Update 17
Raat ke 11 bajne ko the.Rishabh khali road par chotu ki bike dhuadhar bahaga raha tha.
Uska phone fir baj utha ,usne check kiya, fir se Rakesh ka call tha.
Rishabh ne fir jawab nahi diya, bike ek bade se ghar ke saane khadi kiya.
Gate khola andar gaya, aur darwaje ko dhaka diya hi tha...