Shiv aur vaishvi ka pyar kaha tk jayegaUpdate 144
Me pure raste sochte hue ja raha tha, ki aage kya hoga. ME ghar pahucha aur ander gaya, sab kaam kar rahe the, mene ek najar dali kuchh ne mere samne bhi dekha, par me ander apane room me chala gaya.
Sarita : (Lata se)Ja dekh to kya hua hai use, udas lag raha hai.
Lata : Hmmmm (Wo room me gayi to Shiv kurshi par betha tha aur kuchh soch raha tha)Kya hua Shiv?
Shiv : (Normal hone ka prayas karte hue)Nahi kuchh nahi didi.
Lata : Juth kyu bol raha hai (Kehte hue uske shir ko apani chhati se laga liya) kyu udas dikh raha hai?
Shiv : (Lata ke aise pakad ne se use jaise ek sahara mila, usne bhi Lata ko pakada, par uske hath uske nitamb ke ird gird the, par sex wali koi bhavna nahi thi)Kagjat nahi mil rahe hai.
Lata : Koi baat nahi, mil jayenge (Uske shir ko sehlate hue) Uparwala sab dekh raha hai, tu kyu fikar karta hai.
Shiv : Kavyaji ne trusty se baat ki thi, wo bhi dhundh rahe hai, par nahi mil rahe.
Lata : Agar waha nahi honge to yaha honge, kahi to honge.
Shiv : Yaha bhi to humne dhundha tha na jab managerwala kand hua tha, us waqt to koi kagjat nahi mile the.
Lata : Us waqt hum use nahi dhundh rahe the, ho sakta hai use achchhe se rakkha ho, hum ek bar fir dhundhne ka prayas karenge, me aur Sarita aur sab milke dhundhenge. Aur na bhi mile to koi aur rasta nikal aayega.
Shiv : (Unse kas ke lipat te hue) Aap bahot achchhi ho.
Lata : (Muskurate hue) Tu bhi to achchha hai, (Baat badalne ke liye)Apani kasam nibha aaya ki nahi.
Shiv : (Unki bat ka matlab samajte hue, sharma gaya)Ha. (Dono thodi der khamosh rahe) Aapko bura nahi laga?
Lata : (Uske balo me hath ghumate hue)Lagta hai, par us se kahi jyada tu jaruri hai, me tuje paresan nahi dekh shakti, me ye bhi janti hu ki teri jindagi me meri ehmiat kya hai, to fir kyu chinta karu, chal kapade badal le, khana taiyar honewala hai.
Shiv : Ek kiss do na.
Lata : (Sharmate hue)Abhi nahi, jo karna hai raat me kar lena, ab to kasam bhi puri ho gayi hai, to tuj par koi bandhan bhi nahi hai.
Shiv : (Unke sudaul kulho ko masalte hue) Muje to abhi kiss chahiye, abhi matlab abhi.
Lata : Shhhhhh, kyu jid kar raha hai, darwaja bhi khula hai, koi bhi aa jayega.
Shiv : Abhi matlab abhi (Mene unke stan par shir ghiste hue kaha)
Lata : Shhhhhh, kyu jid kar raha hai, raat ko sab dungi.
Shiv : Abhi matlab abhi.
Lata : Thik hai, us aur chal (Darwaje ki side ki aur issara karte hue unhone kaha, me muskuraya to wo sharma gayi, me khada hua aur unhe darwaje ke pichhe ki diwar se laga kar khada kar diya, wo muskurate hue muje dekh rahi thi, mene ek hath se unke stan ko pakad kar sehlaya)shhhhhh, waha nahi Shiv, sirf kiss aur wo bhi chhoti si. (Me muskuraya, aur jhuk kar unhe kiss karne laga, wo bhi muje kiss karne lagi, thodi der baad unhone muh hataya, hanf te hue)Bas Shiv, aur jyada nahi.
Shiv : Kyu?
Lata : (Sharmate hue, najare nichi karke) Me ruk nahi paungi fir. (Unhone halki si najar upar ki to me muskuraya to wo fir sharma gayi, muje dhakka dete hue)Ab chhod muje aur jaldi bahar aa. (Wo muskurate hue waha se bhag gayi, me muskura raha tha)(Lata fir kitchen me pahuch gayi, par uska khila chehra sab bayan kar raha tha)
Sarita : (Lata ko chhete hue)Uski udasi dur karne gayi thi ki apani, kya kar ke aayi?
Lata : (Sharmate hue)Kuchh nahi.
Sarita : Rehne de rehne de, tera chehra hi sab bayan kar raha hai. Kya hua tha use?
Lata : Wo kagjat ke liye paresan hai, trustyji ne bataya ki kagjat mil nahi rahe hai. Ek bar hume yaha bhi dhundhna chahiye, kya kehti hai tu?
Sarita : Sahi keh rahi hai, kal sabke school jane ke baad hum dhundhte hai.
Thodi der baad sab aa gaye, khane beth gaye. Wahi dusari aur Swarna aur Vaiswi ek kamare me bethe the, khana kha kar kaam nipta kar Swarna us se milne aayi thi. Vaiswi table par book khole bethi thi, par kinhi khayalo me khoyi hui thi.
Swarna : Kya soch rahi hai?
Vaiswi : (Achanak hui awaj se Vaiswi chaunk gayi, ghabra kar usne dekha)Are bhabhi aap. (Apani sanso ko kabu karte hue)Aapne to dara diya.
Swarna : (Uske bed par bethte hue)Aise khoyi rahegi to chaunk hi jayegi na, kya soch rahi thi?
Vaiswi : (Jhepte hue)Nahi kuchh nahi bhabhi, bas aise hi.
Swarna : Kisi ladke ka mamla hai?
Vaiswi : Nahi bhabhi, waisi koi baat nahi hai. (Usne najare jhuka li)
Swarna : Mene kaha tha na ki abhi uss bare me maat soch, apani padhayi par dhyan de.
Vaiswi : (wo sambhal chuki thi)Nahi bhabhi, wo to bas Samim ke bare me soch rahi thi.
Swarna : Kyu, ladayi ho gayi us se?
Vaiswi : Ladayi to nahi hui, bas thodi bahes ho gayi thi.
Swarna : Sahelio me to ye sab chalta rehta hai, yahi to jindagi hai, issi samay dost bante hai, gile sikve to chalte rehte hai. Agar tuje lagta hai ki jis baat par bahes hui hai us se jyada wo tere liye important hai to us se maafi mang lena, baat khatam.
Vaiswi : Ji bhabhi.
Swarna : Chal tu padh, me ja rahi hu. Aur to koi baat nahi hai na?
Vaiswi : Nahi bhabhi.
Swarna : Thik hai, (uske shir par hath rakh kar wo apane kamare me chali gayi, jaha uska pati koi file dekh raha tha, narajgi se) Ab ghar me to kaam ko chhodo.
Akash : (Muskurate hue)Bas thodi der(Thodi der file dekhne ke baad usne rakh di) kaha gayi thi tum?
Swarna : Vaiswi ke pass.
Aakash : Kyu?
Swarna : Kyu kya, aapko to apane kaam se hi fursat nahi hai, muje hi sab dekhna padta hai. Muje laga ki wo udas hai to me uss se baat karne gayi thi.
Aakash : Kyu, kya hua?
Swarna : Keh rahi thi ki uski saheli se bahesh ho gayi hai, par muje pata hai ki wo kyu udas rehti hai.
Aakash : Kyu?
Swarna : Mummy- papa ne abhi se uski shadi ki baat chala di hai to paresan to hogi hi, aur upar se wo monty kaisa ladka hai, pata nahi unhe kis bat ki jaldi hai.
Aakash : Muje bhi wo sahi nahi laga tha, par kya karu, unhe keh bhi nahi sakta.
Swarna : college ke dino me tum kaise the, aur ab dekho, apane papa ki galat baat par bhi nahi bol sakte. Mummy ne bhi muje kitna sunaya hai, ek to humne love marriage ki thi aur upar se bachcha nahi ho raha tha, mene kitna saha hai tumhe kya pata.
Aakash : (Usko apani bahome lete hue)Sorry yaar, par wo mere mata pita hai, me kaise unke samne bol sakta hu.
Swarna : Me unse ladne ke liye nahi keh rahi, par agar kuchh galat ho raha hai to atleast apani baat to kaho, waise bhi tumhari chuppi ne itna sab kar diya hai, me nahi chahti ke Vaiswi ke sath kuchh galat ho.
Aakash : Kya itna sab ho gaya hai, ab to sab thik hai na, ab to tum maa bhi ban ne wali ho, ab kya paresani hai.
Swarna : (Maan me: Ab kya kahu me tumhe, tumse pyar karte hue bhi muje tumhe dhokha dena pada, kaise kahu ki is bachche ke liye muje kya karna pada, tumhe to ghar ki koi khabar hi nahi hai, bussiness business bussiness)
Aakash : Aise kya dekh rahi ho? Bolo?
Swarna : (Khayalo se bahar aate hue)Nahi kuchh nahi, me bas itna chahti hu ki aap Vaiswi ke mamle me chup mat rahiye, wo apki bahen hai, wo aapse support ki aasha nahi rakkhegi to kis se rakkhegi.
Aakash : Isme me kya kar shakta hu?
Swarna : (Us se dur hote hue)Tum kuchh maat karo, so jao. (Wo dusari aur muh kar ke let gayi)
Aakash : Ye kya baat hui (Usko apani aur ghumane ka prayas karte hue)Suno to.(Wo us aur nahi ghumi) Thik hai, so jao. (Wo bhi so gaya)
Zoya (Samim ki mom) apana kaam khatam kar ke apane kamare me gayi, to uska pati ankhe band kiye bistar par leta hua tha.
Zoya : So gaye kya?
Hasan : Nahi, bas aise hi leta hua hu, kya hua?
Zoya : Nahi, kuchh nahi, me to aise hi puchh rahi thi. (Apana duppatta side me rakh kar wo let gayi, light off ki aur night bulb jala diya, unki aur ghumte hue, unki chhati par hath rakkha, aur sehlane lagi)Neend aa rahi hai kya? (Usne pyar se puchha)
Hasan : (Wo apani bivi ke irade samaj raha tha) Thaka hua hu Zoya.
Zoya : (Nirash ho gayi)Mene kaha kuchh kaha.
Hasan : Me samajta nahi kya, ki tum kya kar rahi ho.
Zoya : Agar samaj rahe hai to fir aisa kyu kar rahe ho.
Hasan : Ab hamari wo umar nahi rahi Zoya, do jawan betia hai ghar me, ye sab achchha lagta hai kya?
Zoya : Me kaha roz roz mangti hu, kabhi kabhi to ho sakta hai na, abhi itne bhi budhdhe nahi ho gaye hum.
Hasan : Dekho zoya, me koi bahesh karna nahi chahta, so jao abhi, fir dekhenge.
Zoya : (Sidhe ho kar let gayi, use apane pati par gussa aa raha tha, par wo koi bakheda nahi chahti thi to wo chup ho gayi, uske samne Shiv ka chehra ubhar aaya, kaise usne use choda tha, thodi hi der me uska hath apani chut par chala gaya, aur maan me sochne lagi, me nahi chahti ki wo dobara ho, wo samay aisa tha ki me beh gayi, par kya karu me, kya me buddhi ho gayi hu, agar ha to fir mere sharir me ye sab kyu ho raha hai, usne apana hath chut se hataliya aur apane maan ko shant karne ka prayas kia aur sone lagi)
Raat ko khana khane ke baad Sarita aur Lata sab kaam nipta rahi thi, Lata ne soch liya tha ki aaj wo Shiv ke sath hi soyegi, to wo jaldi jaldi kaam nipta rahi thi. Kaam niptane ke baad dono bachcho ke kamare me aayi, Gayatri bhi kitchen ka kaam nipta kar leti hui thi. Sab bachcho ko achchhe se sulane ke baad Lata khadi hi thi, to Sarita ne puchha,
Sarita : (Lata se)Tu kyu khadi hai, chal so jate hai.
Lata : (Hichkichate hue)Wo Shiv anathalay ki baat ko lekar paresan hai to me uske sath jati hu.
Sarita : Ha tu sahi kehti hai, chal me bhi chalti hu, wo akele akele paresan ho raha hoga. (Lata usko mana karna chahti thi par kuchh bol nahi payi) (Gayatri se) Tu sambhal legi na?
Gayatri : Ha, koi baat nahi.
Sarita aur Lata dono Shiv wale kamare ki aur nikal gaye. Jab wo dono pahuchi to Shiv kitab le kar betha tha.
Sarita : Padhayi chal rahi hai?
Shiv : Ha didi.
Sarita : Lata ko Lata bulayega, aur muje didi (Usne halki narajgi se kaha)
Shiv : (Mene Lata ki aur dekha, to usne najare jhuka li, jaise keh rahi ho, me kuchh nahi keh sakti, tu jane aur Sarita)Thik hai, agar sabko hi naam se bulau aisa chahti hai to me sabko naam se hi bulaunga, thik hai Sarita jiiiii. (Wo muskurayi)
Sarita : Waise Lata bata rahi thi muje, tu chinta maat kar, hum dono kal officewale pure kamare ko achchhe se dekhlenge. Waise kab tak padhega tu?
Shiv : Bas thodi der.
Sarita : Thik hai, chal Lata bistar laga dete hai.
Lata : Hmmmm. (Unhone do bistar lagaye, aur dono waha let gayi, meri samaj me nahi aa raha tha ki dono sath me kyu leti hai, shayad thodi der baad Saritadidi chali jayegi, ye soch kar me thodi der padhta raha, par wo dono dhimi awaj me kuchh bate kar rahi thi, mene bhi apani kitab band ki, aur kapade nikale, niche chaddi rakh kar upar sab nikal diya, aur un dono ko dekha, jaise keh raha hu ki ab me sounga, taki Sarita didi jaye)
Sarita : Aise kyu khada hai, aaja, sona nahi hai?
Shiv : (Mene Lata ko dekha to usne najare jhuka li)Kaha sou? (Wo dono dono bistar par leti thi)
Sarita : Aaja (Kehte hue wo thoda side ko ho gayi, aur dono ke bich me mere liye jagah kar di, mene fir Lata ko dekha to wo meri aur dekh nahi rahi thi, to me un dono ke bichh let gaya)Aaj hum dono tere sath hi sonewali hai, Lata keh rahi thi ki tu paresan hai, are kahe ki paresani, jo hoga wo dekh lenge, waise bhi ye konsa hamara ghar hai, upar wale ne hume beghar hi paida kia hai to fir kahe ki chinta.
Shiv : (Waha let te hue)Muje hamari chinta nahi hai, muje chinta hai un chhote bachcho ki.
Sarita : Jab tu chhota tha, ya me chhoti thi, Lata, Ranjan, Vina, Gayatri ya koi bhi, sab bachche hi the jab yaha aaye the, hume kiska sahara tha, fir bhi hum bade ho hi gaye na, uparwala sab dekhta hai, jaisi jiski kismat, tu chinta maat kar sab thik hi hoga.
Shiv : (Unki baat bilkul sahi thi, waise bhi unhone jindagi ke bahot se gande pehlu bhi jhele hai to wo ab thodi strong ho chuki hai, unki bato se muje bhi hosala mil raha tha)Sachme didi, aap bahot bahadur ho.
Sarita : Marungi ek tuje, agar fir didi bola to, agar Lata ke sath rista badal raha hai to me pichhe nahi rehnewali samje. Tuje to koi problem nahi he na Lata. (Wo kuchh nahi boli)
Sarita : Bol na, hai koi problem, (Mene unki aur dekha to unhone ek najar meri aur dali fir Sarita ki aur dekh kar)
Lata : Nahi.
Sarita : Le mil gayi permition, thik hai. (Me muskuraya, unhone baat aage badhayi)Me koi bahadur nahi hu Shiv, (Gambhirta se) hadse hume bahadur banate hai, jindagi ne itna sab chhina hai ki ab lagta hai ki hai kya mere pass jo koi chhin lega, jab kuchh hai hi nahi to khone ka dar kaisa. Ulta jo bhi milta hai uski khusi hi hoti hai, to hamari jindagi me khusi jyada hai gaam kam hai.
Shiv : Sahi kaha aapne, ham jaiso se koi kya hi chhin lega jab kuchh hai hi nahi. Sach me aapke aane se dil ko sukun mila.
Sarita : Hai na, issiliye me aayi thi, muje pata tha ki Lata thodi dhili hai, wo tere sath milke ro sakti hai, tera sahara nahi banegi.
Lata : Ab jyada ud maat, me koi kamjor nahi hu, aur puchh iss se, kya me usko mil kar ro rahi thi, mene bhi wahi kaha jo tune kaha, badi aayi.
Sarita : Are wah, meri lado to ab sayani ho gayi. Kya kehte ho Shiv. (Me kya kehta, bas muskuraya)
Lata : Me sayani hi hu, ja ab light band kar, subah jaldi bhi uthana hai. (Saritadidi uthi aur muskurate hue light band kar ke chhota bulb jala diya, aur aa kar bistar me bethi, par bilkul mere najdik)
Sarita : Apana hath sidha kar (Unhone muje jaise aadesh diya, halke ujale me mene unhe dekha)Dekh kya raha hai (Kehte hue unhone khud mere hath ko sidha kia aur mere hath par shir rakh kar meri bagal me let gayi, muje ascharya ho raha tha, Latadidi ke hote hue bhi wo mujse chipak kar so rahi thi, mene Latadidi ki aur dekha to wo bhi muje hi dekh rahi thi, Saritadidi ne thoda upar hoke Lata ki aur dekha)Use kya dekh rahi hai, me to aise hi soungi, tuje sharm aa rahi hai to tu dur so. (Unhone Latadidi ko uksaya, mene ha ka issara kia aur dusari aur ke hath ko bhi faila diya to Lata didi bhi khisak kar najdik aa gayi aur meri bah par shir rakh diya, Saritadidi mujse chipak kar soyi thi par lata didi sidhi leti thi, me samaj raha tha ki wo sarma rahi hai to mene khud unhe meri aur khinch liya to wo bhi meri aur ghum gayi aur apana hath meri chhati par rakh diya, Saritadidi ne fir chutki li)Kitna achchha drishya hai, hamar rajkumar do-do ko ek sath baho me liye so raha hai. (Unki baat se me aur Latadidi, dono muskuraye)
Lata : Ab chapad chapad karti rahegi ki soyegi bhi.
Sarita : soungi na, aaj to bahot gehri neend aane wali hai, keh te hue unhone mere gaal par kiss kar di. (Lata uske bebaki pan se bahot hairan thi, par use sharm aa rahi thi to wo bas aise hi leti rahi, thodi der hui hogi ki Lata didi thoda upar hui aur mere gaal par kiss kia, mere chehre par muskan aa gayi)(Ye dekh kar Sarita bhi muskurayi, fir sab sone lage, bhale hi har koi sab kuchh janta tha, par ye pehla mauka tha to kisi ki bhi aage badhne ki himmat na hui to sab so gaye)
Subah jab meri ankh khuli to me akela soya hua tha, me bahar aaya to dekha wo sab kitchen me the, me bathroom gaya, nahaya aur taiyar ho kar nasta kia. Fir school ke liye nikal gaya. Jab me Samim ke waha pahucha to tino khadi thi. Mene sabko hello kia, par sirf naziadidi ne hi jawab diya, wo dono bina meri aur dekhe khadi thi, me scooter par beth gaya to wo dono fir apana nuh dekhne lagi, jaise ek dusare ko keh rahi ho ki tu beth ja.
Samim : Tum beth jao.
Vaiswi : Nahi tum beth jao, kal me bethi thi.
Samim : Koi baat nahi, tum betho, muje koi dikkat nahi hai.
Shiv : Ab bethti ho ki me jau.
Nazia : Samim tu beth ja, Vaiswi kal bethi thi na. (Waise bhi Shiv ke bolne se Samim dar rahi thi to wo chup chap beth gayi, uske piechhe Vaiswi, mene Naziadidi ko bye kaha aur scooter aage badha diya. Aaj Samim bhi bina meri kamar pakade hi bethi thi, par uske stan meri pith me chubh rahe the, hum tino chup hi rahe aur school pahuch gaye. Class me padhna chalu ho gaya, dono jyada baat nahi kar rahi thi. Recess me jab dono bathroom ki aur ja rahe the to Samim boli.
Samim : Tu roz uske pichhe bethe to bhi muje koi etraz nahi hai, tu beth sakti hai.
Vaiswi : Muje bhi koi etraj nahi hai agar tu roz uske pichhe bethe, ab me koi jaghda nahi karungi.
Samim : Kyu? Pehle jaghad rahi thi, ab kya ho gaya.
Vaiswi : Tuje kya ho gaya, tu bhi to jaghad rahi thi.
Samim : Me samaj gayi hu, waise bhi wo pehle din se hi tumhe pasand kar raha tha, me to kham kha bichme ghus gayi, me ab apani had me hi rahungi, muje koi problem nahi hai ki tumhare aur uske bich me jo bhi chal raha ho.
Vaiswi : Achcha secrifice.
Samim : Me koi secrifice nahi kar rahi hu, aur kis chij ka sectifice, hamare bich waise bhi kuchh nahi hai.
Vaiswi : Me pagal nahi hu, pehle din se hi tu usko pasand karti thi, muje pata hai.
Samim : Ha, par wo thodi na pasand karta hai. Tum dono ka kuchh bhi ho, muje koi dikkat nahi hai, me tum dono ke bich nahi aaungi.
Vaiswi : Tuje koi dikkat nahi hai, Isiliye tu do din se mujse thik se baat nahi kar rahi hai. (Samim khamos rahi) Hum dono Shiv ke milne se pehle se dost hai, uske liye me tuje dukhi nahi kar sakti, tu meri pakki saheli hai, Shiv ke liye me tuje nahi chhod sakti.
Samim : Matlab tu mere liye Shiv ko chhod sakti hai?
Vaiswi : Wo muje nahi pata, muje bas itna pata hai ki me tuje nahi chhod sakti, bas. (Usne Samim ka hath pakad kar bade imotion ke sath kaha, Samim ko bhi uski baat chhu gayi, dono ek dusare ke gale lag gayi, aate jate ladke aur ladkia un dono ko dekh rahe the, dono muskurate hue alag hui aur ek dusare ka hath pakad kar class ki aur nikal gayi)
Badi recess me jab hum sab sath me nasta karne bethe tab mene dekha ki wo dono aapas me achchhe se baat kar rahi thi, ye dekh kar muje bahot achchha laga, halaki wo dono mujse jyada baat nahi kar rahi thi na hi pehle jaise ek dusare se compition kar rahi thi, bhale unhone muje dar kinar kar diya par muje fir bhi achchha laga. School ke baad hum sab khade the to Beena madam bhi ek teacher ke sath chalte chalte aayi, unhone muje dekha, to mene good afternoon kaha, sab ne unhe aur dusari teacher ko wish kia. (Beena ka maan tha ki fir se wo Shiv se kahe ki mere ghar chalo, par wo aisa nahi keh sakti thi, to wo apana scooter le kar nikal gayi)(Mene bhi scooter nikala to mene socha ki subah Samim bethi thi to abhi Vaiswi bethegi, Vaiswi aage bag rakh rahi thi to Samim uske liye khadi thi)
Vaiswi : (Bag rakh kar usne samim ko dekha)Khadi kyu hai, beth ja.
Samim : Subah me bethi thi to ab teri bari hai.
Vaiswi : Kya bari bari laga rakkha hai, ye kya koi hero hai jo hum uske sath bethne ke liye lade, tu khadi thi to tu beth ja, muje bethna hoga to me beth jaungi (Samim ko seat ki aur dhakel kar)Tu hi beth. (Samim beth gayi, aur Vaiswi pichhe beth gayi)
Shiv : (Mene scooter aage badha diya, aage ja kar mene kaha)Lagta hai ki fir se dosti ho gayi.
Vaiswi : (Fir se tana maarte hue)Hamari dosti tuti hi kaab thi, waise bhi mene kaha na ki tum koi hero nahi ho jo tumhare pichhe bethne ke liye hum lade, kya kehti ho Samim. (Usne Samim ko pichhe se jhappi dali)
Samim : Sahi kaha tumne, pata nahi kya samajta hai apne aapko.
Shiv : Ye kya baat hui, ladi tum dono, sulah tumhare bich hi hui, aur burayi meri kar rahi ho.
Samim : Karenge hi, bahot charbi chadhi thi na tunhe, (Vaiswi ko)Kya bol raha tha ye, betho warna chala jaunga. Are ja, jaha jana hai, bada aaya dhamki denewala.(Usne meri kamar me chikoti kati) (Dono khil khila kar hasne lagi)
Shiv : Ouchhh! Kya kar rahi hai, gir jayenge sab. Aur dono ikatthi ho gayi ho to ye maat samajna ki me akela ho gaya hu, me tum dono par bhari pad sakta hu.
Samim : Ha, ha bada aaya, bhari padnewala, hame kya kamjor samja hai, nani yaad dila denge tuje, kyu Vaiswi.
Vaiswi : Ha bilkul. (Aise hi masti karte hue hum Samim ki gali ke pass pahuch gaye, Vaiswi utari fir Samim, usne apana bag liya, Me betha raha, Vaiswi mere samne dekh rahi thi)Yahi bethe rehne ka irada hai kya?
Shiv : (Ascharya se usko dekhte hue)Kyu muje chhodne nahi aaogi?
Vaiswi : Kyu aau, mene tumhara theka liya hai kya? (Dono fir hasne lagi, aaj dono full masti me thi)
Samim : Are chhod aa garib ko, use bhi to pata chale ki kin raiso se pala pada hai.
Vaiswi : Ab tu kehti hai to chhod aati hu (Wo fir pichhe beth gayi)(Samim ko) Bye(Samim ne bhi bye kaha, meri aur dekh kar)Chalo driver, ab kyu khade ho.
Samim : Ha ha ha (Kar ke fir hasne lagi, mene scooter aage badha diya, thodi dur ja kar)
Shiv : Ab me driver, ha.
Vaiswi : (Wo muskurayi par koi jawab nahi diya)
Shiv : Muje tum dono jo bhi kaho, par muje bahot achchha laga ki tum dono ka matter sulaj gaya. Waise aisa kya ho gaya jo dono itna badal gayi.
Vaiswi : Wo hum dono ki baat hai, tumhe kyu bataye. (Halke attitude se boli)
Shiv : Achchha baba, maat batao. (Mera bhi ghar aa gaya, bahar raste par mene scooter rok diya aur wo niche utari, me bhi utar gaya, muje laga tha ki wo fir mere sath wo sab karegi, jo pehle kia tha par wo scooter par bethne lagi)Lagta hai muje darkinar karne ka faisala kar liya hai.
Vaiswi : (Meri aur dekh kar)Samim meri dost hai, tumhari wajah se hamari dosti me darar aa rahi hai, aur waise bhi tumhe mujme koi intrest nahi hai, tum hamesa muje keh te ho ki tum mere sath sambandh nahi bana sakte, tumhari jimmedaria hai vagera vagera, muje lag raha hai ki me hi tumhare pichhe padi hu, to muje nahi lag raha ki muje waisa karna chahiye.
Shiv : (Uska kehna sach hi tha, mene hamesa use roka tha, par jab wo khud alag ho rahi thi to muje achchha nahi lag raha tha, jo ladki kal tam muje samne se sab karne ka nauta de rahi thi aaj wo kinara kar rahi thi to muje achchha nahi lag raha tha, waise bhi jo aapko aasani se mil jata hai uski koi kadar nahi hoti, par jab aisa lage ki wo nahi milnewali to uski aur aapka jhukav aur jyada badh jata hai, mene paristhiti sambhalne ki koshis ki)Mene ye kab kaha ki tum muje pasand nahi ho.
Vaiswi : Ye tumne kaha nahi par tumhare bartav se wo saaf jhalakta hai, agar tumhe sachme lagta hai ki me tumhe pasand hu to fir muje pane ka prayas karo, dekhte hai ki tum safal hote ho ki nahi.
Shiv : Aisa kyu keh rahi ho?
Vaiswi : Me tumhari jholi me pake fal ki tarha aa giri to tumhe meri kadar na hui, ap jab muje impress karke pane ka prayatna karoge tab tumhe pata chalega ki agar koi tumhari aur aata hai to hame bhi aage badh kar uska swagat karna chahiye, to ab prayas karo, dekhte hai ki tum muje impress kar pate ho ki nahi.
Shiv : Chalo aaj fir usi jagah chalte hai, waha paido ke bich.
Vaiswi : (Muskurate hue)Sorry, par aaj aana sambhav nahi hai, waise prayas achchha tha, chalo me nikalti hu, kal to chhutii hai, parso milte hai. Bye.
Shiv : (Nisrash ho ke)Bye. (Meri aisi halat dekh kar wo muskurayi aur waha se chali gayi, me wahi khada dekh raha tha, thodi dur ja kar usne mud kar dekha to mene flying kiss di, wo muskurayi aur chali gayi. Sachme, ye fitrat ajib hoti hai, usne sahi kaha, jab wo humse dur jata hai tabhi hume uski kadar hoti hai, me vaise to uske sath sambandh bana kar apani uljane badhana nahi chahta tha par uska jana bhi achchha nahi laga muje, me apane ghar me chala gaya, aaj site par bhi jana tha to mene khana khaya aur site ki aur nikal gaya)
Me waha pahucha to dekha ki Jhanvi aur Pinkeshbhai baat kar rahe the, meri aur Pinkeshbhai ki najar mili to unhone meri aur smile ki to mene bhi smile ki, Pinkeshbhai ko kahi dekhte hue pa kar Jhanvi ne bhi meri aur dekha, usne bhi muje smile di, par mene koi reaction nahi diya (Darawal Jhanvi ne itne dino baad dekha tha to anayas hi uske chehre par Shiv ko dekh kar smile aa gayi thi)
mere maan me uske prati gussa tha, uski smile me bhi muje dikh raha tha ki wo muje chidha rahi hai, jaise keh rahi ho, “dekha bachchu mera power” Muje us par itna gussa aa raha tha ki me unki aur na ja kar sidha hi chala gaya, aur ek makan me jaha kaam chal raha tha waha ghus gaya.
Jhanvi : (Gusse me muh bigadte hue)Attitude to dekho sahab ke, jaise wo malik hai. (Pinkesh kuchh nahi bola, bolta bhi kya)
Pinkheshbhai : Jane dijiye na madam, abhi chhota hai.
Jhanvi : Pata nahi apane aapko kya samajta hai, tum yaha khade hai to ek baar baat karne ki tamiz nahi hai, kamse kam namaste bhi nahi kar raha, waise kitne din baad janab ke darshan hue hai?
Pinkesh : Do teen din hue honge madam, me samjata hu use.
Jhanvi : Me upar ja rahi hu, bhejo use, me bhi to dekhu kis baat ki akad hai. (Pinkesh kya bolta, wo chup chap Shiv ki aur chala gaya, aur Jhanvi upar bane office ki aur)
Pinkesh : (Ander dakhil hote hue)Shiiiv.
Shiv : (Muskurate hue)Ha pinkesh bhai.
Pinkeshbhai : Yaar, kyu aisa karte ho?
Shiv : (Muskurate hue hi)Kya hua bhai?
Pinkesh : Madam waha khadi thi tumne dekha tha na, fir kam se kam wish hi kar dete, namaste to banta hai na, wo naraj hai, bula rahi hai tumhe.
Shiv : Meri tarha wo bhi yaha kaam sikhne aayi hai, boss nahi hai wo meri, me kyu kahu usko namaste. (Pata nahi Shiv ko kyu gussa aa raha tha, kahi na kahi wo apani musibat ke liye Jhanvi ko hi jimmedar maan raha tha, use lag raha tha ki wo uski kiss ka badla le rahi thi)
Pinkesh : Wo boss na sahi par boss ki beti to hai, unse kya panga karna, jao jara mil lo un se, office me bulaya hai.
Shiv : Thik hai, jata hu.