- 199
- 611
- 94
Kal ek ladki ke sath first time sex kiya tha uska bhi first time tha or mera bhi so jaise hi land ko chut me dalne ka ko kiya to wo mna karne lagi ki mat karo dard ho rha hai jalan bhi ho rahi hai but 1-2 bar try karne ke baad finally maine land jaise hi uski chut me dala or land aadha hu ghusa hoga shayad uski chut me ki usne jhatke se dhakka de kar mujhe peeche hta diya or bola bahut jyada dard ho rha hai or neeche dekha to bleeding ho rahi thi so wo bhag kar bathroom me chali gayi or kafi der tak usko bleeding huyi bahut jyada maine usko pain killer la kar diya or bola ki thodi der me bleeding or pain dono thik ho jaayega lekin abhi 24hr something ho gaye hai wo bol rahi hai ki pain bahut jyada ho rha hai and bleeding bhi ho rahi hai usne bola mujhe pad use karna pda hai bleeding ke liye or raat me ek baar change bhi karna pda tha itni bleeding periods me bhi nahi hoti jitni abhi ho rahi hai and dard bhi kafi jyada kar rha hai
So mai yahi puchhna chahta hu ki kya ye normal hai sach me itna jyada bleeding or dard hota hai kya please jisko bhi pta ho btaye jarur
So mai yahi puchhna chahta hu ki kya ye normal hai sach me itna jyada bleeding or dard hota hai kya please jisko bhi pta ho btaye jarur