Update....
Aayushmaan- aakhir humse chook ho hi gayi jaan...
Aaj humaari wazah se Aisha , kya se kya ban chukibhai...
(Wo apni wife , shanaya kibtaraf dekhte , huwe kehta hai...)
Shanaya-matlab hum ne der kr di thi uss din...
Ayushmaan-haan... Sirf thodi si der ,
Ho gayi thi humse...
I am sorry Alisha...
Humari wajah se tumhari sister , double nature walibvampire ban chuki hai aaj...
Harry jo ki kabse inki baaten sun raha tha...
Aur use samjh nhi aa rahi thi. Kibakhir wibbaat kya kar rahe hain...
Lekin jab dad ne bola ki unki wajah se ,
Hi Aisha aisi bani hai...
To to wo bol hibpadta hai...
Harry-kkkyaaa... Kya matlab hai dad aapka...
Aisha aisi aapki wajah se aisi kese ban sakti hai....
Lekin mujhe to , Alisha di ne yahi bataya ths ki aap logon ne thik time par Aisha ko save kar liya tha...
Btw dad mukhe to laga tha ki ye sab baaten mujhe Aisha se hi poochhni padengi...
Lekin ab aapki baaton se lag raha hai ki...
Aap Log to uss se bhi kahin jada jasnkari rakhte hain uske baare main...
Ayushmaan-no my son... Ye baat humen bhi aaj tak pata nahin chal paya ki vo...
Ek man ester bhi hai...
Lekin iss baat ka hum jaroor andaaza laga sakte hain ki...
Wo kis reason se aisi ban gayi hai...
Harry-i am very excited to listen this dad...
Please der na karte huwe jaldi bataiye...
Alisha-mee too dad...(wo bhi Harry ki baat main saath deti huwi bolti hai...)
Ayushmaan-ohh... To tum kya sirf itna hi jaante hoki Humne aisha aur alisha ko bachaya tha...?
Harry-han... Inhone apne bachpan ke baare main bataya thoda..
Fir ye bataya ki kese inke jawan hite hib2 ladkon ne ,
Inki life main aakar inki life ko barbaad kar diya...
Aur uske baad aap inko bachane aate hain...
Jo Alisha di ko to turant bacha lete hain...
Jabki Aisha ki bachne kibummid kam thi... Iss liye usse wahan hi chhod kar aa jate hain...
Likin aap ko Alisha di ki zid ke aage jhukna padta hai ...
Ur aap log aisha ko bhi lakar bacha lete hain...
Itna keh kar Harry apni baat khatm karta hai...
Mom shanaya kabhi Harry ki taraf dekhti hain...
To kbhi ayushmn ki taraf...
Sawliya nazron se dekh rhi hoti hai...
Kibwobab Harry ko kya batane wala hai...
Ayushman-(wo bolna shuru karta hai)
Ti fir main tumhe iss baat ko thoda durust karke...
Air iske aage ki thidi baat batata hun...
Shayad tumhe uss se tumhare sawalon ka jawaab mil jaye...
Harry-ummid to yahi karta hun dad...
Ayushman- han to jab hum , Alisha ko uthakar laye the bachane ke liye...
Uss waqt zehar iski body main , badi hi tezi se fail raha tha...
Lekin thik time par treatment milne se ,
Man-eater s ka zehar iski body se bilkul choos kar fenk daala tha maine...
Wese to main uss poisonous blood ko nigal bhi sakta tha...
Lekin Man-eater s ka blood hum logo ke liye thik nhi hota...
Humare bhi wesa ban ne ke kafi chances badh jate hain.... Jesi alisha ban chuki hai...
Ab baat karta hun Aisha ki... To zab Alisha ko hosh aaya to isne hosh main aate hi Aisha ka zikar karna shuru kar diya...
Tab jakar hume Aisha ka khyaal aya...
Warna hum Alisha main hi itne busy the ki baaki kuchh dhyan mai hi nahi tha...
Aur Alisha tum yakin nahin karogi...aur shayad tumhe ab ye sun kar bura bhi lage ki...
Jese hi tumne humen Aisha ki taad dilayi to , mene turant hi apnee logon ko usko maarne ke liye bhez diya tha... (Wo alisha ko dekhte huwe kehta hai...)
Alisha& Harry-(ek saath) whaat...? Aap sach main usko marwane wale the... Aap aisa kese kar sakte the dad...
Dad- humari mazboori thi wesa karna uss waqt ..
Kyon ki agar kisi insaan ko kisi Vampire ke zariye bite kar ke adhmara chhod diya jaye...
Wo insaan kabhi mar nhi sakta ..
Kyon ki uski ragin main ek vampire ka khoon daud raha hota hai...
Lekin wo , Insaan vampire bhi nhi ban sakta...
Q ki tum jante ho ki uske liye v3 bite jaroori hoti hain...
Jaise ab tumhari 2 bite hobchuki hain aur ek baaki reh gayi hai...
Theek wese hi...
Khair jab zab hum Alisha ke kehne par ,
Aisha ko le aaye the ,
Palda palat chuka tha...
Thodi der pehle hum jisko maarne wale the...
Ab hum usko apni beti maan chuke the ...
Kyon ki insaano ko marne se bachana humara kaam nahin hai....
Lekin jab hum kisi ko bachate haun to to usko dil se apni family main shamil karna hota hai...
So Aisha ab humari family ka hissa ban chuki thi...
Aur usko bachana hi humaari priority thi...
Tab tak wese to kafi der ho chuki thi...
Fir bhi humne apni saari takat laga di usko bachane main...
Uske andar poison ki quantity itani zada hobchuki thi ki...
Pehle mene uska kafi poison choosa...
Aur jab meri taqat zawaab de gayi to fir shanaya ne uska baki bacha huwa poisonous blood choos kar fenk diya ...
Lwkin ab waqt tha... Aisha ko taqat dene ka...
Kyon ki uski body se lagbhag sara blood khatm ho chuka tha...
Vampire ban na tobuska ab nishit hi tha...
So mene apni wrist kaat kar usko apna blood pilaya aur bacha liya...
Harry-fir wo aaj wesi kese hai...?
Dad-shyad ... Man-eater ka zehar bohot zada fil gaya tha uske zism main...
Aur uoar se humari bite...
Yahan ye bhi gaur karne wali baat hai ki...
Aisha ko uss waqt ek saath hi 2 bite mil hayi thi...
Jiski wajah se shayab koi , Unique changes aye Aisha ki body main...
Jiski wazah se wo aadhi hum jesi aur aadhi Man-eater ban gayi...
Harry-matlab ki uske andar dono clans ki powers hain ...?
Lekin mujhe to aaj tak ye hi oata nahin tha ki , wo ek vampire bhi hai...
Main to usko sirf ek normal insaan hi samjhta tha...
Na hi uski body se aap sab jesi smell aati hai ..
Dad-oh.... Ye baat hai... To iska reason ye hai ki uske andar Man-eater s ka asar shayad kuchh jada hi hai...
Jiski wajah se uske andar khud ko chhupane ki fitrat hai...
Wo na chahte huwe bhi... Tum jese adhure vampires ki pahuch main nhi aayi... Uski smell paane ke liya tumhe ... Apni 3rd bite ka intezaar karna hoga...
Khair uske baad Harry dad ko ye bhi batata hai ki ...
Kese aaj usne aur aisha ne mik kar Man-eater s ke 6 logo ko maar diya ..
Usne aisha ke kaarnamo ko kuchh jada hi jor de de kar sunaya...
Aur fir waqt aaya faisley ka...
Harry-to dad ab jabki aap ko aisha ki asliyat ka pata chal hi gaya hai.....
To ab apka rawaiyya uske liye kya hai ..
Kya aap usko abhi bhi apne pariwar k hissa manenege...?
Harry ke iss sawal ke baad wahan kuchh der ji khamoshi chha jati hai ..
Ayushmn aur shanaya ankhon hi ankhon mein ek dusre se baat karte hain...
Fir ayushman bolta hai...
Dad-harry... Jesa ki main pehle hi bol chuka hun ki...
Hum ek baar jis ko apne yaha le aate hain...
Usse aoni family ka hissa maan lete hain...
Aur rahi baat humaari clan ki to , humari xlan main rehne ke liye uska half vampire hona bhi kafi hai...
So don't worry ,,, wo ab tumhare akele ki chinta nahin hai...
Balki wo humare liye koi chinta hi nahin hai...
Wo humari family ki ek member hai... Humari gudiya hai...
* * * *
Idhar aisha jo ki apne room se nikal...
Khudko sabse chhupa leti hai...
Wo hall se thoda side mai hi chhuo kar... Saari baaten sun ne lagti hai...
Aue jab uske kaanon main ye baat padti hai ki....
Wi jisse apna dad maan ti hai...
Aur jisse apni Mom maanti hai....
Wo to usse usssi din maar daalne wale the..,
Jab usski zindagi main Man-eater s ka toofan aaya tha ....
Ye baat sich kar uska chehra gusse se ek dam tamtamane lagta hai....
Aur ankhin main khoon utarne lagta hai ...