon ke curve aur ubharon ke beech ki hot chest line najar aa rahi thi.

IMG-20230219-144320.jpg

Kyunki weh paalthi maarkar baithi thi to, uske lambe sundar chikne pair Manav ki aankhon ke theek saamne the. Yahaan tak ki uske pairon ki ungliyaan aur unke chamkeele, gulabi rangat liye nakhoon bhi saaf dekhe ja sakte the.

Sath hi, kamra agarbatti ki halki mahak se bhara hua tha jiski khusboo bahut sukoon dene wali thi.

Shalini ne khidki ki or ishaara kiya 👉

Aur band parde apne aap khulne lage. Parde khulte hi Manav ki aankhon ke saamne hariyaali aur university ka khoobsurat najara aa gaya. Dhalte suraj ki kirno 🌇 ne kamre me maujood sabhi sandigdh cheejon ko clear kar diya.

Shalini ne apne raseele honth thode se khole aur kaha,

Shalini : "Mujhe ghoorne ke bajaay tum khidki ke baahar ka sunder view kyu nahi dekh lete" :huh:

Sharm se Manav ka chehra laal ho gaya. Usne jaldi se Shalini ki khoobsurati par se apni aankhein hata li,

Manav : "Maine ab tak bas Elder Vinod dwara diye gaye adhe(1/2) Spirit Concentration Scroll ki practice ki hai. I hope ki mam... I mean Shalu dii aap muje guide karengi ,” 🙂

(" Shalu " - thankyu andyking302 bhaya :thanks: )

Manav ki baat sunkar ek baar to Shalini ki bhauhein sikud gayi lekin fir,

"Hmm, " Shalini ne haan me sar hilaaya,

Shalini : "Spirit Concentration scroll sunao. "

Manav ne ek pal ke liye iske baare mein socha aur fir usne scroll ko padhna shuru kiya,

Manav : "Prithvi aur Swarg ka raasta chauda, lamba, ooncha, mota, spasht, shaanti-poorn, aur anant hai. Surya, chandrama, grah, nakshatra, taare evam samasta sansaar ek ki hi oorja, ek hi srot se utpann hue hai. Samudron aur nadiyon se yukt, kintu phir bhi kisi risaav rahit.. sab kuchh samaahit hai isme.....****"

Primary school ki ek poem padhne ki tarah, Manav ne ek hi baar me weh sab kuch sunaa diya jo use yaad tha. Phir usne Shalini ko dekha aur uske agle instruction ka wait karne laga.

Shalini : "Itna hi..??" 🙄

Manav : "Um.. haan.. " 😶

"To.. Vinod ne ise Spirit Concentration Scroll ka sirf pehla adhyaay hi diya tha. Hmm.. no wonder ki itne time se sadhna karne ke baad bhi isne koi progress nahi ki hai. Woh budhau.., bol to raha tha ki wo sab kuch sambhaal lega, lekin baavjood iske itni laaparwahi..," :sigh:

Shalini ne dheere se shikaayat ki. Phir usne Manav se kaha,
"Mai tumhare liye Spirit Concentration Scroll ke agle 2 adhyaay padhne ja rahi hoon, so listen carefully."

"Aatm satyaapan vastavik hai ya nahin, anumaan lagane ke bajaay, ise shodhe aur swayam dekhein, ya.. satyapan ko poori tarah se band karein. Jo ise shodhte hain ve sahanubhooti bhi mehsoos karte hain. Ise band karne wale swayam ko swayam se alag kar dete hain. Bane rehna hai ya chale jaana hai, ye swayam ki mahatwakanksha se hi shuru hota hai… ***** ”

“Jaise yin aur yang, ☯️ vritt aur varg. Yadi koi aakaar nahi hai, to vritt hi maarg hai. Yadi koi aakriti hai, to varg samasya hai. Kuch bhi poorv nirdhaarit nahi hai. Baat bigadti hai to galat raasta chuna jaata hai. Cheejen humesha sahi nahi hoti; bhaavnaon aur akhandta ko bhi bhula diya jaata hai…..***”

Shalini ki awaaj saaf aur spasht thi aur sunne me bahut pyari thi. Motiyon ki maala ki tarah, har ek word moti ke jaisa tha jo uske haseen muh se nikal raha tha.

Manav shaanti se baith gaya tha aur concentrate hokar har ek word ko yaad karte hue dhyaan se sun raha tha.

Lagbhag 20 minute beet chuke the, aur Shalini ne Spirit Concentration Scroll ke aakhiri word ko bolne ke baad, Manav se poochha,

Shalini : "Kya tumne sab yaad kar liya ?"

Darasal, Manav to chaahta tha ki Shalini ise phir se padhe. Isliye nahin ki use yaad nahi ho paya tha, balki isliye ki Shalini ki awaaj itni pyari thi ki wo use phir se , baar-baar sunna chaahta tha.

Halaanki, Manav ye bhi jaanta tha ki Shalini waisi nahi thi jiske saath wo kabhi ulajhna chahega.
Sach kahe to Manav bahut bhaagyshali tha ki Shalini use guide karne ke liye maan gayi thi. Isliye, Manav apni kismat ko Shalini ke saath baar baar nahi aajmana chahega.

Waise bhi jis pal agar Shalini ko pata chala ki weh kya chalaki karne ki koshish kar raha hai, to woh agle hi pal uska naam-o-nishaan bhi iss duniya se mita sakti hai.

"Haan, sab yaad ho gaya" 😅
Manav ne imaandari se uttar diya.

"To theek hai, ab tum dhyaan karna start kar sakte ho,"

Shalini ne neerasta se kaha aur phir se apni aankhein band karke sadhna karne me magn ho gayi.

Agar use nahi lagta ki Manav apni sadhna me bahut mehnat kar raha hai to weh, itni der tak, itni patience ke saath uske liye kabhi bhi Spirit Concentration Scroll ke basics nahi padhti. Iske bajaay, wo in sabhi sadhna techniques ko direct uske dimaag me daal deti aur apna time waste nahi karti.

Halaanki, Shalini ko ye nahi pata tha ki bhale hi Manav ke paas technique ka 2nd & 3rd chapter nahi tha, lekin phir bhi wo Buddhist Temple me maujood pracheen bargad ke ped aur patthar ke shila-lekh ko chhookar & prithvi aur swarg ke beech samvaad karke hi iss Concentration sadhna technique ke doosre level tak pahuch gaya tha.
Agar uss roj Adarsh ne usko disturb nahi kiya hota to wo 2nd level kab ka paar kar chuka hota...

🚶‍♂️ ___ Chalo ab apan bhi chalte hai aur Shalini & Manav ko araam se dhyaan karne dete hai..

:reading1: 🅁🄴🄰🄳,
🄻🄸🄺🄴 👍 🄰🄽🄳
🄲🄾🄼🄼🄴🄽🅃 📝 😄

:flybye:
To be continued.....

Fantastic update bro lage raho
 
Sandeep singh nirwan

Jindgi na milegi dobara....
13,499
83,890
259

Laajawab behtrin umda update shalini ki ghatiya dekh lounda bahakna i mean unhe ghurna he tha ....par sahi faisla liya jo shalini se wo ulaj nahi raha h....
 
Ak47203

Well-Known Member
3,692
5,739
143

Awesome update bhai
 
Shadow_Chaser

Active Member
1,217
3,872
159
Press conference manav ke room ke bahar, sahi hai guru yha to ek nya bakheda suru krva diya dosto ne, btao manav or shalini ji me najdikiya badh rhi hai or jb Vo badh jayengi tb shalini ji khud is building me aaya karengi, mtlb akhand chutiyapa, or unko pta lga to manav ko ulta latka ke gand todengi...
😅😅😅
Ummeed bandh gayi bhai ladko ki nahi to khamkhan manav se khunnas nikalte :D
Shalini ki sadhna disturb na ho to shyad use kuch fark nahi padne wala h - "celeb attitude"- 😉
Ye chaman chutiye sani ki mummy ko sugar mummy Bol rhe the, pta chal gya na real identity to khade khade susu nikal jani hai inki...
:lol1:
so to h :approve:
Sandar update bhai jabarjast superb
Thank you so much Xabhi bhaya
Majedar revo 😁 :pepenice:
 
  • Love
  • Like
Reactions: Xabhi and Amrit_#0
Status
Not open for further replies.
Top