dadaji ke maut ki baadh Abu thode pareshan mai chal rahe the, abu ki pareshani ka waja to mujhe pata nahi tha lekin wo kafi khamosh the, mano jayse
kuch sooch rahe ho yahe mujko feel hota raheta tha, aur kafe wakt ho gaye abu humesha kaam mai he busy rahete hai, waise humara khandan khus to tha...