• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest DEV THE HIDDEN POWER

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Dev the lover

Well-Known Member
3,598
15,017
159
📢 Note for Readers 📢

Dosto, ek chhoti si baat share karni thi —

Kuch updates pehle galti se story ke kuch parts repeat ho gaye the, jiske kaaran numbering me thoda confusion aa gaya.

Lekin ab sab clear kar diya hai — aur ab story seedha update 208 se start ho rahi hai.

Yeh jo aap padh rahe ho, yeh directly ussi point ke aage ki kahani hai, jahan tak aap last time padh chuke the.

Toh tension mat lo — kuch miss nahi hua, aur ab original track pe hi aage chalenge aur abb me aache se aapko index provide kara diya karunga woh maine banana sikh liya hai do tin din se wahi sikh raha aap logo ke liye support jaroor kare .

Aapka pyaar aur support hamesha mere liye sabse badi taaqat hai ❤️

Aur haan, comments me batana zaroor ki kaisa laga — aapke bina yeh safar adhoora hai 🙏


– Dev the Lover

★ ✦ DEV THE HIDDEN POWER ✦ ★

INDEX


 
Last edited:
  • Like
Reactions: Shanu

Dev the lover

Well-Known Member
3,598
15,017
159
PART 2

UPDATE 12

Ek baar phir, main aaram se phone mein kuch dekhne laga ki Shikha wahan aa gayi.

Main: "Arey, yahaan kaise?"

Shikha: "Akele baithe kyun ho?"

Main: "Aao, yahaan baitho."

Woh mere paas aakar baith gayi.

Shikha: "Subah aapko hua kya tha?"

Main: "Ab bhi hua hai woh."

Shikha: "Kya?"

Main: "Kuch lagi hai."

Shikha: "Kya lagi hai?"

Main: "Pyaar ki pyaas."

Shikha: "Kya mujhe uss pyaas ko door karne mein jagah milegi?"

Main: "Kyun jaanna chahti ho iss mein?"
Shikha: "Aapki har ek lamhe mein khud ko khona chahti hoon, uss mein doobna chahti hoon. Aapki badan ki khushboo ko apne andar samana chahti hoon."

Main: "Achcha, toh kya har dard seh logi tum mere liye?"

Shikha: "Haan, har dard seh lungi. Kuch bhi maut se zyada nahi hai na, woh mujhe maut se zyada tumse juda rehne ka dard dega."

Maine apni ungli ko halka sa kaata, uss mein se khoon nikalne laga.

Shikha: "Yeh kya kiya?"
Maine halke se apni ungli uski jeebh par rakhi toh mera halka sa khoon uske honthon par laga.

Shikha: "Esssssas! Yeh kya kar rahe ho tum?"

Main: "Ek baat kahoon aapse?"

Shikha: "Aapse????"

Main: "Haan, aapse."

Shikha (soch kar): "Bol."

Main: "Pata nahi kyun, jab bhi aapse ya Saloni ke paas jaata hoon, ajeeb sa feel hota hai."

Shikha (muskurate hue, aankhen jhukakar): Yeh kya baat hai, hum dono mein aisa kya hai jo tera dil itna machalta hai?

Mai: Sach bataun, Shikha? Tum dono ke saath ek alag hi jadoo hai. Tumhari ek ada, ek nasha, jo mujhe baar baar kheench laata hai. Dil toh bas tumhare paas hi atka rehta hai.

Shikha (haste hue, thodi sharaarat se): Haan? Teri baaton se lagta hai tujhe badi umar wali ladkiyon ka deewanapan chadha hai!

Mai: Arre, baaki ka kya pata, par tum dono… uff, aap dono ekdum lajawab ho! Bole toh, bilkul tapakta hua maal!

Shikha (zor se haskar, aankh maarte hue): Oye, pagalpan ki hadd hai tu! Biwi bana liya, aur ab apni behen ko bhi aise compliments? Tu toh hadd karta hai!

Mai: Kya karun, jab bhi tumse aisi baatein hoti hain, dil mein aag si lag jaati hai.

Sukoon nahi, bas ek junoon sa chha jaata hai.Shikha ne meri taraf dekha, uski aankhon mein ek sharaarti chamak thi. Usne meri ek ungli pakdi aur dheere se apne hothon ke paas laakar chusne lagi.

Shikha (madhosh awaaz mein): Umm… tera yeh khoon, kitna meetha hai, jaan!
Mai (halki si siski ke saath): Haan, tujhe toh mera khoon peena hi pasand hai. Bol, aur kya kya peena chahti hai?

Shikha (hothon par zubaan pherte hue): Haan… tera har ek katra, har ek saans, sab kuch peena chahti hoon.Uski is awaaz ne mere dil ki dhadkan ko ekdum tezi de di. Uff, uski ada, uski woh sharaarti muskaan, mano poora jism jala rahi thi!

Mai (badhakte hue): Achha? Toh bata, kya kya cheez legi meri, Shikha?
Shikha (nazdeek aakar, kaan mein fusfusaate hue): Tera sab kuch, jaaneman. Tu bas bol, kya kya de sakta hai mujhe?

Mai: Tujhe aisa dard dunga, jisme tu be-inteha tarpe, aur phir bhi aur maange!

Shikha ne ek jhatke se mujhe dhakka diya aur mere upar chadh gayi, uski aankhon mein ek khaufnaak aur madhosh jhalak thi.

Shikha: Achha, tu apni badi behen ko dard dega? Haan? Bol, kitna dard?

Mai (saans tezi se lete hue): Uff, Shikha, teri yeh janghein… yeh mulayam janghein mujhe pagal kar rahi hain!

Shikha (sharaarti hasi ke saath): Achha? Toh inhe daba ke dekh, chu ke dekh kitni garam aur naram hain. Inme kitna nasha bhara hai!Jaise hi maine uski jangh par haath rakha, uski mulayam chamdi ke neeche ek aag si mehsus hui. Mera jism ek jhatke se kaamp utha.

Shikha (hoth kaat te hue): Uii ma, tu toh sach mein ekdum ganda hai! Gandi baatein, gandi harkatein… aur yeh sab karke mujhe bhi paagalpan mein le jaata hai!

Mai: Aaj lagta hai tu poore josh mein hai,

Shikha. Mera pura band baja degi tu aaj!Usne meri taraf dekha, uski saansein garam, uski aankhein ek aag si liye hue. Mano abhi sab kuch jala degi.

Shikha (fusfusaate hue): Dekh, abhi toh bas shuruaat hai, jaan. Ab tu bol, kitna aur jala sakta hai mujhe?

Shikha: Haa, mann kar raha hai tujhe khaa jaun! Kissi ne sach kaha hai, ek baar ladki excite ho gayi toh kuch bhi karwa lo, bas uske mann ki kar do.

Mai: Thoda sa upar aao na, meri jaan.

Shikha: Ek baat poochun?

Mai: Haan, pooch na.

Shikha: Jab tujhe aaj isko dard dena hai, toh kyun bechari pe itna dabaav daal ke paani-paani kar raha hai?

Mai: Uffff, kya boli hai tu!Main itna excite ho gaya ke excitement mein uski gaand ko bheench liya.Shikha: Uiii maa! Kya kar raha hai, pagal ho gaya hai? Meri usko mat bheench, bohot nazuk hai! Ufff, araam se!

Mai: Mann kar raha hai in gadedar footballs ko masal doon!

Shikha: Nahi, usse kahan football! Ye toh mere boobs hain!

Mai: Tu lagta hai aaj meri jaan le legi,
hayeee!Shikha: Jaan ko apne andar rakho aur haaye mat karo. Apna nikaal lo aur aaj in footballs ko apni hockey ki taakat dikha do!Mera lund itna tight ho gaya, jaise spring! Upar se uski chut, uffff, uski legging mein mere lund se chipki hui thi.Shikha: Kitna sochta hai! Itna mat soch, woh bichara soch raha hoga kab darshan honge!

Mai: Shikha, gate toh band kar do, koi aa jayega!

Shikha: Chutki baja ke band kar do na! Aisa bhi jadoo kis kaam ka jo khade lund pe dhokha de!Yeh sunke mera muh khula reh gaya.Shikha: Kar na band! Main nahi uthungi aaj. Ufff, jaldi kar, mere shareer mein aag lag rahi hai!

Mai: Karta hoon, karta hoon!

Shikha: Kitna bol-bachan karta hai! Yahan meri chhuut… uiii maa! Kar na, ragad na! Uffff, kya mota… lun… nahi… main gayi!
Hey bhagwan, maine gate band kiya. Kitni garam ladki hai yeh! Mere chhune se hi jhad gayi!Shikha: Ab kya dekhta rahega? Nikaal na isse bhar! 23 saalon se main taras gayi hoon is din ke liye. Kab meri tumse shaadi hogi aur main tumse kahungi, meri sawari karo!

Mai: 23 saalon se?Shikha, apne baalon ko masalte hue: Nahi, 23 nahi, 20… nahi, 15! Ufff, chhodo na, kya karoge?Mujhe laga ab main aur bardasht nahi kar paunga bina ganda bole. Itna excitement mujhe aaj tak kabhi mehsoos hi nahi hua! Maine apni t-shirt phenk di us par.Shikha usko sunghte hue: Aaah, tumhara paseena kitna mahak raha hai! Kya tumhe meri badan ki khushboo leni hai?

Mai, jaldi se: Haan, mujhe tumhari chuchiyon ki mahak leni hai!

Shikha: Dhat! Chuchiyan nahi, meri footballs hain woh!

Mai: Haan haan, mujhe unki khushboo do!

Shikha ne apna suit nikaal diya. Mera toh thook atak gaya! Lund 90-degree ho gaya, aankhen chaudi ho gayin. Usne woh suit mere muh par phenka. Kya khushboo thi, yaar! Agar main normal insaan hota toh jhad hi gaya hota. Na jhadta toh precum pakka aa gaya hota!Shikha: Kya, unki khushboo hi lega? Inhe chusega nahi kya?Woh khadi ho gayi thi nikaalne ke liye. Maine suna, par baad mein. Pehle kood pada uske upar aur usko deewar se laga diya. Uski gardan ko chuumne laga.

Shikha: Hayeee, main mar jaun! Kya chusta hai tu! Khaas aise hi meri usko chus-chus ke laal kar de!

Mai: Teri baatein mujhe itna josh de rahi hain ki mann kar raha hai tera har ek hissa chus-chus ke laal kar doon!

Shikha: Bas meri chut ko laal kar de! Bohot machal rahi hai woh, usko chus-chus-chus!Main sab chhod ke neeche baith gaya.

Shikha: Tu sach mein chusega kya?

Mai: Haan haan, mujhe toh teri chut chusni hai!

Shikha: Process ko beech mein band mat karo, warna meri footballs bura maan jayengi. Inhe itna bada kiya hai taki tum dekhte hi tut pado in par!Main hyper ho chuka tha. Maine jhat se bra ko neeche kiya aur uski footballs ko daba diya.

Shikha: Aaaahhh… hhhhh… araam se! Ungliyan chhapoge kya?

Mai: Teri chu… sorry, footballs itni kadak kaise hain?

Shikha: Kya karun? Ek baar tune trailer diya, par inhe chusa nahi. Dekh, kitni kadak hain gusse mein! Aaahhh… naakun mat dabao, bohot zalim hain yeh! Itna hilti hain, aapas mein takrati hain, pucho mat!Puchna kya? Maine muh bhar liya. Aaj pata chala ki lund toh teeno chedon mein ghus sakta hai, par in kadak chuchiyon ko muh mein bharna mushkil hai!

Main jabardasti uski footballs ko muh mein bhar-bhar ke chus raha tha, jaise yahi duniya ki sabse tasty cheez bachi ho. Aag aaj dono taraf thi—na main rukna chahta tha, na woh. Woh pure josh mein mere baalon mein haath ghuma rahi thi.

Shikha: Aaj tak aisa maza meri zindagi mein nahi aaya! Ufff, tu aise chusega toh kahi ismein khoon na aa jaye!Main chusna chhod ke: Khoon ka pata nahi, par aaj main ismein doodh laane wala kaam zaroor karunga!

Shikha: Aaahhh, meri naabhi kyun kured raha hai?

Mai: Jab yeh itni tight hai, toh teri chut kitni tight hogi?Woh kuch bolti, usse pehle maine uske honth chumna shuru kar diya, aur apni beech ki ungli tight karke uski chut par ragadne laga. Uski siskariyan mere muh mein gunj rahi thi. Thodi lambi kiss ke baad maine usse chhoda.

Shikha: Ab meri baari hai kuch taste karne ki!Mai: Accha, par dhyan se, nuksaan na kar dena, abhi bohot…Shikha, mera muh band karte hue: Shhh! Ab nuksaan se nahi darne wali, jab tu aaj meri dhajjiyan udane wala hai!Usne mujhe dhakka diya, aur main bed par gir gaya. Woh mere paas aayi, meri taangon ko failaya, aur meri jeans ka button khol diya.

Maine kamar upar ki, aur usne mera jeans kp neeche kheench diya.

Shikha: Uiii maa! Yeh kya hai?!

Mai: Taste karke dekho, kya hai!Shikha: Jaise aaj iski halat hai, lagta hai main na bhi aati toh yeh yahin se meri maar leta!Itna bolte hi usne mere lund par jeeb ghumayi.

Mai: Ufff, Shikha didi, kya kar rahi ho?!

Shikha: Surrp surrp Abhi bhi didi wali aadat nahi gayi?

Mai: Didi na hoti toh aaj meri na hoti!

Shikha: Ummm… mmm… didi ki marne mein maza aata hai kya?Mai: Uffff, haan! Bahut zyada! Tu kamal ki hai

Shikha: Aur tera lund usse bhi zyada kamal ka!Josh mein maine ek jhatka maara, aur mera lund uske muh ke andar chala gaya. Waise toh mera normal se thoda bada tha, par jab se bhediya bana hoon, saala itna bada hai ki uski saansein ruk gayin!Woh lund nikaal kar peeche hat gayi.

Shikha: Tu toh mere muh ko hi phaad dalega!

Mai: Kya karun, teri baatein majboor kar rahi hain!

Shikha: Yeh pehli baar hai shayad jab kisi ki bur tujhe majboor kar rahi hai!Maine usse apne pairon se jakda aur doosri taraf patak diya.

Shikha: Ouch! Kya kar raha hai?!Maine uski chut par haath rakha, legging ko wahan se phaad diya, panty ko side kiya, aur apni jeeb laga di.

Shikha: Uiii maa! Main gayi!Uska pair buri tarah kapne laga. Main uski gili chut ko chaate ja raha tha, chaate ja raha tha. Kya taste tha! Waqayi main pagal tha jo itni khushbudar aur tasty chut se bhaag raha tha. Maine jeeb seedhi ki, uski chut mein halki si daali, aur woh kapte hue mere upar jhad gayi.

Shikha: Aaj kya hua hai tumhe, itna josh mein kyun hai?

Mai: Arre, jiski bhen wali biwi itni sexy ho, jo meri jeebh lagte hi jhad jaye, toh josh toh aayega na!

Shikha: Haan, agar mujhe pehle pata hota toh kab ka tumhe bhenchod bana deti! Aahhh... maaa... meri chuttt... ufff... chato, chuso, aur tez, aur tez! Ufffffff... andar... uiii maaa... nahi!Woh apni taange mere upar kasne lagi. Maine dono jhaangon ko pakad liya aur chut ki faadon ko khich-khich ke hothon se chusne laga.

Shikha: Mann jao, please... uiii maaa... please mann jao, meri chut laal ho gayi hai! Ufff... Dev, ruk jao!Maine apna muh wahan se hataya aur uske upar aa gaya. Uski aankhon mein dekha.

Mai: Kya hua, bardasht nahi hua?

Shikha: Sach mein, tum bada bedardi hai! Ab toh soch ke mera dimaag sunn pad raha hai, aur rongte khade ho rahe hain ki kahin meri awaaz bahar toh nahi ja rahi!

Mai: Nahi jaan, daro mat. Aaj tum gala phaad ke bhi chilla do, kisi ko kuch nahi sunega.

Shikha: Aahhh...

Mai: Ab kya hua?

Shikha: Tumhare penis mein bhi dimaag hai kya?

Mai: Accha, penis kaise?

Shikha: Wahi bol rahi hoon, pata nahi aaj tumhare chakkar mein kya kya nikalwa rahe ho mere muh se!

Mai: Accha, par hua kya?

Shikha: Tum yahan baaton mein laga hai, aur woh ghusne ko ready hai!Maine Shikha ke muh par haath rakha aur ek jhatka maara. Uski aankhein badi ho gayi is sudden jhatke se. Uski naram chut ki faadein aise khuli jaise chhote se ched mein musal daal rahe ho. Itna tight feel ho raha tha, par thoda gila bhi tha.Shikha mujhe dekhe ja rahi thi, uski aankhon mein halke se aansoon the.

Maine uski aansuon ko jeebh se chata aur pi liya.

Mai: Bas thoda sa dard aur hoga.Usne kuch bolna chaha, par maine uska muh khol diya.

Shikha (thodi dard mein): Waah tum toh bada zalim ho Ab mujhe dard ho raha hai, aur kitna bacha hai?

Mai: Arre, koi anaconda nahi jo poochh rahi hai kitna jayega!

Shikha ne kamar ko thoda hilaya aur boli: Aahhh... woh toh muh mein lete hi pata chal gaya tha ki aaj toh Shikha, tera udghatan aisa hoga ki na chal payegi, na khadi ho payegi! Ummmmm... mmm... mmm... thoda aaram se, kasam se mera muh thak gaya, warna itna zor se chillati ki koi shakti bhi na rok pati!

Mai: Accha, aisa hai? Yeh lo!

Shikha: Maaa... meri... bachao... maar dala!

Maine uska muh band kar diya. Yeh toh galiyon pe utar aayegi, aur waise bhi family-friendly scene mein yeh sab nahi chalega! Maine socha, ab last shot hi laga dete hain, aur teesra jhatka bhi maar diya.Usne mera haath kaat liya, par wahan se utna khoon nahi nikla jitna shayad uski 23-24 saal ki kunwari chut se nikla hoga. Maine uski chuchiyon ko chusna shuru kiya aur uska muh thoda sa chhoda.

Shikha: Ufffffff... aaahhhhh... uhhhuuhhuuuhh..

Maine waise hi hilna band kiya aur bola: Sorry, dard ke liye.

Shikha (thodi gusse jaisa muh bana kar kushi se ): Thanks, Diwali pe mera bomb fodne ke liye!

Mai: Arre, tum toh kaamp rahi ho !

Shikha: Sach mein, bahut dard hua.Maine thodi der halke-halke dhakke lagane shuru kiye. Shikha ki siskariyan goonjne lagi—uuuuhhh... aaahhh... aur taaph-taaph ki awaazein poore kamre mein gunj rahi thi.Kareeb 5 minute baad woh full form mein aa gayi, jaise koi dard tha hi nahi.

Shikha: Aur tez, chhodo aur tez jaan ummmm....!

Mai- haa meri raani eessss chut nai mere lund ko etna garam kar diya hai ki aaj esmai sai nikalana nahi caah raha. Hai


Shikha - uuuiii uiii aaahhhb shhii ssshiiii uuuuhh hhuuuhhhuu naahii uuuuhh .aaaahhh niakalooo aaahh haa buss chodate jaaaoo Mai full speed sai dhkaae laganai laga hi tha dhaam sai awaaj hui saala kitana kamzor bed hai

Shikha - bed par drill machine caahaloge toh aisa hi hoga naa

Mai - ched etna tight ho toh aisa karana padata hai naa

Shikha - aabb kitani der tak aur uuiiiii maaaa mai gayiii Woh ek baar aur jhaad gayi parr aaj mujhe bhi lag raha tha kuch jaada hi der takkar de raha hu woh bhi first time mai Maine usske pakada aur utha kar bathroom mai le aaya aur shower onn kar diya

Shikha - garam shareer par thanda paani mat daalo bimar pad jaaoooooooogeeeee

Mai- aacha par tunhari chut toh mujhe jhadnai bhi nahi de rahi hai

Shikha - uffffff mai vaaps aa rahi huuuuhhhhh

Mai- maaii bhi

Shikha - nicche lita doo mujhe mai ek bhi boond bhar nahi girani dungi Mai usse lekar late gaya aur hum dono saath saath jhaadh gayee mera pura viraya usski chut ki gaharayi mai chala gaya aur woh aakhe band karke usse feel karnai lagi

Hum dono aise hi pade rahe, thodi der tak upar se paani hum par girta raha. Maine aapko halka sa kiss kiya aur aapke upar se hat gaya. Fir khada hokar shower ke neeche chala gaya.Mai: Ab tumhe naha doon?

Shikha (sharma ke): Aap pehle naha lijiye aur mujhe aise mat dekha kijiye, sharam aa rahi hai!

Mai: Arre, abhi toh..

Shikha (bolti hui): Jao naa, please!

Mai: Haan baba, jaa raha hoon, jaa raha hoon!Main naha kar bahar aa gaya.

Andar Shikha dheere se uthkar baith gayi. Usne apne aap se baat karte hue kaha:

Shikha (man hi man): Tu bhi kitni besharam ho gayi hai, Shikha. Aakhir kya ho gaya tha tujhe? Ab toh unke saamne jaane mein bhi sharam aayegi!

Main bahar se sunte hue:

Mai: Arre, kya sochne baith gayi, Shikha?
Shikha (thodi jhallai): Aap zyada kaan mat lagaiye yahan!Uske baad Shikha nahane lagi. Par aaj nahaate hue uske chehre par baar-baar ek halki si hasi aa rahi thi. Woh man hi man gungunane lagi:
Kaisa hai yeh pal, kaise main khud ko bataun?
Aaj mili hai aisi khushi, kaise main apne aap se chhupaun?

Idhar maine kapde pehne, taiyaar hua, aur balcony mein chala gaya. Cigar jalayi aur peete hue sochne laga—pata nahi kyun, aaj cigar peene mein ek ajeeb sa sukoon mil raha tha waise toh yeh sab jada use nahi karata par pata kaise kabhi kabhi meri adate mujhe kudh samajh nahi aati hai
 

Dev the lover

Well-Known Member
3,598
15,017
159
PART 2

UPDATE 13

Niche sab log Diwali ki taiyari mein magan the. Ghar mein rang-birangi lights jagmag rahi thi, mithaiyon ki khushboo faili hui thi, aur bacchon ke hansi-mazak se mahaul goonj raha tha. Aakhir mera kaam bhi pad gaya—Diwali ka jashn tha, aur sabko meri zarurat thi.


Dad (komal ke taraf dekh ke): Komal betiya, jao Dev ko jaga do. Pata nahi aaj kyun itna der tak so raha hai!

Agni (masumiyat se): Mama ne toh nahi fight ki na?

Dad (hairani se): Kya?

Pratibha (jaldi se baat sambhalte hue): Kuch nahi, Papa ji, yeh Agni toh bas zyada bolti hai!

Agni (naaraaz hokar): Haan, Mama ne toh Masoom Maami ko kiss bhi kiya tha! Aap mujhe mana karti ho, ab main aapse baat hi nahi karungi!Yeh sunte hi sab ruk gaye. Haathon ke kaam band ho gaye, aur sabke chehre par ek hi sawal tha—yeh "Masoom" kaun hai? Sab ek doosre ko dekhne lage, jaise koi raaz khulne wala ho.


Yahan se kahani ek alag duniya mein chali jati hai...Kahani ab kai light years door ek aisi duniya mein jati hai, jiska naam aap shayad pehle padh chuke hain. Yaad nahi? Koi baat nahi, chhodo. Bas itna samajh lo, yeh ek aisa grah hai jahan ab sab kuch pyar ya... kaho toh thodi si hawas pe chalta hai. Lekin hawas ka shabd yahan thoda galat lagega, kyunki yeh kahani thodi family-type ki hai. Toh isse aaj hum "PREMPURI" ka naam de dete hain. Aur is grah ki rajkumari hai—Masoom.

Masoom, jiska dil ek baar mujhse—yaani sabke Dev se—pyar kar baitha. Ab aap soch rahe honge, "Dev se pyar toh sabko hota hai!" Lekin jab main Samrat tha, mera pyar sirf ek ke liye tha—Devika. Haan, lekin jab mujhe rajya sambhalna tha, sab kuch seekhna tha—kaam, vasana, aur baki sab—tab main is grah par aaya tha.Yahan aakar maine seekha, aur wahan se meri zindagi badal gayi. Guru ji kehte the, main itna control kar sakta tha apne aap ko ki poore brahmand mein koi mera muqabla nahi kar sakta tha. Kuch log mujhe galat samajhte the, par chhodo, unki baaton ka kya. Ab kaam ki baat pe aate hain.Chalo, dekhte hain Masoom kya kar rahi hai.

Ek bada sa kamra, jahan Masoom baithi thi...Kamra shahi tha—sunehre rang ke pardey, deewaron par chamakti hui tasveerein, aur ek bada sa jhumar jo roshni se jagmagata tha. Masoom ek shahi palang par baithi thi, uska chehra udaas, aankhon mein aansoon. Uske saamne uski maa khadi thi, chehre par chinta aur pyar ka mila-jula bhaav.

Masoom ki Maa (dheere se, par thodi sakhti ke saath): Beti, kab tak yeh zidd lekar baithi rahegi? Tumhe pata hai na ki tum uske bacche ko yahan janam nahi de sakti!

Masoom (aansoon bhari awaaz mein): Toh fir, maa, mera mar jana hi behtar hoga

Masoom ki Maa (dil se dil tak baat): Beti, agar tu aisa karegi, toh humein yahan se jaana hoga.

Masoom (zidd se): Haan, toh main chali jaungi, maa! Main apne Dev ke paas chali jaungi!

Masoom ki Maa (thodi naaraaz): Toh fir chhod kar kyun aayi usse?

Masoom (aankhein neeche karke): Maa, maine pitaji ko wada kiya tha...

Masoom ki Maa (aah bhari): Beti, maine tere pitaji ko bhi kaha tha—aise wade mat liya karo jo khud ko dukh ke siwa kuch na dein. Aaj tak woh Prithvi par bhatak rahe hain, bas us Dev ke aas mein ki woh ek din...maarega uss kaal ko

Uske baad kamre mein sannata chha gaya. Masoom apne khayalon mein khoyi hui thi, aur uski maa ka chehra chinta se bhara tha.

Bahar, Diwali ki taiyariyan chal rahi thi, par yahan, is grah par, ek alag hi kahani likhi ja rahi thi—pyar, wada, aur ek anjaan safar ki.

Masoom (gusse aur udaasi ke saath): Toh kya karen, maa? Bhaiya ke khooni ko aise hi chhod dein?

Masoom ki Maa (dheere se, samjhaate hue): Beti, kuch baatein bhoolne ke liye hi hoti hain.

Masoom (aankhein badi karke): Yeh aakhri baar hoga, maa. Mujhe lagta hai, kyunki is baar bhavishya mein Dev bahut aage tak jaa chuke hain.

Masoom ki Maa (soch mein doobte hue): Haan, mujhe bhi yeh lag raha hai. Agar woh safal ho gaya, toh sab theek ho jayega. Tera bhai bhi wapas laut aayega.

Masoom (udaas swar mein): Par maa, uske baad Dev ki zindagi mein koi bachega hi nahi...

Masoom ki Maa (samjhaate hue): Beta, ab woh Dharti lok par hai. Wahan ke niyam alag hain. Wahan usi ko sabse zyada maana jata hai jiski ek patni ho.

Masoom (dil se dil tak): Toh main kyun nahi ho sakti, maa? Main kyun nahi?

Masoom ki Maa (pyar se, par thodi sakhti ke saath): Beti, sab uss uparwale ke haath mein hai. Kab kya hota hai, wahi jaanta hai. Aur kisko kaun milega, wahi tay karta hai.

Masoom (hairani se): Par maa, Neha ka beta bhi toh hone wala hai!

Masoom ki Maa (muskurate hue): Pehli baar dekh rahi hoon ki satuan apas mein behnon ki tarah reh rahi hain.

Masoom (umeed bhari aankhon se): Agar Dev yahan aaye mujhe lene, toh kya main unki zindagi mein wapas jaa sakungi?

Masoom ki Maa (thodi bechaini ke saath): Beti, main koi bhagwan nahi hoon...

Masoom (baat kaat te hue): Pitaji kehte hain...

Masoom ki Maa (gusse se): Chup! Ekdum chup! Tu kal hi woh jaadi buti khaayegi!Masoom ne apni maa ke haathon se woh jaadi buti jhat se cheen li aur ek hi baar mein kha li. Jaise hi usne yeh kiya, woh ansh jo Dharti se uske saath aaya tha, ek pal mein khatam ho gaya.

Masoom ki Maa (gusse aur darr se): Yeh pagalpan kya kiya tune?! Yeh jaadi butti


Par uske aage bolne se pehle hi, Masoom ek neeli roshni ke saath gayab ho gayi.

Kamra ekdum khali reh gaya, aur uski maa bas haath malti reh gayi, aankhon mein aansoon aur dil mein chinta liye.

Main balcony mein khada tha, cigar ka dhuaan dheere-dheere upar uth raha tha. Diwali ka mahaul ab bhi chal raha tha—dur kahin patakho ki awaaz, ghar mein logon ki hasi, aur rangoli banate bacchon ki chahak. Par mera dil kahin aur tha. Cigar ka har kash mujhe sukoon de raha tha, par andar ek ajeeb si bechaini bhi thi.Achanak, maine upar dekha. Ek chamakti hui cheez tezi se niche gir rahi thi. Main dil se—kuch toh galat hai! Maine jaldi se haath aage kiya aur usse pakad liya. Arre, yeh toh kisi ka haath hai... nahi, ek ladki ka haath!Woh ladki ne upar dekha, uski aankhein mujhse mili, aur usne muskurate hue kaha

Ladki: Dev...Meri khushi ka thikana nahi raha. Dil se dil tak ek bijli si daud gayi. Yeh kaun thi? Masoom? Ya koi aur? Par uski muskurahat, uski awaaz—sab kuch jaana-pehchana sa tha. Balcony mein khade-khade, main bas usse dekhta raha, jaise samay ruk sa gaya ho.

Main balcony mein khada tha, us ladki ki muskurahat abhi bhi mere dil mein goonj rahi thi. Cigar ka dhuaan dheere-dheere hawa mein mil raha tha, aur Diwali ki roshniyaan gaow ko chamka rahi thi.

Par mujhe kya pata tha ki usi waqt, shahr ke ek andhere tunnel mein ek alag hi khel chal raha tha.Scene: Ek sunsaan tunnel, shahr ke dil mein...Tunnel mein andhera tha, sirf ek jhilmilati hui bulb ki roshni thi jo kabhi-kabhi chhamakti thi. Hawa mein barood ki gandh thi, aur charon taraf ek khamoshi si chhayi hui thi, jaise koi bada toofan aane wala ho.

Boss, ek bhari-bharkam aadmi, apne aadmiyon ke saath khada tha, haathon mein ek purana sa briefcase aur chehre par ek khatarnak muskaan.

Boss (sakht awaaz mein): Toh sab, kaam taiyaar hai na? Aaj target poora hona chahiye humara!

Aadmi 1 (guroor se): Haan boss, 10,000 log aaj marenge—aur fatenge, Diwali ke patakhon ki tarah!Itne mein, peeche se Wakar bhaagta hua aaya, uska chehra safed pad gaya tha, jaise usne koi bhoot dekh liya ho. Saans phool rahi thi, aur haath kaanp rahe the.

Boss (gusse se): Abe, kutton ki tarah kyun kaanp raha hai?

Wakar (haanfte hue): Boss... uss Joker ne... sabko maar diya! Aur dono ko chhuda ke le gaya!

Boss (has ke): Joker my foot! Chal, aaj parso tak sabko pahuncha denge!

Wakar (darte hue): Nahi, boss! Main ab yeh kaam chhod raha hoon. Mujhe dardnaak maut nahi chahiye! Aap sab mein se koi bhi usse nahi bach sakta!

Boss (mazak udate hue): Arre, aaj toh bhagwan bhi un marne walon ko nahi bacha sakte. Tera Joker-Foker kya karega?

Wakar (sanki si awaaz mein): Woh jaadu jaanta hai, boss!

Boss (has ke): Chhote-mote jadugar kya kar lenge jab sabse bada jadugar humare saath hai?

Wakar (hairani se): Kaun, boss?

Boss (guroor se): samye bhi aur yeh sehar bhi!

Wakar ke chehre par ek pal ke liye khamoshi chha gayi. Usne boss ko dekha, par uski aankhon mein darr tha.

Bahar Diwali ka jashn tha, par yahan, is andhere mein, ek khatarnak saazish apna rang dikha rahi thi.
 

Dev the lover

Well-Known Member
3,598
15,017
159
Part 2 UPDATE 14

Maine usse chhati se lagaya, uske galon ko chhua, aur apne gale se laga liya. Kuch hi palon mein, hum dono ki aankhon se aansuon ki barsaat hone lagi. Woh aansu khushi ke the, ya shayad do pal ke bichhadne ka dard bhi unmein chhupa tha.Usne apna sir peeche kiya aur meri aankhon mein dekha. Uski aankhein... haye, kya kahoon! Jaise koi gehri jheel ho, jismein paani itna zyada tha ki woh bahar nikal kar zameen ko saaf kar raha tha. Un aankhon mein ek ajeeb si kahani thi—kabhi nami, kabhi gham, kabhi ek anjaan sa pyar.

Main (man mein shayari ke saath):
Aakhir kaisi hai yeh aankhein, jismein kabhi nami, kabhi gham hai?
Mar hi jata main, agar inka deedar dobara na hota is janam mein.
Chahe kitni bhi khushiyan ho, sab kam hai...

Masoom ne meri aankhon mein dekha, jaise woh meri shayari sun sakti ho. Usne halki si muskurahat ke saath kaha

Masoom: Ab kya, man mein shayariyaan hi likhte rahoge, ya apne labon se meethi awaaz suna kar mere dil ko tasalli doge?

Main ro raha tha. Gala thoda sa fasa hua tha, par dil se dil tak baat nikal hi aayi.

Main: Baby, tum aa gayi...

Masoom (pyar bhari awaaz mein): Tumhari baby tumhare muh se yeh sunne ke liye maut se bhi lad kar aa jayegi. Yeh toh bas chhota sa kaal chakra hai!

Main (hairani se): Par kaal chakra mein balidan dena hota hai, kisi cheez ka. Tumne kya diya?

Masoom (muskurate hue): Chhodo, kya farak padta hai? Jab hum saath hain, toh gham ki kya baat hai?

Main (dil se): Haan, baby, yeh toh hai...Tabhi peeche se ek teekhi awaaz aayi.

Shikha (gusse mein): Dev! Dev! Wahan kya kar rahe ho?! Yeh ladki kaun hai? Haan, kaun hai tu?!

Masoom ne dheere se mudkar Shikha ko dekha, aur shant lekin garv se boli

Masoom: Didi, main hoon... Masoom

Shikha (aag baboola hote hue): Pehle tu mere pati se door hat, samjhi na?!

Main (samjhaate hue): Arre, Shikha, kya hua? Tum bhi na...

Shikha (gusse se): Aap chup rahiye! Yeh yahan aayi kaise, haan?!Masoom ka chehra bhi ab gusse se laal hone laga.

Woh aage badhi aur sakht awaaz mein boli
Masoom: Zyada mera-mera mat karo, samjhi? Warna...

Shikha (aur gusse mein): Jyaada bol rahi hai, aur aap kuch kehte kyun nahi?!

Masoom (hairani se mujhe dekh ke): Inhe kya ho gaya hai?

Main jhat se Shikha ke paas pahuncha aur peeche se usse pakad liya, uske kaan ke paas dheere se bola

Main: Bahut sharaarat soojh rahi hai tumhe, haan? Kyun ched rahi ho usse? Abhi toh bechari aayi hai!

Shikha (gusse mein, par thodi si shararat ke saath): Toh kya, humne usse jaane ko kaha tha? Aur jaate-jaate saari yaadein bhi mita di is pagal ne! Hum toh soch rahe the ki aap kisi gahri soch mein ho!

Masoom, jo ab tak chupchap sab sun rahi thi, ne kaan pakad liye aur masumiyat se boli

Masoom: Sorry, sorry! Ab toh maaf kar do, didi!Tabhi meri taang galti se Shikha ki taang se takra gayi.

Shikha ke muh se ek halki si “Aaah!” nikal gayi.Masoom (fikr se): Kya hua, didi?

Shikha (jaldi se sambhalte hue): K-k-kuch bhi toh nahi!

Masoom (manate hue): Ab chhodo na, didi! Mujhe inse gale milna hai!

Maine Shikha ko chhod diya. Masoom jhat se bhaag kar Shikha ke gale lag gayi. Par jaise hi usne zor se gale lagaya, Shikha ke muh se ek aur “Aaah!” nikal gayi.

Masoom ki nazar meri taraf aayi. Maine muskura ke nazrein chura li aur balcony se bahar nikal gaya.

Dil mein ek khushi thi—chalo, is baar main kisi ko nahi kho raha!Seedi par, ek nayi mulaqaat...Main abhi seedi par hi tha, khayalon mein khoya hua, ki achanak koi takra gaya. Maine dekha toh Kirti thi! Arre, yeh toh apne mama ke ghar gayi thi na? Woh wahi ruk gayi, mujhe ghoor rahi thi, jaise koi shikayat ho.

Main (muskurate hue): Kya hua, Kirti? Upar nahi jaana?

Woh chup rahi, bas ghoorti rahi.

Main (thodi si chinta ke saath): Bol na, kya hua? Aur tu kab aayi?Woh ab bhi kuch nahi boli.

Main thoda sa side hua, par tabhi peeche se ek aur awaaz aayi.

Ritu (khushi se): Bhaiya!

Main ne mudkar dekha—Ritu bhi wahan khadi thi, chehre par ek badi si muskaahue
Main (hairani se): Arre, tu bhi aa gayi?

Kirti abhi bhi mujhe ghoor rahi thi, aur Ritu uske peeche muskura rahi thi.

Main thodi si safai dene ki koshish mein tha, par lag raha tha yeh dono chhoti behnein mujhe aasani se chhodne wali nahi.

Ritu (shikayat bhari lekin mazak mein): Baat mat kijiye, bhaiya! Aapko gift na dena pade, isliye phone par bhi “Happy Diwali” wish nahi kiya!

Main (pyar se): Arre, aisa nahi hai, meri ladliyon! Mujhe laga tum hi apne is bhai ko bhool gayi ho, pehle ki tarah!

Kirti (gusse se, par thodi si nautanki ke saath): Ae, Mr.! Zyada mat bolo! Ek toh humein hurt hua, aur upar se dikhawa kar rahe ho ki aapko hurt hua hai? Aap toh ekdum baakiyon ki tarah ho—bas dikhawa karte ho!

Main ne Ritu ki taraf dekha aur aankh maar ke ishara kiya.

Main: Ritu, zara idhar aana.Ritu hasti hui mere paas aayi, uske chehre par sharaarat bhari muskaan thi.

Ritu: Bolo, bhaiya!

Main (uske kaan mein dheere se): Iska koi boyfriend toh nahi bana na wahan?

Ritu (dheere se, has ke): Pata nahi, bhaiya!Kirti ne humein ghoorte hue dekha aur chillayi:

Kirti: Tum dono kya kusur-pusur kar rahe ho?

Tabhi Komal ne bich mein se awaaz lagayi, apne haathon mein thali sambhalte hue

Komal: Suno toh Dev Jao, mithai le aao! Pata nahi abhi tak kahan reh gaya!I

tne mein Janu bhi aayi, apni saari thik karti hui. Uska chehra thoda sa nervous tha, par woh khubsurat lag rahi thi.

Janu: Yeh thik lag rahi na? Maaji ko pasand toh aayegi na?

Main (mazak se): Ekdum maal lag rahi ho, sexy!Woh sharma ke muskura di, par sab has pade.

Masoom ka asar masoom ke wapas aane se ghar ka mahaul badal gaya tha.
Normal logon ke liye sab pehle jaisa lag raha tha—Diwali ka jashn, hasi-mazak, aur pyar bhari baatein. Par Masoom ki wajah se kuch badlav aaye the. Janu aur Komal ka shaadi ka program khul gaya tha, jo pehle ruk gaya tha. Lekin jinke paas “powers” the, woh jaan sakte the ki Masoom ke saath kuch bada hua tha. Uski puri kahani baad mein khulegi, par abhi ke liye, yeh ek raaz tha jo sirf dil ke kone mein chhupa tha.

Edhar ek hungamaMain abhi sab ke saath drawing room mein tha. Riccha mere paas aayi, haathon mein sindoor ki chhoti si dibbi pakde hue.

Riccha (sharma ke): zara yeh laga dijiye na.

Maine sindoor liya aur uske maathe par laga diya. Woh muskura ke chali gayi.

Komal (jaldi se): Mujhe bhi!Janu bhi kuch bolne wali thi, par maine haath utha ke roka.

Main: Ek minute, sabko laga doonga! Room mein aa jana. Par pehle saaman le aata hoon. Aur haan, meri gudiya ko ignore kyun kar rahe ho tum sab

Tabhi peeche se Devika aayi

Usne Komal ko godi mein utha liya aur usse pyar se chhedne lagi. Komal hasne lagi, aur ghar ka mahaul ekdum hasi-mazak se bhar gaya.

Devika (Komal ke gaal kheenchte hue): Meri gudiya ko kaun ignore karega, haan

Ghar mein Diwali ka mahaul poore josh par tha. Rang-birangi roshniyan, mithaiyon ki thaliyan, aur bacchon ki chahak—sab kuch ek perfect festive vibe de raha tha. Par andar, meri chhoti behnein Kirti aur Ritu mujhe apne sawalon se tang kar rahi thi, aur Devika unki taang kheechne mein koi kasar nahi chhod rahi thi.

Masoom ka wapas aana abhi bhi ek chhupa raaz tha, par ghar ka yeh drama is pal ko aur mazedaar bana raha tha.

Kirti (hairani se): Yahan ho kya raha hai yeh sab?

Ritu (muh khol ke, utsaah mein): Haan, bhaiya, bataiye na!

Main (mazak se): Secret yahi tak rakho, pagalon! Yeh sab teri bhabhiyan hain!

Kirti aur Ritu (ek saath, shock mein): Kya?! Kya?!

Devika ne yeh sunte hi ek thodi si sharaarat bhari hasi chhodi aur boli

Devika: Araam se, abhi warna tere bhaiya ka diwala nikal jayega Diwali ke din!Ritu ne chehra tedha kiya, jaise usse kuch samajh nahi aa raha ho.

Ritu: Par humein bataya kyun nahi kisi ne?

Tabhi B Chachi drawing room mein aayi, apni chunni sambhalte hue, aur unki awaaz mein thodi si sakhti thi.

B Chachi: Kisne kya nahi bataya?

Kirti (jaldi se sambhalte hue): Kuch nahi, Maa! Bas yahi ki main yahan aa gayi, aapne kisi ko bataya hi nahi!

B Chachi (has ke): Arre, abhi toh aayi hai! Kya nagade-dhol bajwa doon.

Main ne Chachi ki taraf dekha aur muskura diya.

Main: Kyun gussa ho, Chachi? Chalo, Kirti, hum bahar chalte hain.

Ritu (jhat se): Aur main?

Main (pyar se): Tu bhi chal, meri gudiya!

Ghar ke gate se nikalte hi ek ajeeb si hulchul dikhi. Kaafi log ek taraf jaate hue nazar aaye, jaise koi bada tamasha ho raha ho. Hawa mein patakhon ki awaaz thi, par is bheed ka kuch aur hi maza tha.

Kirti (hairani se): Kya hua hai, bhaiya? Yahan itni bheed kyun?

Main (mazak mein): Shayad koi aaya hoga. Tujhe pata hai na, gaon ke log haathi dekhne ke liye bhi aise hi bhaagte hain! Ya koi badi-badi car mein Salman Khan aaya hoga!

Ritu (utsaah se): Par bhaiya, yeh toh kuch zyada hi bheed hai!

Main (sochte hue): Haan, chal, dekhte hain kya tamasha hai. Waise, mama ke ghar maza aaya ki nahi?

Kirti (naak sikod ke): Ghanta maza aaya!

Ritu (chillate hue): Kirti!

Kirti (sharma ke): Sorry, sorry, bhaiya!

Main has pada.

Kirti ki yeh sharaarat aur Ritu ka usse chhedna—yeh dono meri zindagi ka woh hissa thi jo hamesha dil ko sukoon deta tha. Par bheed ka yeh hungama mujhe thoda bechain kar raha tha.
 

Dev the lover

Well-Known Member
3,598
15,017
159
Part 2 Update 15

Main (Kirti aur Ritu se, mazak mein): Chalo, koi baat nahi. Waise, wahan kuch nahi tha kya? Ya koi ladka mil gaya jiske chakkar mein tumhe kuch aur dikha hi nahi

Kirti ne dheere se sar hila ke “nahi-nahi” karna shuru kiya, par uski aankhon mein ek sharaarat thi.

Kirti (sharma ke): Nahi, bhaiya, aisa kuch nahi!

Main (has ke): Haan, par samne toh kuch interesting log dikh rahe hain.Chalo, dekhte hain.

Maine dono ko apne saath le liya aur bheed ke bich se aage badha. Wahan, ek jagah par log ek gol ghera banaye khade the, aur bich mein ek scene chal raha tha jo mujhe turant hi alert kar gaya.

Bheed ke bich ek banda khada tha—lamba, handsome, aur uski personality mein ek ajeeb si intensity thi. Uski shakal mujhe Hollywood ke kisi hero jaisi lagi. Maine ek pal mein uska biodata dimag mein feed kar liya: Yeh toh Tom Cruise jaisa lag raha hai! Code name—Hunt... oops, Ethan Hunt!Par yeh koi film star nahi tha. Is bande ka naam tha Ethan, aur uske saath ek aur aadmi tha—Rohan Verma. Dono kisi gahri baat mein lage the, aur unki awaaz mein ek sakhti thi jo mujhe laga ki yeh koi chhota-mota kaam nahi kar rahe.

Ethan (Rohan se, sakht awaaz mein): Kahan le aaye ho yeh? Kya yahi rehta hai woh, Upar se in logon ne rasta gher rakha hai!

Rohan Verma (thodi si bechaini ke saath): Yaar, bata do, yahan koi Rajput family hai jo Delhi se aayi hai?

Madan (ek local aadmi, thodi si hichkichahat ke saath): Sahab, aise nahi batayenge hum. Pehle kaam batayein aap.

Rohan Verma (gusse se): Sab saale bekar hain yahan!

Ethan (sakhti se): Agar woh nahi mila, toh jo hum nahi karte, woh bhi karna padega!

Rohan Verma (mazak mein): Hehe, sir, commanders bula loon? Ya special forces? Hawa mein uda denge usse!

Ethan (has ke): Abe, 20-22 saal ka banda kya kar sakta hai? Zyada se zyada mere aadmi usse doodh lenge, Aaj is gaon ko nayi Diwali dikha doonga, agar usne woh map nahi diya jismein liquid cellphones ka address hai!

Rohan Verma (thodi si chinta ke saath): Isse personal na banao toh accha hai.

Ethan (sakht awaaz mein): Mere 5 agents mar gaye isme, aur tu kehta hai personal mat bana?! Ek tera agent yahan chup kar baitha hai, aur in logon ko cars ke paas se hatao!Uske baad woh dono wahan se nikal gaye, par mere dimag mein ek toofan uth raha tha.

Yeh “liquid cellphones” kya hai? Aur yeh log kisi 20-22 saal ke bande ko kyun dhoondh rahe hain? Ek-ek ghar bhi toh check kar sakte the, fir mera naam kyun le rahe the....

Maine Kirti aur Ritu ko apne sharir se ekdam chipka rakha tha, matlab itna daba rakha tha ki saans bhi mushkil se aa rahi thi unki. Kya karu, unko dekhte hi maine jhat se ek diwar ki side le li aur chup gaya tha, jaise koi chor hoon! Dil zor-zor se dhadak raha tha, aur dimag mein ek hi baat ghoom rahi thi – yeh kya scene chal raha hai, bhai..

Kirti ne ekdam se chillaya, “Bhaiya, hatao na! Dard ho raha hai, yaar!”

Maine jaldi se haath hata liya aur sorry bolte hue poocha, “Arre, chot toh nahi lagi na?”

Dhyan se dekha toh dono, Kirti aur Ritu, lambi-lambi saansein le rahi thi, jaise marathon bhaag ke aayi hon. Unki saansein itni tez thi ki mujhe laga, yeh dono toh abhi faint hi ho jayengi!

Par tabhi, mere dimag mein ek bilkul bakwaas khayal aaya – kya Ritu ke hoth chus lu? Arre, yeh kya soch raha hoon main! Jhat se dimag ko jhatka diya, jaise koi bandar mere dimaag mein disco kar raha ho.Maine idhar-udhar dekha, koi tha nahi. Phir socha, yeh kya ho gaya yaar?

Shayad Shikha ke chakkar mein zyada hyper ho gaya hoon. Maine aankhein band ki, ek lambi saans li, aur phir aankhein kholi, soch ke ki ab sab normal hi dikhega, jaise log aksar dekhte hain. Par kya dekhta hoon? Mera ghar hi gayab! Matlab, ghar toh tha hi nahi waha! Dil ekdam se dhasak gaya. Yeh kya jaadu ho gaya? Maine toh koi jaadu-voodoo kiya nahi, aur agar koi karta bhi toh pata toh chalta, na?Tabhi, achanak mere haathon mein kuch ajeeb sa ehsaas hua. Samne dekha toh ek haath Kirti ki kamar par tha aur doosra Ritu ki kamar par!

Arre, yeh kya ho raha hai? Maine jhat se haath kheenche aur poocha, “Arre, yeh kya kar rahi ho tum dono? Mera haath waha kyun rakha?

Ritu ne badi masoomiyat se kaha, “Kaisa haath? Kya hua, bhaiya? Aapko toh badi garmi lag rahi hai, chalo yaha se!”Ab mujhe laga, bas ab toh mohini aa gayi hai..

Kyuki uski aadat thi na, pehle jab mujhe nahi paa pati thi, toh kisi ke bhi sharir mein ghus ke pata nahi kya-kya karti thi. Par phir socha, nahi yaar, shayad mera hi haath galti se chala gaya hoga. Dil ko yeh samjha ke maine apne aap ko thodi shanti di.Phir hum teeno Madan ki dukaan par pahunch gaye.

Maine poocha, “Kya ho babua, abhi tak nahi bani kya?”

Madan ne badi chill vibe mein jawab diya, “Bas ho gawa, bhaiya! Kuch log toke puchat rahana, par koi kuch nahi baataylas.”

Maine thodi jaldi dikhate hue kaha, “Arre, jaldi bhejwa do, da!”Waha se nikal ke thodi door aaya toh Ritu ne mujhe rok liya.

“Bhaiya, mujhe ek acchi si dress leni hai,” usne kaha, “Sab nayi-nayi dresses le li hain, main yaha aa gayi, par sidhe se nahi le paayi. Chalo na, Magic City chalte hain!”

Kirti, excited and impatient, was like, “Haan bhaiya, chalo na!”

Maine thodi si hichkichahat ke saath kaha, “Thik hai baba, chalta hoon, par pehle koi sunsaan jagah chalte hain. Yaha koi dekh lega toh problem ho jayegi!”

Hum teeno gaon se thodi door nikal gaye, waha jaha charo taraf sannata tha, bas thodi si hawa ke sarsaraahat thi.

Maine dono ko dekha aur kaha, “Chalo ab, haath pakdo mera, yaha se chalte hain.”

Dono ne jhat se mera haath pakad liya, itna tight ki laga jaise meri haddiyan crush ho jayengi! Maine socha, ab toh gayab hone ka time hai, chalo magic dikhate hain. Par kitna bhi try kiya, kuch nahi hua! Main wahi khada tha, ekdam visible, bilkul bhi gayab nahi ho raha tha. Yeh kya bakwaas hai?

Kirti ne badi utavli si awaaz mein poocha, “Kya hua bhaiya? Gayab kyun nahi ho rahe?”

Maine sar khujate hue kaha, “Pata nahi yaar, yaha kuch hai jo mujhe rok raha hai. Koi ajeeb si energy lag rahi hai.”

Ritu ne, thodi si irritation ke saath, taunt maara, “Aap bhi na, bhaiya! Agar jana nahi hai toh bas bol do, yeh drama kyun?”

Maine usko jhat se rokte hue kaha, “Shhh! Chup kar, ekdam shhh!”Kirti, ab thodi jhalli hote hue, boli, “Oho, bhaiya, bas bhi karo na! Hum bache nahi hain, yeh kya shh-shh laga rakha hai?”

Maine gusse mein, par dheere se kaha, “Bola na, chup ekdam! Kuch samajh nahi aa raha, thodi si khamoshi rakho!”Tabhi, achanak mausam badalne laga. Hawa tez ho gayi, aur charo taraf ek ajeeb sa sannata chha gaya, jaise koi horror movie ka scene shuru hone wala ho.

Kirti ka chehra ekdam se safed pad gaya, aur usne darrte hue kaha, “Bhaiya, yeh sab kya ho raha hai? Yeh jagah toh thik nahi lag rahi!”Maine phir se usko chup karaya, “Shhh! Ekdam chup!” Par ab Kirti bhi darr ke maare thodi si chidchidi ho gayi thi.

Usne jor se kaha, “Bhaiya, yeh kya? Aap yeh mama-banana band karo, mujhe sachme darr lag raha hai!”Maine dono ko ghoorte hue kaha, “Mera haath mat chhodna, samjhi? Chahe kuch bhi ho, haath tight pakde rakhna!”

Dono ne mere haath aur bhi jor se pakad liye, jaise unki jaan meri mutthi mein ho.

Par tabhi, achanak mujhe apne gaal par kuch garm sa, chipchipa sa mehsoos hua. Maine haath lagaya, aur dekha toh... khoon! Mera gaal se khoon beh raha tha, bina kisi wajah ke!

Ritu ka chehra dekhte hi banta tha – woh toh darr ke maare kaanp rahi thi. Usne haklate hue kaha, “Bhaiya... aapke gaal... yeh khoon... yeh kya ho raha hai?!”
 
Top