- 151
- 429
- 64
Fantastic update
Nice and superb update...
Aap sabka shukriyaNice update

Fantastic update
Nice and superb update...
Aap sabka shukriyaNice update
Aap ne sahi kaha wo 2 log shyd ye samjhne ki khosish kar rhe ho ki kya ho rha hai or kya sahi ho rha haighar mein chhoti behen ho aur shaitan bhi ho toh hamesha raunka bani rahti hain... ridhi apni shaitanio se mahaul pal mein palat deti hain... unki maaye apne bachho ko aisi khus dekh ke prafullit hain lekin ek khushi aur bhi hian jo inke bachho ke andar panap raha hain kya tab bhi wo khus hongi unki khushi kee wajah jaan kar...
*****
ghar mein do logo ne harsh aur manya kee nain matakka dekh liya... lekin unki pratikriya jahir hain koi aapati waali na thee... agar unhe hoti toh jahir hian wo unhe rokte... kya wo dono bhai behen riddhi aur lovish the ya phir unki mataye... jo bhi thee shant hain ya toh kashmakas mein hain kee yeh chal kya raha hain ya jaan ke bhi mook rajamandi de dee hain unhone...
Awesome updateUpdate:- 23
Kuch der aram karne ke baad wo log hotel ke check out karke sab milkar shopping par jaate hai or baki sabke liye gifts lete hai
wo log flight se wapas aa chuke the or late ho chuka tha isliye harsh bhi manya ke yaha hi ruk jaata hai thakan ke wajah se sab aate hi soo jaate or khafi late uthte hai
Ridhi flight mai pura time sote hue hi aayi thi isliye wo jaldi uth jaati hai or fresh hokar neeche aati hai
Rita:- uth gya mera bacha thode der or soo jaati waise bhi safar ki thakan hogi
ridhi:- nhi mumma bas waise bhi mai flight mai sote hue hi aayi thi
Rita:- hmm koi baat nhi aao chalo nasta karlo
ridhi:- baki sab abhi tak soo rhe hai ruko mai uthakar aati hu sabko
Rita:- nhi beta sone do sab thake hue hoge
par ridhi toh aakhir ridhi hai wo fatak se upar room mai jaati hai jaha harsh or lovish soo rhe the
ridhi ko masti sujti hai wo harsh ke kaan mai jor se chilati hai
Ridhi :- uthhhhhhhhh jaoooooooo bhaiiiiiiiiiiiiiii
Awaz itni zoro ki thi ki lovish bhi uth jaata hai
DOno harbadake bolte hai:- ky....kya hua
Fir dono dekhte hai ki ridhi unhe dekhar jor se hass rhi hai
lovish:- ridhi ye kya harkat hai
Ridhi(haste hue ):- sorry sorry!! Par aap dono apni sakal toh dekho zara kaise darr gye the
Harsh or lovish ek dusre ko dekhte hai toh harsh ko kuch ishara karta hai jisse lovish bhi samjh jaata hai
harsh furti se ridhi ka haath pakad kar usse bed par khichta hai or lovish or harsh dono usse gudgudi karne lag jaate hai
ridhi ki halat has has kar kharab ho gyi thi wo bolti hai
lovish:- ab bol bachu maza aa rha hai
ridhi(zoro se haste hue):- sorry bhaiii sorry chodo ab toh paet dard kar rha hai please
iss masti ke shor se manya ki bhi neend khul jaati hai jo dusre room mai soo rhi hai
manya thode gusse mai room mai aati hai wo abhi bhi adhi neend mai thi
Manya(chidte hue):- ridhi ye subha subha itni zoro se kyu hass rhi hai kya hua hai
manya ko dekh tino ek min ke liye shant ho jaate hai or fir ek dusre ko dekhte hai
manya abhi jaane ke liye palti hi thi tino usko pakad lete hai bed par gira dete hai
manya iss achanak hue hamle se sambhal paati usse phele hi tino usse gudgudi karne lagte hai
manya ki bhi halat kharab hone lagti hai fir sab thakar bed par let jaate hai or ek dusre ko dekhkar hasne lagte hai
room ka mahol khafi Khushnuma tha aisa lag rha tha usse kamre mai un sabka bachpan jaise wapas aa aa gya tha ye sab bhar khade kaveri or Rita bhi dekh rhe the
or mann mai soch rhe the ki unke bacho mai issi tarah pyaar bana rhe or wo sab aise hi khush rhe
WO dono room mai jaati hai
Rita:- chalo chalo ab agar masti ho gyi ho toh fresh ho jao or akar nasta karlo sab chalo
sab haa bolkar ek ek karke fresh hone jaate hai or nasta karte hai
fir ridhi or manya toh sabko shopping se laya hua saman dekhane par hi lag jaate hai or apne trip ki kuch khati meethi yaadein baatane lagte hai
issi beech harsh or manya ki nazre milti hai or usse ishare mai puchta hai ki apni love story ki baat bhi bata de kya
manya harsh ko ghur kar dekhti hai or harsh usse aankh marta hai
manya sharama jaati hai or dono fir se sabke saath baato mai lag jaate hai
par 2 log aise the jinhone un dono ko yu aankhon hi aankhon mai baate karte dekh liya tha
shyam ko harsh hostel wapas jaane lagta hai sabko usko rukne ke liye bolte hai par usko yash se bhi milna tha isliye wo chala jaata hai
Harsh hostel phoch jaata hai jaha yash uski ka intazar kar rha tha
yash:- kaha rhe gya tha yaar mai kab se Tera wait kar rha tha
harsh:- haa yaar sorry wo raat ko sidha manya ke yaha chala gya tha ke fir sabke sath time ka pata hi nhi laga
yash:- sabke saath ya Manya ke sath
harsh:- aare yaar tu bhi naa bas kahi bhi shuru ho jaata hai
yash:- haa bhyii ab toh bhabhi ko mil gyi ab humari kaha yaad aayegi
harsh:- saale ye nautanki band kar
FIr wo dono kuch der or baate karte hai or harsh yash ko ek baar fir shukriya bolta hai or yash usse unke final exams ke baare mai bhi kuch baate batata hai
issi ke saath inka ye din khushal beet jaata hai kuch bachpan ki yaado ke sath
ab dekhna ye hai ki abhi aage or kya kya hota hai
TO BE CONTINUED
STAY TUNED
AND GIVE YOUR REVIEWS
Awesome update bhai
Shukriya bhaiAwesome update
nice UpdateUpdate:- 24
Agle din harsh manya ko college llke liye pick karta hai or ab toh dono ke dil ek ho hi chuke the apne apne pyaar ka ikraar kar chuke the isliye manya harsh se besudh chipki hui thi
Dono ke beech kuch baat nhi ho rhi thi or fir wo college poch jaate hai harsh bike park karta hai
par manya toh abhi bhi besudh chipki hui thi usko hosh nhi tha ki college aa chuka tha
harsh abhi usko uthane ko hota hi hai ki waha Avni aa jaati hai or harsh ko chup rhene ka ishara karti hai or manya ke sir par ek chatak lagti hai or manya harbada kar uth thi hai
Manya ko lagta hai ye harsh nhi kiya hai isliye wo bolti hai
Manya:- yeh kya hai harsh aisa koi karta hai kya
piche se avni haste hue bolti hai
Avni:- ohh hello!! Unhone kuch nhi kiya ye maine kiya hai
manya dekhti hai ki Avni piche khadi hai wo usko bolti hai
manya:- acha bachu ye tera kaam hai aisa kyu kara tune
Avni:- ab mai kya karu tu hi jiju ke sath aise parking mai chipki hui thi.
avni ki baat sunkar jaha manya Sharma jaati hai wahi harsh shock hi jaata hai kyuki usko nhi pata tha ki Avni ko pata hai
manya Avni ke kaan khichte hue bolti hai
manya:- jiju ki bachi chal yaha se jaldi
avni:- acha thik hai thik hai kaan tih choro
manya Avni ko lekar jaane lagti hai
avni jaate hue :- byeee jijuuuuu !!
Manya or Avni toh chale jaate hai par bichara harsh toh shock mai hi tha or fir wo bhi apni class mai chala jaata hai
harsh or yash saath mai class lete hai fir break mai peon aata hai harsh ke pass or bolta hai aapko principal ne bhulaya hai
yash:- ye sir tumhe kyu yaad kar rhe hai aaj
harsh:- pata nhi yaar mai milkar aata hu
harsh cabin ke pass aakar gate knock karta hai
andar se awaz aati hai come in
harsh andar jaata hai dekhta hai ki principal sir apni chair par baithe hue hai or samne ek admi or hai
principle:- aao harsh baitho
Mehra sahab isse miliye ye hai harsh gupta all rounder student hai abhi 1 month baad iske final exam ke baad
apni CA ki padai puri kar lega
or harsh inse milo ye hai mr Abhijit Mehra
harsh:- hello sir I am harsh nice to meet you
Mehra :- hello harsh mujhe bhi tumse milkar khushi hui
Mehra :- thik hai sir aapka bhot bhot shukriya baki baate mai harsh se kar lunga
principle:- thik hai Mehra sahab
fir Mehra or harsh ek dusre room mai jaate hai or Mehra kuch baate samjhata hai
mehra :- soch lo harsh par mai tumhe sochne ke liye 1-2 din se jayad waqt nhi de pauga
harsh:- okk sir mai apna decision apko jaldi hi bata dungA
TO BE CONTINUED
STAY TUNED
AND GIVE YOUR REVIEWS
Nice and superb update...Update:- 24