• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Advice Needed Shadi Karke Phas Gaye Yaar......directed by Priyadashi Nohara featuring Naruto, Hinata, Sakura, Ino

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Sharda kiski beti hai ???

  • Total voters
    6

Ristrcted

Now I am become Death, the destroyer of worlds
Staff member
Sr. Moderator
46,065
39,130
304
If movie made on Naruto in Bhallywood

Asal comic se dur dur tak koi lena dena nahi hai.....bakchodi hai bas.....

Jaisa ki naam se hi pata chal raha hai....."Shadi Karke Phas Gaye Yaar... " to ye hamare hero ki wahi kahani hai......shadi ke baad ki....

Darasal Shadi ke turant baad aap bhi jaante hai wo Hokage nahi banna tha....pahle bacche wagera hue uske......phir jaakar bana Hokage.....par karam kaand hi aise aise kar rakhe the.....ki Yuvraj type ban gaye the.....

Hokage Intern ka post mil gaya tha.....thoda bahut salary mil jaata tha.....wo bhi daaru (Shakki) pine ka shaukh chadha tha to sab ussi mein kharcha kar deta tha.....

Khud nahi pi pata tha saara.....par Hyuga Khandan ki badki rajkumari ka pati tha.....pluse mein pahla intern bhi tha as Hokage.....upar se dost aisa aisa ban gaya tha ki :sigh: sab bada bada aadmi....ek number piyaak.....

Tsunade bhi aa jaaya karti thi bas sab paisa khatam......aur lomdi ka power tha ander mein to nasha jyada time tak rah nahi paata tha.....

Jab ghar pahuchta to Hinata samajh nahi paati thi.....

Babuji se bolkar tankhwa badhwaye the.....par phir bhi khali hath aata hai......noodles ke dukan wale ko bhi bole the ab dairy pe hisab hoga.....tab paisa jaata kaha hai iska.....daaru itna to nahi pita hoga ki saara paisa khatam.....

To halat aisa tha.....ghar mein khane ko khana bahut kam baccha tha....aur Hinata gussa gayi thi pura.....

Par boli kuch nahi.....bol hi nahi paati thi....starting se hi yahi dikkat raha hai iska......gu..gu..gu....gu karte rahegi bolegi nahi sidha sidha ki baat ka hai....

Lack of communication itna badha ki ek din Hinata ke babuji beti ke sasural aaye......

Chai ke shaukhin the Hinata ke Babuji....par Baap ka pension, apna internship ka tankhwah sab daaru mein udda deta tha Naruto....chai tak nahi tha ghar mein.....

Hinata ko jab kuch naa sujha to phone ghuma kar Ino se batiyai.....aur boli usko chai ka intejam karne.....Ino ekdum fatak se ghare aayi uske 2 guldasta lekar.....

Guldasta mein hi chai ka patti tha....sath mein tha usme jadi butti.....

Hinata ko dekhi Ino.....aur samajh gayi ye ekdum se pareshan hai.....to usko baithaiye aur khud chai banayi....

Chai banate banate baat hua.....dono mein.....ro di apna dukhda Hinata Ino ke samne.....

" sakhi saiyan to khoob hi kamat hai
mehngai dayan khaye jat hai
sakhi saiyan toh khoob hi kamat hai
mehngai dayain khaye jat hai "

Ino ko samajh mein kuch nahi aaya.....wo alag pareshan rahti hai Shai se......roj sala daaru pikar aa jaata hai aur galat guldasta mein apna phool daal deta hai.....chedda tak yaad nahi rahta.....sabere puccho to

"Darling kal naa thoda Naruto ke sath baith gaye the to.......wahi thoda jyada ho gaya tha......Jyada pareshan to nahi kiye naa....."

Ab pareshan to itna ho chukki thi Ino ki ab mazza aane lag gaya tha usko khud.....Khair Ino ye sab to bata nahi paayi.....par boli ki dimag lagao......aur Naruto ko baithak lagane se pahle ghare bulao.....

Jaldi ghar aayega kaam karega so jaayega.....Hamra Shai bhi jaldi aa paayega.....roj raat raat bhar kaam karta rahta hai sath mein......Sasuke to chal gaya hai Team 7 mein uske jagah pe Shai hi aaya hai to rahna pad jaata hai.....

Ino - Hum bata rahe hai......Team 7 jo hai bahut jyada hi kaam karne lag gaya hai kabhi kabhi to lagta hai ye log kaam ka bahana bana kar kuch aur hi kar rahe hai.....

Chai banne ke baad Hinata ke babuji ko pesh kiya gaya chai....Ino bhi gayi unse milne....sab program khatam hone ke baad Babuji chal diye apne ghar.....Ino bhi nikal gayi....

Aaj Shai bhi pahle pahuch gaya ghar aur sath mein Naruto bhi....

Hinata ko laga ki pucche aaj jaldi kaise.....par bol kaha paati thi.....

phir hua Choliya mein hukk raja ji.....

Daaru pi nahi paaya aaj piyak Naruto.....ghar mein khana tha nahi....to Dairy pe noodles wale se noodles mangwa kar kha liya....

din gujarte gaya......thoda bahut time ke baad Naruto daaru kam kar diya.....aur ab paisa bhi ghar pahuchne laga......hua yun tha ki Hinata ke Babuji sun liye the sab.....Ino aur Hinata ka baat....

Ab thi to beti hi.....to chakkar chalwakar kuch.....Kakashi se batiyakar thoda intezam karwa diya tha wo.....

Main dikkat tha Tsunade ka wahi lekar chali jaati thi Naruto ko aur uske dost sab ko.....budhiya sab paisa khatam karwa deti thi.....aur jo bach jaata wo udhar maang leti juwa khelne ke liye.....Kakashi se bol kar Budhiya ko thoda time ke liye bahar bhej diya tha.....

AB roj Naruto ghar jaldi aata Hinata ke sath acche se khana khata......thoda bahut batiyata.....phir sab kar ke so jaata.....

Naruto bhi tha to ekdum se ladhbhak hi...Saamne se bol paata nahi tha....

I love you Hinata.....to music player kharida......paisa bachakar.......aur roj aakar ganna bajata tha

"Aaj se teri sari galiyan meri ho gayin
Aaj se mera ghar tera ho gaya
Aaj se meri sari khushiyan teri ho gayin
Aaj se tera ghamm mera ho gaya"

iss ganne se wo apne pyar ka izhaar karne lag gaya.....Hinata bhi samajh gayi accha tarika hai....isse hum dono sahi se khul paayenge....

wo bhi ganna baja diya karti kabhi kabhi.....jisko sunkar Naruto bhi khush ho jaata....par raat mein bas Choliya mein Hook raja ji hi bajta tha.....

Par kahte hai naa.....sab waisa hi nahi rahta......

Hinata ab mission wagera pe jaana kar di thi band.....Team 10 ka kutta wala aadmi police mein chala gaya tha ego master ban gaya tha....to team baccha tha nahi....

Par team 7 tha ekdum se zabarzor kaam mein laga hua.....jo ladki thi Sakura....wo ban gayi thi best doctor.....jo ladka tha billar jaisa muh wala wo ban gaya tha intern Hokage.....aur Shai wo to drawing bana hi leta tha.....

bas inko kaam mila ye log chal diye.....kaam mein aa gaya thoda dikkat......Shai ho gaya thoda alag inn dono se.....

Naruto ka lomdi ko bhi daaru ka aadat lag gaya tha aur abhi wo pi raha nahi tha to wo tha gusaya hua.....to power de nahi raha tha waisa.....mendhak sab bhi thoda madarchod type ban gaya tha iska......bulata kisi ko tha aa koi aur jaata tha.....

Khair Sakura thi to baccha li isko.....aur jab pata kari ki dikkat ka hai to pata chala ki Naruto pe koi dawa ka asar huwa hai.....lambe samay tak tikne ke liye dawai lene lag gaya tha issi wajah se ho raha tha kamzori.....

Sakura lekar aayi usko wapas se leaf village par Hokage office yaa uske ghar nahi.....wo lekar gayi Naruto ko apne ghar pe.....ilaz karne ke liye......

Hinata ko Ino se pata chal gaya tha ki Team 7 pareshani mein hai.....Shai wapas aa gaya tha....

Hinata ko sab bole.....Intern Hokage hai khela thodi hai usko kuch ho jaaye.....par ek madarchod tha......wo bol diya.....mar to sala Hokage bhi jaata hai.....tumhara dulha to bas intern hi hai abhi.....baap Hokage tha....yaad hai.....

Hinata ke dimag mein bas yahi ghumta rahta.....aur wo roj Hokage office jaakar baith jaati....aaj jab usne sunna ki Sakura aur Naruto wapas aa gaye hai to wo chali gayi jaldi se Hokage office.....ki kab aayenge hamare wo kam hum unko dekhenge.....

Par piya aaye naa......uske piya ka ilaz chal raha tha Sakura ke ghar pe.....

Sham ho gayi....phir raat ho gayi......office band karne ka waqt aa gaya.....Kakashi se puccha to Kakashi ne bataya report to kara nahi usko unn dono ne.....sayad ghar pe hi ho.....

Hinata ke ghar pe ho nahi sakta Naruto......lock karke aayi thi ghar wo.....phir wo chali Sakura ke yaha dekhne ki wahi honge dono.....

Jaa hi rahi thi ki hospital se Shai aur Ino aate hue dikh gaye.....

Ino ne Hinata ko bataya kaise Shai ki jaan bachayi hai Naruto aur Sakura ne......unn dono ko joddi to kammal ki hai.....dono jab sath mein ho to koi unka kuch nahi kar sakta.....aur bhi bahut kuch bol gayi bolte bolte.....

Theek hai Hinata ki bhi dost thi Sakura....par usko yaad aane lag gaya kaise Sakura ke picche pade rahta tha Naruto hamesha shadi se pahle.....haa pahle wo bhaw nahi deti thi...par ab.....ab to intern Hokage ban gaya hai Naruto.....kya abhi bhi wahi baat hai yaa.....

Ab kisi patni ke samne uske pati aur kisi aur aurat ki jodi ki tarif ho to yahi hoga....

Hinata pahuchi Sakura ke ghar pe.......pata nahi kya sujjha usko ki byakugaan use kar liya usne darwaja khatkhatane se pahle.....aur usse jo dikha.....rone lag gayi bechari.....

Bedroom mein bistar pe leta hua tha Naruto bina kapdo ke......aur bathroom mein naha rahi thi Sakura.....

Hinata wapas apne ghar chali gayi.....thodi der baad Sakura aur Naruto ek sath pahuche Hinata ke pass....

Hinata ko abhi bhi wahi scene dikhai de raha tha.....wo chah kar bhi usse bhul nahi paa rahi thi.....

Jab dono ghar pe aaye to unko ganna sunai diya.....

"सुन रहा है ना तू? रो रही हूँ मैं

सुन रहा है ना तू? क्यूँ रो रही हूँ मैं?
सुन रहा है ना तू? रो रही हूँ मैं

सुन रहा है ना तू? क्यूँ रो रही हूँ मैं?"

Sakura ne Hinata ko bataya ki Naruto ko thodi kamzori aa gayi thi.....waise to wo aaram kar hi raha tha par usko thoda aur aaram chahiye hoga...to usko jyada kaam na karne de.... ye sab bol kar wo nikal gayi wapas apne ghar ko......par ganna chalta hi raha.....

Naruto ko laga usko aise dekh kar wo pareshan hai iss wajah se aise gaane bajja rahi hai....thakka hua tha to so gaya........

Wo to so gaya par apni safeed aankhon mein neend nahi laa paayi Hinata.....jaise hi band karti wahi sab dikhai deta usko.....

Kisi tarah ye raat gujar gayi.....

Kuch din aur bitte Naruto ko pata bhi nahi tha kya chal raha hai.....Hinata ne bhi wo sab bula dene ki koshish kari aur kaamiyaab ho hi gayi thi.....ki phir wo raat aa gayi.....

Tsunade, Kakashi dono Hokage apne Intern Hokage ke yaha khana khane aaye the....Sakura bhi aayi thi.....wo sath mein kam karti thi inke, Team 7 se bhi thi aur to aur Tsunade ki student bhi thi.....

To wo bhi aayi thi.....Hinata ko ye baat bilkul pasand nahi thi.....par bolna to aata nahi tha bklol ko.....

Khair phir inn sabka baithak laga....aur daaru ki bottle khulne lagi......Hinata ki tabiyat thodi kharab hai aisa bol kar wo khud sone chali gayi.....uske jaate hi inn sab ne daaru pina shuru kar diya.....

Kakashi ko tabhi waha pe music player dikhai diya.....wo ekdum se khush ho gayya.......usne apna phone nikala aur chalu kar diya bajana Bhojpuri gaane.....

"Ab Bhayil Hamar Shadi Na Mili Ab Azadi
Jawani Na Ha Chatni Ki Tohra Ke Chata Di

Hokhte Biyah Tu Ta Phull Gailu
Milte Marad Hamke Bhul Gailu
Ho Okare Godi Mein Jaake Jhul Gailu
Milte Marad Humke Bhul Gailu

Rahani Kuwaar Khube Le La Maza
U Khaile Basiya Tu Khaila Taza"

Ye ganna bajne lag gaya.....sab daaru piye hue the aur jhoomne lag gaye......Hinata ke baare mein sab bhul gaye.....phir dance shuru hua......Kakashi aur Tsunade alag naach rahe the wahi Naruto aur Sakura alag.....aur ye sab apne Byakugaan se dekh rahi thi Hinata......usko Kakashi aur Tsunade se kuch matlab nahi tha.....usko bas Naruto aur Hinata....iss ganne pe jhoomte hue dikhai de rahe the.....

Ab usse raha nahi gaya.....usne apna bag pack kiya aur chal padi ek chitthi likh kar takiye ke pass rakh ke apne Babuji ke ghar....

Raat ka waqt tha akeli wo chali gayi thi.....Ab Hyuga khandan ke sabse bade ghar mein jaa rahi thi...to naukar wagera to honge hi.....

Darwaja khola gaya.....aur wo sidha bina kuch bataye apne purane kamre mein chali gayi darwaja band kiya aur rone lag gayi....

Yaha pe sab ke sab hi Byakugaan wale the to inke kamre aise banaye jaate the ki dikha naa kaise bhi ander chal kya raha hai.....par iss baklol ko kaun bataye rone ki aawaj to aati hi hai bahar.....

Hinata ke babuji ko bhi sunai padi wo aawaj....par raat ka samay aur aise haalat dekh kar unhone kuch naa karne ka socha abhi.....aur subah ka intezar karne lag gaye.....

Wahi Naruto daaru pine ke baad baaki sab ko ghar vida karke nikal pada.....sone ke liye jab kamre mein gaya to koi nahi tha....har jagah Hinata ko dhundha kahi mili nahi....phir uska nasha utar gaya....jab usne wo chitthi padhi.....

"Mujhe pata hai tum Sakura ko pahle se hi pasand karte ho.....main hamesha tumhare liye second choice hi rahungi.....wo to Sasuke se pyaar karti thi wo iss wajah se tumne usko jaane diya.....par ab sayad Sasuke ke yaha naa hone se wo tumhare aur kareeb aane lag gayi hai.....Ab main tum dono ke bich nahi aaungi.....Main jaa rahi hu apne Babuji ke yaha.....Alvida.."

Raat ke ussi waqt Naruto jaldi se bhagte hue apne sasural pahucha.....phir se darwaja khula....iss baar Hinata ke babuji jaag hi rahe the.....Naruto sabse pahle unhi se milne gaya.....

Aur jaate hi unko wo chitthi pakda di....

Unhone chitthi padhi....phir Naruto ki oor dekha.....

Naruto - Apki beti ka dimag kharab hai.....kuch bhi likh diya hai aur chali aayi hai.....kaha hai wo....

Babuji - Jamai ji....baat aisi hai.....Hyuga khandan mein ye aam baat hai.....

Naruto - Ye aam baat hai....mujhe acche se samjhaiye....

Babuji - Apne Uchiha khandan ke baare mein suna hi hoga ki unka Sharingan kaise vikshit hota hai......kuch waisa hi hai hamare Byakugan ke liye bhi.....jab hamari shadi ho jaati hai....to hum apne partners ke sath kisi aur ko dekh kar kuch bhi sochne lag jaate hai.....aur ye tab tak hota hai jab tak hume wapas se yakin naa ho jaaye ki wo sirf hamara hai.....aur yakin hone ke baad hamari powers badh jaati hai.....Mujhe laga tha aap dusre clan se ho to meri beti ke sath ye sab nahi hoga....par main galat tha mujhe iss baare mein aap dono ko bata dena chahiye tha.....

Naruto ko Hinata ke kamre ka rasta bataya jaata hai aur wo uske kamre ke darwaje ko knock karna shuru karta hai.....

Naruto - Hinata darwaja kholo....mujhe tumse baat karni hai....

Aaj Hinata khud se gaana gaane wali thi....

"Tune Dil Mera Toda Kahi Ka Na Chohda

Tune Dil Mera Toda Kahi Ka Na Chohda
Sanam Bewafa Wo Sanam Bewafa
Sanam Bewafa Wo Sanam Bewafa "

Jab Naruto ne ye suna to usne bhi ganna gaya,,,,

"Janeman Meri Jan. Main Nahi Bewafa
Janeman Meri Jan, Main Nahi Bewafa
Meri Wafa par Na Tuhamat Laga
Main Nahi Bewafa
Main Nahi Bewafa
Main Nahi,Bewafa

Main Nahi.... Bewafa"

Hinata ye sunkar usse puchne ko darwaja kholti hai ki bewafa nahi to kya ho.....kya tha wo sab......

Phir Naruto sab clear kar deta hai aisa aisa baat hua tha.....tum galat samajh gayi ho.....sath mein usko ye bhi batata hai ki kaise Hyuga khandaan ki ye pareshani hai wo bhi ek kaaran hai ki tum yaha aa gayi ho.....

Hinata ko yakin dilane ke liye Naruto ne waqt bhi dikhaya aur bola agar tum sahi hoti to iss waqt iss halat mein kyun aata tumhe lene.....

Hinata Naruto ki baat par ekdum se bharosha kar leti hai aur chali jaati hai.....

:sigh: aur bhi chizzen add karni thi par kuch unknown chizzon ki wajah se :scared: ka mahaul hai.....
 
Sabhi Japani cartoon walo se anurodh hai :smile:
ek baar jarur padhare.....
don't miss to the poll
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Elon Musk_

Let that sink in!
Supreme
52,966
31,004
354

Beti ko chod ke gaya kya koi :?:
 
Ristrcted

Now I am become Death, the destroyer of worlds
Staff member
Sr. Moderator
46,065
39,130
304
Screenshot-2024-0911-004453

Sarada hai woh :bat1:
Bet ko chodke nahi chhodke :slap:

Maaf karna bade manhoos lagre ho
Phir mat karna
:lol: count 1
sahi kar raha isko
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Sr. Moderator
25,759
24,810
274
Gaynime lobers
 
Ashish120

Arise...
Staff member
Sectional Moderator
23,387
20,145
229
Short summary batao koi mujhe
 
  • Like
Reactions: Aakash.
Top