ketan Chauhan
Dead Man 🕸️☣️🕸️
- 109
- 236
- 43
A lot of thanks ketanCongratulations for completing 200 pages

Thank you very very very much komalji. Aap ko bhi holi ki bahot bahot subh kamnae.२०० पेज की लख लख बधाइयाँ
ये आपकी कलम का ही दम है की ये कहानी इतनी तेजी से आगे बढ़ रही है
करोड़ों बधाई होली के गुलाल के साथ
photo high
Kuchh bhi man lo. Shetan ya shetan ki biwi ek chudel. Jab upar vala ardh sharari ko apni patni ka darja dete he. To me unki nakaratmak ta ko apna adha hissa kyo na manu.
aap khud ki banayi duniya me kahani to likh sakti hain...magar aap us duniya me reh nahi sakti ..rehna aapko bhagwaan ki duniya me padega...aap shetan ka kahaniyon me varnan kar sakti hain...magar bhagwaan ko manne se inkaar nahi kar sakti....Kuchh bhi man lo. Shetan ya shetan ki biwi ek chudel. Jab upar vala ardh sharari ko apni patni ka darja dete he. To me unki nakaratmak ta ko apna adha hissa kyo na manu.
Ye nakaratmak duniya ka prem he. Aadha tu aadhi me. Din ka ujala nahi. Kali andheri rat. Gun ka punya jo tera aadha mera to tera papa bhi adha mera. Ye kahani ungli kate ya balmiki ki likhi nahi. Khud ki duniya he. Jise me khud likh rahi hu. Yaha bhagvan ram ki nahi ek shetan ki kahaniyo ka varnan he.
Kiss para. Kon janta he. Vo kali duniya kaha he. Kesi heaap khud ki banayi duniya me kahani to likh sakti hain...magar aap us duniya me reh nahi sakti ..rehna aapko bhagwaan ki duniya me padega...aap shetan ka kahaniyon me varnan kar sakti hain...magar bhagwaan ko manne se inkaar nahi kar sakti....
jab kisi ko pata nahi wo kali duniya kahan hain...to ye kalpnik duniya hai..jise sirf kahaniyon me likha ja sakta hai...magar asal jingi me laya nahi ja sakta...Kiss para. Kon janta he. Vo kali duniya kaha he. Kesi he