prem kumar sundar tha, attractive tha. hairstyle mast tha. prem kumar ke dekhne ka style baat karne ka andaz dil ko lubhata tha. par prem kumar ke sapne unche the. jab usay vvip chutain mil sakti thi. woh aam aur jaldi mil jane wali chuton ke peeche pagal kyun rahta.
prem kumar ko 4 mahine ho gaye the hospital join kiye hue. kisi bhi nurse female doctor ya patient women girls ke chakkar me nahi padha tha. pahle achhe se mahual ko samjh raha tha.
ab 4 mahino bad usay hina khan aur sana shah ki baaten chhup kar sunne ka avsar mil gaya tha. prem kumar ko aisi hi chut chahiye the. jo jaldi se na mile. fir jab mile to umar bhar ke liye mile. khub paise wali mile. bass prem kumar hina khan aur sana shah ke peeche pad gaya. kuch nahi kaha dono ko. bass dono ke karib karib rahne laga. dono ki attention pane ke liye har hadh se guzarne laga.
hospital me wahi nurse doctor sab ko bhaya karti ha. jiske svar me meetha zayada ho. jiski muskan me khas baat ho. aur prem kumar ne to mahino saalon practice kari thi is sab ki. soorat se prem kumar ko hina khan aur sana shah dono hi janti thi. ek aadh baar sarsari ki koi baat bhi kar li thi. par ab prem kumar bar bar dono ke saamne aane laga. har kam mann laga kar karne laga.
prem sundar susheel aur payara larka tha. par prem kumar ke jaise wahan aur bhi kai the. kisi bhi prakar se prem kumar special nahi tha. special tha to laude se tha. jiske baare me yahan hospital ke andr abhi kisi ko malum nahi tha.
ab prem kumar sab ki nazron me most popular ward boy banta ja raha tha. sana shah hina khan dono prem kumar ko apne karib dekh relax rahti, khush rahti, karib khadi nurse ya kisi aur se kuch kam kahne ki bajaye prem kumar se kahti. youn prem kumar dono best friends ki khas attention pane me safal raha.
next 2 months me prem kumar pure hospital me famous ho chuka tha. uski sincerity, kam me lagan, patients ke sath uska behaviour usay khas bana gaya tha. aur to aur prem kumar ne apni 6 months ki puri salary ka aisa paryog kiyaa.. hina khan aur sana khan ascharyachakit rah gai.
baat ye hui thi. hospital ki hi ek nurse sadaf shabbir ko paison ki sakht zaroorat aa padi thi. woh abhi new bhi thi. prem kumar se 2 months bad usne join kiya tha. loan milne ka koi chance nahi tha. abhi sadaf shabbir trail par bhi thi. permanent bhi nahi thi. aur prem kumar aise hi moke ke choka maarne ka aadi thi. sadaf shabbir apni pareshani apni ek dost nurse se share kar rahi thi
sadaf..... baji hijab ki shadi pahle hi bohut samay se postponed hoti chali aa rahi ha. 2 saal pahle bhaiya ki naukri lagi. tab ka ke kahin kuch sukoon mila. abbu ne badi kadi mahnat kari hum bhai bahno ki sukhi zindagi ke liye, bright future ke liye. aur to aur ammi ji ke apne aram ka khayal chhod kar salai ki machine par raat raat beth kar kapde salai karti rahti han ab bhi. abbu ji, ammi ji aur ab bhaiya ki salary se apne paise ikathe ho gaye han baji hijab ki shadi ki ja sake. par yaar mere bhi bade armaan the kasam se. mujhe jitni bhi salary mil rahi han. usse main ek bhi dhang ki chiz baji hijab ke liye nahi kharid saki hon. hospital se loan mil jaaye to main bhi hijab baji ki shadi par apne sare armaan pure kar sakungi. bohut pyaar karti hon main apni hijab baji se. par mai new hon na aur permanant bhi nahi hui hon. laon ke liye apply nahi kar sakti. inkaar ki surat me subki hogi. dil toot jaayegi. himmat jawab de jaayegi. dukh se rona aa jayega yaar.
prem kumar ye sab sun raha tha. uske pass pahle hi apne account me dedh lakh ki amount padi thi. in 6 months ki adhi salary woh apne ghar bhej chuka tha. prem kumar ne 80000 ki amount rak sadaf shabbir ki hath par rakh di jab sana shah aur hina khan dono pass bethi dhire dhire baaten kar rahi thi. koi patient nahi tha to free time ko enjoy kar rahi thi dono bhi.
apne hath par paise dekh kar sadaf shabbir aur uski sathi nurse ke moh se ascharya bhari halki cheekhen nikal gai thi. sadaf ne ghabra kar paison ko dekhti hui prem kumar ko dekhne lagi thi.. uske paseene chhootne lage the. hina khan aur sana shah dono prem kumar aur sadaf shabbir ko dekhne lag gai thi.
sadaf hakla kar boli thi..... p-prem ..y-ye....k-kyaa hai.
prem kumar bade shant aur meethe svar me bola tha..... pure hote armaan. in paison se aap apni baji hijab ki shadi ke liye bune kuch to armaan pure kar sakti han. kash mere pass itne paise hote mai aap ke, har ek ke sare armaan pure kar sakta!.
sadaf kabhi apne honto par jeeb ferti. kabhi noton ko dekhti. kabhi prem kumar ko to kabhi apni sathi nurse ko dekhne lag jati. uski sathi nurse bhi hakki bakki bethi thi.
sana shah aur hina khan dono ka pura dhayan prem sadaf ki orr akarshit karti hairan thi.
sadaf ek jhatke se uthi. sare paise usne ab uske hathun me the. uski ankhon me nami utar aai thi. woh bina kisi ko dekhe prem kumar ko dekh boli..... nahi mai ye paise nahi le sakti.. le bhi kaise sakti hon.. aap bhi to.. aaap bhi to meri hi tarah se yahan par..... sorry prem... and shukriya.. aap ne mere liye aisa socha... ap ke itne kah dene se hi mujhe bohut bad khushi mil gai ha..
paise wapis karne lagi
prem kumar ne paise wapis nahi liye.. bola.... janti ho aap sadaf.. meri bhi 6 bahne han..... abhi tak kisi ek ki bhi shadi nahi ho paai ha. par mai nirash nahi hon....
fir upar dekhta hua bola..... bachpan se sunta aaya hon.. usay khush karo. uske bhakton mein khushiyan banto. main, aap aur hamari hi tarah jaane kitne gareeb han. bahano betiyon ki shadiyan nahi kar pate han. ghar bethe bethe boodhiyan ho jati han. aur hum apne saare sapne, armaan ko ek side rakh mahnat karte han, rookhi sookhi khate han, ek ek paisa unke liye jodte han. tab ka ke kahin kisi ek bahan beti ki shadi kar pate han.. par mai nirash nahi hon sadaf..... himmat wala hon. bhagwan ka maanne wala hon. naam se hi nahi prem kumar hon. laksh ha mera har ek se prem karna.. yahan main thoda sa swarthi bhi hon sadaf.. mera swarth keval apni bhalai aur bhagwan ko khush karna ha. badle me apni bahano ke liye sachhi armano, sapnon bhari khushiyon ki aarzu ha.. aaj mai aap ke kaam aaya, kal ko aap mere kaam aaogi. aaogi na aap mere kaam....
prme kumar ne noton samet sadaf ke dono hath thaam liye the. prem kumar ki awaz bhavukata se bhari thi. sadaf ki ankhen nam ho uthi. woh prem kumar ko aur hi nazar se dekhne lagi. sathi nurse ka moh khul gya tha. woh bhi uth khadi thi. with wonder eyes prem kumar ko dekhti ja rahi thi.
udhar hina khan aur sana shah dono bhi prem kumar ki baat par khasi impress hui thi. ab aur hi nigah se dono prem kumar ko dekhti ja rahi thi. par dono abhi tak khamosh thi.
sadaf..... haan kyun nahi.. hum insan ek zanjeer ki tarah han. kadi se kadi jude to hi mazbut rahti ha. kai tarah ke kaam aati ha. sari kadiyan alag ho jaaye to zanjeer nahi banti. har ek kadi ki apni koi hasiyat nahi rahti. main zarur aap ke kaam aaungi..... aur ab mai ye paise aap ko wapis nahi karungi.. mai ye paise aap ko zarur dungi. par apni kisi bahan ki shadi par kharch ki soorat lautaungi.. kya aap tab tak aap wait kar loge.
prem kumar..... wait...... kahte han, ped laga do. zameen me beej bo do.. baki sab bhagwan par chhod do. wahi ped se phal bhi dega.. wahi zameen se anaj bhi ugayega.. sab karni usi ki ha.. hum manushya to bass aise hi deengen maarte rahte han.. warna kuch bhi hum nahi karte han. hamari aukat hi kyaa ha.....
sadaf ke dono hath abhi tak prem ke hathun me the. uski kajal bhari ankhon se ansu ludhak kar uske gaalon par lakeeren banate hue neeche kahin girte ja rahe the. par aaj sadaf ko koi parwa nahi thi.
do char aur baaten hui. ek 2 sathi nurse ne bhi kari.. fir prem wahan se jaane laga
sadaf..... aap meri baji ki shadi par aaoge na..
fir jhijhak kar boli.... agar aap ko bura na lage to
prem kumar..... bura kyun lagega.. khushiyan bantne se badhti han. dooriyan
badhane se sukh milen na milen, dukh milen na mile... par khushiyan zarur door ho jaati han... main zaroor hijab baji ki shadi par aunga..
prem kumar wahan se chal pada.... sana shah aur hina khan dono ab smile se prem kumar ko dekhti ja rahi thi. prem kumar dono ke pass se guzarta hua pahle hina khan ko fir sana shah ko dekhne laga. sarsari si nigah sana shah par daal kar firse ek bharpur nigah hina khan par daal dono ko salam karta hua wahan se aage badh gaya.
hina khan.... anokha larka ha..
sana shah.... aur bohut payara bhi.. haseen jawan aur attractive bhi
sana shah firse patri parse utri to hina khan usay ghoorne lagi. dono dhire dhire bol rahi thi.
sana shah hina khan ko dekh naughty smile se uski ankhon me dekhti hui boli
sana shah...... mujhe lagta ha tere romeo ka janam ho chuka ha. yahi prem kumar hi tumhara romeo ha.. jiske sapne tu barson se dekhti aa rahi ha.. yahi prem kumar hi hai tera romeo...
hina khan ne zor ki chutki sana shah ki kamar par kaat li...... kameeni hum kisi room me nahi han.. haal me han.. yahan aisi koi bakwas mat kar... meri to jaan bad me jaayegi. teri jaan mai abhi se le loongi.
sana shah apni kamar sahlati hui boli.... tooney prem kumar ki ankhon me apne liye prem nahi dekha.. uski bharpur nigah jo tujhpar padi thi.. woh tujhe nahi dikhi... haaye hina yaar.. kaash mujhe pahle se prem na hua hota.. kasam se ye wala prem mujhe bohut payara laga.. kash mai isse prem kar leti.. hehe
hina khan jal gai..... to kyaa hua.. ek se pahle hi tu prem kar rahi ha.. ek se aur kar le.. ek shohar aur ek bf... din me yahan maze karna.. raat wahan ghar hubby ke sath....
sana shah firse kuch bolne wali thi.....
hina khan warn karti hui boli.... khabardar jo abke tooney koi bakwar kari to... bechare ki 6 bahne han.. gareeb aur achha larka ha.. aisa na ho teri bakwas se allerjik hokar mai usay yahan se nikaal dun.
sana shah bhi dheet mitti ki bani hui thi... boli....... hospital se nikalne se baat nahi banegi ab hina khan.. usay apne dil nikaal kar dikhana.. ab bass dekhti jaao... mr prem kumar kaise speed se tumhare dil ko thikana banate han
aur hina khan wahan se uthi aur apne room ki orr badhne lagi.. uske chahre par sakhti thi.. sana shah hasti hui uske peeche room me ja ghusi.. andr ghuste hi ek chutki hina khan ki gaand par kaat li
hina khan uchhal padi. apni gaand masalti hui sana shah ko ghoorne lagi.. fir pata nahi kaya hua.. ekdum se woh bhi sana shah par jhapat padi.. aur sana shah ke dono chuche pakad kar sakhti se daba gai
sana shah bhi cheekh padi thi..... aahh kameeni itni zor se... uffff aaaiiii
hina khan hasti hui uske chuche chhod chair par ja bethi
sana shah apne chuche masalti hui boli...... ab to mujhe yakeen aa gaya ha.. prem kumar tere dil me utarna shuru ho gaya ha
aur hina khan kursi par se uchhal padi..... bakwas band kar... ek hadh hoti ha sana.. tu hadh se guzarti ha to sharam haya lihaaz har tarah ka pass bhul jati ha. mai ek beti ki maa hi nahi hon. izzatdar family se belong karti hon. masti mazak tak to sahi ha. par bar bar ek si baaten kahin.... kisi ko bhanak bhi pad gai to tu kyaa kar legi.. mujhe bacha paayegi zaleel hone se.. janti nahi ha kyaa tu meri family
hina khan pahle bhadki thi.. fir ekdum se bhavuk hoti hui subakne lagi. wapis se chair par beth ansu bahane lagi
sana shah uske pass chair ghaseet kar beth gai. hina khan ke hath ko dono hathun se thaam kar boli..... sorry yaar.. par kyaa karun.. mujhse tere sath aisa zulm sahn nahi hota.. ek hadh hoti ha.. tu itni payari ha. kitni armanon bhari ha tu. par tera koi bhi armaan pura nahi ho paya ab tak
hina khan bheegi palken uthati hui boli..... ye jis hospital me tu bethi hui ha na.. ye bhi to mera arman hi tha.. pura hua ke nahi.. basit ne mere liye kitna kuch kar dala.. isse zayada mujhe aur kyaa chahiye
sana shah...... dil se bol rahi ha.
sana shah ne hina khan ki chin pakad kar face apni orr moda.. hina khan nazren churati hui boli..... haan dil se bol rahi hon..
sana shah apne lab bheench kar rah gai..
agle din hi sana shah aur hina khan dono ne prem kumar aur sadaf dono ko aap pass bulwa liya
hina khan..... prem kumar. kal sadaf ke liye tumne jo kiya, jo kaha.. sunkar bohut acha laga tha. kash ke dunya ka har bhai, har beta aap ke jaisa ho. par aisa ho nahi sakta. khuda ne sab ko ek jaisa paida kia. par dunya dekhne aur samjhne ki har ek ki thoughts alag alag hoti han.. sadaf tumhari bahan ki shadi ka pura kharcha main uthaaungi. tum dono ke beech ki baat wahi rahegi jo done ho chuki ha. mai is maamle me kuch nahi bolungi.. prem kumar isi month se tumhari salary 7000 badhai ja rahi ha. aur sadaf tumhe permanant kiya jata ha.. tumhari salary abhi nahi badhai jaayegi. staff members ye baat hazam nahi kar paayenge. system ulat pulat ho sakta ha. sambhalna mushkil ho jaayega.
prem kumar normal raha. par sadaf khushi sahn nahi kar pai. wahi khushi ke ansu bahati hina khan aur sana shah dono ko thanks bolne lagi.
hina khan ka dhayan sadaf ki orr tha.. aur sana shah ka dhayan prem kumar ki orr tha.. prem kumar ke bethne ke andaz aur salary badhne wali baat par attitude fir prem kumar ka hina khan ko dekhna, sana shah khatak gai. aur hi angle se prem kumar ko dekhne lagi.
mann me bol rahi thi... hina khan!. prem kumar tumhare dil ke darwaze par badi zordar dastak dene wala ha.. sambhal sakti ha to khud ko sambhal kar dikhana.. charon shaney chit na ho gai to mera naam bhi sana shah nahi... uff hina meri dost. tujhe premi mila bhi to dusre dharam ka.. aahh hina khan.. ise teri khushbakhti kahun ya fir----