- 277
- 423
- 79
Update - 30
D-city
Next day Sabhia living room mein baithi thi, Laiba bhi aa kar baith gayi. Uski nazrein fikar se bhari hui thin.
Laiba: Momi, Sana ko kya masla hai? Kitne dinon se bemaron ki tarah padi hui hai room mein.
Sabhia: Meri bachi, main kya karun? Meri toh koi baat hi nahi sunti, na hi kuchh batati hai. Kitna pareshan kiya hua hai is ne.

Laibha: (Dhiime lehje mein) Aap ne... Ashar uncle se poocha hai? Jab se us din dinner ke baad unke sath wapis aayi hai, tab se iska aisa behavior hai. Zarur wahan kuch hua hai.
Sabhia: Mujhe toh sharm aati hai ab Sofia ya Ashar se baat karte hue bhi. Har mahina is ne koi tamasha lagaya hota hai aur humein Ashar ko bolna padta hai.
Laiba: Per momi, aap dekhein toh sahi uski halat…
Sabhia ko ab realize ho gaya ke koi serious matter hai.Sabhia ne Sofia ko call mila di.
Sofia: Kaisi hain bhabhi?
Sabhia: Aaj toh mood fresh lag raha hai tumhara… kya ho raha hai?
Sofia: Bas wait kar rahi thi Vicky ke uthne ka, phir breakfast ready karna hai.
Sabhia: Achha toh aa gaya hai tumhara cheta…
Sofia (excited ho kar): Haan, kal hi pahuncha hai.

Sabhia: Ashar kidhar hai…
Woh sidha point par aa gayi.
Sofia: Woh toh aaj bhi subah jaldi hi chala gaya tha.
Sabhia: Sofia... Ashar se poocho kya baat hui hai Sana se. Jab se tum log gaye ho, usne khud ko room mein band kar liya hai. Uski aankhein surkh hain, wo kuch kha nahi rahi. Wo bemaar par jayegi.
Sofia: (Hairat aur thode dukh se) Bhabhi... wo to mujh se Sana se related koi baat share hi nahi karta. In dono mein koi apna hi Secret chal raha hota hai. Main bolungi unhein.
Sofia ne foran Ashar ko call ki, magar Ashar ka reaction kisi jhatke se kam nahi tha.
Ashar: (Sanjeeda aur rukhe lehje mein) Kya baat hai Sofia?
Sofia: Bhabhi ki call aayi thi... phir se sana ka koe masla hai. Usne khud ko kamre mein band kar liya hai, kuch kha nahi rahi. Aap ek dafa baat kar lo us se.
Ashar (Dil mein): Main khud pareshan hoon... main kis ko bataun ke wo larki meri ragon mein zehar ban kar dourd rahi hai? (Zuban se dahaar kar bola): Yaar! Maine koi Sana ki babysitting ka theka le rakha hai? Khud sambhalein apni aulaad ko! Mujhe tang mat karo!
Sofia sunn reh gayi. Ashar ka ye reaction uske liye bilkul naya tha. Wo jaanti thi ke Ashar Sana ke liye kitna Sensitive hai, usay apne bachon ki tarah treat karta tha. Aaj uska ye gussa Sofia ko kuch aur hi bata raha tha Zarur koi gehri baat hui hai.
Sofia ne Sabiha ko message kar diya: Bhabhi... aap khud Ashar se baat kar lein, mujhe avoid kar raha hai.
Sabhia ne gehra saans liya aur Ashar ka number milaya.
Ashar (Phone pick karte hi, awaz dhiimi magar sakht): Ji bhabhi... Sofia se baat hui hai meri. Main zara busy hoon.
Sabhia: (Sanjidgi se) Ashar... meri baat suno. Wo na kuch kha rahi hai, na bol rahi hai.Bilkul hi gum sum pari hvi ha apna bed per.
Ashar: (Dabi hui awaz mein) Bhabhi... Wo phir se drama kar rahi hogi...
Sabhia: Uska drama tum hi samjhta ho… Hamari smaj se bahir ha wo larki.
Ashar: Bhabi… I am sorry main busy hun bad main bat ho gi.
Phone cut.
Sabhia kuchh der sochti rahi…
Laiba ko boli: Jao, Sana ko bina bataye… uska chehra ki picture bana lao.
Us ne aisa is liye bola tha ke usay pata tha Ashar jab Sana ko aisi halat mein dekhega toh khud aa jayega ya call karega.
Ashar apne office ki kursi par betha Sofia aur sabhia ki baton ki uljhan mein phansa hua tha ke mobile ki screen roshan hui. Sabhia ka message tha, magar andar jo tasveer thi usne Ashar ke jism se jaan nikaal di.…

Aankhein laal aur suji hui, saaf pata chal raha tha ro kar bura haal tha, baal bikhere hue, uske masoom se chehre par dard bhi saaf dikh raha tha, jaise woh chehra koi toota hua sheesha ho jo uske andar ke toofan ko dikha raha ho.
Ashar yeh dekh kar andar se hil gaya… Mujhe yeh pagalpan khatam karna hoga… is se pehle ke baat zyada badhe… Sana se baat karni hogi… kisi ko agar bhanak bhi lag gayi ke hamare darmiyan kya hua hai toh dono ghar tabah ho jayenge… mujhe Sana se baat karni hogi.
Woh Sana ka number dial karne laga lekin phir ruk gaya.
Main kya baat karunga us se?
Do-teen dafa aisa hi us ne try ki… lekin us mein himmat nahi ho rahi thi call milane ki.
Phir us ne message karne ka socha.
Sana Us din jo bhi hua,mujhe afsos hai, ghar mein kisi ko kuchh pata nahi lagna chahiye,woh tab hi hoga jab tum normal behave karogi… please utho apni halat theek karo… main kuchh din busy hoon phir hum Detail se baat karenge.
…………………………………………………………….
Sofia stove ke paas kharri thi, baalon ki aik latt uske chehre par jhool rahi thi. Pan mein omelette ki khushbu phail rahi thi jab pichay se Vicky ki shararat bhari awaz aayi.
Vicky: Phophoo...?

Sofia: (Gardan ghoomaay baghair) Uth gaya shehzaday? Ya abhi bhi jet lag nahi utra tumhara?
Vicky jamhai leta hua kitchen mein dakhil hua aur counter ke paas aa kar kharra ho gaya.
Vicky: Jet lag nahi... bas itna arsa baad aap ko dekh kar sukoon aa gaya, is liye maza ki neend aayi.
Sofia: (Spatula hawa mein ghumate hue) Zyada shayari mat jhaaro, warna nashta bhi kam milay ga.
Vicky hans para aur counter par baith kar Sofia ko kaam kerta ghaur se dekhne laga.

Vickey: Pata hai, main soch raha tha aap badal gayi hongi. Lekin ab realise hua ke aap wahi ho... bas thori zyada moti ho gayi ho.
Sofia ne aik second ke liye spatula rok liya. Usne dheere se gardan ghumayi, uski ankhon mein hairat aur gussa mila-jula tha.
Sofia: Excuse me?
Vicky: (Foran hath upar uthate hue) Matlab... healthy. Glowing. Settled. Achi wali moti.
Sofia ne omelette pan mein hi chhor kar uski taraf aik qaatil nazar daali. Uske jism ke curves is rec dress mein pehle hi numayan thae, aur Vicky ka comment usay ajeeb si uljhan mein daal gaya.
Sofia: Tumhari himmat kaise hui meri body shaming karne ki? Bad-tameez!
Vicky: (Haste hue) Main sirf sach bolta hoon, Phophoo. Aur sach kabhi kabhi karwa hota hai.
Sofia ne gusse mein paas para tissue box utha kar Vicky ki taraf de maara, magar usne maharat se dodge kiya.
Vicky: Abhi to 24 Hour bhi nahi hue mujhe aaye hue... aur aap mujhe maarne par aa gayi hain?
Sofia: Drama queen na bano! Chalo idhar aao, omelette ready ho gaya hai. Aur suno... ainda agar mujhe moti bola to jutta bhi marungi!

Vicky counter par thora aur agay jhuka, uski nazrein Sofia ke chehre aur seene par jam gayi thin.
Vicky: Aap meri baat ka galat matlab le gayi hain... aap perfect hain. Mera matlab tha ke aap ki body perfect hai... Ashar Uncle bohot lucky hain.
Ek second ke liye Sofia bilkul chup ho gayi. Uske galon par surkhi dourd gayi. Vicky ki awaz mein aik mardana Appreciation thi jo Sofia ke andar thandak pahuncha rahi thi.
Sofia: (Thora sharma kar, nazrein churate hue) Sharam karo! Itna bada ho gaya ho par abhi tak filter nahi laga tumhare munh mein. Apni Phopho se aisi baatein karte ho.
Sofia ne plate rakhte hue andar hi muskuraya. Yeh ladka ab bhi waisa hi besharam hai… lekin sach mein body perfect hai keh raha ha? Ashar toh aaj kal dekhta bhi nahi… Vicky ki yeh baat dil ko achi lagi.
………………………………………..
Sana ne bed par lete hue Ashar ka message parha ek dafa nahi, baar baar parha.. Wo message jiska wo wait kar rae thi aur screen per dekh kar hi khush ho gae thi.
Lekin ise message se usay apni beizzati aur Ashar ko sirf apni izzat bachane ki fikar ka ehsaas hva. Usay Shadeed gussa aia, khud per aur ashar per b. Wo usa normal hona ka bol raha tha.
Us lafz se usay ajeeb si chubhan hui thi. Normal matlab kya? Main unki puppet hun, unke ishaare par nachun? Us ne socha, honth kaat kar.
Phir woh aik dam uthi.
Usne uth kar apne baalon ko itni sakhti se jora banaya ke sar ki jild khinchne lagi ye dard usay Ashar ke lafzon se behtar laga.

Ghar mein kisi ko kuch pata nahi lagna chahiye…(ashar ka message ka hisa)
Sana ke dimagh mein yeh jumla phir gonja.
Tumhe meri fikar nahi hai, usne sargoshi ki, uski awaaz mein ab ek ajeeb si kaat thi.
Tumhe fikar hai us parda-daari ki jo tumhare gunah ko dhakay hue hai.
Us ne khud ko uthaya, mirror ke paas gayi, apne reflection ko dekha uske chehre par ek twisted smile, jaisa khud ko bol rahi ho.
Tum ne apni kya halat bana li hai… lekin uska tumhari nahi, sirf apni izzat aur image ki fikar hai.Woh washroom gayi… face wash kiya… khud ko thora set kiya.
Sana ne aaine mein apne aks dobara dekha. usne laal lipstick uthayi aur usey itni be-dardi se honton par malne lagi ke wo aik khooni nishaan ki tarah phail gayi.

Sana: (Aaine se mukhatib hokar) Dekho Ashar... main Normal lag rahi hoon na? Kya ye rang tumhare raaz ko chupane ke liye kaafi hai.
Usne lipstick wahi patak di.
Room main aie mobile pkra..
Pehle likha: Aap ne mera dil tor diya. (Delete)
Phir likha: Mujhe dar lag raha hai. (Delete)
Aap fikar na karein. Aapki izzat mere tamashay se zyada qeemti hai. Main itni achi actress banungi ke aapko khud shak hone lagega ke us din kuch hua bhi tha ya nahi. (Phir Delete)
Nahi… itni asani se tumhein ise-jurm se azad nahi karungi.
Aakhir mein, usne socha Ashar ne mujhe Gandi larki kehta ha na.. Toh thik hai.
Sana (Message): Main theek hoon. Aur aap ki hidayat ke mutabiq… Normal ho rahi hoon. Itni normal ke aaj tayyar hone ka dil kar raha hai. Magar fikar na karein, aap ke liye nahi… kisi aur ke liye.
Send ka button dabate hi Sana ne phone bed par phenk diya aur zor se hansi.
Doosri taraf jab ashar na Sana ka reply dekha tu, Ashar ka sukoon raakh ho gaya. Ya larki… kya bakwas kar rahi hai… isi liye main ise sa contact nahi karna chahta tha.
Uska mardana ego jalan se bhar gaya. Wo khud ko rok na saka aur reply kiya:
Ashar: Kya matlab hai tumhara? Pagalpan band karo aur seedhi tarah behave karo. Main tumhare bhale ki baat kar raha hoon.
Sana (ek thandi muskurahat ke sath) Bhala? Kis ka? Aap ne kaha tha na ke main normal lagun… toh bas, ek normal larki ki tarah kisi se baat karungi jo meri care karta ho, usse milungi bhi.
Ashar waqayi darr gaya. Usey laga Sana khain phir us larke ko milna na chali jaia.
Ashar: Tum kahin nahi jao gi! Agar gae tu apni izzat khatre mein daal rahi ho.
Sana: Izzat?... Waqayi? Meri izzat ki parwah hai aap ko?
Ashar apne hi lafzon mein phans raha tha.
Ashar: Sana, main jaanta hoon tum gussa ho, naraz ho us din ki wajah se… lekin… lekin tum se barh kar kuch bhi nahi mera liye. Dekho, jazbaati ho kar koi ghalat kadam mat uthana. Us se hargiz nahi milna! Woh sahi larka nahi hai.
Sana ko ab maza aa raha tha. Ashar ki care se sakoon mil raha tha yaahi toh shayad woh miss kar rahi thi.
Sana ne ek screenshot liya jis mein us ladke ke 300+ unread messages thay… aur Ashar ko bhej diya.
Abhi tak toh yeh unread thay…. Magar ab jab main Normal ho chuki hoon, toh socha inhein reply kar hi doon. Aakhir koi toh hai jo meri khamoshi se darta nahi, balkay meri awaaz sunne ke liye tarasta hai.
Ashar ka mardana ego ab zakhmi janwar ki tarah karah raha tha.Lekin wo majboor ho gaia usa na socha agar usna gussa kia tu sana zid main a jaia gi.
Ashar: Message karna hai to kar lo, magar ek LIMIT mein! Usay milne ka sochna bhi mat. Jab tak hamari baat nahi ho jati, tum ghar se bahar nahi nikalogi. Samjhi tum?
Sana: (Unchi awaz mein) Limit? Limit to tum ne tori thi Ashar... us din. Ab tum mujhe Dayre sikhaoge?
Sana (Reply): Limit?... Ab AAP mujhe Dayre sikhaoge? Ye aap ka masla nahi hai. Aap to bas ye dekhein ke ghar walon ko kuch pata na chale.
Yeh lafz Ashar ka liye kisi thappar se kam nahi tha.Us mein mazeed reply ki himmat nahi rahi.

Sana bed par dher ho gayi, mobile seene se laga liya. usne Victory mehsoos ki. Usey sakoon aa gaya jaise usne apni har insult ka badla le liya ho.
Dekha Ashar uncle.. Mera Normal hona kitna mehnga par raha hai tumhein.
Usey achanak shadeed bhook mehsoos hui aur wo kamre se bahar nikal gayi.
………………………………………
Dosto ya tha aj ka update try ki ha aik lamba update likhna ki apka comments ka intezar reha ga.

Last edited: