- 7
- 6
- 4
Hello Everyone!
Mera naam Bhediya Bhai hai, aap se mil kar khushi hui, umeed hai ke hum achay se guzarain gay. Ek baat jo mein pehlay wazeh karna chahta hoon woh yeh hai ke maine do jagah se inspiration li hai (na ke copy kiya hai). Ek hai kahani My Werewolf System aur doosra hai TV series Teen Wolf. Yeh sirf inspiration ke tor par hain kahani likhnay ke liye, aur kuch nahi. Yeh wazeh karna zaroori tha pehlay ke koi copying ke ilzaam lagaye.
Kuch Ahem Baatain Jo Zehan Mein Rakhni Hain:
1. Is kahani ke genres honge Fantasy, Adventure, Adultery, Incest, Harem, Supernatural aur Romance.
2. Shuru mein, storytelling aur duniya ka tasavvur bananay ke liye kahani dheemi hogi, lekin jab sab kuch theek se set ho jaye ga to kahani tezi se aage barhegi.
3. Har cheez meri imagination par mabni hai, agar kuch cheezain bilkul sense na banayein to iska matlab yeh hai ke yeh sirf meri soch ka hissa hai.
4. Updates haftay mein do dafa schedule kiye jaenge, ek mid-week yani Wednesday ya Thursday ko, aur ek weekend par yani Saturday ya Sunday ko.
5. Kahani arcs mein likhi jaye gi. Is wajah se bohot saari planning hoti hai, isliye kabhi kabhi updates mein delays ho sakti hain agar main plot points ko plan kar raha hoon ya unhein rework kar raha hoon.

Last edited: