• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Shayari Kavita-sayri

Raj_sharma

यतो धर्मस्ततो जयः ||❣️
Staff member
Moderator
47,932
83,096
304
बिल में घुसकर नहीं, सामने दहाड़ते है,
अजी बिल में घुसकर नहीं, सामने दहाड़ते है,
और अपना रूतबा ही ऐसा है दोस्त, हम सामने वाले की कहकर फाड़तें हैं। :approve:
 
Last edited:

Black

Prime
27,049
41,742
304
Main sochta tha ki pata nahi log apno ke jaane ke baad kaise reh lete hain
Kaise apni zindagi beeta dete hain
Jitni bhi dukh dard peeda hoti thi maa ek baar dekh leti thi toh sab kuchh theek ho jaata tha
Pita sar pe hath ferte the sab theek ho jaayega
Kitna aasaan tha aapke hijr mein mar jaana
Poori umra lagegi jaan jaate jaate
 
  • Like
Reactions: vihan27

vihan27

॥ "आत्ममानस्य सम्मतिः स्वभावस्यान्तः" ॥
20,263
12,009
213
Nahi .. ladko ke jhulfey nahi hote hai ? Ladke ke ankhen bhi kamal ki hoti hai agar muhabbat se dekha jaye to
Chalo tum kahti ho to Maan lete hai, ab ladki ki aankhon aur uski julfo ki tarif suno...

Aankhein jaise koi khwaab haseen,
Aur zulfein jaise raat ki chaadar.
Tumhe dekh kar bas ye khayal aata hai,
Ki khuda ne fursat mein banaya hai ye manzar.
 
  • Love
Reactions: Alfiya

vihan27

॥ "आत्ममानस्य सम्मतिः स्वभावस्यान्तः" ॥
20,263
12,009
213
Main sochta tha ki pata nahi log apno ke jaane ke baad kaise reh lete hain
Kaise apni zindagi beeta dete hain
Jitni bhi dukh dard peeda hoti thi maa ek baar dekh leti thi toh sab kuchh theek ho jaata tha
Pita sar pe hath ferte the sab theek ho jaayega
Kitna aasaan tha aapke hijr mein mar jaana
Poori umra lagegi jaan jaate jaate
Main bhi sochta hoon,
kaise reh lete hain log unke bina
jinse saans lene ki aadat ho jaati hai…
Maa ki ek nazar jo marham thi,
ab yaadon ki dhund ban kar chipak jaati hai.

Pita ka woh haath jo himmat deta tha,
ab sirf khwab mein aakar sar sahlaata hai…
Sach kehte ho, mar jaana shayad aasaan hota,
par jeena…
jeena toh roz thoda thoda tootna hai।
Magar shayad isi ka naam zindagi hai,
unke bina bhi unhi ke sahare jeena।
Unki baaton ko apni awaaz bana lena,
unke haath ki garmahat ko apne hausle mein chhupa lena।
Woh jaate nahi poori tarah,
bas dikhna band ho jaate hain।
Aur hum…
hum poori umar unke hissa bankar jeete rehte hain।
Dard kam nahi hota,par insaan us dard ke saath jeena seekh leta hai।
Shayad isi ko kehte hain,
Jaan jaate jaate poori umar lag jaana…
 
  • Like
Reactions: Black and Alfiya

Aakash.

ɪ'ᴍ ᴜꜱᴇᴅ ᴛᴏ ʙᴇ ꜱᴡᴇᴇᴛ ᴀꜱ ꜰᴜᴄᴋ, ɴᴏᴡ ɪᴛ'ꜱ ꜰᴜᴄᴋ & ꜰᴜᴄᴋ
Staff member
Sr. Moderator
53,529
169,406
354

Aakash.

ɪ'ᴍ ᴜꜱᴇᴅ ᴛᴏ ʙᴇ ꜱᴡᴇᴇᴛ ᴀꜱ ꜰᴜᴄᴋ, ɴᴏᴡ ɪᴛ'ꜱ ꜰᴜᴄᴋ & ꜰᴜᴄᴋ
Staff member
Sr. Moderator
53,529
169,406
354
Kya acha sunna chahte ho batao ?
Filhaal to mujhe aisa lag raha hai ye shayri thread hai yaha cc karke is thread ki shobha kyu girana kaho to cc thread me chale​
 

simi2

Boyfriend of Simi. love swapping.
51
12
8
Dil diya tha tujhe sambhaal ke,
Tune rakh diya usey bhi sale pe discount ke saath!
 

simi2

Boyfriend of Simi. love swapping.
51
12
8
Padhai ka naam sunte hi aa jaati hai neend,
Mobile ka notification ho toh aankhen khul jaayein instant speed!
 
Top