• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Aryan: Kaalivan Ka Uday

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Xkingthakur

Member
374
1,911
124
Chapter 17: Waterfall ka Khooni Sangram

Jab Aryan Rathore aur uske group ne char logon ko smile karte hue apni taraf aate dekha, unhe turant pata chal gaya ki ye wahi shikaar hain jinke liye unhone poori taiyaari ki thi.

'Akhirkar aa hi gaye!' Sabne mann mai socha.

Aryan ka group jhat se confusion ka natak karne laga, jaise unhe kuch samajh nahi aa raha ho. Ek sipahi, jo shanti se meat kha raha tha, usne pehla move kiya.

Dar se thithurte hue usne poocha, "Arre, aap kaun hain? Yahan kya kar rahe hain?" Uska chehra itna dar se bhara tha ki koi bhi uspe taras kha leta usse dekh kar lag raha tha jaise woh abhi apni pant geeli kar dega!

'Kya zabardast acting hai!' Aryan aur baaki nau sipahi, jo plan se waakif the, sab ne dil hi dil mein socha.

Darshan Shekhawat aur uske teen rakshak is nazare se bade khush ho rahe the. 'Haan, humse daro. Hehe,' ek rakshak ne hasi rokte hue socha. Doosre do rakshak bhi itne overconfident the ki unhe pata hi nahi chala ki ye dushman, jo abhi tak darne wale lag rahe the, ab Level 40 tak pahunch chuke hain!

Spiritual World mein, 5th stage se upar aate hi aas-paas ki energy mehsoos ki ja sakti hai. Agar cultivation mein zyada farak na ho, toh ek particular distance tak kisi ka level bhi pata chal sakta hai. Lekin ye automatic nahi hota. Iske liye pehle dushman us distance ke andar hona chahiye, aur phir uski strength ko probe karna padta hai.

Lekin level 70 pe kisiki bhi power sense karna automatic ho jaata hai. Kyunki tab soul strong ho jaati hai aur soul sense activate ho jaati hai, jo kisi ki bhi soul power ko mehsoos kar sakta hai. Haan bss uske aage koi uss se jayda shakti kaa na ho. Ye ek unconscious reaction hota hai, bilkul insaan ki saans lene jaisa.

Spiritual Saint stage mein ye possible hai, lekin uttar Central Continent mein aisa koi nahi tha, isliye Aryan ko koi chinta nahi thi. Ladai mein techniques ki energy release se bhi level pata chal jaata hai, lekin abhi toh laadai shuru hi nahi huyi thi.

Darshan ke rakshakon ne Aryan ke sipahiyon ko scan karna zaroori nahi samjha kyunki unhe lag raha tha ki yeh unke liye ek aasaan ladayi hai. Isi wajah se unhone Aryan ke Level 40 sipahiyon ko pehchana hi nahi.

Dar se thithurte hue sipahi ne phir poocha, "Arre, aap kaun hain?"

"Hahahahah, hum kaun hain yeh janna hai?" Ek Level 41 ke rakshak ne abhimaan se bhari smile ke saath kaha.

"Hahaha, Mohit, in bewakoofon ko daraane mein time mat lagaao," Raksha Philip (Level 42) ne calm ho kar kaha.

"Tumne aise aadmi se dushmani li hai jo tumhara sarbnash kar sakta hai. Hehehe, Jal Nagar mein jo hua usee yaad kro." Rakshak ne gusse se bhare chehre ke saath aur haath apni talwar pe rakhte hue kaha.

Tabhi Darshan aage badha aur shahi andaaz mein bola, "Mai tumhe, ek mauka deta hoon. Grade-2, low-level talwar mujhe de do, aur mai tumhe aasan maut doonga."

Aryan ne darne ka natak kiya aur daari aawaz mai bola, "Kya aap Shekhawat Khandaan ke chhote sahab hain? Itne bade khandaan ke hokar bhi aap chori jaisa choota kaam kyun kar rahe hain?"

"Hahaha, chor? Tumhe jo sochna hai socho. Yeh duniya sirf taakavar logi ke saamne jukhti hai. Aur tu mujhse takreya hai aur teri saza mait hai!" Darshan ne aahankar ke saath kaha aur Aryan ki taraf dekh kar zameen par thook diya.

Ye sunke Aryan aur jayda darne ka natak karne laga. Phir poocha, "hame maarne se pehle kiya tum mere ek sawal ka jawab nahi dooge?"

Darshan ne Aryan ko aise darte huye dekha aur khush hote huye soocha, 'Lagta hai isne apni maut ko maann liya hai, hehehe.'

"Theek hai, main dayalu hoon, toh mai tumhare ek sawaal ka jawab jarur dunga."

"Mere pita ji ki maut mein kiya aapke khandaan ka haath tha?" Aryan ne lajah aur kamzor si awaaz mein poocha.

Darshan ne ye sunkar zor se hassna shuru kar diya kyunki usko pata tha. Ki uske baap ne hi ye saazish rachi thi.

"Hahahaha, toh tumhe ye janna tha? Is baat ko jaanke ke liye tumhe narak jaane ki zaroorat nahi hai. Is baat ka jawab tumhe mere se hi pata chal jaye ga!

Hahaha, mere baap ne hi Arjun Rathore ko maarne ki saazish raachi thi aur usko gher kar maar diya tha….lo mil gya tunhe jaawab abh khush hai tu?"

Ye sunke ke baad Aryan ka gussa badh gya aur usne natak chodh diya. Ab usko pata chal chuka tha ki usko kinse badla lena hai. Haan badla lene mai aabhi usko kaafi samaye lagna tha. Lekin yeh jaankari uske liye bahut jaruri thi. Usko jaise apne jeevan ka ek lakshya mil gya tha. Uska chehra smile se bhar gaya aur usne sipahiyon ko ladai shuru karne ka ishara kar diya. Phir spiritual array ko bhi on kar diya.

Darshan ke group ne jab ye dekha toh unhe ehsaas hua ki kuch toh gadbad hai. Aryan ka reaction aisa tha jaise usse bass isi jawab ka hi intezar tha. Tabhi ek rakshak ne 11 logon ko scan kiya toh unki taakat dekhte hi uska chehra safed ho gaya. Level 39 se Level 40 ka farak bahut bada tha. Ye ab ek zindagi aur maut ki ladai thi!

Woh jor se chillaya, "Ye ek jaal hai!"

Zumm!

"Yeh ek attack spiritual array hai! Chhote sahab ke liye apna rakshak array on karo!" Raksha Philip ne tilmilaye chehre ke saath kaha.

Kyunki agar Darshan ko kuch hua toh zinda rehke bhi unki maut pakki hi thi!

Aryan ke attack array ke on hoye hi Level 43 ke rakshakon ki speed thodi kam ho gayi thi, lekin Darshan toh poori tarah behosh hi ho gaya tha. Ek rakshak ne jaldi se Darshan ke aas-paas ek defensive shield baana di, jabki doosre do sipahi uski raksha ke liye khade ho gye.

Aryan ka group, jo array se bach gaya tha (precaution lene ki wajah se), ne Darshan ke sipahiyon par hamla shuru kar diya.

"Wind Palm!"

"Demon Court!"

"Hammering the World!"

"Dragon Breath!"

Aryan ne bhi apni do techniques ko activate kar diya:

"Kalarag!"

"Spatial Sword!"

Itne saare attacks dekhte hi Darshan ke rakshakon ka chehra safed pad gya.

"Bhenchod!! Ye log itne strong kaise ho gye?" Raksha Philip ne ashcharye se bhare chehre se saath kaha.

"Mohit, aur deri hui toh hum sab maare jayenge!" Doosra rakshak bola, poori taakat se defend karte hue.

"Philip, nikalne ki taiyaari karo. Ladai mein chhote sahab ki safety ki guarantee nahi hai. Agar yahan se bache toh badla lene ka mauka dowara mil jayega," teesra rakshak bola, lekin phir usne dekha. Ki unke bhaagne ka raasta band ho chuka hai. Unka gher liya gya hai aur unke peeche pani ka jharna hai.

Tab un do rakshak ko ehsaas hua ki woh dheere-dheere waterfall ki taraf dhakele ja rahe hain. Ek ne Aryan ki taraf dekha aur doosron se darte hue kaha, "Ye ladka Level 33 par hai lekin iske attacks itne taakatvar kaise hai?"

"Pratap aur do sipahi is Level 43 ko rokein. Nedu aur do is Level 42 ko. Main dono groups ko support karunga."

"Baaki log Level 41 wale ko jaldi maaro aur wapas aao," Aryan ne aadesh dete huye kaha.

Aryan kisi par bhi koi dyaa nahi karna chahta tha. Kyunki God Shivendra Pratap ke experience se usko gayaan tha ki problem ko agar jardh se khatam na karo toh woh ek zakham bann jati hai. Jo baad mai naasur bhi bann sakta hai.

"Iski maa ki!" Level 41 wale rakshak ne Aryan ko gaali di.

"Eh ladke, tum apni aukat mat bhulo? Tum Shekhawat Khandaan ko jaante nahi ho agar tumne hame maar diya toh Shekhawat khaandan tumhe zinda nahi chhoode ga!" Philip ne serious hoke aur apni jaan bachane ki koshish mein kaha.

Aryan ne smile ke saath jawab diya, "Mujhe bewakoof samjha hai? Jo tumhe zinda chhod doon aur bhaagne doon, taanki Shekhawat Khaandan kabhi bhi mujhe dhoondh kar maar sake. Lekin agar maine tum sabko mar diya toh shayad unko saalon lag jayein ge ye pata chalne mai ki tum logo ko kisne mara.

Aur Aryan ne Philip pe Spatial Sword attack kar diya. Level difference ki wajah se Philip us attack ko rok sakta tha, lekin uske aur Philip mai level 10 ka farak tha. Prantu array ki wajah se uski speed bhi kaam huyi thi aur uspar Aryan ke saath uske teen sipahi bhi hamla kar rahe the.

'Bhenchod!' Philip ne poori taakat se defend kiya aur attacks se bacha. Lekin tabhi uske saathi, Level 41 ka rakshak Vijay kamzor pad gayaz kyunki uspar 4 log hamla kar rahe the.

Boom!

Wind Palm ne uske defense ko todh diya.

Crack!

Vijay ki chest poori andar dhans gayi aur zameen par uske khoon ki naadi behne laagi, aur woh mara gaya!

Darshan ne ye dekha toh woh dar gaya. 'Ye kaise ho gya? Vijay mara gaya?'

"Hey baghwan! Vijay mara gaya, aur ab humari baari hai!" Mohit ne socha, uske muh se bhi khoon tapak raha tha.

Pratap chillaya, "Do mere saath aayo aur do us level 42 wale pe hamla karo!"

Darshan ka defensive array toot gaya—

Crack!

Darshan ne baghne ka socha kyunke usko dikh raha tha ki agar woh jahan ruko toh mara jaye ga. Lekin agar zinda baacha toh dowara badla le payun ga.

Lekin Aryan uske saamne aa gaya.

"Oh! Ab bhagne ka irada hai? Haha, lekin tum mujse baachkar nahi ja sakte!" Aryan ne Kalarag aur Spatial Sword ko activate kar liya.

'Ye harami meri energy kheech raha hai!'

Darshan apni defensive taknik ko activate, karne laga lekin uske aaspaas ke 40 meter ka space freeze ho gya tha, aur uski speed bahut kam ho gayi thi.

'Meri energy itni dheere kyun ujagar ho rahi hai?' Darshan ne khud se hi sawal kiya lekin tabh tak bahut der ho chuki thi.

Tabh tak Aryan ka energy blade uske gale par aa laga…..

Voop!

Darshan ka sir dhad se alag ho gaya!

Ek pal ke liye usne apna be-sir jism zameen par girte hue dekha—woh mara gya!

Uska be-sir jism zameen pe gir gya, khoon Darshan ke gale se bahne laga. Uska sir zameen pe ludakta raha, uski aankhon mein dar bhara hua tha.

Baache huye rakshakon ne jab yeh dekha toh woh aur dar gaye.

Level 41 ka Mohit ab poori tarah thak gaya tha. Aryan ke 5 sipahiyon ne uspar apna final attack kar diya

"Hammering the World!"

"Demon Court!"

"Blood Sword!"

"Smashing the Air!"

"Iron Fists!"

Whoosh!

Boom!

Mohit ke defense toot gya.

"AAHHHHHHHH!" Mohit ki cheekh wahan goonj gayi aur uska adha jism ek aur aur adha jisam dusri taraf gir gya.

"Hey baghwan! Ab toh mai sabko saath lekar hi jaunga!" Philip ne apni saari spiritual energy ek kaale ball mein ikathi karni shuru kar di.

Ek pal mein hi uski 800 saal ki jeevan shakti aur soul energy uss kaale ball mein chali gayi. Philip ka chehra poora safed padh gya, woh buddah ho chuka tha, jaise uske sharir baas hadiyon ka guchaa ho.

"Wahan se jaldi dur hato aur apni apni defense techniques on karo!" Aryan ne chinta se kaha.

"Ye aadmi sach mein aisa karne wala hai," Pratap ne socha. Spiritual World mein sacrifice possible tha, lekin ye dard se bhi bura tha. Aur isko ek apraad mana jaata hai aur jo aisa karta hai usse kiyar maana jaata hai.

"Indestructible Body!"

"Impenetrable Shield!"

"Steel Skin!"

"Air Defense!"

Sabhi ne aapni defense takneek activate kar di. Unho ne apni saari urja apne denfensw mai laga di. Jis wajah se unka pura jisam safes padh gaya tha.

Boom!

"AAAHHHHH!" Sipahiyon ki cheekhein waha goonj uthi.

Bada dhamaka hua, sabhi taraf pathar udne lage, aur 10 meter ka gehra gaadha bann gya. Panch sipahi abhi khade the, chhe zameen pe pade huye the. Lekin koi zinda hain ya nahi, ye koi nahi jaanta tha!

Agle chapter mein humen is ladai ke final consequences dekhne ko milenge. Kya Aryan ke sipahi bach paayenge? Aur Darshan ki maut ka Aryan par kiya asar hoga? Kya aap Chapter 18 ke liye taiyaar hain?
Jabardast likha hai
 
  • Like
Reactions: F@ckYouBitch

Sushil@10

Active Member
749
727
93

Nice update and awesome story
 
  • Like
Reactions: F@ckYouBitch

Naik

Well-Known Member
22,159
78,628
258

Baherhal zabardast fight huwi
Darshan ka kaam tamam huwa Lekin ab dekhna yeh h ki Philip ke attack se Kon Kon bacha
Badhiya shaandar update
 
  • Like
Reactions: F@ckYouBitch

F@ckYouBitch

Take the risk or lose the chance
1,655
4,133
144
Top