Manta hu Geeta mahi se pyar karti hai par kya mahi geeta se pyar karta hai jaisa uski mummy ne gul se kaha ki geeta uski jid hai par dil se pyar tere se karta hai to kya ye galat nhi hai jid hi sub kuch karwati hai bro
Jid hi thi jab Aryan ne sabke saamne 5 saal ki umer me kaha ki woh Chanda Rani se shaadi karega aur sab hasne lage, Geeta ki nafrat ushi samay toh shuru huyi. Aryan ki jid Geeta ko apne paas bulati aur Geeta ki nafrat ushko dur dhakelti. Ek baar jab Geeta ki shaadi ki baat aayi toh Aryan danke ki chot pe bol diya ki Geeta sirf meri hai aur bhagwan bhi bich me aaya toh maar dunga.
Aryan ne yeh chetwani 17 saal ke hone pe boli thi jab parivar ka mahabhoj ke avsar pe. Geeta bhi has rahi thi yeh soch ke yahi hai mera paltu kutta. Aryan kabhi Geeta ko mousi samjha hi nahi woh uski premika thi jaise woh nahi mili toh sab kuch adhura hai.
Geeta ki nafrat jab pyar me badli toh dono ka andaaz hi nirala tha pyar karne ka. Aryan bahien khole pyar hi karta tha aur Geeta gun uske sar taane gaal choom deti thi. Bhai unka pyar bahot complicated hai par ish Update 39 ke saare parts padhkar aapko samajh me aayega. Geeta aur Aryan ek doosre ke liye bane huye hain aur sayad aapki soch bhi badlegi.
Gul toh hamesha se acchi bacchi hai aur Aryan ushse beshumar pyar karta hai. Saroo ne usko ahsaas dilwaya ki woh Aryan ki kya hai. Jabki Meena aur Aryan do jism ek jaan jaise hain par Geeta ne hi unke prem ko nayi unchai di ki tum dono shaadi kab karoge ?