• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

कहानी कैसी है?

  • Good

    Votes: 0 0.0%
  • Better

    Votes: 0 0.0%
  • Best

    Votes: 2 100.0%
  • Bad

    Votes: 0 0.0%
  • Very bad

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    2

AGRIM9INCH

Member
234
279
64
Bhai.....aap log jaldi se comment kar ke batayiye ki isme sex add Karu ki sex seen ko ignore kar ke chalu.....

Bhai aap log jitna jaldi comment karke batayenge utni jaldi update dunga.....

Ye aap logo ke karan update nahi diya kyoki kuch logo ka manna hai ki Romance me sex mat dikhayiye....

Aap log jaldi comment karke batao.....
 
AGRIM9INCH

Member
234
279
64
यह मेरी पहली कहानी है। केवल मेरे नाम के अलावा बाकी सभी किरदारों के नाम काल्पनिक हैं।

मैं कोई राइटर नही हूं। कोई गलती हो तो नजर अंदाज करे।
 
Last edited:

Aakash.

ɪ'ᴍ ᴜꜱᴇᴅ ᴛᴏ ʙᴇ ꜱᴡᴇᴇᴛ ᴀꜱ ꜰᴜᴄᴋ, ɴᴏᴡ ɪᴛ'ꜱ ꜰᴜᴄᴋ & ꜰᴜᴄᴋ
Staff member
Sr. Moderator
52,977
169,190
354
Annual Story Contest - XForum
Hello everyone!
We are thrilled to present the annual story contest of XForum!
"The Ultimate Story Contest" (USC).

"Win cash prizes up to Rs 8500!"

Jaisa ki aap sabko maloom hai abhi pichhle hafte hi humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit Chat thread toh pehle se hi Hindi section mein khula hai.

Well iske baare mein thoda aapko bata dun ye ek short story contest hai jisme aap kisi bhi prefix ki short story post kar sakte ho, jo minimum 700 words and maximum 8000 words ke bich honi chahiye (Story ke words count karne ke liye is tool ka use kare — Characters Tool) . Isliye main aapko invitation deta hun ki aap is contest mein apne khayaalon ko shabdon kaa roop dekar isme apni stories daalein jisko poora XForum dekhega, Ye ek bahot accha kadam hoga aapke or aapki stories ke liye kyunki USC ki stories ko poore XForum ke readers read karte hain.. Aap XForum ke sarvashreshth lekhakon mein se ek hain. aur aapki kahani bhi bahut acchi chal rahi hai. Isliye hum aapse USC ke liye ek chhoti kahani likhne ka anurodh karte hain. hum jaante hain ki aapke paas samay ki kami hai lekin iske bawajood hum ye bhi jaante hain ki aapke liye kuch bhi asambhav nahi hai.

Aur jo readers likhna nahi chahte woh bhi is contest mein participate kar sakte hain "Best Readers Award" ke liye. Aapko bas karna ye hoga ki contest mein posted stories ko read karke unke upar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Cash Awards milenge, uske alawa aapko apna thread apne section mein sticky karne ka mouka bhi milega taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab ke liye ye ek behtareen mouka hai XForum ke sabhi readers ke upar apni chhaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.. Ye aap sabhi ke liye ek bahut hi sunehra avsar hai apni kalpanao ko shabdon ka raasta dikha ke yahan pesh karne ka. Isliye aage badhe aur apni kalpanao ko shabdon mein likhkar duniya ko dikha de.

Entry thread 25th March ko open ho chuka matlab aap apni story daalna shuru kar sakte hain or woh thread 25th April 2025 tak open rahega is dauraan aap apni story post kar sakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna shuru kardein toh aapke liye better rahega.

Aur haan! Kahani ko sirf ek hi post mein post kiya jaana chahiye. Kyunki ye ek short story contest hai jiska matlab hai ki hum kewal chhoti kahaniyon ki ummeed kar rahe hain. Isliye apni kahani ko kayi post / bhaagon mein post karne ki anumati nahi hai. Agar koi bhi issue ho toh aap kisi bhi staff member ko Message kar sakte hain.

Important Links:
- Chit Chat Thread (For discussions)
- Review Thread (For reviews)
- Rules & Queries Thread (For contest details)
- Entry Thread (To submit your story)

Prizes
Position Rewards
Winner 3500 ₹ + image Award + 7000 Likes + 30-day Sticky Thread (Stories)
1st Runner-Up 2000 ₹ + image1 Award + 5000 Likes + 15-day Sticky Thread (Stories)
2nd Runner-Up 1000 ₹ + 3000 Likes + 7-day Sticky Thread (Stories)
3rd Runner-Up 500 ₹ + 3000 Likes
Best Supporting Reader (Top 3) 500 ₹ (Each) + image2 Award + 1000 Likes
Reporting Plagiarized Stories imag3 200 Likes per valid report

Regards, XForum Staff
 
AGRIM9INCH

Member
234
279
64
Update -1

Chauhan interprises......

Meeting room me kisi baat ko lekar bahash chal rahi thi.....

Sir......aisa karne se hame bhi loss hoga......ek employee bolta hai.

Listen...... tumhe yaha kaam karne ko bola hai, koi advice nahi maangi hai. Isliye jitna kaha jaay utna karo , Samjhe

Lekin Agrim, ye sahi kah raha hai. Is tarike se to ham apna bhi nuksaan kar rahe hai. Sankalp saant lahje me kahta hai....

Agrim uske taraf dekhta hai, uske aankhon me gussa saaf najar aa raha tha! Sankalp yah dekh kar . Agrim.....saant dimaag se sochte hai ek baar fir dekhte hai kya karna hai....

Agrim ......kuchh nahi sochna hai mai ek baar jo bolta hu wahi final hai....uspar dobaara discussion karna pasand nahi mujhe....

Sankalp......be prectical Agrim...... think like a business man......apne rival ko beat karne ke liye khood ko harm karna koi samajhdaari nahi hoti....tumhe malum hai itna bada kadam uthane par kitna nuksaan ho sakta hai....

Agrim ( gusse se) ......I don't care...... Raghuwanshij ko barbaad karne me ,mai khood bhi barbaad ho jau to bhi mujhe koi gum nahi hai....I want to distroy there name ......there status..... there hole Life....at any cost....

Sankalp......magar Agrim.....

Agrim gusse se apni chair se uthkar....no more discussion.....bhoolo mat yaha ka owner mai hu....to jitna kaha jaay bas utna karo ! Getalman the meeting is over.....you may go now....

Sankalp sabhi logo se bahar jaane ko bolta hai....fir paani ka glass Agrim or badha kar.....le paani pi aur thanda ho jaa

Agrim ek baar sankalp ki or dekhta hai aur paani ka glass le leta hai....

Usi samay ek ladki gusse me dandanati hui office me aati hai aur reception par baithi huyi ladki se......Agrim ka kebin kaun sa hai ?

Mam aap ka appointment hai..... reception par baithi ladki ne puchha

Nahi mere paas appointment nahi hai.....lekin abhi isi wakt mujhe usse milna hai....wo ladki fir gusse me bolti hai....

Sorry mam.....pahli baat bina appointment ke sir kisi se nahi milte hai.....dusari baat sir abhi jaruri meeting me hai.... reception par baithi ladki kahti hai.....

Dekho..... mujhe kuchh nahi pata..... mujhe abhi aur isi wakt usse milna hai....tum mujhe uska kebin batao......wo fir gusse me bolti hai....

Sorry mam.....ye company ka rule hai bina appointment ke aap unse nahi mil sakti....ek kaam kijiye aap apna naam batayiye.....mai sir se puchhati hu ager unhone kaha to aap ki unse mil sakti ho....

To Hale with your rule and to Hale with your boss....mai khood dekh lungi.

Itna bol wo ladki idhar udhar dekhti hai, use kuchh log ek room se bahar nikalte hue dikhte hai to wo usi room ki or badh jaati hai , reception par baithi ladki use rokne ki koshish karti hai mager wo nahi sunati, wo Agrim ke gusse ko achchhe se janti hai isliye wo use rokne uske pichhe jaati hai....

Next part- Comming soon
 
bhattaraiashal

Live life king size
290
354
63

Bro ab likhna suru kiya hai toh please bich me Story latka ke mat xod dena complete karna bro
 
  • Like
Reactions: AGRIM9INCH

vihan27

॥ "आत्ममानस्य सम्मतिः स्वभावस्यान्तः" ॥
19,931
11,814
213
Bahut badhiya shuruwat hai bhai
 
Bahut hi achhi starting hai bro
 
  • Like
Reactions: AGRIM9INCH

AGRIM9INCH

Member
234
279
64
Bro ab likhna suru kiya hai toh please bich me Story latka ke mat xod dena complete karna bro
Story tab tak nahi rukegi jabtak reader apna pyar banaye rakhenge.....aap hame support karte rahiye hum isi prakar nayi nayi story laate rahenge....
 
Top