• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy KISMAT - EK KHEL

Status
Not open for further replies.

Dev the lover

Well-Known Member
3,001
12,524
159
UPDATE - 1

Woh bolate hai naa ki

''Kismat ke haare log sadako par kismat dudhate hai ''

''Dil dhukhanai waale dil kaa haal puchate hai''

Yehi kuch sochate likhate hue maine apni diary ko band kiya aur gate khol ke bahar aaya aur phir lift leakar nicche aaya aur building le bahar aa gay

Aur ek baar phir mud ke maine building ko dekha aur bahar nikal gaya

Darasal woh adami mai hi hu joh kismat sai haar ke aaj sadak par aa gaya hu par maine kisi ko dhokha diya yaa nahi yeh nahi pata mujhe

Mai haath dete hue road ko cross kiya

Ek dukaan par akaar samosa kaah nai laga abb etna bhi kangal nahi hua ki kaah pi naa paau mana meri company mere haath sai chali gayi ghar nilaam ho gaya aur meri koi family hai nahi ki mujhe kisi ki chinta ho

Mai - chhotu do samose aur laa

Chhotu -ji saab ji abhi laya

Thodi der baad woh mujhe samose dekar

Chhotu - saab ji aaj gaadi nahi laaye

Mai has ke - abhi toh meri cycle ki aukkat bachi hai

Tabhi ussko kisi aur nai awwaz maari aur woh chala gaya

Maine samose kahatam kiye aur waha sai nikal gaya

Waise 21 ki umar mai maine etna sab kar liya dekh liya jaise puri jidagi hi ji li ho

Tabhi kahi sai ek awwaz aayi koi tezz sai chillaya tha

‘’Monika’’

Mai ek jhatke mai picche muda aur kisi sai takara gaya aur nicche beth ke usska saman uthanai laga jaise movies mai dekha karate the hum aur mai usske shir uthanae kaa intazzar kar raha tha aur jab uska face mere samnai aaya woh koi aur koi aur monika jisko mai nahi janata tha

Aur mai uthate hi barish ki bunde mere gaalo ko touch karke nicche jamin par giri

Aur ek jhatke mai waha bhagad mach gayi koi kapda koi kitab koi haath apne shir par haath rakh ke bhaag rahe the bachanai ke liye

Mai bhi bhiga hua ek diwal ke shaare khada ho gaya

Aur apne office ko dekh raha tha

Asmaan sai jamin par aa gaya mai

Khair thodi der baad baarish band hui aur mai waha sai apna coat nikal ke paani nicchod ke khandhe par daal liya aur jaane laga area mai jaha mera flat tha

Mere uss flat ke bahar mere bunglow sai joh mera personal saaman thaa woh ek truck mai bheja tha sab kuch bech ke maine sara paisa chuka diya thaa

Mai andar gaya

Saumya - hello sir aap aa gaye

Mai - kaya yaar kaya sir abb toh mere sai jada aukaat tumhari hai

Saumya - aree essmai aukaat ki baat kaha sai aa gayi aapnai mere liye etna kush kiya tab aukaat ki baat nahi hui aayi tab kyu

Mai - aacha toh

Thoda help kar dogi yeh sab sahi karnai mai

Saumya - off course

Usske baad hum log samaan nikal ke thik karnai lage

Aur kaafi time baad sab jab set ho gaya

Saumya - toh aage kaya karnai kaa erada hai

( Saumya waise secretary hai )

Mai - fihaal toh kuch khaas socha nahi hai

Tabhi jaise koi hawa kaa jhoka saa aya

Maine uth ke kidaki ko band kiya

Saumya tabhi side sai tiffin nikal ke - chaliye sir khanna kaah lijiye

Mai - aree esski kaya jarurat hai

Saumya - abb faltu ki baate band aur kaahiye

Mai has ke - ok ok thik hai

Kidaki sai phir hawa aane lagi

Saumya band karne ke liye uthi

Mai ussko betha - chhodo jaane do

Usske baad humnai sab kahatam kiya aur woh apne ghar chali gayi aur mai aram sai let gaya aakhe band karke

Bata nahi kyu baar baar mujhe thand lag rahi thodi aree mai gille kapde badale hi nahi aur tabhi hawa mujhe etnai tezz lag rahi thi

Maine jakar dress change kiya aur naha ke kambal liya aur let gaya vapas

Yaar kaya kush fus ho raha hai kaan mai

Maine vaps kaan vagera sab dhak liya aur gehari need mai chala gaya thodi der mai hi

Aur thodi der baad mai gehari need mai tha aur kuch jungle jaisa thaa maine kuch awaaz suni toh usske picche gaya aur yaha dar ke maare meri body sai pasina aa raha thaa

Tabhi mujhe kisi nai awwaz di ‘’Raj’’

Maine picche mud ke dekha aur kisi sai tarakara gaya aur girate hi meri need bhi khul gayi

Mai time dekha yeh esska kaya matalab hai mai kaafi ghante soya aur mujhe bus etna saa yaad raha aur subah bhi ho hi gayi thi

Mai uth ke bathroom mai aaya aur muh dhhone laga mirror mai dekh ke socha shave kar lu

Waise sapane bhi azzeb hote hai jinko yaad rakhana caaho woh yaad nahi rehate aur anjaane sai sapne yaad reh jaate hai jaise woh sahi mai saath mai hua ho

‘’Jaane anajani mai log kabhi yaad aate kabhi bhula diye jaate hai

Aur aakho ke paano par apni taswir chhod jaate hai ‘’

Wasie mere aakho ke paano par anjaan logo ki taswire jada hai mera koi apna yeh toh mujhe khair pata hi nahi aur mujhe pata karne ki jarurat nahi mai koi film kaa hero nahi ho jiska pariwar hai aur achanak sai woh akar mere care karnai lagenge

Maine shave kiye aur baaki sab kaam kiya aur phir tayaar hoakr bahar nikal gaya maine ek dukkan par chai pi aur kuch khaya aur phir vapas sai ussi road sai chalata hua ek dukkan par pahucha aur ek later joh mai ghar sai laya thaa dukaan waale ko diya

Ramesh - arre tum aa gaye beta

Mai - abb kaya kare chacha kuch kaam to karna padega naa

Ramesh - sunna tumhare baare mai bura laga beta

Mai - aree chacha kaya baat karte ho mujhe bura nahi lag raha toh aapko kyu lag raha hai chalo mai kaam par lagata hu aap jaaiye

Ramesh - chal thik hai dopher mai aata hu mai khhana lekar

Mai - haa thik hai

Ussek baad maine counter sambhala aur dukkan dekhane laga

Thodi der baad ek adami apni aurat ke saath waha aya

Mai - ji kaya du

Aurat list deti hai - mai workers sai samaan niklawata hu

Yeh yaha ke sbsai badi dukkano mai ek thi jaha soap sai lekar aapko truk ke tayar tak mil jaayenge

Adamai mujhe thoda ghur ke dhekhata hai - excuse mai tuh raj ho naa “RiT’’ ke

Mai ussko bich mai roak ke - woh sab kal ki baat ho gayi sir ab

Adami - darsal mai ussi company kaa naya partner hu

Mai - congrets sir madam aapko yeh lijiye aapka saaman aur bill

Ussnai bill diya aur chala gaya

Waise aap log soch rahe honnge kaya yeh meri shop hai joh yaha aise kaam karne lag gaya

Bus joh thode bhaut mai apne man sai kaam karat tha woh aache hue aur unka natija hai ki log madad kar rahe hai meri

Waise aapke kabhi kabhi jhakam bharate nahi ki aisi chize samanai aati rehati ki aapko sharminda hona padata hai

Saumya - sir aapnai batay bhi nahi ki aap yaha aa gaye hai mai breakfast lekar aayi thi

Mai - aree tum kyu pareshan ho rahi ho yaar aur subah subah apne ghar mai sabko bhi pareshan kiya

Saumya - koi alag sai kuch thodi banaya hai joh sabanai kahaya wahi laayi hu mai

Mai - ok ok tum table par laagao mai ata hu ennka hisaab karke
 
Last edited:

Qaatil

Embrace The Magic Within
2,216
13,278
159
Ekdum Dhamake Daar Shuruwat hui he story ki, lekin bhai sahab ke life ki Shuruwat dekhne me maza ayega 🔥
Kafi Emotional Update tha bhai Good Going 💔💔
Waiting For Next Update.
 
Last edited:

Nevil singh

Well-Known Member
21,150
52,931
173
Kismat

Introduction

Kismat ek aise chiz hai sab jisko sun ke sochate hai kaas yeh chiz hamesha apne saath rahe par aisa bola jata hai ki kismat badi kutti chiz kab kiske saath ho pata hi nahi chalata hai

‘’Kismat kaa khel kisnai jana hai

Bina esske lagata sab virana hai’’

Waise kismat bhi jab palati hai jab aap ussko ajmane ki kosis karate he jab aap akele rahte ho tab woh hamaesha aapke saath hoti par jaise hi bhid mai jaate ho woh jaise kahi gayab ho jaati hai

Kuch log bolate hai ki kismat apne haath mai hoti hai hum usse kudh banate hai agar aur jab koi chiz galat ho jaati hai unnke saath bolate hai ki kismat dhoka de gayi toh joh chiz tum bana sakate ho woh kaise dhokha de sakati hai

Darsal dhokebaaj kismat nahi hoti balki dhokebaaj toh log hote hai ess liye bharosa uss par karo joh bharosa karnai layak ho aur izzat ussko do ussko utare naa

Waise mai pravachan guru nahi hu maine yeh sab bolani mai bus etna hi matlab hai ki aap ko thoda saa apni kahani mai kismat kaa importance hai woh samajah saku joh mai thoda saa bata chuka hu baaki aap padh hi loge
nayi rachna ki bahut bahut badhai dev bhai
khubsurat panktiya hai dev bhai
 
dev babu yeh kismat hi thi jo paaro se milan na hua
aur chandermukhi ke pass mahfil rangeen rahi
 
Nevil singh

Well-Known Member
21,150
52,931
173
ALTRUISM - 1

Woh bolate hai naa ki

''Kismat ke haare log sadako par kismat dudhate hai ''

''Dil dhukhanai waale dil kaa haal puchate hai''

Yehi kuch sochate likhate hue maine apni diary ko band kiya aur gate khol ke bahar aaya aur phir lift leakar nicche aaya aur building le bahar aa gay

Aur ek baar phir mud ke maine building ko dekha aur bahar nikal gaya

Darasal woh adami mai hi hu joh kismat sai haar ke aaj sadak par aa gaya hu par maine kisi ko dhokha diya yaa nahi yeh nahi pata mujhe

Mai haath dete hue road ko cross kiya

Ek dukaan par akaar samosa kaah nai laga abb etna bhi kangal nahi hua ki kaah pi naa paau mana meri company mere haath sai chali gayi ghar nilaam ho gaya aur meri koi family hai nahi ki mujhe kisi ki chinta ho

Mai - chhotu do samose aur laa

Chhotu -ji saab ji abhi laya

Thodi der baad woh mujhe samose dekar

Chhotu - saab ji aaj gaadi nahi laaye

Mai has ke - abhi toh meri cycle ki aukkat bachi hai

Tabhi ussko kisi aur nai awwaz maari aur woh chala gaya

Maine samose kahatam kiye aur waha sai nikal gaya

Waise 21 ki umar mai maine etna sab kar liya dekh liya jaise puri jidagi hi ji li ho

Tabhi kahi sai ek awwaz aayi koi tezz sai chillaya tha

‘’Monika’’

Mai ek jhatke mai picche muda aur kisi sai takara gaya aur nicche beth ke usska saman uthanai laga jaise movies mai dekha karate the hum aur mai usske shir uthanae kaa intazzar kar raha tha aur jab uska face mere samnai aaya woh koi aur koi aur monika jisko mai nahi janata tha

Aur mai uthate hi barish ki bunde mere gaalo ko touch karke nicche jamin par giri

Aur ek jhatke mai waha bhagad mach gayi koi kapda koi kitab koi haath apne shir par haath rakh ke bhaag rahe the bachanai ke liye

Mai bhi bhiga hua ek diwal ke shaare khada ho gaya

Aur apne office ko dekh raha tha

Asmaan sai jamin par aa gaya mai

Khair thodi der baad baarish band hui aur mai waha sai apna coat nikal ke paani nicchod ke khandhe par daal liya aur jaane laga area mai jaha mera flat tha

Mere uss flat ke bahar mere bunglow sai joh mera personal saaman thaa woh ek truck mai bheja tha sab kuch bech ke maine sara paisa chuka diya thaa

Mai andar gaya

Saumya - hello sir aap aa gaye

Mai - kaya yaar kaya sir abb toh mere sai jada aukaat tumhari hai

Saumya - aree essmai aukaat ki baat kaha sai aa gayi aapnai mere liye etna kush kiya tab aukaat ki baat nahi hui aayi tab kyu

Mai - aacha toh

Thoda help kar dogi yeh sab sahi karnai mai

Saumya - off course

Usske baad hum log samaan nikal ke thik karnai lage

Aur kaafi time baad sab jab set ho gaya

Saumya - toh aage kaya karnai kaa erada hai

( Saumya waise secretary hai )

Mai - fihaal toh kuch khaas socha nahi hai

Tabhi jaise koi hawa kaa jhoka saa aya

Maine uth ke kidaki ko band kiya

Saumya tabhi side sai tiffin nikal ke - chaliye sir khanna kaah lijiye

Mai - aree esski kaya jarurat hai

Saumya - abb faltu ki baate band aur kaahiye

Mai has ke - ok ok thik hai

Kidaki sai phir hawa aane lagi

Saumya band karne ke liye uthi

Mai ussko betha - chhodo jaane do

Usske baad humnai sab kahatam kiya aur woh apne ghar chali gayi aur mai aram sai let gaya aakhe band karke

Bata nahi kyu baar baar mujhe thand lag rahi thodi aree mai gille kapde badale hi nahi aur tabhi hawa mujhe etnai tezz lag rahi thi

Maine jakar dress change kiya aur naha ke kambal liya aur let gaya vapas

Yaar kaya kush fus ho raha hai kaan mai

Maine vaps kaan vagera sab dhak liya aur gehari need mai chala gaya thodi der mai hi

Aur thodi der baad mai gehari need mai tha aur kuch jungle jaisa thaa maine kuch awaaz suni toh usske picche gaya aur yaha dar ke maare meri body sai pasina aa raha thaa

Tabhi mujhe kisi nai awwaz di ‘’Raj’’

Maine picche mud ke dekha aur kisi sai tarakara gaya aur girate hi meri need bhi khul gayi

Mai time dekha yeh esska kaya matalab hai mai kaafi ghante soya aur mujhe bus etna saa yaad raha aur subah bhi ho hi gayi thi

Mai uth ke bathroom mai aaya aur muh dhhone laga mirror mai dekh ke socha shave kar lu

Waise sapane bhi azzeb hote hai jinko yaad rakhana caaho woh yaad nahi rehate aur anjaane sai sapne yaad reh jaate hai jaise woh sahi mai saath mai hua ho

‘’Jaane anajani mai log kabhi yaad aate kabhi bhula diye jaate hai

Aur aakho ke paano par apni taswir chhod jaate hai ‘’

Wasie mere aakho ke paano par anjaan logo ki taswire jada hai mera koi apna yeh toh mujhe khair pata hi nahi aur mujhe pata karne ki jarurat nahi mai koi film kaa hero nahi ho jiska pariwar hai aur achanak sai woh akar mere care karnai lagenge

Maine shave kiye aur baaki sab kaam kiya aur phir tayaar hoakr bahar nikal gaya maine ek dukkan par chai pi aur kuch khaya aur phir vapas sai ussi road sai chalata hua ek dukkan par pahucha aur ek later joh mai ghar sai laya thaa dukaan waale ko diya

Ramesh - arre tum aa gaye beta

Mai - abb kaya kare chacha kuch kaam to karna padega naa

Ramesh - sunna tumhare baare mai bura laga beta

Mai - aree chacha kaya baat karte ho mujhe bura nahi lag raha toh aapko kyu lag raha hai chalo mai kaam par lagata hu aap jaaiye

Ramesh - chal thik hai dopher mai aata hu mai khhana lekar

Mai - haa thik hai

Ussek baad maine counter sambhala aur dukkan dekhane laga

Thodi der baad ek adami apni aurat ke saath waha aya

Mai - ji kaya du

Aurat list deti hai - mai workers sai samaan niklawata hu

Yeh yaha ke sbsai badi dukkano mai ek thi jaha soap sai lekar aapko truk ke tayar tak mil jaayenge

Adamai mujhe thoda ghur ke dhekhata hai - excuse mai tuh raj ho naa “RiT’’ ke

Mai ussko bich mai roak ke - woh sab kal ki baat ho gayi sir ab

Adami - darsal mai ussi company kaa naya partner hu

Mai - congrets sir madam aapko yeh lijiye aapka saaman aur bill

Ussnai bill diya aur chala gaya

Waise aap log soch rahe honnge kaya yeh meri shop hai joh yaha aise kaam karne lag gaya

Bus joh thode bhaut mai apne man sai kaam karat tha woh aache hue aur unka natija hai ki log madad kar rahe hai meri

Waise aapke kabhi kabhi jhakam bharate nahi ki aisi chize samanai aati rehati ki aapko sharminda hona padata hai

Saumya - sir aapnai batay bhi nahi ki aap yaha aa gaye hai mai breakfast lekar aayi thi

Mai - aree tum kyu pareshan ho rahi ho yaar aur subah subah apne ghar mai sabko bhi pareshan kiya

Saumya - koi alag sai kuch thodi banaya hai joh sabanai kahaya wahi laayi hu mai

Mai - ok ok tum table par laagao mai ata hu ennka hisaab karke
laajwaab behtreen shaandaar dhamakedaar jordaar
update ke sath gajab ki entry maari he dev bhai bahad umda hai
shayri toh gajab hai bhai
aur kishmat toh kya kahne
bahut hi aakarshak likhte ho bhai
 
Status
Not open for further replies.
Top