Bhai shiv se padma aur kamna devi ko v chudwaoUpdate 256
Kamnadevi aur Udesinh apane kamare me the, Kamnadevi saree nikal ne lagi, raat me gown pehan kar sone ki aadat jo thi. Saree nikalne ke baad unhone blouse nikala, safed bra me unke bade bade stan dikhne lage, Udesinh sab dekh raha tha, aur apana lund masalne laga, Kamnadevi ne dhyan nahi diya ki wo apana lund masal rahe hai, umar ke is padav par sex to jaise na ke barabar ho gaya tha, Kamnadevi ne apana peticot ka nada khol liya, to peticot kadmo me gir pada, unhone usko utha kar side me rakh diya aur apana gown lene lagi.
Udesinh : Gown rehne do, aise hi aa jao.
Kamnadevi : (Unhone ascharya se apane pati ko dekha to wo pant khol kar apana lund hila rahe the, ye dekh kar wo sharm se pani pani ho gayi, unhone socha nahi tha ki unke pati aisi harkat kar rahe honge, aaj bahot dino baad uske bhi aarman ne angdayi li, par sharm ke mare wo waise hi khadi thi)
Udesinh : Soch kya rahi ho, aao. (Kamna sharmati lajati bistar ke pass pahuch gayi)Dekh kya rahi hai, chus kar khada kar na, aaj teri lene ka maan kar raha hai.
Kamnadevi : (Apane pati ke muh se aisi baate sun kar wo sharm se pani pani ho rahi thi)Ye kya keh rahe ho aap?
Udesinh : Tu to aise sharma rahi hai jaise pehli baar keh raha hu. (Udesinh bhi aaj mood me tha)
Kamnadevi : (Sharmate hue)Aisi baat nahi hai, par bahot samay baad aaj achanak?
Udesinh : To kya tu muje buddha samaj rahi hai, teri badi badi gaand dekh kar aaj tuje chodne ka maan kar raha hai, aana chus kar lund khada kar. (Kamna bhi khus thi ki aaj bhi uska husn uske pati ko riza raha tha, wo bra aur panty me bistar par chadh gayi aur sharmate hue usne apane pati ke lund ko pakad liya aur hilane lagi, Udesinh bistar par tek lagaye apani bivi ko dekh raha tha)
Kamnadevi : (Lajate hue)Aaj bahot samay baad aapko meri yaad aa gayi, baat kya hai?
Udesinh : Aaj me bahot khus hu, ab jyada der maat kar, lund ko muh me le kar khada kar.
Kamnadevi : Dhire boliye na, koi sun lega to?
Udesinh : Sun lega to kya, apani bivi ke sath hu, aur kisi ki gaand me itna dam nahi ki Udesinh ke bare me kuchh bol sake. (Usne abhiman se kaha)
Kamnadevi : Aisi baat nahi hai, ghar me bahu hai.
Udesinh : To kya hua, wo apane kamare me hai, ab jyada bahes maat kar, muh me le le. (Kamna devi ne bhi jyada bahes nahi ki aur jhukte hue us murjaye lund ko apane muh me bhar liya aur joro se chusne lagi, uske garam muh ka assar hua aur lund me jaan aane lagi)Shhhh kitna mast chusti hai tu. (Kamna ne sharmate hue apane pati ko dekha par lund chusti rahi, pehle to usko dekh kar hi lund khada ho jata tha, par ab usko khada karna padta tha, is lund se chud kar hi usne tin bachche paida kiye the, wo apane pati ke bare me janti thi, wo kitni jagah muh marta tha wo bhi pata tha, par usne kabhi aisa nahi kiya tha, tine samay baad lund ko muh me muhsus kar ke uski bhi chut me pani aane laga, jaise hi lund khada hua, udesinh ne usko bistar par leta diya aur uski panty khinch kar nikal di aur lund chut par laga diya, aur dhakka mar diya, Kamna muskurate hue apane pati ko dekhne lagi, umar bhale hi dhal chuki thi par aaj bhi uska sharir kisi bhi jawan ladki ko maat dene ke kabil tha aur upar se jawan ladki ke mukabale jyada bhara hua badan usko aur akarshit bana raha tha, uske pati ne dhakke marna suru kar diya, wo bas leti rahi aur apane pati ko sehlate hue unka utsah badha rahi thi, panch saat minute chodne ke baad uska pati hanfne laga aur lund me akadan bhi kaam ho gayi)
Kamnadevi : (Pyar se)Pichhe ghum jau? (Udesinh bhi janta tha ki ab wo buddha ho gaya hai, usne lund nikal liya, kamnadevi apane ghutno par ho gayi, uski badi gaand usne samne kar di, udesinh ne jaise taise dhila lund fir se chut me thus diya aur dhakke lagane laga, is possision me usko kaam mehnat lag rahi thi, chut ki garmi ke kaarna fir se lund me akadan aane lagi, par thodi hi der me lund se pichkari nikal gayi, wo side me ludhak gaya, Kamnadevi bhi janti thi ki is umar me aur kya hi hoga, usko koi sikayat nahi thi, usne apani chut se nikalte virya ko panty se pochha aur gown le kar pehan liya aur apane pati ke side me let gayi aur unki chhati par hath rakh kar muskurate hue dekhne lagi)
Uesinh : Ab mujme wo baat nahi rahi, hai na?
Kamnadevi : Aisa kyu soch raho ho aap, aap me koi kami nahi hai, ab me bhi jawan thodi na rahi hu, is mukam kar uttejana kaam hi hoti hai, aapne kiya wahi mere liye bahot badi baat hai, aap dil chhota maat kijiye, muje koi sikayat nahi hai. Muje bhi bahot achchha laga hai, bas jawani ke dino ki tarha me skhalit nahi ho payi hu par ye aapki nahi meri kami hai.
Udesinh : Tu bahot achchhi hai, tune hamesha mera sath diya hai.
Kamndevi : Wo mera dharm hai, par bataiye to sahi, aaj aap itna khus kyu hai?
Uesinh : Us ladke ki wajah se, muje lag raha hai ki mera barso ka sapana pura honewala hai.
Kamnadevi : Shiv ki baat kar rahe hai aaap?
Uesinh : Hmmm.
Kamnadevi : Aisi kya baat hui jo aap aisa keh rahe hai, aur konsa sapna pura honewala hai aapka?
Uesinh : Barso se wo Sukhdev, hamari property daba ke betha hua hai, ab wo wapas lene ka samay aa gaya hai.
Kamnadevi : Shiv, Yogendra aur Chandrika ka beta hai?
Uesinh : Me nahi janta.
Kamnadevi : Par aapko nahi lagta ki wo ho sakta hai?
Udesinh : Pata nahi, par me usko Yogendra ka beta bana kar rahunga.
Kamnadevi : Apko nahi lagta ki ye galat hai, agar aapko lagta hai ki wo unka beta hai to fir usko uska haq dilwaiye, hamare pass kya kaam daulat hai?
Uesinh : Ab tu mood maat kharab kar, aur agar me usko Yogendra ka beta sabit karta hu to uska hi fayeda hai, aaj tak anathowali jindagi jita aaya hai, garibi me pala bada hai, yaha aiso aaram se rahega, kya ye kaam hai?
Kamnadevi : Aap karna kya chahte ho?
Udesinh : Me is ladke ke dwara us Sukhdev ko sabak sikhana chahta hu, uski akad todna chahta hu.
Kamnadevi : Wo kaise?
Uesinh : Tu dekhti ja, me kaise usko ghutno ke bal lata hu. Aur ha ye baat kisi ko pata nahi chalni chahiye, abhi bas is ladke ko Yogendar ka beta sabit karna hai, aur muje nahi lagta ki ye koi muskil kaam hai, tumhe bhi yahi lagta hai na ki wo uska beta hai?
Kamnadevi : Kyu aapko nahi lagta?
Udesinh : Nahi, aur muje koi fark nahi padta ki wo uska beta hai ki nahi, muje bas dault se matlab hai.
Kamnadevi : Kya karenge itni daulat ka, hamare bete ke baad kon is dault ka varis hoga? (Ek pal ke liye to Udesinh ka chehra bhi utar gaya, par turant khud ko sambhalte hue)
Uesinh : To tu kya chahti hai, hamari daulat par wo Sukhdev jalsa karta rahe?
Kamnadevi : Wo daulat Yogendrabhai sahab ki hai. (Wo makkamta se boli)
Uesinh : To kya hua, uski anupasthiti me wo daulat uske bhai ko milni chahiye, na ki uske dost ko. Aur ek baat kaan khol kar sun le, mere mamlo me tang maat adaya kar. Me jo kehta hu utna hi kiya kar. (Udesinh halke gusse se bola)
Kamnadevi : Jo karna hai wo kariye, aaj tak kabhi aapne meri baat suni hai kya. (Kehte hue wo karwat badal kar ankhe band kar ke sone lagi, Udesinh bhi thodi der sochta raha aur fir so gaya)
Bahar kuchh girne ki aawaj se me dhyan se sun ne laga, tabhi muje payal ke khanakne ki aawaj aayi, to me bistar se utha aur tauliya lapet kar darwaja khol kar bahar dekhne laga, mene dekha ki sidhio ke paas koi gira hua hai aur Padmaji use uthane ki koshis kar rahi thi, wo gown pehne hue thi, me turant waha pahuch gaya.
Shiv : Kya hua? (Awaj sun kar Padma ne pichhe mud kar dekha to Shiv ko tauliya lapete khada paya, wo upar se pura nanaga tha)(Muje bhi apani sthiti ka andaj hua, par ab jo hona tha wo ho gaya tha, mene dekha ki ye Pruthviji the, wo daru ke nashe me dikh rahe the)
Pruthvi : (Nashe me, Padma ka hath jatakte hue)Chhod muje, hat...
Padma : Me aapko sahara de rahi hu.
Pruthvi : Ab tu muje sahara degi? (Wo jaise tana marte hue bola aur khud khada hone laga par nashe ki wajah se wo wapas gir pada, me turant lapka aur unki bah pakad li, usne nashe me muje dekha, aur mera hath jatakte hue bola)Chhod be sale, teri aukat kya hai muje hath lagane ki. (Man to kya ki unko wahi chhod ke chala jau, par me aisa nahi kar sakta tha to mene unki baat ko ignor kiya aur unki bah pakar kar uthane laga, wo khud ko chhudane ki koshis kar rahe the par meri pakad wo chhuda nahi paye, mene unko khada kar diya, Padmaji bhi unhe pakade thi, mene unka hath apane kandhe par le liya aur unko pakadne laga par galti se mera hath Padmaji ke stan se takra gaya, apane hath par hue us narm ehsas ko me bhali bhati janta tha ki wo kya hai, par Pruthviji ko pakadne ke chakkar me ye ho gaya tha, men jaanbuj kar nahi kiya tha, mene jab Padmaji ko dekha to wo gusse se muje dekh rahi thi, aur thodi dur ho gayi thi, mene unki aur se dhyan hataya aur Pruthviji ko sahara dete hue unke kamare ki aur le jane laga, darwaja khula tha to waha se aati roshni se muje andaja ho gaya ki yahi unka kamara hai, wo badbada rahe the par me unhe lagbhag ghasit te hue unke kamare me le jane laga)(Apane stan par hath lagne se Padma gussa ho gayi thi par Shiv uske pati ko pakad kar le ja raha tha, wo itna to anuman laga shakti thi ki Shiv kitna majboot hai, kyu ki uske pati ko aise le kar jana kisi aam aaadmi ki takat se bahar ki baat thi, wo khud usko bahot muskil se samja buja ke chala ke le jati thi. Usko ye bhi ehsas ho gaya tha ki ye jo bhi hua tha wo galti se hua tha, par fir bhi usko pata nahi kis baat kar gussa tha, wo pichhe pichhe chal rahi thi, Shiv ne uske pati ko bistar par leta diya, par jaise hi wo leta raha tha ki uske pati ke hath lagne se Shiv ka towel chhut gaya, aur wo sirf underwear me ho gaya, turant dono ki najare mili, par Padma ne turant najare fer li, Shiv ne bhi apane towel ko wapas lapet liya aur kamare se bahar nikal gaya)(Uske jate hi Padmane darwaja band kiya aur apane pati ko dekha jo so chuka tha, wo bhi gusse se ek aur karwat le kar sone lagi, par abhi uske stan ko jo ehsas hua tha uska baar baar usko smaran ho raha tha, wo gusse me Shiv ko galiya dete hue sone ka prayas karne lagi)(Dusari aur muje koi fark nahi pada tha, ye anjane me hua tha to me aa kar bistar par let gaya aur so gaya)
Roj ki adat ke mutabit meri neend jaldi khul gayi, me fresh hua aur track pehan kar bahar nikala, naukar kaam kar rahe the, wo bahot jaldi uth gaye the, meri najar Manglu par padi, wo bhi muje dekh kar mere pass aaya.
Manglu : Namaste sahab.
Shiv : Namste bhaiya.
Manglu : Aap itna jaldi uth gaye?
Shiv : Muje aadat hai.
Manglu : Aapke liye kuchh bana du?
Shiv : Nahi, muje kasarat ke liye jana hai, me aa kar kuchh khaunga. Yaha bahar ja sakte hai na, daud hi lagani hai.
Mangalu : Kya sahab aap bhi, pura gav bade malik ka hai, jaha jana chahte hai chale jaiye. Badi malkin jag gayi hongi, wo puja sthal me hongi, unse agar baat karni ho to.
Shiv : Nahi, agar wo puchhe to bata dena, me aata hu.
Manglu : Ji sahab.
Shiv : Mera naam Shiv hai, aap muje naam se bula sakte hai.
Manglu : Aap malik ke mehman hai, me aapko kaise naam se bula sakta hu.
Shiv : Aap muje sahab kahe muje achchha nahi lagta, me koi sahab wahab nahi hu.
Manglu : Agar aapko achchha nahi lagta to me aapko bhaiya keh kar bulaunga, ye to thik hai na?
Shiv : Thik hai Manglubhaiya. (Keh kar me bahar nikal gaya, Manglu muskurate hue Shiv ko jata dekh raha tha)(Me bahar nikala, bahar khade chokidaro ne bhi puchha to me unhe bata kar waha se bahar nikal gaya, thodi duri ke baad gaav ke ghar suru hote the, gaav me log jaldi uth jate hai to kafi chahel pahel thi, me daud lagate hue gaav se gujarne laga to log muje ascharya se dekh rahe the, waise bhi hight ki wajah se muje log dekhte hai aur dusara aise daud raha tha to wo aur bhi ascharya se dekh rahe the, par me unhe ignor karta hua gaav se bahar ki aur jane laga, thodi hi der baad me gaav se bahar nikal gaya, bahar bhi raste bane hue the par wo jyada chaude nahi the, dono taraf khet the, muje bas practice karni thi to me teji se daudta hua badhne laga, kuchh kilometer tak daudna mere liye ab aam baat thi, suraj upar ho raha tha, daudte daudte mene dekha to muje nadi najar aa rahi thi, me daudte hue waha pahuch gaya, pani thoda ander tha, aur nadi me bahot sare patthar the, kuchh chhote to kuchh bade, daudna mumkin nahi tha to me chalte hue nadi ke pani ke pass jane laga, abhi me waha pahucha hi tha ki meri najar kuchh aurto par padi, jo apana pichhwada uthaye waha shauch kar rahi thi, awaj sun kar wo sab khadi ho gayi.
Ek aurat : E ladke , kon hai tu, yaha kya kar raha hai? (Wo gusse me boli)
Shiv : (Me sach me hadbada gaya tha, mene socha nahi tha ki yaha aisa najara dikhega)Sorry, muje nahi pata tha. (Me pichhe mud kar jane laga)
Ek aurat : (Us ladke ko jata dekh rahi thi, jab wo thodi dur chala gaya to fir apana pichhwada khol kar beth gayi, dusari aurte aur ladkiya bhi beth gayi)Naya lagta hai, kabhi dekha nahi pehle.
Dusari aurat : Pata nahi kya kya dekh liya hoga?
Pehli aurat : Agar tuje lagta hai ki tere pass khajana hai to jhadio me betha karna. (Uski baat se dusari aurte hasne lagi, sab apana kaam nipta kar pichhwada dho kar apane sath me laye kapade aur bartan saaf karne beth gayi)
Dusari aurat : Wo laadka kon hoga chachi?
Chachi : (Jo pehli aurat thi)Muje kya pata, mene bhi kabhi nahi dekha.
Ek ladki : Mene bhi nahi dekha, warna isko koi bhul sakta hai bhala.
Chachi : Lagta hai laundiya jawan ho gayi hai. (Sab thahaka mar kar hasne lagi) Lagta hai teri maa ko batana padega.
Ek ladki : (Ruthne ka natak karte hue)Kya chachi aaap bhi, me to is liye keh rahi thi ki itne lambe kisi aadmi ko aapne dekha hai kabhi? Me to smajti thi ki badethakur sahab aur chhote thakursahab hi lambe hai, par ye to unse bhi lamba hai.
Chachi : Baat to tu sach keh rahi hai, lagta hai ko shehri launda hai, pata nahi kiske ghar aaya hai. (Aise hi hasi mazak karte hue wo apana kaam karne lagi)
Me wapas daud laga kar Udesinhji ke ghar ki aur chal diya. Waha subah Pruthvi utha aur bathroom gaya, subah ke kaam nipta kar wo wapas bistar me let gaya. Thodi der baad waha Padma aayi, apane pati ko jagane.
Padma : Uthiye, uthna nahi hai kya?
Pruthvi : (Ankh khol kar usko dekhte hue)Uth raha hu. (Usne angdayi li) Me yaha kab aaya?
Padma : Jab hosh nahi rehta to itna pite kyu ho?
Pruthvi : Ab subah subah suru maat ho ja (Wo chidte hue bola)
Padma : Me kaha kuchh keh rahi hu, waise bhii aaap meri baat sunte kaha ho.
Pruthvi : Mene kaha na ki subha subhah mood kharab maat kar, ja chai le kar aaa.
Padma : Me bol kar aayi hu, abhi aa rahi hai. (Kehte hue wo bistar thik karne lagi)
Pruthvi : Ab bakegi bhi, me kab aaya tha.
Padma : Ghar tak kaise aaye muje nahi pata, par ghar me aaye tha aap thik se chal bhi nahi pa rahe the, sidhio par hi gur gaye the.
Pruthvi : Me gir gaya tha?
Padma : Ha sirf niche gire the, ye to achchha hua ki sidhio se ludhak nahi gaye.
Pruthvi : Fir?
Padma : Fir kya, aapko pakad kar yaha lana pada.
Pruthvi : Tu pakad kar layi muje? (Usko ascharya ho raha tha)
Padma : Me kaise utha sakti hu, wo to wo ladka aaya hai na, wo aaya tha, wahi aapko pakad kar yaha laya. (Pruthvi kuchh soch me pad gaya) Waise wo ladka hamare gharme kya kar raha hai, mera matlab hai kiwo yaha kyu aaya hai?
Pruthvi : Pitaji ka dimag kharab ho gaya hai.
Padma : Aisa kyu keh rahe ho aap?
Pruthvi : To aur kya kahu, wo sala fartichur hai, anathalay me rehta hai, pitaji ka dimag kharab ho gaya hai jo use yaha le kar aaye hai.
Padma : Wo to muje bhi pata hai ki wo anath hai, par usko yaha kyu bulaya hai, upar se hamare ghar me rehne ko bola hai.
Pruthvi : Tu chhod na ye sab, tu apana kaam kar na. Dekh chai kyu nahi aayi abhi tak, shir me dard ho raha hai. (Tabhi darwaje par dastak hui to Padma khud darwaje par gayi aur ek naukarani chai le kar khadi thi to usne uske hath se chai le li aur ja kar apane pati ko di, wo chai pine laga)
Me unke ghar pahuch gaya tha, me ander gaya to aunty muje mil gayi.
Kamnadevi : Kaha gaye the tum?
Shiv : Wo daud ki practice ke liye gaya tha.
Kamnadevi : Achchha achchha. Chai nasta karte ho na?
Shiv : Ji.
Kamnadevi : Thik hai, fresh ho aao, tab tak me chai nasta lagwati hu. (Me upar ki aur jane laga to muje samne se Padmaji aati hui dikhi, halke gulabi color ki saree me wo bahot jyada khubsurat lag rahi thi, par mene just ek najar dekha aur apani najare jhukaye hue hi sidhiya chadh gaya aur apane room me chala gaya)(Padma ne bhi ye dekha ki wo najare jhukaye ja raha hai, usne ek baat puchhe mud kar bhi dekha ki wo uska pichhwada to nahi dekh raha, par wo sidha hi upar chala gaya, wo bas muskurayai aur apane kaam me lag gayi)
Thodi der baad Shiv niche aaya, aunty uska intejar kar rahi thi, wo ja kar table par beth gaya, tabhi Padma bhi aayi aur unke sath beth gayi, naukar unke liye nasta lagane lage, uski saas usko sab puchh rahi thi ki wo kaha gaya tha wagairah wagairah, wo bhi kabhi kabhi Shiv ko dekh rahi thi par wo uski aur dekh hi nahi raha tha, ek aur usko achchha bhi lag raha tha to dusari aur usko insult bhi feel ho rahi thi.
Padma : Pata nahi khud ko kya samajta hai, kal to aise ghur raha tha, raat ko bhi aise dekha raha tha jaise anjaneme hath lag gaya ho, par me janti hu usne jaan buj kar hi hath lagaya hoga, sab mard aise hi hote hai, waise bhi muje kya, wo jo kare wo, mera kya lena dena (Wo ye sab soch rahi thi)
Shiv : Uncle nahi aaye?
Kamnadevi : Unki subah thodi der se hoti hai, abhi aa jayenge. (Humne nasta kar liya to me apane room me chala gaya aur naha kar taiyar ho kar niche aaya to uncle bhi uth gaye the, wo beth kar akhbar badh rahe the)
Shiv : Namaste uncle.
Udesinh : (Akhbar se bahar dekhte hue)Tum to taiyar ho gaye?
Shiv : Ji, muje aadat hai. (Tabhi Pruthvi bhi waha aaya)
Udesinh : Achchhi baat hai, aaj tum mere sath aana, hum sath me kheto me jayenge.
Kamnadevi : Kheto me kyu, factory nahi janewale aap? (Pruthvi bhi sun raha tha)
Udesinh : Nahi, aaj kheto me hi hu. (Pruthvi ko dekh kar) Tu munim ko lekar factory chala ja.
Pruthvi : Thik hai. (Pruthvi chala gaya, Udesinh bhi taiyar hone chala gaya) (mene time pass kiya, karib 11 baje hum kheto ki aur nikal gaye, me pehle bhi yaha aa chuka tha, hum waha bethe hi the ki ek naukar daudta hua aaya)Kya hal chal hai Ganiram?
Ganiram : Aapki daya hai malik.
Udesinh : Sukhi se kehna achchhi chai bana kar bheje.
Shiv : Me nahi piunga sir.
Udesinh : Kyu?
Shiv : Abhi subah hi pi thi, me chai regular nahi pita.
Udesinh : Dudh to pite ho na? (Me kuchh nahi bola)(Ganiraam ko)Sukhi se kehna ek glass dudh garam kar ke bheje.
Ganiram : Ji malik. (Kehte hue wo waha se chala gaya)
Udesinh : To kal humari baat kaha tak pahuchi thi?
Shiv : Apke bhai yahi rehne aa gaye the.
Udesinh : (Unhone meri aur dekha aur muskuraye)Ha, wo ab yahi rehne laga tha, usne factory ke liye jamine kharidi, humne hi usko achchhe damo par jamin dilwayi thi, aaj ke hisab se un jamino ka bhav kayi guna badh chuka hai. (Me gaur se sun raha tha)Kuchh samay baad uske waha ek beta hua, uska naam Shivans tha. (wo meri aur gaur se dekh rahe the, par me samanya tarha se hi sun raha tha) bada hi pyara bachcha tha wo.
Shiv : Tha matlab?
Udesinh : Bata raha hu, tumhe sab bata raha hu. (Kuchh pal wo ruke)Achchhe se sab chal raha tha, Yogrndra ne kafi bussiness badha liya tha, hamara bhi pura support tha, kayi factorio ka kaam hum hi dekhte the, uska ek dost hai Sukhdev, waise to wo uska partner bhi hai par hume uska vyavhar kuchh jyada pasand nahi tha, wo pakka bussinessman hi tha, apani chikni chupadi baato me usne Yogendra ko fasa rakkha tha, humne kayi baar yogendra ko aagah bhi kiya tha, par wo hamesa tal jata tha. Ek baat usne hi ek bahot bade mele me jane ka plan banaya. Me meri patni, Chandrabhan, tumhari teacher ka sasur, uski patni aur Sukhdev ka pariwar, uski beti aur uski bivi, hum sab waha gaye the, Sukhdev ne hi security ke aadmio ko liya tha. (Hum baat kar rahe the ki do aurte chai aur dudh aur sath me kuchh khane ka saman le kar waha aaye)Kaisi ho Sukhi?
Sukhi : Apki daya hai malik.
Udesinh : (Ghunghat odhe us ladki ko dekhte hue)Ye kala hai na?
Sukhi : Ji malik. (Unlogo ne waha sab samaj rakh diya aur wo chale gaye, unhone chai uthali aur mene dudh ka glass utha liya, dukh garam tha to mene wapas rakh diya)
Udesinh : Kya hua?
Shiv : Garam hai.
Udesinh : Abhi thanda ho jayega (Chai ki chuski le kar unhone baat aage badhayi)To hum sab mele me the. Mela bahot popular tha to log bhi bahot the, ek din me karod se jyada log waha hote the, prasasan sabke liye intejam karne me laga hua tha par bhid itni jyada thi ki unhe sambhalna bahot muskil ho raha tha, hum waha ek ashram ka pandal tha waha rehne aur khane pine ki vyavastha thi waha ruke hue the, itni bhid dekh kar Chandrika dar gayi thi, hum sab raat ko waha pandal me bethe hue the, Chandrika apane bete ko god me sula rahi thi, Sukhdev ki bivi bhi apani beti ko sula rahi thi, log itne thak gaye the ki chalne ki halat me nahi the, hum itni security ke sath aaye the aur permition ke sath the fir bhi hame hamari gadio ko bahot dur park karna pad gaya tha waha se paidal chal kar aane me sab thak gaye the, upar se itni bhid.
(Flash back me)
Chandrika : Yaha kitni bhid hai, chaliye na wapas chalte hai.
Yogendra : Isme darne ki kya baat hai, is mele ka mahetva itna jyada hai ki log yaha aayenge hi, tum kham kha chinta kar rahi ho.
Chandrika : Aap samaj nahi rahe ho, ham sab to khud ko sambhal lenge, par bachcho ka kya, aap sun rahe the na, kitni anouncement ho rahi thi, pata nahi kon kon kho gaya tha, sabke liye mic par announcment ho rahi thi.
Udesinh : Tum kyu fikar karti ho, hum sab hai na, sambhal lenge. (Apane jeth ki baat sun kar Chandrika kuchh nahi boli par uska dil ghabra raha tha)
(Present me)
Udesinh : Mene kehne ko to keh diya tha, par muje khud nahi pata tha ki itna bada hadsa ho jayega, aur mene hi jor de kar rukne ko kaha tha to uska iljam bhi mere shir hi aa jayega.
Shiv : Aisa kya hua tha.
Udesinh : Dusare din subah subah hum sab snan karne gaye the, abhi suraj nikala bhi nahi tha, har jagah light thi, par log jaise umad rahe the, humne socha tha ki itni subah kitne log honge, par hamara anuman galat tha, subah ke waqt itne sare log the ki kya hi kahe. Hum sab ghera bana kar chal rahe the, kafi chalne ke baad hum nadi ke ghat tak pahuche, par waha bahot jyada bhid thi, mene waha ke security walo se baat ki aur hamari special permission bhi dikhayi, to usne bataya ki aap nadi ke duari aur chale jaiye, waha VIP logo ke liye achchhi vyavstha hai, mene sabko bataya ki muje aisa pata chala hai, sab razi ho gaye, aur us disha me chalne lage. (Mere man me bhi utsukta badhti ja rahi thi ki aage kya hua)
Last edited: