• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Jadui PARIVAR aur main CHUDAKKAD 💜

Sabse behtarin superpower kiski hai ?

  • Tejaswini chachi

  • Nirmala bua

  • Guddu didi

  • Shweta didi

  • Maa

  • Others


Results are only viewable after voting.
Status
Not open for further replies.

Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
16,176
40,326
258
UPDATE 18
After a long time.

"Ab ro dho kar kya fayda?, uske sath jitna bura bartav aapne kiya hai, shayad hi usase jyada bura uske sath ab ho sakta hai"

Shital yaani Kamal ki maa ko is tarah rota dekh Ashu gussa ho gayi.lekin Jab uski maa Nirmala ne aankh dikhayi to phir vaha se gusseme apne kamre me chali gayi .

Lekin ,Ashu ki baat sun Shital bahot dukhi ho gayi.

" Maa ,tum uski baat ka bura mat maano, vaise bhi Kamal kaha jaane vaala hai.vaise bhi kya karta hamare sath rahkar." Shital ko is baat ka gussa aaya,sath hi sath apni galti kaa bhi ahsaas ho gaya. Kahi Ghar vaalo se ubkar to ghar chhod kar to nahi chala Gaya.

Use Ashu ki baato se Aisa hi lag raha tha ,kyuki jab se Kamal gayab hua tha, vo ghar vaalo ko hi dosh deti phir rahi thi.
Upar se dimag padhne ki vajah se use Ab kamal ki maa ko sach me pachtava ho raha hai ye dekhakar use Aur bura lagta ki, Ab uske jaane ke baad ye sab hone se kya fayda. Ashu ko pata tha ki parivar ne Kamal ko kaise treat Kiya hai. Use is baat dukh hamesha rahta tha lekin ab uske pass bass ye dukh hi bacha tha.

Ab mahine se jyada ho chuke the lekin Kamal kaa koi pata nahi tha. family me sab log pareshan the , kuch dino Tak to kisika bhi dhyan nahi gaya lekin ab dhire dhire sab behad chintit the.

Ghar me rah rahe mahmaan bhi ab ghar ka hissa ho chuke the. khaskar pranjali aur sojwal jo dono hi shayad khush the . Ab ghar me sabhi log MAV ke baare me jaante the sivay dada-dadi aur nana-nani ke jo ki sab ke hisab se sahi tha, kyuki Ab vo log parivaar kaa hissaa the.

Asmita dukhi thi lekin uske Dil ke ek kone me vishvas tha ki Kamal ko kuch nahi hua hoga aur sath hi me use Amrita ka bhi khayal rakhna tha .


Vo Amrita ko himmat nahi khone dena chahti thi .agar Amrita yaa Ashu ko kuch ho gaya to vo Kamal ko kya jawab degi isiliye un dono ko himmat dene ka kaam Asmita kar rahi thi .

Kuch log jarur the jinhe farak padna chahiye tha jo bilkul bhi nahi pada usme Kamal ki bahan payal , uska Bhai Vishal aur Sunil unhe chhod baaki ghar ki ladkiyo ko Kamal ki chinta lagi padi thi. Khaskar ke Rupali ko uske dimag par baaki bhi chintaye thi lekin use Kamal ke naa hone ka dukh bhi ho raha tha.Vo use eklauta bhai maanti thi jo use nahi tha.

" Tum bhi naa,itne dino se ham yaha aaye hai tum ekdum shant rah rahi ho " pranjali Amrita ko is tarah apne kamre me udaas
baitha dekh boli . ro rokar Amrita ka haal in mahino me behad bura ho gaya tha , Bass apne kamre me udaas hokar baithi rahti.

" To phir tum kya karvana chahti ho mujhse " Amrita ne kaha.

" Bahar chalo mere sath , kitna maja aata hai. Un logo ke alag alag mission pahli baar aisa laga ki kahi ham fit hote hai " Pranjali ki baat par Amrita thodi utsuk to thi .

" To phir tay raha vaise bhi Rupali di kah rahi thi ki tumhe unke sath le jaaya jaye ." Pranjali ki baat par mudkar.

" Kya sach mein kah rahi thi? "Amrita ke man me pranjali ki tarah hi in ladkiyo me ghul mil le aisa lagta tha sath hi Kamal ka naa hona use behad sata raha tha vo jaanti thi ki Kamal ko kuch nahi hua hoga use Asmita aisa kaha tha ki Kamal abhi bhi surakshit hai .

" Haa, Rupali di ko tum me behad kshamata najar aati hai." Amrita ko to jaise ye baat pata hi nahi thi . Lekin vo bahar jaane ko utsuk to thi upar se pranjali ko vo mana nahi karna chahti thi ,use pata tha ki shayad pranjali ke man uske liye irsha hai ki uska parivar kis tarah pyar lutata hai jo ki unki sahi beti par bhi nahi luta pata Isiliye vo itne achhe se baat karne par maan gayi.


Chaaro taraf andhera chhaya hua tha, ek chhoti si ladki ek kutiya me soyi thi. Aas paas pura jangal dur dur tak koi shahar nahi tha .
Jangali jaanvaro ka Darr hamesha laga rahta tha .
Vo lambi lambi saanse le leti hui thi.
Tabhi achanak aas pass ki roshni jaise gayab hone lagi.is tarah ke achanak hue andhere se ladki ki dhadkane tej hone lagi thi .

Usne apne sharir par odhi chadar ko alag kar darte hue khadi ho gayi , darwaje ke pass koi kisi ki aahat hui.

Vo lambi lambi saanso ke sath khidki ke pass pahunchi .

"Oooowhooooooooo"

Ek bhediye ki garajane ki aavaj aate hi darwaja khul gaya ,aur saamne itne andhere me jaha mashal ki roshni tak nahi aa rahi thi vaha par ek bhediye ki tarah jaanvar ki aankh aur lambe lambe daant itne andhare me behad hi adbhoot aur daraavane tarike se chamak rahe the .

" Tum abhi bhi jaagi hui ho , ye saakhoo bhi naa!

Aavaj kare bina nahi rahta use Bahot kuch sikhna baaki hai "

Saamne ek mundan kiye hue gruhasth khada tha jo ki us ladki kaa pita tha .
Tabhi vo gruhasth andar aakar .

" Achha thik hai , ab so jaao Abby beta hame subah uthna bhi hai , jangal me subah se pahle uthna chahiye "

Abby jo ki darri hui thi usne jaakar sidhe apne pita ke kamar se lagkar rone lagi .

Use rota dekh uske pita samjh gaye ki kya hua hai. Itni Kam umar me apni maa ko khona kitna mushkil hoga uske liye ye jaanta tha.

Usne niche baith apni beti ke gaalo par se aansu ponche.

" Pitaji aap bhi mujhe maa ki tarah chhodke nahi jaaoge naa " ye kahte hi uske pita ne use sine se laga liya.

" Nahi beta bilkul nahi , main tumhare sath hamesha hu aur rahunga , tum shayad apne pita ki shaktiyan nahi jaanti , meri marji ke siva mujhe patthar tak nahi chhu sakta upar se mere sath Saakhoo bhi hai naa , vo meri marte dam Tak suraksha karega."

ye kahte uske Saakhoo ke taraf dekha , lekin saakhoo ko is baat ka bura laga is liye ek taraf lete lete usne apna sar dusri aur kar liya .

" Tum meri chinta mat karo , Ab to mujhe ek aisi jagah mili hai jaha hame koi dukh nahi pahuncha sakta"

Abby ne kahi aur jaane ka sunkar khush ho gayi aur aage puchhne lagi
"Kaisi jagah "

" 'Pruthvi', us jagah ka naam prithvi hai , behad sundar hai vaha par tumhe behad maja aayega "


Abby apne pita ki baat sun khush ho gayi aur phirse apne pita ke gale lag gayi .


" Abby , Mahindra ke baare me kuch pata chala " Achanak Mathew ki baat sun Abby jaise sapne se bahar aayi.

" Nahi , nahi kuch pata nahi chala , Doctors ka kahna hai ki usne davai thodi jyada matra me li thi jis vajah se uski Jaan chali gayi."

Mathew sochte hue "Lekin Mahindra lagta nahi suicide karne vaale insaano mese use main bachpan se jaanta hu."

Mathew ki baat sun Abby apni soch me chali gayi.

" Baaki karan ke baare me koi lead mili " Mathew ki baat sun Abby ne pass me padi tasweer uthayi .

Us tasweer ko dekh Mathew khush ho kar bola. " maine kaha tha na ki vo prithvi par hi hai "

" Haa aapki baat sahi nikli ,khabar mili hai ki aaj raat ko vo is pate par mil sakta hai "

" To tum kuch logo ko lekar jaao ho sake to jyada ho to chalenge lekin is baar chhutna nahi chahiye"

" Ji "

" Abby meri baat dhyan rakhna tum Karan ko halke me nahi le sakti "

" Ji "

" Tumne vo naye hathiyaar banaye hai uska kya hua " Mathew ke sawal par apne phone se ek lohe ki bani rassi ko dekhne laga .

" Hamne inhe aapne jaisa kaha vaisa hi banaya hai , jo ozors ke khun ko dhatu ke sath milakar ise kuch rasaynik prakriyo se banaya hai jisase ye jadui shaktiyon ko shunya kar deti hai "

Tabhi ek baar usne Mathew ko apne taraf ghurata paya .
Abby ek fit ladki thi . Pura sharir ekdum paripurnata se maintain tha jo ki ek badi yoddha hone ki vajah se tha .isi vajah mardo ko apni taraf Bahot baar dekhta paa leti thi .

Matthew ke jaane ke baad thodi rahat ki saans li.

Shyam ke vakt ek sunsaan jangal me chaar ladkiya khadi thi .vo charo Amrita ,Abby meena aur Rupali thi .

" Kya hua pranjali nahi aayi?"Abby ne do hi log apne sath dekhkar.

" Nahi vo busy ho gayi , shadi ki shopping me Mummyoke sath ke sath Ye Amrita bhi nahi aane vaali thi lekin phir ham tino hi rahti isiliye ise lekar aa gayi " Meena ki baat sun Abby boli

" Achha to ye hai Amrita jisase Pranjali itni jalti hai." Abby ke pet pe tabhi halka sa mukka Meena ne mara . Rupali ne Abby ko aankh dikhayi.

Amrita un tino ki baate samajh nahi paayi .

Meena ne tabhi baat badal daali.

" Vaise Mahindraji ke khuni ke baare me pata chala "

Abby Meena ki baat sun thodi shant hui. Rupali thodi dari hui lag rahi thi.
" Nahi kuch nahi pata chala, shayad mere hisab se aatmahatya hi ki hai Mahindra ji ne "

" Badi baat to hai hi ki jinhone Mathew sir ke sath milkar hi to ye company banai thi lekin ab unhone aatmahatya ki hai "

Abby tabhi ghur kar Meena ko dekha.

Phir apna sar jhatkate hue .

Ye bartav Meena ko ajib laga lekin vo kuch nahi boli. Vahi Amrita buri tarah fass chuki thi ,vo yaha par pranjali ki kahne par aayi lekin usne vakt par palti maar Li vo to achha tha ki Meena thi . Jiske sath uski achhi khassi jaan pahchan ho gayi thi.

" To tum dono suno , ham jis aadmi ke sath niptane jaa rahe hai use main akeli hi sambhal sakti hu lekin phir bhi tum dono ki madat ki jarurat padegi kuch hi der me vo yaha aata hi hoga , usaka pakada jaana MAV ke liye behad jaruri hai "

" Kya tumhare pass bhi Shaktiya hai " Amrita Abby ki baat sunkar bol padi.

" Haa hai, shayad Pranjali ne thik se mere baare me bataya nahi "
Itna kahkar phirse ek dusre ki takat jaankar chhupte hue thodi planning karne lagi.

Vo ek shahar se bahar ek khule maidan ke pass hi main ek jangal tha .vaha par chand ki roshni me chije dikhayi de sakti thi.

Tabhi vaha par kisi ke aane ki aahat hui.

Rupali ne Tino ko aagah kiya .

Abby jaise hi us ki aur jaane vaali thi tabhi Rupali ne use khhich liya aur dhire se bol padi .

" Ruko shayad uske sath koi aur bhi hai "

" Phir to dono ko marna padega "

Abby jaise hi hamla karne ke liye badhi,ekdum se andhera chhane laga .un sab ne aas pass dekhne ki koshish lekin aas pass puri tarah andhera tha.jaise achanak vaha se Chand ki roshni gayab ho gayi ho.

Meena aur rupali ye dekh ek dum Darr gayi kyu ki vo kuch bhi nahi dekh paa Rahi thi .

Tabhi Abby ko ek taraf kisi jaanvar ke garajne ki aavaj aayi ,us taraf jab sabki najar gayi.



Picsart-24-05-13-22-39-37-305

Us bhediye ko dekh Abby bol padi.


" Saakhoo " Itna kahte hi achanak usne apne aankhe band kar di aur rang aankho ka badal kar shant ho gaya.
dhire dhire roshni vapas aane lagi .

Abby tabhi us insaan ki taraf mudi.
Use dekhkar ekdum hakki bakki ho gayi.

" Kamal ,tum "

" Haa Main, lekin tumne Mujhe kaise pahchana? "

" Mujhe tumhari tasveer shital ji ne dikhayi thi tumhe dhundne ke liye "
Kamal ne us ki baat ko puri tarah Ansuna kiya aur apna dhyan dusri taraf Kiya.
tabhi vaha par Teeno bhi aa gayi.

Meena kuch bolne hi vaali thi ki Amrita jhatse bina koi parva kiye Kamal ke sine se lag gayi .

Ye sab dekh Abby ne ek baar Meena aur rupali ki taraf dekha, Meena aur Rupali bhi Abby ki tarah kuch samajh nahi paayi.

Is tarah se Kamal ke sine se lagte hue rota dekh vo tino samajh to gayi thi ki ye dono dusre ko sirf jaanane se behad aage hai .
Lekin kaise, Meena ye samjh nahi paa Rahi thi .Amrita uske hisab se Kamal se mili bhi nahi thi . Vo apna dimag laga rahi thi .

Kamal apne sine se Amrita ko paakar ekdum ruvasa ho gaya , usne kis tarah se khudko unse milne se roka tha ye use hi pata tha.
Tabhi Kamal ne Amrita ka chehra upar kiya Aur aansu ponche.

" Kaha chale gaye the aap ?"Amrita ke muh se rote hue ye shabd nikal Gaye.

" Vo sab me baad me."

Tabhi Meena bol padi .

" Kamal tum kaha the aur yaha kya kar rahe ho?"

" Main vaise to yaha aap sab ko expect nahi kar raha tha, main to sirf ek insaan se yaha milne aaya tha " ye kahkar Kamal ne apna chehra Abby ki aur kiya.

Ye sun tino ek dusre ki taraf dekhne lagi .

" Mujhe tumhare Pitaji ne yaha bheja hai " Ye kahte hue Kamal ne ek baar Abby ke chehre ko padhne ki koshish ki .

" Mere Pita ne , Kaha hai vo? Aur un tum tak kaise pahuche?" Abby to us bhediye yaani saakhoo ki vajah se samajh gayi thi ki Kamal sach kah raha hai.

Tabhi Kamal ne idhar udhar dekha.

" Vo sab tumhe meri puri baat sunnne par hi samjh aayega "

Kamal ne thod der kuch soch kar Meena aur Rupali ki taraf ishara kiya. Rupali to ekdum tilmila uthi.

" Kamal, Tumhare sath kya hua hai jaanane ka mujhe pura hak hai ?"

" Kaisa hak ?"Kamal ne gusse me kaha.

" Main Tumhari bahan hu."

" Konsi bahan Mera koi parivaar hi nahi hai"

Rupali to jaise Kamal ki baat par rone ko aa gayi thi , lekin Meena Jo kuch kahna chahti thi use pata tha agar Kamal Rupali ki nahi sun raha, to uski kya sunega is liye Rupali vaha se le kar jaane ki koshish ki .

"Nahi Kamal ke bina ghar nahi jaane vaali"

" Rupali tum Apne Ghar chali jaao ekdum se kisike dil pyaar nahi jaag jaata , mujhe sab pata hai kon kitna pyar karta hai jab tak tha ,tab nahi ab kuch fayada nahi main bhool chuka hu mera koi parivaar tha un sabko bhi bata dijiye "

Rupali ye baat sun gusse me bol padi.

" Ab to main Amrita se bhi jyada tumhare liye parayi hu,nahi! "

" Aapko jis baat ke baare me pata naa ho uske bich mat bola kijiye mere liye Amrita kya maayne rakhti hai aap nahi jaanti. "

Abby ye sab dekh bol padi .

" Meena tum rupali ko lekar car me baitho me kuch hi minute me aati hu"

Phir Kamal ne Rupali ko saree baat bata di ,ki vo kon hai , vo kaise Katkodi me kaid tha vaha se kaise samundar ke raste se bhaga.
Ye to bhala hua ki use Shaktiya ek sipahi ki samandar tairane ki mili hui thi , jis vajah se vo ek dur taapu par behoshi ki halat me thak haar kar pahuncha.

Jab uski aankh khuli to saamne ek takla insaan dikha jiske behad barik baal the .

" To pritam kaise ho ab " use dekh main samajh Gaya ki ye vahi insaan hai jo mere sapne me aaya tha.

" Aap ? "

" Mera naam sukant hai."

" Vaise main kaha hu?."

" Tum jaakaal naam ke jangal me ho , tumhe yaha ke jakaali logo ne hi samandar se bachaya hai ."

Maine aas pass dekha ,main ek jhopdi ke andar tha .

Vaha par tabhi ek 40-50 saal ki ek aurat aayi jo ki chandi ke rang ke vastra pahne hui thi . Uske hath me paani dekh main sidhe baith gaya .

Mujhe taklif ho rahi paa kar Sukant ne mujhe sidha kiya .

Tabhi vo aurat boli .

" Shyam ko hamare yaha tyohar hai , aapko usi ke liye bulaya hai "

Itna kahkar vo chali gayi .
Uske jaate hi maine sukant ki taraf dekh ek gruhast jise dekhe bina jo mere sapne me aaya tha kuch to jaruri hoga.

" Vaise tumhara is janm me naam kya hai?"

" Kamal "

" Kamal ,to phir jaldi jaldi bahot si chije sikh lo kyuki tum ek baar bache ho, Kharad se agali baar nahi bach paoge , vo is taraf sena lekar aata hi hoga ."

" Kya?"

" Maine kaha naa jaldi jaldi paristhiti me ghulna sikho"

" Vaise aap mujhe kaise jaante ho"

" Har kisike pass apni Shaktiya hoti hai , jaise tum hamse hamari bhasha me baat kar paa rahe ho ."

Unki baat to sahi thi ,
Kuch derr baad main sukant ke sath Raja aur unki Rani ke pass khada tha .

" Ab aapko jaana chahiye yaha se , Aap abhi Kharad se padhne ke layak nahi hai "

Un jalaali logo ke Raja ki baat sun main kuch nahi bol paya us ki baat bilkul sahi thi .

"Mere hisab se ye sahi kah rahe Kamal tumhe chale jaana chahiye" Sukant ki baat sun main bol pada.

" Aap log sahi hai , meri vajah se main bekasur logo ki Jaan khone nahi de sakta "

Tabhi us Raja ne meri taraf dekha .

" Jaane jaayegi bahot se logo ki jaayegi aur vo khushhaali se apni Jaan aapke liye lutayenge "

Raja ki baat kahte hi raani bich me bol padi .

" Aap hamare bete ko lekar jaao vo aapko sahi salamat us grah par pahuncha dega "

Tabhi ek sudridh sharir ka vyakti mere pass aaya meri shaktiyo ki vajah se main samajh Gaya ki iski shakti teleport ki hai .

" Vaise ye tyohar kis baat ka hai " mere sawal puchne par Sukant has pada.

" Yaha koi tyohar nahi ho raha ye to yuddha ki tayari chalu hai , kharad ko pata jarur chal gaya hoga ki aap yaha ho, shaktiya abhi bhi nayi hai us shaktiyo puri tarah se istemal kar nahi sakte aur upar se vo kharad hai uske aage koi shakti tik paaye aisi bani nahi abhi tak "

Main un logo ki tayyari dekh rha bahot se hathiyaar chandi se bane the jo ki puchhne par pata chala ki ek lauta dhatu hai jispar niyantran kharad nahi kar sakta .un dhatuo me ek alag prakar ka dravya bhi milaya jaa raha tha vo naarangi rang ka tha.
Tabhi sukant ke pass bhediye ki tarah dikhne vaala kaale rang ka prani aa gaya aur use chatne laga.

Ye dekh raani hasne lagi .

" Saakhoo Itna bada ho gaya hai phir bhi bachho ki tarah hi hai "

" Ab kya kare ye jakaal iska parivar ho chuka hai varna anjane logo ke saamne aisa kabhi nahi karta" tabhi unki najar mere upar padi .

Aur is baar raja aur raani dono hasne lage. Main bhi to paraya hi hu.

Tabhi raja bole .

" Aap jaiye , mera beta aapko sahi salamat pahuncha dega "

Apne pita ke muh se is tarah tarif sun shayad kisi bhi beta dil garv se bada ho jaye aisi hi baat uske saath hui .

Tabhi achanak upar se hamla hua .


Ek portal se ek Ozors ki sena aayi jo aate hi maar dhaar karne lagi ham dur se sena dekh paa rahe the .vo aag ke patthar se bane insaan ki tarah dikhte the, un ka pura jhund koi jangal me lagi aag ki tarah dikhta tha


Picsart-24-05-17-11-34-06-576
.
Vo behad hi bhayanak manjar tha, vo ozors sach me bahot takatvar the.lekin jakali log bhi kuch Kam nahi the .

Main kuch aage soch pata ,
Tabhi ek dusre portal se kharad aaya ek lohe ke hathiyar se puri tarah aate hi raaja ko hawa me uthaa liya.

Ye dekh uska beta jo mere sath tha , vo bhi apne pita ki taraf bhaga .

Sukant bhi usi aur jaa raha tha main thodi door tha . Ye sab bahot teji se ho raha tha mera yuddha me koi anubhav nahi tha abhi tak.

Sukant ne tabhi apne pichhe aate Saakhoo se kaha .

" Tum jaao Pritam ki suraksha karo,main khudko sambhal lunga."

Sukaant ne hawa me apni takat se patthar udaane chalu kar diye .

Mere upar bhi kuch jadui sainik hamla Karne lage main unki Shaktiya absorb karne ki koshish karta tabhi usne mere sharir par vaar Kar diya dobara vaar kar pata tabhi bich me Saakhoo aa gaya .

Kharad Raaja ke saamne jaakar ,un logo ki taraf dekhkar ghin aane vaale jaisa chehra bana diya aur niche thookne laga.

" Isiliye ,maine ab tak tum logo ke sath jang nahi ladi , gande aur badbudaar logo ke sath ladhne se jitkar kya milega "

Kharad ki aisi baat apne logo ke liye sun vo raaja tilmila utha , raani ne jab kharad par hamla Kiya .

Tabhi ek mukka sar par maara , raani ka sar bich mese pichak kar fat gaya aur khun idhar udhar fail gaya.

Raaja jo apni Shaktiya tak istemal nahi kar paa Raha tha vo bebas ho gaya.

Apni maa ko marta dekh jab uska beta ekdum se kharad ke bich me use maarne aaya kharad ne uske prahar se bach kar khudko bacha liya.

Meri dhadkane abhi behad badh chuki thi.

Tabhi ek bahot bada patthar kharad sar par laga .

Ye patthar sukant ne niyantrit karke kharad ko maara tha .

Kharad jaise hi niche gir kar khada hua aur apni koi nayi shakti istemal karta tabhi sukant ne ek aur prahar kharad ke upar kar diya.

Kharad niche gira , tabhi achanak sukant ke pichhe se vaar hota dekh mene pura jor laga kar Sukant ke bich me aa gaya .

Kharad ki shaktiyon me se ek thi vastavikata me herapheri karna . Vo kya sach hai kya jhuth bata pana mushkil hai . Isiliye sukant ko laga ki kharad par uska dusra prahar safal hua lekin nahi hua tha.

Kharad kaa vaar ka asar is baar kam hota dekh vo gussa ho gaya .
Aage kuch karta tab tak use raaja ke bete ne jhatse bich me aakar chandi se baand liya jisase kharad apni Shaktiya istemal nahi kar paa Raha tha .

Phir jaldi se maine raja ko chhuda liya .

Kharad ko bandha dekh ek behad bada Ozir jo ki sabse bada tha ozors ke sena me is taraf aaya ,raaja ab tak chhut chuka tha usne ek hi kshan me us uthake gati se hawa me fek diya. Kharad par hamla koi kar paata tab tak behad se log sena me idhar vaar karne aa gaye.


Tabhi Kharad ki aur dekha to uske sharir se laal rang ki urja nikli ek Astra ki tarah chij bahar aayi aur Kharad ko chhuda diya .

Sukaant kuch vaar karta tab tak niche gira hua loha jisme aaja bandha hua tha vo sukaant ke pairo me jakad gaya .

Kharad ek dum Khaufnak tarike se sabki taraf dekh raha tha .
Sukaant ko ghasitate hue kharad apni taraf khichne laga. Sukant usme se chhutne ki koshish karta raha lekin kharad ne use shaktiyon aur tej kas liya. aur hava me sukant ko uchal diya.
Bich me jaise hi Saakhoo aaya use ek mukke me door fek diya .

Main kuch kar nahi paa Raha tha main khud ko kuch sainiko se bacha raha tha .

Tabhi Raaja ekdum tej gati se Vaar karne kharad ki taraf dauda , sukaant ka pura sharir hawa me udte hue bich me aa gaya Aur raaja ki raftar se Sukant ke chhithale ud gaye . Raaja sukant se jyada majboot tha is baat ka fayda Kharad ne uthakar sukant ko bich me laakar Marva diya.

Main bich me jaata , tab tak Saakhoo ne mujhe khich kar door fek diya .

Raaja puri tarah bebas hokar rone laga .

Uske bete ne kharad par jab vaar karne ki koshish ki vo puri tarah pero ki niche leta hua tha kharad ke .

Apne bete ko aise dekh raja ne vaar kiya to furti se uska gala pakad hawa me utha liya .


Tabhi kat kat ki aavaj aayi ye raja ke bete ke chaati ki haddiya tutne ki aavaj thi jo kharad pero se kuchal raha tha .

Uske ek hath me vo Raaja ki gardan aur ek per ke niche uske bete ko daba raha tha .

" Koi mere khilaf nahi Jaa sakta aur tum logo ne to mere jaani dushman ko panah di hai, uska haal me kya Karunga ye dekh lena "

Aur apne pero ko niche kuchlte hue chaati ko sidhe fod diya.

Me kuch karne ki koshish karta to tabhi mujhe Saakhoo ne kahi door teleport kar diya .

Ye puri kahani sun Abby ekdum se rone lagi aur sidhe jaakar Saakhoo ko gale laga diya.

Saakhoo ek bhediye ki tarah rota tha . Abby ko rota dekh mujhe bahot bura lagne laga.

Uske pita ne mere liye jaan di thi.

Tabhi mujhe dukhi dekh Amrita ne meri kandhe par hath rakh diya.

" Isme Aapki koi galti nahi hai, Kharad ek pagal kosam ka insaan hai vo kisi ki bhi jaan le sakta hai "

Maine is baat par kuch nahi kaha ,Amrita ne phir Abby ko shant karne ki koshish ki .

Abby phir shant hokar.

" Phir tum yaha kaise aaye ?"

" Mujhe yaha karan ne bheja hai."

Like kardena ,update shyam ko Dene vaala tha lekin Thoda time Mila to Abhi post kar diya. Agli update jald hi aayegi . Aage Bahot si chije hai sex bhi hai . Action pasand aaye to jarur batana. Kuch galtiya ho action me to batao main aage sudhar lunga .
Shandaar update 👍 👍
 

Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
16,176
40,326
258
UPDATE 19

" Mujhe unke sath na bhejane ki vajah." Gusse me andar aata hua vishal bol pada.

" Tum bahot shaktishali ho isme koi dohrahi nahi hai lekin ye maamla sirf Abby hi suljhana chahti thi "

Matthew ki baat par Vishal naraj ho gaya , jo Sunil ke aaya hua tha.

Mathew jaanta tha ki Sunil aur Vishal thode garvvadi hai, lekin use in logo ki jarurat thi.

" Mera tum dono ke liye kuch aur soch ke rakha hai jo isase bhi jyada jaruri hai " Sunil aur Vishal ne Mathew ki taraf dekha tab usne ek tasveer saamne rakhi.

" Ye hai vo ladki jisko tum dono ko apni taraf kaise bhi karke karna hoga , vo bass hamare kadamo par chalani chahiye "

Photo ko dekh dono ki aankhe ekdum se fail gayi aur vishal bol pada.

" Ye to?"

" Haa jaanta hu ye tum dono ke parivar ke sath rah rahi hai "

" Lekin aapko isase kya fayda ?"

" Fayda hai ,bahot bada fayda hai , yu samajh lo ye tum d meono ke liye Anginat shaktiyo ka rasta hai."

Vishal aur Sunil to kuch samajh nahi paa rahe the ki Anginat shaktiya unhe kaise mil sakti hai .


" Ye sab un naye mahmano ke vajah se hi hua hai , shayad unhone hi Kamal ko hamare khilaf bhadkaya hoga."Rupali jaise hi ghar pahunchi Apni maa tejaswini ko baate batate hue uska gussa aasman ke upar tha .

"Tum Aisa kyu kah rahi ho , vo log bhala aisa kyu karenge , Kamal ham sab se naraj hai ekbaar ghar par aa jaye ham use achhe se samjha denge "

" Maa aapko nahi pata ki vo Amrita kaise Chipaki hui thi "

Rupali ki baat vaha par ghar ke sab log sun rahe the , vahi Vishal aur Sunil to ye baat sun ekdusre ki taraf dekhne lage.

Tabhi Sunil Rupali ke pass jaate hue bol pada .

" Tum fikar mat karo , use aane do ghar ek baar Ashu meri bahan use achhe se sabak sikhayegi "

Ashu apna naam sunkar apne vicharo se bahar aayi , vo to isi baat se khush thi ki Kamal ab thik hai.vahi par Asmita thodi naraj najar aa rahi thi .

" Bhaiyya mujhe lagta hai, Rupali didi se koi galat faimi hui hogi ."

" Nahi mujhse koi galti nahi hui hai , Kamal ne sidhe shabdon me kaha mujhe paraya kaha hai aur use apna kaha hai "

" Didi kya Kamal ne sidhe sidhe aisa kaha ki aap se jyada mahatvpurn uske liye Amrita hai , nahi bass koi jaankari vo aapko nahi Amrita ko batana chahta hoga ,jisase ye sabit nahi hota ki unme kuch chal Raha hai."

Ashu ki baat sun Rupali aur Meena ne ekdusre ki taraf dekha, unhone jo bhav undono ke dekhe the usase saaf tha ki un dono me kuch jarur chhal raha hai .

Ashu bhi undono ke dimag ki baate jyadatar samjh paa Rahi thi.

Tabhi Kamal ki maa shital bol padi .

" Mere hisab se Ashu thik kah rahi hai , hame Amrita aur Kamal ke Ghar aane ki raah dekhni chahiye aur koi bhi galat salat kadam nahi uthane chahiye, jarur koi Karan unke pass raha hoga."

Vaise to Ashu ko Shital par bahot gussaa aa raha tha lekin vo is baat ko abhi ke liye nipata Dena chahti thi.

Vahi Amrita ka parivar Puri tarah se Rahat ki saans le Raha tha ki Kamal thik hai .

Asmita to bahot hi jyada dukhi thi .jab vo apne kamre aayi to vo rone lagi.use dukh is baat ka to tha hi ki Kamal ne usase milne nahi aaya , balki is baat ka tha ki vo Kamal tak pahunch nahi paa rahi thi, pichhle janm me Kamal ne uske liye jo bhi kiya tha uske badle me vo Kamal apne aap ko kabil banane tak uski suraksha aur seva karna chahti thi.
Lekin is baat ka mauka use nahi Mila .


" Abby main janta hu ki tumhari koi narajgi hogi karan ke sath lekin ham sab ka ek hi dushman hai kharad , agar use khatam karna hai to sath aana hi hoga ."

Abby gusse me Kamal par garaj padi aur use hawa me utha liya .
"Narajagi, meri dushmani hai karan se , aur rahi baat kharad ki to mere pitaji tumhari vajah se mare hai, agar vo tumhe bachana nahi chahte to aaj jinda hote."

Kamal ke pass is baat ka jawab nahi tha . Tabhi vaha Karan bol pada.

" Agar tumhare pitaji Kamal ko bachana chahte the to koi vajah to jarur hogi naa"

Karan ki baat sun Abby gussa ho gayi lekin kamal ko niche kar diya.

" Thik hai , bass kamal ke liye aur saakhoo ke liye lekin iska matlab ye nahi ki meri karan se dushmani khatam ho gayi , mere parivar ke maut ke jimmedar ho tum ye main jarur yaad rakhungi " Abby ki baat sun Kamal ne karan ki taraf dekha aur Karan ne ishara kiya .

" To Kharad ko mitane ke sab ke pass apne apne kaaran hai isiliye ham sab ko milkar uska mukabla karna hoga ."

" Lekin Agar Mathews tumhari Jaan lene aa gaya to main use nahi rokne vaali."

Amrita Abby ki baat samjh nahi paayi lekin kamal thoda bahot samajh chuka tha.

" Tum uski tension mat lo vaise bhi ab Mathews aur Mahindra dono ki pungi main bajaunga."

Karan ki baat sun Abby bol padi .

" Sirf Mathew , Mahindra ki jaan kisine pahle hi le li hai "

" Kisne aur kyu ?"

" Pata nahi hoga koi dushaman Mahindra ka ?"

" Jo bhi ho usase hame chaukanna rahna hoga , kya pata isme Kharad ka bhi hat ho sakta hai , use pahlehi prithvi par ki kisine bahot si jaankari de di hai "

Abby is tarah karan ko bolta dekh usne Kamal ki taraf dekha.

" Tum log sach me is karan par bharosa karne vaale ho , ye tum sab ko dhoka dekar bhag jayega."

Us par Kamal bola.

" Abby , main samajhta hu ki tum us par bharosa nahi karti lekin hame tumhari aur karan ki dono ki jarurat hai " In sab ki baato ke bich Amrita ne Kamal ki bajuoko pakde rakha tha .

" Shhit , thik hai , to mujhse kya madat chahte ho tum log "

" Kuch nahi abhi ke liye sirf kon hai jo Kharad tak Kamal ki khabar pahuncha raha hai."

Karan ki baat sun Abby boli.

" Aur bhi kuch hoga , itna to ho hi nahi sakta ."

Is baar Kamal bola.

" Vo baad me bataunga abhi ke liye to sirf Amrita aur mere parivar ki suraksha karni hogi bass " ye sun Amrita ne gusse se Kamal ki taraf dekha .

" Nahi main nahi Jaa Rahi tumhe chhodkar ."

" Kyu didi ham sab ko aapne kyu bulaya " Meena ne Rupali , simran aur shweta ko apne kamre ekkthha Kiya .

" Dekho , maine suna hai ki Mahindra ke murder ke vakt jo cctv band thi uski video footage Mathew nikalne ke pichhe pada hai ."

Rupali achanak ekdum se Darr gayi aisa hota dekh simran yaani guddu di ne uske hath par hath rakh diya .

Ye dekh Meena phirse bol padi .

" Rupali tumhe isme darne ki koi jarurat nahi hai , ham Mathew ko ye cctv nikalne nahi dege, Mathew ke hisab se ek insaan ke pass aisi shakti hai ki vo kisi bhi chij ke pass kya hua sab kuch dobara dikha sakta hai , hame bass us insaan se milne ko Mathew ko rokna hai ."

Rupali ko darta dekh Simran bol padi.

" Did dariye mat , aapse jyada to main fass sakti hu maine to uska suit pahna tha jisase Abby ko aap sab pe shak naa ho aur aisa lage ki aakhri baar vo jinda tha aap sab ke jaane tak ."

" Nahi guddi , main meri vajah se kisi ko fasana nahi chahti ye paap mujhse hua hai , tum sab ne to meri madat ki ,tumhari chhoti hone ki shakti ki vajah se tuk dobara us jaate hue nahi dikhi lekin us bich tumhari Jaan bhi chali jaati."

" Didi phir ise hi to parivar kahte hai , aap bhi meri madat karti agar aapko jarurat padati to aap bhi apni badi bahan ka farj nibhati."

Kamal ek ghar ki chhat par apni hi soch me baitha tha .tabhi vaha par pichhe kisi ki aahat hui .

" Tum ghar kyu nahi Jaa rahe ?" Amrita ka ye sawal sun gardan dhili chhod di .

" Vaise to ghar par koi nahi hai , jinke liye jaana chahta bhi hu unki suraksha bhi jaruri hai ."
Kamal Ashu ki baat karne vaala tha lekin tabhi ruk gaya .

Ye dekh Amrita ne uska hath apne hatho me liya.

" Main Ashu ke baare me jaanti hu aur Asmita ke bhi , Ashu ki baat mujhe tumhare parivar vaalo se hi pata chali jisase tumhari shadi hone vaali hai, upar se tumhare Ghar naa hone ki vajah se pura ghar usne sar par utha liya tha ."

Kamal ko is baat se thoda aascharya hua .

" Shayad tumhe mere baare me itna kuch nahi pata lekin main bahot hi jyada tumhare baare me jaanti hu . Maine do jindagi ji hai bachpan se dono bhi Amrita ban ke , har pal yu hi khayalo me rahti thi ki kab us Amrita ki tarah rahungi"

Amrita ki ye baat sun Kamal ka chehra khushi ke sath sath thoda mayus bhi ho gaya.

" Dekho Kamal ,tumhe main aap kahna chahti hu lekin tum mere liye behad karibi ho mujhe aisa lagta hai ki tum mujhe pahchante ho puri tarah ,shayad pahle din mujhe tumhari is nayi tasveer ko mere sapno ke sath ghulmilne me vakt laga lekin ab vo baat nahi rahi"

Kamal jo ab tak shant tha vo bol pada.

" Darasal main nahi jaanta ki hamara rishta kis tarah ka tha , yaa phir tum uski apeksha rakhti ho ,lekin mujhe bura lagta hai jab main kisi aur ladki ke baare me sochta hu jab se tumhare baare me pata chala hai , bhalehi vo Ashu hi kyu naa ho ,shayad ham bahot saalo se jude hue isiliye lekin baat ye bhi sach hai ki main vo pritam nahi hu main Kamal hu jiski aatma pritam ki hogi lekin shaktiya aur samrthya pritam jitna nahi hai."

Kamal ki baat par Amrita ne narajgi dikhate hue.

" Nahi shayad tumhare man me pritam ki yaani khudki chhavi galat hai , pritam bhi koi sabse shaktishali insaan nahi tha , tumne pura saamrajya bager koi shaktiyo ke khada kiya tha , tumhare pass bhi Shaktiya nahi thi isiliye aise hi khud par bahot baar sandeh karte hue maine tumhe dekha hai.''

" Ek minute matlab tumhara kahna hai ki Itna bada raja main bina shaktiyon ke bana tha to phir ye Shaktiya jo Kharad ke pass hai jo mujhe maarkar mili hai uska kya ."

" Vo tumhari shaktiya nahi hai , tumhari shakti koi bhi nahi hai , ye to tumhe ek samrajya banane ke baad di gayi thi devtao se."

" Kaise ?"

" Pyar , janta me tumhare liye pyar tha aur tumhara sahas bas unhi chijo ne tumhe banaya hai "

Is baat Kamal ne ek jhuti muskan dikhakar bola.

" Pyar uske baare me to bilkul bhi nahi jaanta , agar Ashu naa hoti to shayad pyar in sab chijon ke baare me main kabhi naa janta "

Kamal ke kahne ke baad Amrita ke bhav badal gaye , Kamal kuch samajh nahi paya .

" Maaf karna , agar kuch galat bol diya ho to lekin Ashu ne jo pyar diya vahi tha , isiliye jab tumhare baare me suna to bata nahi paya."

" Nahi nahi mujhe us baat ka bilkul bura nahi laga lekin tumhe agar apni shaktiyo ko puri tarah apnana hai to usme doobna hoga".

" Matlab "

" Shayad tum ab tak samjhe nahi lekin jo shaktiyan tumhare pass hai use ke liye vaise rahna bhi un shaktiyo par tum niyantran nahi kar paoge."

" Karan ye sab kya ho raha hai ?"
Abby ne jab ye sawal karan se puchha .

" Abby ,main janta hu ki hamare gao me jo ghatna ghati thi uska jimmedari tum mujhe maanti ho aur kuch had tak main hu bhi lekin maine ye sab Samiksha ke liye kiya tha isliye utni jaane jayegi bass samiksha ke liye to main phir se ye sab hone dunga."

" Aisa kya hai samiksha me jo uske liye jo gaao tumhare liye parivar tha use dhoka diya ."

" Dhoka nahi diya bass maine chuna hai , main un jadui bhediyo ke bich andhere me rahne vaale gao se pahle Samiksha ko har baar chununga."
" Chun lena lekin ye mat bhulo ki mere liye vo ghar tha ."

" Kyu prithvi nahi hai , tum to hamesha yaha aana chahti thi gaao ko chod , par kya kare? shayad tumhe us gaao par apne pita ki tarah raaj karna hoga, vaise bhi mere dimag me is tarah ke satta ke bhoot nahi palte "

" To phir ye Kharad ka bhoot kaise tumhare sar par aaya , agar is bich kharad use maar diya jo ki vo jarur karega."

Abby ki baat sun karan ne gusse me Abby ki taraf dekha. Abby samajh gayi kya hua hai , bachpan se use jaanti jo thi .

" Kyu kya hua ? Sach me, lekin Kharad kyu maarega Samantha ko."


Like kardo dosto late hai lekin agli update jaldi dene ki koshish karunga.
Isme behad jyada information hai . Important kitni hai ye aap par chhod deta hu . comments karo pichli baar react nahi kar paaya .gao me aaya hu network ka behad problem hai .is baar jarur karunga. Agar kuch shikayte ho to comment kar Dena.
Zabardast update 👍 👍 🥰 🥰
 

Azadkumar

𝖃𝖋𝖔𝖗𝖚𝖒 𝕸𝖊𝖒𝖇𝖊𝖗
34
73
18
nice update bhai ☺

next update ka intezar rahega 😎
 

Azadkumar

𝖃𝖋𝖔𝖗𝖚𝖒 𝕸𝖊𝖒𝖇𝖊𝖗
34
73
18
next update kab tak ayega hemya bhai?
 
  • Love
  • Like
Reactions: Arml and hemya
Status
Not open for further replies.
Top