salim ki dadi ; ji aap bi jaldi se chai pi kar bahar aa jayiye wo juniad ke mammu jaan aaye hi
ye sun kar salim ki dadi ke gaalo
ko sehlate huye maamu jaan wo kis liye , kahi aisa to nahi ki wo keh rahe ho
ki aaj hi hum dono ka nikah padwa de .kahi aaj hi hamare nikah ki baat to nahi ho rahi
salim ki dadi ; aisa kuch nahi hi wo nikah ke liye apki sherwani silwani thi wo taior bi sath hi
main ; acha ji sherwani
silwani hi or apke fatima begum
salim ki dadi ; hamare liye lehenga choli
main ; acha ek baat to batao kisi ko bolti ho tum junaid ke maamu , ye junaid ke khalu
ye junaid ke chaha jaan or humhe kuch nahi bolti , aisa kyu
begum sahiba , ye to hum per julam huwa naa batao