• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Lucifer- The fallen angel(completed)

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Lone survivor

Well-Known Member
8,687
29,811
219
WRITER’s NOTE

School times se likhne ka bahut shauk tha mujhe mostly poems hi likhta tha. School me hi ek ladki mili bahut pyaari thi. College ke 3rd year tak relationship chala fir vo chali gaye door. Uske baad kabhi socha nahi tha dobara kuch likunga. Bilkul man hi nahi karta tha. Nashe to jaise jindagi ban gaye the. Pehle bhi nashe karta tha lekin uske baad jada ho gaye. Akela rahna acha lagne lagega aur dheere dheere sab door hote chale gaye. Main akela hi bacha tha. Tab kahi se xf ka pata chala aur pata nahi kyu aise hi ek raat pehli story ka first update post kar diya. Ek medium mil gaya tha mujhe kuch share karne ka aur acha bhi lagne laga tha. Dheere dheere vapas likhna start kiya aur es baar stories. Xf par kuch stories likhi fir vo band hua to yaha aa gaya. Aur vohi silsila yaha bhi kamyaab raha. Aap sabko sayad idea nahi hoga ki jo thoda bahut interact hota hai humara yaha vo kitna important ho sakta hai kisi ki life me. Es waqt mere pass almost sab kuch hai lekin agar kisi ko kuch share karna chahu to aisa person nahi hai esliye beech beech me kuch updates me apni situation likh deta hu to acha lagta hai. I hope ki humara sath aise hi aage bana rahe.

Ek mew story ka dimag me kuch idea hai lekin kab start hogi eske liye abhi sure nahi hu

May be main kuch dino ke liye rehab chala jau ya fir kuch aur mil jaye sath chalne ke. Lets see

In the end i want to thank each and everyone of you guys who has supported me and gave me so much love. Means a lot

Thank you so much guys. Jaldi hi milte hai ek new story ke sath tab tak ke liye 👋
 
Lone survivor

Well-Known Member
8,687
29,811
219
Bhai yani ajj off matlab chuti means holiday yani kahny ka matlab bhai aram farma rahy hain koi nai bhai bandy ko relax b krna chahiye ok chill maro or kall aik shandar si update dy dalo good night
Update to likh rakha tha bas etni achi support dekh kar post karne ka man nahi kiya
 
  • Like
Reactions: Zoro x

Lone survivor

Well-Known Member
8,687
29,811
219
Just completed reading it & I must say that you're writing a really, really wonderful story!
Thank you so much bhai
Guruji ne Lucifer ko Ashmita naam ki ladki ki protection ka zimma saunpa, aur badle mein use uska past batane ka offer diya... Yahaan par gaur karne waali baat ye hai ki kya sachmein Ashmita par koyi khatra tha? I don't think so, kyonki ek hi baar uspar hamla hua, joki Kaal ne karwaya tha, but uski wajah Lucifer tha... Agar Lucifer Ashmita ke paas nahi hota, to Ashmita par kabhi hamla hota hi nahi... I think Guruji ne Lucifer ko is maamle mein bhi gumrah hi kar diya hai... Kahin naa kahin abhi tak Guruji ka character utna badhiya nahi laga, unke kehne ki hi wajah se Lucifer ne itni jaane li hain, but kahin na kahin ye bhi sach hai ke wo kewal Lucifer ki bhalayi hi chahte hain, lekin is Koshish mein uski zindagi mein kayi problems bhi khadi hoti jaa rahin hain...
lucifer ne bhi same question bahut baar pucha hai khud se but agar guruji ne kaha hai to kuch to hoga hi
Jitna bhi portion abhi tak Lucifer ke past se related aaya hai, us se kewal ek hi conclusion nikala ja sakta hai... Lucifer, joki kisi waqt ek Angel tha use apne karmon ki saza mili aur use ek fallen angel (hell's lord) bana diya gaya... Saath hi kayi curse bhi uske saath juden hain, pehla that he won't die and will only suffer, secondly, use kabhi bhi pyaar nahi milega, jab bhi use kisi se pyaar hoga wo us se door ho jaayegi and that's what has been happening with him for hundreds of years... Jo Past scene tha, Lucifer aur Simran ka us se bhi kuchh speculations lagaye jaa sakte hain...
aisa hi kuch hai sayad
Lucifer ki jitni bhi premikayein thi, sabhi ka rebirth ya reincarnation hua hai Earth par... Lucifer Earth par kaise pahuncha ye ek mystery hai, kya use Hell chhodkar Earth par jaane ke liye majboor kiya gaya tha? Ya uska naturally birth hua Earth par? Idhar, I think Inaaya, Saanvi ka reincarnation hai, to wahin Ashmita, Simran ka... Simran se baat ke dauran (past scene mein), total 4 premikayon ka zikr hua tha, I think Saanvi (Inaaya) was the first and Simran (Ashmita) was the last, ek intelligent thi,jaisa Simran ne kaha, I think wo Anisha hogi and the fourth one, most probably would be Tara... And how can I forget about Maya, I'm sure ke Madhuri Ma'am hi Maya hain, aur jaisa Maya ne past scene mein kaha tha ke ek din Lucifer unki baatein maanega, waisa hi ho raha hai, Lucifer Madhuri Ma'am ki sabhi baatein maa raha hai.
:nocomment:
Ab ye dekhna hai ke total 4 hi thin ya aur bhi hain... Eda aur Raj do aur important character dikhen hain... Dono hi Lucifer ke liye chintit rahen hain, especially Eda, abhi tak to yahi laga hai ke Eda aur Raj, ek couple hain jinka Lucifer se koyi taaluk hai... Eda ne Lucifer ke zakhm bhi theek kiye the & she said use ek keemat chukani hogi iski, uska kya matlab ho sakta hai? Secondly, ye dono bhi Guruji ko jaante hain... Now I think, ke Guruji, Lucifer ke Earth par aane se pehle hi us se connected honge... Let's see ke ye dono aage kya karte hain...
simran vali conversation se idea lag sakta hai ki kitni hai. har chij ki ek kimat to hoti hi hai bhai eda ko bhi kuch na kuch deni hi padegi
Kaal ko maar to diya Lucifer ne par ek bada prabhav wo jaate jaate bhi kar gaya uspar... Lucifer ne bina soche samjhe Kaal ki Maa aur uski chhoti behen ko maar diya tha... Wahi Maa aur Behen jo Lucifer ko apnon ki tarah hi pyaar karti thi, par dekha jaaye to Lucifer ki bhi usmein galti nahi nikaali jaa sakti... Haan usne soch vichaar kiye bina wo kadam uthaya tha par mujhe kahin na kahin lagta hai ke Lucifer ko pehle soch samajh kar aisa banaya gaya, joki kroor aur kisi par bhi daya na karne waala ho, aur jab wo aisa ban gaya tab us se umeed ki gayi ke wo ek dum se badal jaayega... [Ek baar ko mujhe laga ke Naag ki girlfriend Maansi Kaal ki behen ka rebirth ho sakti hai]..
ek baat to sahi hai.
Inaaya ka kirdaar,ab tak ki sabhi female characters mein sabse badhiya raha hai shayad... Pehle Lucifer se wo seedhe – seedhe nafrat hi karti thi aur fir jis tarah usne Lucifer ko Ashmita ke khilaaf use kiya... Par fir dheere – dheere Inaaya ki soch mein badlaav aaya hai...Jab Kaal ne Lucifer par hamla kiya tha uske baad jaise usne Lucifer ki care ki, and especially jab use control karne ke liye usne Lucifer ko kiss tak kar diya, I think wahin se dono ke beech cheezen badalni shuru huyin... Lucifer use irritate zaroor karta hai par kahin na kahin uska mazaak bhi shayad Inaaya ko pasand aane laga hai, jo kuchh Lucifer ke flat mein hua, dono ke beech... Lucifer ka use gaal par kiss karna & all, wo sab bhi uspar gehra prabhav chhod sakta hai... And, Inaaya ko sapne mein devil dikhna aur Lucifer ke mutaabik uska chehra Saanvi se milna... Ye bhi kaafi hai batane ke liye ke Inaaya aur Saanvi shayad ek hi hain...
inaaya game bhi to khel sakti hai lucifer ke sath? ye point kaise miss kiya aapne?
Ashmita... Uske past mein bhi kuchh hai, Arjun se related, yahaan ek baat jo mujhe lagti hai, Arjun aur Lucifer ek hi hain... Aur Ashmita aur Inaaya ki Maa ke baare mein jaan ne ki koshish ke pichhe bhi isi se related koyi kaaran hoga Lucifer ka... Inaaya said Ashmita used her and then just threw her away, inka past kya tha ye bhi nahi pata hai abhi tak but definitely galti Ashmita ki thi, tabhi wo guilt mein hai... Jo important point hai wo ye ki Inaaya aur Ashmita dono ki hi Maa ki maut ho chuki hai! A coincidence, I don't think so... Ashmita bhi pehle kaafi irritate huyi thi Lucifer se par ab dono mein cheezen normal hone lagin hain, and most importantly dono ka relation doston jaisa hai... Same waisa hi jaisa Lucifer ka Simran ke saath tha!
everyone has a story bhai bas abhi waqt nahi aaya hai batane ka
Tara ke saath abhi tak zyada kuchh scenes nahi aayen hain... But ek baat clear hai ke wo Ashmita se behad pyaar karti hai, air usiki wajah se Lucifer par gussa rehti hai... Dono ki last mulaakat jab Tara ne Lucifer ki help li thi, tab laga ke dono beech sab normal ho sakta hai, shayad! Anisha ki bhi entry abhi hi huyi hai kahani mein, she's very intelligent as well as very honest, aur use apni job ki bhi desperately bahut zarurat hai... I'm sure she has a past too
yes she loves ashmita like anything. as i said everyone has a story
Madhuri Ma'am ka character bhi kaafi rahasymayi raha hai... Unka yun Lucifer ki aage aakar help karna aascharya janak tha par jab pata chala ke wo bhi apne Past mein problems aur dukhon se joojh chuki hain to uska reason bhi samjah aa gaya... I think wahi ek hain jo probably Lucifer ko badal sakti hain... Alia has been cute too!
vo khud ko dekhti hai lucifer me sayad...
Kaafi baatein Lucifer ke past ke baare mein saamne aa chuki hain, interesting rahega dekhna ke kaise Lucifer apni sachayi poori tarah jaan paayega, importantly kab tak jaan paayega? Kaal ne apni soul kisi aur ko de di thi, matlab abhi uska ant nahi hua hai? Can he be back and be a problem for Lucifer? Lucifer ke curse asal mein kitne aur kya – kya hain aur kya Lucifer ko unse mukti milegi?
he sold his soul to a demon so there will always be a possibility. lucifer ke curses? abhi count nahi kiya
Aur sabse zaruri kahani ka ant kya hoga? Happy Ending? I don't think so! Maybe Lucifer ki maut, jab wo finally apne curse ka tod dhundh lega tab, aur usike saath shayad uski sabhi premikayein bhi apni jaan de den... Let's see aage kya hota hai!
happy ending to maine kabhi di hi nahi. achi nahi lagti mujhe happy ending
Till now, you've written the story beautifully! Lucifer ke sabhi scenes mein sarcasm aur humour ka achha mishran kiya gaya hai, jinhe padhkar swayam hi chehre par muskaan aa jaaye... Especially Inaaya aur Ashmita ko irritate karne ke jitne bhi scenes ab tak aayen hai... Dheere – dheere kuchh romantica ke bhi ansh dikhne lage hain kahani mein, with Inaaya till now... Baaki Action aur Thrill ka bhi sahi jagah par istemaal kiya gaya hai... And of course, Suspense has been the backbone of this story till now, Lucifer ke past ko jaan ne ki jigyasa bani hi huyi hai,so congratulations bro, for writing such a masterpiece and I hope you'll continue the same way ahead...

Outstanding Story & Updates Bro & Waiting For Next Update
i really want to thank you for the amazing review bhai. sach bata raha hu aapne jitna soch ke ye review likha hai utna hi maine socha hai ki reply kya karu. aapne bahut kuch bahut ache se pakda hai aur aapka analysis on point hai bhai. but main humesha chahta tha ki jo main soch kar likh raha hu usko mere readers thoda bahut hi lekin catch karne ki kosis kare aur aapne to aaj dil hi khush kar diya. abhi mujhe likhna to aur bhi tha but fir spoiler ho jayega so thank you so much bhai. bas aise hi sath bane rahe.
 
Lone survivor

Well-Known Member
8,687
29,811
219
UPDATE-56
Saanvi- kya dekh rahe ho?
Lucifer- tumhra chehra

Saanvi- aisa kya hai mere chehre me?
Lucifer- dunia

Saanvi- acha jee?
Ek angel ko ek mali me dunia dikh rahi hai?
Lucifer- meri aankhon se dekho to pura jaha dikh jaye

Saanvi- vo to main nahi dekh sakti
Lucifer- konsa phul sabse jada pasand hai tumhe?

Saanvi- sab ki apni apni khasiyat hoti hai
Koe khusbhu achi deta hai to koe dawae banata hai, koe dikhata acha hai to koe khana
Sab apne aap me alag hote hai
Lucifer- agar tumhe koe dena chahe to tum konsa lena pasand karoge?

Saanvi- mujhe phul todna pasand nahi hai, kisi ki jaan leke dusro ko khush karna kaha ki achi baat hai?
Lucifer- ha lekin sabka ek waqt hota hai
Agar usse sahi time par use nahi kiya to vo kisi kaam ka nahi rah jata

Saanvi- lekin ye hum decide karne wale kon hote hai ki kiska waqt kab aayega?
Lucifer- tum to enki maa ke jaisi ho tumhe to sab pata hona chahiye na?

Saanvi- ek maa ke liye to unke bache humesha bache hi rahte hai aur vo kabhi murjane nahi chahiye
Lucifer- aur pita ke liye?

Saanvi- unko thoda kathor banana padta hai dunia ka samna karne ke liye
Lucifer- heaven dekhogi?

Saanvi- har roj dekhti hu meri aankhon ke samne hai
Lucifer- main to bas ek angel hu
Vaha to aise hazaro hai

Saanvi- main tumhri baat nahi kar rahi thi, apni es field ki kar rahi thi
Lucifer- ohh sorry

Saanvi- aur kisne kaha ki tum sirf ek angel ho?
Lucifer- to aur kya hu main?

Saanvi- abhi to kuch bhi nahi hu lekin bahut kuch ho sakte ho
Lucifer- jaise ki?

Saanvi- jitna maine suna hai tum pure bharmaand ke dusre sabse shaktishali person ho
Tum apni shaktiyo ko manavta ki achae ke liye use karke bahut kuch kar sakte ho
Lucifer- fir to tumhe ye bhi suna hoga ki mera janam hi jeevan aur mrityu ke beech balance banane ke liye hua hai

Saanvi- suna to bahut kuch hai
Kya tum janana chahoge?
Lucifer- achi chhij to hogi nahi chalo fir bhi bata do

Saanvi- rahne do
Kheer banae hai maine khaoge?
Lucifer- tumhre hatho se to zahar bhi kha lunga

Saanvi- vo zahar bhi tumhe jeevan hi dega kyuki mrityu to tumhe aane se rahi
Lucifer- tum mujhe marna chahti ho?

Saanvi- tumhe kon mar sakta hai?
Lekin jo suna hai uske mutabit to tumhe maut hi jada achi lagegi jeene se
Lucifer- mere baare me bahut prophecies nahi chal rahi market me?

Saanvi- mujhe dar hai ki vo kahi sach na ho jaye
Lucifer- tumhe kya lagta hai?
Hogi sach?

Saanvi- main juth bol nahi sakti aur sach mujhse bola nahi jayega
Lucifer- kyu nahi bola jayega?

Saanvi- mujhe dukh hota hai jab kisi ko bina kisi karan etna sab sahna padta hai
Lucifer- tum mere sath khadi ho jao aur main sab haste haste sah lunga

Saanvi- tumhe sab pata hai fir bhi tum kyu kisi ke najdeek jane ki kosis karte ho?
Lucifer- kya pata jo log bolte ho vo sab ek kahani ho aur us kahani ke chakkar me main apna aaj kharab nahi karna chahta

Saanvi- har kisi ko pyaar milna chahiye
Lucifer- mujhe mere hisse ka de do

Saanvi- kyu mujhe majbur kar rahe ho?
Tum chale jaoge aur main tadapti rah jaungi
Lucifer- main vapas aajaunga

Saanvi- lekin waqt kitna lagega ye bhi to pata hai na tumhe?
Lucifer- vo bhi nikal jayega

Saanvi- hum kabhi ek nahi ho payenge
Lucifer- aayega aisa din bhi aaega

Saanvi- vo din aane se pehle hazaro lakho raat bhi aaegi lucifer
Lucifer- ek dusre ki yaadon me kaat lenge

Saanvi- uske liye yaadein honi bhi to chahiye
Lucifer- main tumhe kabhi bhul nahi sakta

Saanvi- tum sote bahut ho lucifer
Lucifer- mujhe pata hai tumhe kis baat ka dar hai

Saanvi- sab kuch jaan ke anjaan kyu ban rahe ho?
Lucifer- jeetne pal hai unhe jeene ke liye

Saanvi- main vo nahi ban sakti jo kahaniyo me hai
Lucifer- mere liye to tum kab ki ban gaye ho

Saanvi- ek vada karoge mere sath?
Lucifer- main puri zindagi tumhre har ek vaade ko pura karne me laga dunga

Saanvi- lucifer ki kahani me bahut sare naam honge kya un me se main ek naam ban sakti hu?
Lucifer- jab bhi meri kahani sunae jayegi tumhra naam sabse pehle liya jayega****

Ashmita- lucifer kal kaha the tum?
Lucifer- inaaya ke sath

Ashmita- uske sath kya kar rahe the?
Lucifer- bahut kuch

Ashmita- bahut kuch se matlab?
Lucifer- ab aise khule me sari private baatein thodi bata dunga

Ashmita- bata ke bhi ja sakte the?
Lucifer- bhul gaya tha

Ashmita- theek hai
Mere sath chaloge aaj?
Lucifer- kaha?

Ashmita- aise hi ghumne
Lucifer-Inaaya ke sath chalogi?

Ashmita- vo nahi jayegi mere sath
Lucifer- main mana lunga usko

Ashmita- mujhe koe problem nahi hai
Lucifer- theek hai fir sundar ban ke aajana aaj raat

Ashmita- kaha?
Lucifer- main aajaunga lene
Tum bas hot ban kar aana

Ashmita- us se kya hoga?
Lucifer- kuch nahi bas mera man laga rahega

Ashmita- main jaise aati hu vaise hi aaungi
Lucifer- red pahana

Ashmita- tum ek kaam karo jao
Time ho gaya hai
Lucifer- 8 baje aaunga lene
Aur lucifer vaha se chala jata hai

Aaj to tagda ghamasan hone wala tha
Ek taraf usne inaaya ko bol diya aur dusri taraf ashmita ko
Aur jab vo dono sath me hoti hai to fir pata hi hai kya hota hai

Lucifer ke Jane ke baad ashmita bhi apne ghar chali gaye lekin pata nahi uske dimag me lucifer ki hi baatein kyu chal rahi thi?

Ghar pahuch kar vo soch rahi thi ki kya pahnu? Kya pahnu?
Kafi der tak essi chakkar me rahi ki kya pahna jaye fir end me ek red one piece dress pahan li aur halka sa makeup bhi kar liya

8 baj gaye the aur lucifer ka kahi aata pata nahi tha
Ashmita bas besabari se uska wait kar rahi thi
Vo aaya 9 baje aur aaj usne black ki jagah white pahna hua tha aur handsome to bahut lag raha tha

Ashmita usse nihaar rahi thi aur lucifer ashmita ko
Dono aaj kahar dhane ke mood me the

Lucifer- bomb lag rahi ho bilkul
Fat mat jana bas
Ashmita- ache lag rahe ho tum bhi
Colors ache lagte hai tum par

Lucifer- color nahi hai white hai bas
Ashmita- vo bhi acha lag raha hai

Lucifer- chale?
Ashmita- kaha ja rahe hai?

Lucifer- batata hu
Aur ashmita se uske ghadi ki keys le li
Ashmita- tum chaloge?

Lucifer- I'm a quick learner
Maine sikh li
Ashmita- okay

Aur dono nikal gaye inaaya ke ghar ki taraf
Inaaya ne red saree pahan li thi jaisa lucifer ne usko bola tha aur ander ke sare kapde pata nahi coincidence se black pahne ya lucifer ke bolne se
Ye to bas inaaya hi jane

Vo gate par khadi lucifer ka wait kar rahi thi aur usse ashmita ki car aati dikhi
Abhi jo man me khushi thi vo ek dam se ashmita ko dekh kar gayab ho gaye aur uski jagah gusse ne le li thi

Aur jab ashmita aur lucifer sath me gadi ne utare to usse aur gussa aane laga

Lucifer- wow wow wow
Aaj to kayamat aane ke pure pure chance hai vo inaaya ko dekh ke bola
Lekin inaaya ke chehre par ab gussa aa chuka tha

Lucifer aage badha aur ashmita uske piche piche chal rahi thi
Vo dar rahi thi ki abhi kya ho sakta hai yaha

Lekin fir inaaya ne apne mood ko thoda control kiya aur lucifer ko ek sundar sa flower diya
Lucifer- thank you
Aur halke se inaaya ko galle laga liya

Inaaya- you looking good
Lucifer- so is you
Main apni dost ko le aao hope tumhe bura na laga ho
Meet my friend ashmita
Ashmita inaaya
Lucifer jaise unka intro kara raha tha lekin dono aapas me kuch nahi bole

Lucifer- very rude
Hye hello kuch to karo
Ashmita- hello inaaya
Inaaya- hi

Inaaya- chale?
Aur inaaya mud gaye jane ke liye
Uske piche ashmita aur sabse piche lucifer

Lucifer- etni shanti kyu hai yaha?
Inaaya- mujhe laga hum aaj akele me time spend karenge

Lucifer- hum teen hi to hai bas
Inaaya- vohi to teen hai do nahi

Lucifer- are teen nahi hum sab ek hi hai
Inaaya- ek chair leke chalo

Lucifer- date par mujh se kaam kara rahe ho?
Inaaya- maine do chair hi lagvae thi
Agar tum pehle bata dete to aisa nahi karna padta

Lucifer- kaha?
Inaaya- terrace par

Lucifer- okay okay
Aur fir lucifer ek chair leke upar ki taraf chal deta hai

Vaha ka mahool to bahut hi alag tha
Kuch colorful lights lagi hue thi bich me ek table jis par bahut sara khana rakha hua tha aur aas pass ek se badh kar ek alag alag tarike se flowers

Lucifer- wow you're surprising me again and again
Inaaya- you liked it?

Lucifer- it's nice
Inaaya- thank you

Lucifer- tum kyu chhup ho?
Ashmita- nahi bas aise hi

Lucifer- sundar hai na?
Ashmita- bahut sundar hai

Lucifer- tum dono se kam hai bas thoda
Inaaya ko ashmita ka vaha hone bilkul acha nahi lag raha tha lekin vo lucifer ko hurt nahi karna chahti thi esliye kuch bol nahi rahi thi

Inaaya- please come
Aur inaaya ne chair khichi lucifer ke bathne ke liye aur lucifer us par bath gaya
Ashmita abhi bhi khadi thi fir pata nahi inaaya ko kya hua usne dusri chair nikali aur ashmita ki taraf dekhne lagi
Ashmita bhi shanti se us par bath gaye
"Thank you" vo inaaya se boli

Aur fir inaaya ne bhi apni seat pakad li

Lucifer- kya banaya hai?
Inaaya- mujhe nahi pata tha tumhe kya pasand hai esliye maine apni marji se bana diya

Lucifer- kya hai ye to batao?
Inaaya- chicken, paneer, mushrooms, daal, bangan aur thoda bahut snacks

Lucifer- tumne to sab kuch hi bana diya
Inaaya- apni pasand pehle bata dete to sirf vohi banati

Lucifer- tumhe kya pasand hai ashmita
Inaaya- mushroom galti se inaaya ke muh se nikal gaya

Lucifer- mushroom?
Ashmita- ha hum bachpan me bahut khate the
Inaaya to kache hi kha jati thi

Lucifer- esse dekh ke lagta nahi hai ye kuch khati hogi bhi
Ashmita- are nahi bachpan me ye bahut khati thi
Humesha yehi bolti rahti thi ashu mujhe bhook lagi hai, ashu mujhe bhookh lagi hai

Lucifer- matlab sab bachpan me hi kha liya? Esliye ab nahi khati kuch?
Inaaya- bachpan me khilane wali thi koe fir usne sath chhod diya( ashmita ke liye)

Ashmita- inaaya mujhe pata hai jo maine ya meri family ne kuch vo bahut galat tha
Main past me jake usko badal to nahi sakti lekin kya hum ek dusre ko ek aur chance nahi de sakte?

Inaaya- kyu du ek aur chance?
Mujhe to nahi dena
Aur jo bachpan me hua vo hogya usse koe badal nahi sakta lekin main apne present aur future me tumhe apni life ka part nahi bana sakti
Ashmita- please mujhse nafarat mat karo
Mere sirf do hi dost the inaaya aur vo dono mujhe chhod ke chale gaye ek hi time par
Kya tumne socha mere dil par kya gujri hogi?

Inaaya- apne sar par upar pathar uchalane se vo khud par hi aakar girta hai aur uske baad hume es chhij ke liye nahi rona chahiye ki hume chhot lag gaye
Ashmita- main manti hu sab meri galti thi lekin main nadaan thi tab

Inaaya- aur ab main samjhdar ho gaye hu esliye tumhe apne life me nahi dekh sakti
Ashmita- may be one day you will understand

Inaaya- kaash vo din aane se pehle meri maut aajaye
Ashmita- aise na bolo please
Agar tum mujhse door hoke khush ho to main kabhi tumhre samne nahi aaungi lekin aisa mat bolo

Lucifer- main tum dono ko akela chhod deta hu thodi der ke liye
Inaaya- nahi lucifer
Tum leke aaye ho esse aur main tumhre friend ko hurt nahi karna chahti esliye esse bol do ki past ki baatein na kare

Lucifer- kabhi na kabhi to hume apne past se samna karna padega na?
Inaaya- kya tum apne past se samna kar paoge?
Mujhe ek baat batao maine tumko kaha tha na ki KAAL ko ek last chance de do aur main ashmita se apni problem bhul jaungi?
Tumne kiya vo?
Tum ne usse maar diya
Hai na?
Tumne usse maar diya aur maar diya es hope ki hum dono( inaaya aur ashmita) kabhi sath ho paye
Esliye mujhe es bare me to mat hi samjhao

Lucifer- mere pass koe option nahi tha tumhre pass hai
Agar main usse nahi marta to vapas aata mujhe apni fikar nahi hai lekin mere sath ab bahut naam jud gaye hai aur main unhe hurt hote nahi dekh sakta
Inaaya- Agar tum jindagi lene ki jagah kisi ko jindagi dete aur us vajah se main hurt hoti ya mar bhi jati to esse badi khushi mujhe koe aur nahi hoti

Lucifer- mujh se apne aap ko compare mat karo
Tumhe pata bhi nahi hai main kon hu aur mere sath kya kya hua hai aur maine kya kya kiya hai
Inaaya- maine kabhi pucha tumse?
Sab ki apni apni problems hoti hai aur hume dusro ki problems hi chhoti hi lagti hai

Ashmita- please tum dono lado mat
Main hi chali jati hu yaha se
Lucifer- Agar yaha se uthi to fir mera aur tumhra sath khatam ho jayega

Ashmita vapas chhup chhap apni jagah bath gaye

Lucifer- let's talk then
Main nahi chahta ki do person jo mere liye bahut important hai vo apas me kutte billiyo ki tarah lade
Tum mere sath deal karna chhati thi na?
To main tumhe offer de raha hu
Ask me anything
Anything
Aur main tumhe sab kuch sach bataunga
Uske baad tum dono bath ke apni problems discuss karoge
Main ye nahi bol raha ki tumhe sab theek hi karna hai lekin tum dono bath ke shanti se discuss karoge
Bol manjur hai?

Inaaya- main aisa kuch bhi nahi puchna chahti tumse jo tumhre purane jhakam hare kare
Tum chahte ho ki hum dono bath ke baat kare to theek hai main ready hu
Lucifer- ashmita??

Ashmita- okay
Lucifer- main saraab leke aata hu

Inaaya- tum bhi yahi bathe raho
Main sab leke aae hu aur main chahti hu ki tum bhi suno sab
Lucifer- as you wish....
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,411
28,455
218

Fantastic update..bhai.💥
 
Top