Ashar ko aaj ghar bohot khali khali sa lag raha tha, Usey ehsas ho raha tha ke Sana ki maujoodgi ne usay aik ajeeb si energy di thi. Wo guilt mein bhi tha aur udaas bhi. Woh unko milne bhi nahi aaya tha kyunki woh Sana ko face nahi karna chahta tha.
Ashar (Dil mein): Maine zyada sakhti kar di. Agar usne palat kar keh diya hota ke jo us larke ne kiya, wahi tum ne bhi kiya... to main kya jawab deta?
Sofia aaj aik Special Mode mein thi. Usne sexy nighty pehni hui thi aur Ashar ki tawajjo chahti thi, magar Ashar ka sarr dard aur Sana ki yaad usay Sofia se door kar rahi thi. Sofia ko ye cold behavior bura laga, magar usne socha ke shayad office ka kaam zyada hai.

............................................................
Sana apne kamre mein akeli, bed par leti hui chat par lagi hvi thi. Uska dimaag ab do daryaon ke darmiyan tha ek taraf us larke ki ghinoni hawas thi, aur doosri taraf Ashar ka wo pur asrar lamas.
Larka: Oh finally! Tum ne reply kiya. Main to bohot pareshan tha... us din tum ne bulaya aur phir achanak phone band aur tum bhi gaib!
Sana: Usi raat phone kharab ho gaya tha, is liye wo sab plan bhi cancel karna para.
Larka: Plan phir se ban jayega
Sana (Dil mein): Plan to aisa banaungi ke tum yaad karoge... (Typing): Haan, par mujhe naya mobile lena hai pehle. Lagta hai ye wala repair ke baad bhi theek nahi chal raha.
Ladka: Main gift kar doon.
Sana: (ek smile ke saath) Gift maang kar thodi leta hai.

Ladka: Per gift ke badle main gift toh mil sakta hai na?
Sana: Gift isi condition par thodi deta hai ke return mein bhi mile…?
Ladka: My darling Sana… mera gift toh tumhara aur tumhare jism ka deedar hi hai.
Sana: Woh toh pehle hi tum kar chukka ho.
Ladka: Yar… sirf deedar se kaam nahi chalta na… tumhare upar dil aa gaya…
tum ho meri jaan.
Bata…
tumhare jism ke kis kis hisse par pheroon zubaan.
Sana ye padh kar ek hansi aa gayi. Woh uski aisi baaton ki wajah se hi toh usey impress ho gayi thi. Woh dil mein boli -- Kamina kahin ka.

(Uski body mein ek sansani si door gayi. magar saath hi uski body mein aik sansanahat dourd gayi. Usey achanak Ashar aur wo raat yaad aayi jab usne Sana ke gaal ko choomte hue halka sa lick kiya tha, aur uski garden par apni garm zubaan pheri thi. Sana ne aik lambi aur meethi saans li.)
Larka (Next Message): Kya hua? Meri zubaan ko feel to nahi kar rahi jo us din tumhare naram boobs par pehri thi? Yaar abhi tak wo zayeqa mere munh mein hai... kya cheez ho tum!
Sana aik dum apne khayalon se bahar aayi. Video ka zikr aate hi uski nafrat dobara jaag uthi.
Sana (Typing): Usey hi to roz yaad karti hoon main... tum ne to apna gift pehle hi le liya hai. Ab mera Mobile ready rakho taake hamari theek se baat ho sake.
(Woh bhi uski tarah lafzon se uske saath khel gayi)
Phir saath hi usne Ashar ko phone mila diya jo attend nahi hua tha. Sana ne dobara milaya... Do rings ke baad Ashar ne phone cut kar diya.

Sana hairaan reh gayi. Ye abhi tak naraz hai? Ashar hamesha busy hone par message kar deta tha, magar is baar sannaata tha. (dil main) Abhi office mein hoon ga… raat ko try karungi.
(woh poochna chahti thi ke usne kitna paisa diya tha watchman ko video ke liye… so uske according woh us ladke se paisa nikalwa kar Ashar ko de. Woh Ashar ke saath bhi hisaab barabar karna chahti thi. Although yeh baat message par bhi poochh sakti thi lekin woh usse baat karna chahti thi. Waisa call karne mein usey thodi jhijhak ho rahi thi so yeh wala bahana acha tha.)
..............................................................................................
Dosto, aaj ka update kaisa laga? Ab tak Sana ne sirf dard saha tha, lekin ab baazi palatne wali hai. Sana ka Revenge Plan shuru ho chuka hai! aur ise per ashar ka kia reaction ho ga -- Stay tuned aur comments mein Feedback Deta Rahin.