Nice startchapter 1 part 1
Akash apni class khatam kar ke apne room ja raha tha, aaj thoda der ho gayi tha kyunki akash ko kuch books kharidni thi Par, nahi mil rahi thi books important tha Khoj Ne Me time laga Par Akash ko wo book mil Gayi, sham ko Apne room Laut raha Tha Shaam Ho Gaya Tha Andhera Bhi Ho Gaya Tha, akash apne ghar phone lagata hai apni bahan ko par us ki Behen phone Nahi utha ti Hai Akash Uske baad Apni maa ko phone Lagata Hai Par Us Mahi phone nahin utha thi
Akash: maa tho jaldi kabhi phone nahi uthati hai, Par Didi phone Kyon Nahi utha Rahi
Mere phone hamesha turant received karti hai
Akash sonch hi raha tha ki Achanak ek bike Se Do Ladke utarte hain ek Anjaan Gali Par Jahan Andhera Tha, Dono Ladke ek Ladki ko ghar Lete hain Akash ko Samajh Nahi paya Itni jaldi Woh Dono Aa gaye, Dono Ladke Dekhne mein muscular or Lambe The Akash Se Lag Bagh ek feet Jaada Lambe Dono Ladke Ladki ko Ghir Lete hain aur Kuchh baat Poochhte hain Akash Kafi Door Tha un Se , Ladko ko pata nahin Tha ki Akash Peechhe Se Sab Dekh raha Tha
Ladka 1 : kya janeman kitne me degi, chal rate bata
Ladki: kya bak rahe ho, main Dhanda nahi Karti
Ladka 2 : Mazak Mat kar Sali Teri ko dikha hai randiyo Ke Saath Ghoom ti Ho aur bol rahi ho Dhandha nahi Karti
Ladki : bola na nahi, mujhe jane do please ,main waisa kaam nahi karti
Ladka 1 : bhai yeh tho bol rahi hai randi nahi hai yeh
Ladka 2 : koi nahi ham bana dete hai ha ha ha ha
Akash Samajh Gaya Tha ki Yeh Dono ladke Sahi nahi hai
Akash Ke paas Do raste hain Ya To Woh Yahan Se chup chap chala Jaye aur Safe rahe Ya Khatra Uthaiye aur Ladki ki madad Kare Use Kya Karna chahiye Yehi Uske Dimaag mein chal raha Hai Time Nahi Hai,
Dono Ladke ladki ko Pakad Lete hain aur Jabar Jasti karne Lagte hain
Ladki : please jane do , please nahi
Part 1 niceAkash: Ab khud ko Rok nahin pata Hai aur aage Jaake Dono Ladko Ke Kandhe Pe Haath Rak Ke Bolta hai
Akash: Ladki ko jaane Do
Dono Ladke Peechhe Mote hain aur Akash Se Bolte hain
Ladka 1: tu kaun Hai? tujhe kyun Lagta Hum Teri baat Maan Lenge ,Ladke Apne Aap ko Dekh , chotu Jaada Bakwaas Karega na tho is Ke Saath Teri Bhi gand maar lenge
Ladka 2: Kyaa Saale hero Bane ka Shokh Chadha Hai Tere ko,
Akash chup chap Saath Khada Tha on Dono Ke aage
Akash: Ladki ko Jane Do
Ladka 1: aur nahi jaane diya tho kya, kar lega chotu
Ladka 2: kya karega pathar marega ha ha haha
Akash: mujhe Nahi pata Main Kya Karoonga Lekin Jab tak Main Yaha hoon Main tum ko Uski Zindagi Barbaad karne Nahi Dunga
Akash ki nazar piche jati hai ladki par, akash ki aankh Ladki ki Aankhon Se Milti Hai Ladki ke Ankhon Se aansu bah rahi thi, aankh lal thi ,
Dono ladke time waste nahi karte aur akash ko marna chalu kar dete hai
Kareeb 5 Minute tak Lagataar Marne Ke baad Ladke Akash se Poochhte hain
Ladka 1 : bol beta maja aaya ya aur hero banega
Akash: tum do ho aur main akela, agar ek baap ke ho tho akele aake dikha
Ladka 2: ooh beta Rasi Jal Gayi Par Bal nahin Gaya,
Chal theek hai thujhe akela hi marunga
Us ke baad Akash ko Woh Akela Bahut Marta Hai,
(Akash Mann Main Sochta Hai Bas kuch Minute aur Uske baad Sab Theek Ho Jayega)
Ab Lagata 10 Minute tak Akash Maar Kha Chuka Tha
Akash ki halat kharab ho chuki thi
Ladka 1 : kya hero Halat Kharab Ho gaye Itne Mein?
Akash: ha ha haa ha haa bas itna hi dam tere me
Akash Ke bol Ne Par Dono Ladke ki Aankh Lal Ho Gayi Gusse Se Samajh Nahi Aa raha ki Ab Kya Kare Dono Ne Apni Puri Taqat laga Ke Akash ka Bahut Maara Tha Lekin Phir Bhi Akash Har Nahi Mana,
Ladka: sale lagta hai maar khane ki aadat hai tujhe
Akash: kuch yesa hi samjha lo
Ladka 1: teri bahen hai kya yeh jo ise bachane aaya Hai?
Akash : meri nahi hai par kisi ki tho hogi
Bol kar Akash muskurata hai
Un Dono Ladko ko pata nahi chala Lekin Woh Ladki Kab kahan Se Bhaag Chuki thi
Akash janta tha woh fight nahi kar sakta hai, is liye Akash bus try kar raha tha ki un ka kese dhyan bhatkaye, akash ka plan tha ki time waste kare kyunki akash ne pahle hi police ko call kar diya tha aur location bhi send kar diya tha, kuch hi minute me police ki awaz sunai deti hai
Dono ladke ab dar chuke the , dono jadldi se bike par baith Jate hain or Nikal Jate hain
Akash Zameen Par baith Jata Hai Kyon ki Woh tak Chuka Hota Hai Mar Kha ke
Akash man me sonch ta hai chalo jaan tho nahi gayi meri ha ha ha ha
Acha insan hona bhi khatrag hota hai,
Akash uthta hai tabhi waha policewale aate hai
Police: ladke tum ne hi call kiya tha kya
Akash: ha kiya tha par aap adha ghanta ke baad aaye ho
Police: maaf karna par yaha internet nahi chal raha hai jis karan tum hare diye huye location par aane me time lag gya , raste me hame ek ladki mil gayi jo madad magi usi ne yaha ka pata bataya
Akash: wah ladki kaha hai
Police; abhi gari me baithi hai, tum bhi baitho police station chalo aur report likha lo taki un ladko ko pakra jasake
Akash gari me baithta hai woh ladki bhi wahi baithi thi par kuch bol nahi rahi thi ek dam santh thi
Aksha ko bhi samjh nahi aa raha tha kya bole
Do ek Dusre ke ekdam paas baithe the par dono bil kul santh dono ke hotho par chupi
Akash ladki ki aur dekhta hai us ke ankh ki aur , ladki ki ankh me halke aansu the chehre me dar
Jubaan me khamoshi,
Akash ke man me bahut sawal tha par kya bole ya na bole samjh nhi aa raha tha
Raste me kai baar dono ki nazre aapas me mili , dono ke bich khamoshi thi par nigahe sab byan kar rahe the
Police station pahunch kar dono ke byan darz kiye gaye
Kuch time baad dono police station ke bahar aa gaye
Raat ho gya tha 11 baj raha tha akash apne raste ja hi raha tha ki achanak ek pyari si awaam aati hai
Ladki ki , ruko
बहुत सुंदरAkash apni jagah par khada tha oh bus use Dekh Radha tha apne paas aate huye
Ladki : Sorry maine tum se baat nahi ki, main bus thankyou kahna chahti thi jo bhi tumne mere liye kiya
Akash: sorry, bol Ne ki koi zaroorat nahin Hai Main Samajh Sakta hoon tum Par Kya Beet rahi Hogi Us Samay, Achanak Agar Kisi Ke Saath Aisa hua Ho to use shock tho zaroorat Lagega
Main Samajh Sakta hoon
Ladki Halka sa muskurati Hai
Ladki: Mera naam Aysha hai
Akash: mera akash , tum ko ab ghar jaana chahiye raat bahut hogai hai
Aysha thora pareshan lag rahi thi akash samjh gaya
Akash: koi problem hai kya Aysha
Aysha: wah main yahan nayi hu, mujhe meri dost ke paas jana hai par wah yahi rahti hai par mera phone ki battery khatam ho gayi, us ne kaha tha ki jab tum aao phone kar dena, woh mujhe lene aa jayegi
Akash: ha tho kya problem hai is me mere phone se call laga lo
Aysha: mujhe number yaad nahi hai
Udas chehra ban ke jawab deti hai
Akash: tum hari dost kaha rahti hai address tho pata hoga wahi chal jao
Mere paas power bank hai is ko tum le sakti ho ,phone charge ho jayega tab call kar lena
Aysha: meri dost ne gandhi nagar ke paas rahti hai us ne bataya tha
Akash: acha thik hai main bhi usi ke paas ja raha hu agar tum ko kai problem nahi ho tho main tumhare sath chalu
Aysha : ha yah sahi lag raha hai , tab tak mera phone charge ho jayega
Akash and Aysha dono sath me ek auto me baith kar jane lagte hai raste me Aysha ka phone bhi charge ho jata hai dono kuch time me Aysha ki friend ke ghar ke paas pahunch jate hai
Aysha phone lagati hai par us ki friend ka call nahi lagti hai, aur ghar bhi band hota hai
Kuch time ke baad pata chalta hai ki Aysha ki friend apni family ke sath kahi bahar gayi hai is liye ghar bhi band hai
Yeh jaan kar Aysha ko kuch samjh nahi aata ki ab wh kaha jaye raat ke lagbhag 12:30 am baj raha tha
Akash : kya hua Aysha ?
Aysha : meri friend apni ke sath bahar gayi hai, mujhe samjh nahi aa raha itni raat ko kaha jau
Meri kismat hi kharab hai,
Akash : tum agar chaho to mere room me chal sakti ho agar tum ko koi problem na ho
Mera room yahi paas me hi hai
Aysha : tum ko koi problem tho nahi hogi,
Akash : na nahi honi chahiye , main akele rahta hu, aur makan malik bhi abhi ghar par nahi hai
Kuch time baat karne ke baad dono akash ke room ki taraf jate hai, raat ho gayi thi isi liye kisi ko pata bhi nahi chala ki akash apne room me kisi ladki ko laya hai
Akash ke man me bahut kuch chal raha hai Kyon ki Yeh pehli baar Tha Jab Aakash Kisi Bhi Ladki ko Apne room mein Le raha Tha Woh Bhi Raat ko, Uske paas aur koi raasta Bhi Nahi Tha,
Ab aage kya hoga kisi pata , kya Akash ko use apne room me lana sahi fisla tha ya bahut badi galti